Forex ma ziadatar loss kun hota h
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex ma ziadatar loss kun hota h
    Assalam o alaikum dear frnds forex ma loss hona ki sab sa bare wja lack of knowledge hota ha loss tb hota ha jb apko trading k bara ma complete information hote hi nae h apko chahih k trading lagana sa pehla apna senior members sa trading K bara ma skills develop Karen treading k important rules ko understand Karen Jo mistakes ap sa Jo chuki ha us na seekhen taka wo dobara na ho saken tb hi ap loss sa Bach sakta ho r Acha bonus hasil kr sakta ho
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex ma ziadatar loss kun hota h

    Forex m ziada tr Lash tab Hota Hai Jab aapko Forex trading main market ke bare mein ilm Hasil Nahin ho sakta yah to aap pass experience ki Kami Hoti Hai dusra use album ke bare mein Kami hoti hai aur Teesra aap market ko analyse nahin kar sakte Agar hi hai sari chijen aapke pass Nahin Hai To aapko Lash ki Shakal Mein bardasht karna padega Agar aapke pass knowledge bhi hai experience bhi hai market ko analyse bhi kar sakte hain tab hi jakar aap apne Lash ko khatm karke profit Hasil kar sakte hain
    • #3 Collapse

      Re: Forex ma ziadatar loss kun hota h

      Forex ma ziadatar loss kun hota h

      Hello i hope you all are well /
      buhat hi a6a sawal hy ap ka ky forex ma zyada tar loss hun hota hy is ki sab sa bardi waja hy lalach
      kahty hy na ka lalach insan ko marwa dati hy yahi forex ma bhi hy ka lalach insan ko marwati hy
      jab ap ak trade lagaty ho or wo profit ma ja rahi hoti hy to ap sochty ho qu na trade thordi or profit ma jaye to hi cancial karo per is chaker ma hi wo apna buhat parda nuksan karlata hy
      ager wo ap lalach na krty ho ap ka nuksan na hoty ya asi earnin hy jis ma pasy pani ki tarhaaty hy or hawa ki tarha jaty hy
      ager koi bhi treading sa earning karna chata hy to lalach na kary to ap a6y ammount kama sakty ho
      • #4 Collapse

        Re: Forex ma ziadatar loss kun hota h

        Dear friends forex forum pay loss unko hota hai jinko trading karne ka experience Na Ho aur knowledge Na Ho trading co market mein pahle analyse Karen FIR trade Karen tan ke aap market mein lalach na kry iske liye aapko mehnat aur hardworking ki jarurat hoti hai acchi trading ke liye aapko achcha knowledge aur market ki har chij ke bare mein achcha pata hona jaruri hai loss Na Ho
        • #5 Collapse

          Re: Forex ma ziadatar loss kun hota h

          Forex mein jyada nuksan hone Ki Sabse Badi vajah yah hai ki ham log Forex ke kam ko acche tarike se nahin sikhate aur trading karne mein jaldbaji ka muzahira Karte Hain Jiski vajah se bahut se members ko nuksan Hota Hai agar Ham Forex ka per aap per knowledge Hasil Karen aur use Waqt Tak apni trading ko Shuru na Karen jab tak Hamari learning Puri Na Ho Jaaye to Fir Humko Forex Mein nuksan Nahin hoga Hamen chahie ki ham aur isko join karne ke bad Apna experience aur apni learning Mein ijafa Karen Jab Hamari learning bahut hi jyada ho jaaye Uske bad Ham Ko trading account mein mein kam karna chahie
          • #6 Collapse

            Re: Forex ma ziadatar loss kun hota h

            Assalamu Alaikum dear friend is vajah se hota hai Kyunki Ham Karm bonus for trade Karte Hain tu Hamar account Jalti was ho jata hai aur ham Hamesha loss ka Samna karte hain isliye aap mehnat Karen Agar Main Karenge tabhi aap Kamyab Honge Forex Mehman Karne Wale Kamyab hai aur aap kamyabi Chahte Hain To mehnat Karen
            • #7 Collapse

              Re: Forex ma ziadatar loss kun hota h

              Assalam.o.alaikum good morning dear forex members Pakistan forex me ziada tr log es lye kamyab nhi hoty jb wo forex me kam krty hn to unk pas experience nhi hota or wo start me bht nqsan othaty hn or jb trading krty hn to unko los ho jata hy or wo jldbazi se kam krty hn es lye unko los hota hy lose se bchne kalye zrori hy k apko ziada se ziada mhnt krni chahiye experience hasil krna chahiye demo account pr practice krni chahiye demo account pr practice krne se apko acha experience hasil hota hy
              • #8 Collapse

                Re: Forex ma ziadatar loss kun hota h

                W/Salam Bilkul nhi forex mein sirf lalachi Traders ko he loss hota hy, her loss humari wrong Analysis ki waja say hoty hein, is liye humein apny experience ko acha bana caheye, jab tak humein achy analysis karna nhi aye ga humein loss hota rahey ga, likin professional traders to apny losses say b learning hasil kartein hein.
                Instaforex is the Best broker
                • #9 Collapse

                  Re: Forex ma ziadatar loss kun hota h

                  walikum Assalam forex ma loss us ko hota ha jis ka pas experiance ni hota ha or forex ka bara ma ilam be ni hota ha is leya us ko loss hota ha. sab sa pahla jo be new aya us ko forex ka bara ma knowledge hona chaheya phr demo account pa kam kara phr trade kar ato profit gain kar la ga.
                   
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex ma ziadatar loss kun hota h

                    Assalamu Alaikum dear Forex members Umeed karta hun kya aap sab log khairiyat se Honge aapane bilkul theek kaha hai ki Forex Mein jyadatar loss Kyon Hota Hai to Forex Mein jyadatar loss Ki vajah Hai lalach Karna jaldbaji Karna Sabar se kam na Lena lot size ka Jyada use karna to yah vah main reason Hai Jin ki vajah se Forex Mein jyadatar loss hota hai agar aap Sadar se kam Karenge to aap yakin Kamyab Honge
                    • #11 Collapse

                      Re: Forex ma ziadatar loss kun hota h

                      Assalam o alaikum
                      Forex hamin loss lalach aur jaldbazi ki waja se hota hai kynki agar ham lalach aakar koi Kam karty Hain Tu hamin loss hota hai aur agar ham jaldbazi main aakar ko Kam karty Hain Tu bhi hamin loss hojata hai Tu isliye hamen chahie ki ham na jaldbazi aur na hi Apne kam main lalach lain balky apna Kam aaram o sakoon KY sath aur Bina lalach KY Karin Tu hi ham aik achchy business man ban sakty again aur issi main hi hamari kamyabi hai
                      • #12 Collapse

                        Re: Forex ma ziadatar loss kun hota h

                        buhat hey a6a sawal hy ap ka ky forex mama zyada tar loss hun hota hy is ki sab sa bardi waja hy lalach kahty hy na ka lalach insan ko marwa dati hy yahi forex mama bhi hy ka lalach insan ko marwati hy hit ap ak exchange lagaty ho or wo profit mama ja rahi hoti hy to ap sochty ho qu na exchange thordi or profit mama jaye to hello cancial karo per is chaker mama greetings wo apna buhat parda nuksan karlata hy ager wo ap lalach na krty ho ap ka nuksan na hoty ya asi earnin hy jis mama pasy pani ki tarhaaty hy or hawa ki tarha jaty hy ager koi bhi stepping sa gaining karna chata hy to lalach na kary to ap a6y ammount kama sakty ho.forex ma loss us ko hota ha jis ka pas experiance ni hota ha or forex ka bara ma ilam be ni hota ha is leya us ko loss hota ha
                        • #13 Collapse

                          Re: Forex ma ziadatar loss kun hota h

                          Hello bro how are you, lose se bchne kalye zrori hy k apko ziada se ziada mhnt krni chahiye experience hasil krna chahiye demo account pr practice krni chahiye demo account pr practice krne se apko acha experience hasil hota hy
                          Ali hassan
                          • #14 Collapse

                            Re: Forex ma ziadatar loss kun hota h

                            forex mai ziyada tr nuqsan forex kay knowledge se waqfiyat na honay se hota, lalaach kay chakar mai loss hota hai, jald bazi mai trading krnay se hota hai. traend kay mukhalif
                            trading krnay se hota hai, iss ilam se na waqfiyat kay kb market ko buy krna hai aur kb market ko sell krna hai. ye chand cheezain agar hum cover kr lain tu loss se bach sktay hain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Forex ma ziadatar loss kun hota h

                              yes dear right kaha hain forex tradin gmain har person ko loss hota hain har traders loss kar rha hain or forex trading ka busniess ek risky busniess hain knowledge kaaam hain tu baar baar loss hoga jisne k pas learning strong hain tu kabi b loss nhe ho skta hain forex trading main hard work kare forex trading main regular learning kare demo account main pratice kare tab he kamyabi mil jygi is liye jitne b traders hain knowledge ko incresss karna must han

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X