forex new traders k liye money loss business hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    g bhai fore xtrading ek business mien jitne bhi new traders hian unko is mien just loss hi hota hai aur apko chahiye ke ap is mien apne losses ko manage karna seekhen to ap phir kamiyab honge.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      Gee mery bhai forex business ak achi opportunity hai har ak ky lye. Likan Jo new traders hai agr WO es market mai planning ky mutabiq kamnkray hai you wo es market mai successful ho gy.
      • #33 Collapse

        g bilkul new traders .. jo meri tarhan sidha real account pay ja k sikhnay or kamanay dono ki kohsish karta haai wo loss hi karta haai .. demo pay practice kar k anay walay nhe loss kartay..
        • #34 Collapse

          g nahi dear new traders agar achi learning kar lety hey to wo acha profit b earn kar sakty hey hamary expernice par hota hay k ham es me loss karty hey ya acha profit earn karty hey
          • #35 Collapse

            yar dekehin agr starting mein humein loss hota hy tou huemin chayein ky hum zaida se zaida mehnat kartey rahey yahan par ta ky humein kam se kam loss hoye yahna par kyun ky hum us watq newbies hoty hy humein is business k barey mein us waqt zaida pata nhi hota hy lehaza humein humehsa try karna chayein
            • #36 Collapse

              loss he ka nahi sochna chahiye aap ko kiun ke sirf loss he loss nahi hote hain aese sab he log negative samajhne lag jaen ge yeh logon ki he galati hoti hai ke woh is business ko proper time nahi dete hain or phir loss hone ke baad market ko he blame karte hain sab se pehle har tarha se seekhna or samajhna chahiye then is business me start lena chahiye .
              • #37 Collapse

                Businessjo bhi Kaisa bhi hy us men loss hota hy Aisa koi business nai hy jiss men loss na ho islie chahe new hon ya old bhot hi ehteat or sath Kam Karen or loss Ka far na rkhen q ke loss business Ka aek hissa hy or har wakt hi loss nai hota ye bhi khayal rkhen
                • #38 Collapse

                  Hum galti tb kerty hy jb hamay oska k bary me maloomat km hoti hy tb hamara nuqsan hota hy jiska hamay bad me pta chalta hy tu ap pehly hi soch samj k kam kry or care k sath kry
                  • #39 Collapse

                    sir baat ya ha kay agar koi bhi new user ha uskay liye thora muskil to ho sakta ha lakin us ches ko fill krnay kay liye apky pas experince hona chahiye qk agar apkay pas experince hota ha tab hi ham forex ma earning kr sakty ha lakin hamay ziada loss bhi ho sakta ha bs apko forex ma mehnat krni chahiye takay ap loss say bach saky
                    • #40 Collapse

                      bhai bat ya ha kay ham agar koi bhi new bussniess start krty ha hamry pas experince hota ha tab hi ham forex ma earning kr sakty ha ta ya bussniess bhi wesy hi ha hamay yaha pay mehnat krni hoti ha or hamay experince hasil krna hota ha takay agar ham kasi bhi currency pay tarde krty ha to profit bhi ho saky
                      • #41 Collapse

                        nahi janab aisi baat nahi hhai jo traders forex ko bna learn kiye traqde krty hain unko loss hota hai laikin jo tradersis kam ko seekh k trade krty hain wo trading main profit aram sy bna liaty hain
                        FRD 07 TRADING JOURNAL
                        • #42 Collapse

                          dude ap ki bath per ham agree krtay hain lekn agr ek new traders forex ko sahi tareqay say samj paye tho new traders k lia loss ka koi chance hay be nahi. lekn hamat nahi harna chahye kuch rokawatay tho aa skti hain.
                          • #43 Collapse

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: riazg پيغام ديکھيے
                            dude ap ki bath per ham agree krtay hain lekn agr ek new traders forex ko sahi tareqay say samj paye tho new traders k lia loss ka koi chance hay be nahi. lekn hamat nahi harna chahye kuch rokawatay tho aa skti hain.
                            ge han bhai hmein apne trading mein sahih tareeqe se trading krne se loss nhe hota he aur hmein apne trading mein hmat se kam krna he aur hmein apne trading mein loss nhe krna he aur hmein apne trading mein experience se kam krte hien aur apne trading mein ihtiat krte hien to hmein apne trading mein kabhe money loss ka khtra nhe hota he
                            • #44 Collapse

                              Jo trader is par acche se working nahi karta hai Forex uske liye knows 12 business Samjha jata hai agar Iske business acche se kaam nahi karta toh usko chahiye Jisme invest Kare Koi Aur kaam kar le
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #45 Collapse

                                Sab SE pehle bat ke new trader demo par he knowledge lega experience lega tab he ja real mai trade Kar na..us ke bad be use loss hota Hai to busniess mai profit ke sat sat loss be Hai ye Chez to us ke zehn mai hogi.agar ap emotion ko control kar ke achi tarha learn kar ke trade karta hai to kam chance hain loss ke.han forex trade Hai bohat risky

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X