money management in forex trading

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    ye baat bhe kaafi madad gaar sabit hogi kyun k ye kaam market ko dekh kar karna parta hai k kis waqt kya hisaab hai aur apne kaam k bare main har khabar rakh kar aur apni money ko dkh kar he earn karna chahye warna bohot zayada loss ho sakta hai.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      dear forex trading business me moeny management ki bohat hi importance hay aur ap money management kay beghair trading me profit earn nahin kar sakte hain aur forex business aik asan online profitable world wide business hay.
         
      • #18 Collapse

        money management trading main buhat aham hoty hay.buhat say trader is business main say bi hoty hai.jin kay pas is business ka acha knowledge to hota hay.mager un ko forex trading main money management kay baray main nahi pata hota.jis ki waja say un ko apni trading main loss ho jata hay..
        • #19 Collapse

          agar money management ko proper study kar kay trading ki jay tu is baat me koi shak nahi hai kay hamari Equity hamary Balance se hamesha upar rahy gi or hum loss kar kay bhi profit me rahen gay.
          • #20 Collapse

            Forex trading me money management bohat zaroori hai agar trader order laga de or us par stop loss na de to wo itna ziada loss bhi hasil kar sakta hai jis se us ki equity or free margin kam ho jata hai or wo trader k liye better nhi hai is liye trader ko chahiye k concentration k sath trading kare or money management ka khyal rakhy jo trading me bohat zarori hai.
            • #21 Collapse

              Money management is very much about Forex trading. Without adequate funding, management must face loose is good. Every new trader must first learn to deal with money.
              • #22 Collapse

                stop or loss take profit mere khyal se money management k liye hi trading mai indroduced krwaya gya hai.jis ki wja se ap jitna profit ya loss chahty ho utna hi hota hai is se zyda nai hota.or ap ka balance sara ka sara zaya hony se bach jata hai.achi money mamagement hi kamyabi ki zmanat hai
                • #23 Collapse

                  I think we should instead handle your money in every single trade and yes it simply can make us all success throughout fx. management is a very important for every trader.. to get success in forex follow the money management is very important..
                  • #24 Collapse

                    Yes agar hum money management kar lety hyn to is se hum loss se bach sakty hyn. Agar hum apny capital pe trading k waqt take profit or stop loss ko sahi tarah use kren to is se hamara profit increase hota hai so money management bohat zarori hai is se hum greed jesy emotions se b save rakh sakty hain apny apko.
                    • #25 Collapse

                      ap ki bat bilkul sahi he forex trading me hr kam planning boht zarori he isi tarah money manegment bhi boht zarori he agr ap money manegment se apko loss itna nhi hota
                      • #26 Collapse

                        Forex me money mnagment ko follow krna bahot hi eham hy,jis se ap daily ka earning plan asani se bna skty hn.
                        • #27 Collapse

                          money management mare nazar may boath importance ke hamil hay aghr ap ko yea knowledge ho kay ap nay money kb khna or ksy kis time lagane hay to ap is say kam time may profit kam sakthy ho
                          • #28 Collapse

                            money ko manage kerna he forex main sahi tariqa hay forex main ager ham apni trading lot size aur trading volume leverage kay sath set karain aur profit aur loss aik khas meaar rakhian to ham safe tariqay say forex main trading ker saktay hain
                            • #29 Collapse

                              apni trade ka volum kitna rukhna ha ..ye sub agr aap ki stretegy me cheezain aain to aap ko kabi loss nai ho ga yahi mony management ha
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                yes i agree with you ke money managment forex tarding main bhot zarori hoti hai kiun ke is main apko apna capital save rakh ke invest lagani parti hai ke agar hamara loss hojaye to hum filhal stop laga dain trading main lekin tarding akrne se pehle ap apne mind main aik plan tayar karen aur jitna apka amount hai uski strategy banayen ke hum agar itna invest karenge to hamen itna profit hoga jaldbazi main aur ziada profit ke chakr main pori investment na lagayen trading main isse hamen loss hosakta hai isliye trading main money managment ka hona bhot importance rakhta hai

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X