try to control on your self during trading

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    G forex trading mein emotional ho kar trading nhi kakarna cahaiye kiok forex trading mein agr hum emotional ho kar trading Karen gay tu hum forex trading mein kuch hasil nhi kar sakty han aur emotional se hi greed hota hy js se forex trading mein buht ziada loss ho sakta hy is liye forex trading mein emotions aur greed se backar trading karni cahaiyeka
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      g han forex trading mein apko chahiye ke ap is mein apne emotions pe control karen aur ap is business ko jitna ziyada deeply seekhenge iski practice karenge ap is mien utne hi kmaiyab honge.
      • #18 Collapse

        Trading key doran emotions, greed aur jald bazi sey door rehna aur koi bhi decision emotional ho kar nahi karna, warna loss honey ka khatra ho jaye ga. Yeh hamari weakness hoti hain aur hamain nuqsan puhanchati hain. Hamain apni weakness ko control krna hy aur apni strength ko barhana hy.
        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
        • #19 Collapse

          Trading key doran apney emotions ko control kr key agey barhna chaheye. Emotional ho kar log greedy ho jatey hain aur ziada profit key chakar main par jatey hain. Yeh condition buhat dangerous hoti hy aur is sey kafi loss ho sakta hy. Is leye apney emotions ko control main rakhain aur patience key sath kam karain.

          اب آن لائن

          Working...
          X