money management in forex trading

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1096 Collapse

    Money management forex men bahut ehm hoti ha hmain proper work kr k us k bad trade lgani chaheay aksar aisa hota ha k hum baghir sochay samjhay order open kr detay hain jo k ghalt ha hmain achi tarha work kr k agr me yeh order itnay lot k sath open kru to itna loss agr float kr jaye to me mazid kitni lot lga k recover kr skta hun yeh sari chezain calculate kr k trade lgani chaheay aur money management ici ko kehtay hain. So achi money management kamyab trading ki zamanat ha.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1097 Collapse

      Salam Traders Money Management k bina Forex karna aesa hi ha jaise pani bina Machli(Fish) ko chor do kitni dair zinda reh le gi aese hi ha Forex karna bagair Money Management k hum ziyada dair survive ni kar sakte is lyebohat important ha Money management
      Rimmy667
      • #1098 Collapse

        is forex main planing karen gay tab hi hum sucess ho sakty hain aur market main jitna is ko mangemnt kar k hi hum achy say trade kar sakty hain so hamain is forex main anlayse karein gay tab hi hum achy say perform karein gay ta k earning ho saky gi
        • #1099 Collapse

          Re: money management in forex trading

          forex mai hamy money management kar ky trading karne chahey pher he kamyab hon gy or acha bonus earn kar saky gy forex mai agar hum bager learning ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga or is mai market ka koi qasur nahi hota forex dinua ky bohat sy mumalik mai unique business ban cuka hain or yai pakistan mai legal ho cuka hain
          • #1100 Collapse

            Re: money management in forex trading

            forex mai hamy money management kar ky mahnet sy kam karna chahey pher he hum kamyab hon gy yai aik international business hain lakin agar hum is mai new hain to hamy is mai kam karny ka risk nahi lena chahey q ky hamy loss ho jy ga or is mai market ka ya brokers ka koi qasur nahi hota is mai money management ke bohat ahmeyat hain
            • #1101 Collapse

              Re: money management in forex trading

              forex mai hamy basic learning hasial kar ky market ky rules ky mutabik money management bana kar confidence ky sat kam karna chahey pher he hum kamyab hon gy forex aik asa business hain jis mai learning ky sat earning be hasial kar sakty hain yai east wast ai bohat taze sy pala raha hain yai aik international business hain
              • #1102 Collapse

                Re: money management in forex trading

                as-salamu alaykum friends menu Zaroorat Nahi Rehta Hoon Mainnew user who is easily remember aluminium money management ke baare mein Bataye ga jaldi se jaldi
                • #1103 Collapse

                  Re: money management in forex trading

                  money ko mange kar k hi trade karni ho gi ta k loss kam ho sakt hain aur hamain market main mangmnt kar k hi trade karni ho gi ta k achi trade karny k kabil ho sakty hain aur hamain is forex main up aur down ko dekhna ho ga ta k achy say trade karein gay
                  • #1104 Collapse

                    Re: money management in forex trading

                    ji jaanab apne bohat hi acha sewal keya hai money manegement ke bare mein ji mein ye kehna chahon ga ke forex tradinge mein kamjabi hasil karne keleye money manegement bohat zarori hoti hai or isse ap log asani se tradingew kar sakte hain
                    • #1105 Collapse

                      Re: money management in forex trading

                      Yes dear you are Right.... , Money management is very important in forex trading, apko apna account balance dekh kar trading karni Parti hai K current situation mei ap k pas kitna current balance hai ap us say kitni Bari Lott laga saqtY hain kyo k agar apko loss bhi hota raha hi kisi trade per to ap usay bad mei recover kar saqay agar ap k pas enough balance ho to kyo k apko pta hai forex is sometimes risky work also to apko Apnay current balance ko dekh kar money management kar k trading karni chahaye.
                      • #1106 Collapse

                        Re: money management in forex trading

                        Forex treading ma servive krny k leya money management sb sa important factor hy, ,forex agr ap live rahna chaty ho tu money management ko follow krna important hy,, jo b trader hy without money management wo kbi apni goal achieved nae kr sakta,, forex treading ma only way to success is the follow money management
                        • #1107 Collapse

                          Re: money management in forex trading

                          money ko mange kar k hi trade karni ho gi ta k achi trade kar skaty hain aur market main enter hony say pahly is k bary main information hasil kar k hi hum real main sucess ho sakty hain aur market main analsye kar k hi hum real main kamyab ho sakty hain aru sucess hon gy
                          • #1108 Collapse

                            Re: money management in forex trading

                            money ko mange kar k hi trade karni ho gi ta k achy say trade kar sakty hain aur market main forex k bary main informatin hasil kar k hi hum real main achy say trade karny main bi koi mushkl na ho saky gi aur is forex main expeirence best ho ga tab hi hum sucess ho sakty hain
                            • #1109 Collapse

                              Re: money management in forex trading

                              Money collect krnyy kaa too sbkoo pta hotaa haaii lhlnn money managmnt bb bhtt zrurii haaii eskii madad see humy apnii money ko behtr use krr skein gy humy apnii planing maxboot rkhnii chaiyee aorr usii planing koo follow krna chaiyee...
                              Mehnat Me Azmat hai
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1110 Collapse

                                Re: money management in forex trading

                                money ko mange kar k hi trade karni ho gi ta k achy say trade kar sakty hain aur market main enter hony say pahly is k bary main anlasye kar k hi hum real main kamyab ho sakty hain aur market main greed ko avoid kar k hi hum real main sucess ho sakty hain aur is say faida ho saky ga

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X