movement slow hony par trade na lagy

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    movement slow hony par trade na lagy
    jab market ke movement down ho to hamy is main trade nahe lagane chahey hamy trade lagany ky har aik rules ko pora karna chahey ta ky hum is main acha profit hasil kar saky yai aam job ke nisbat bohat ache job hain hum is mai sahe trade laga kar acha profit hasil karty hain agar hum is main galt trade laga dy gy to hamy loss he ho ga hamy loss ko katam karna ho ga
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: movement slow hony par trade na lagy

    Ji dost aapki baat bilkul theek hai Hamen Forex online business mein agar trading ke andar trade open karni hai to Agar market slow movement kar rahi hai To Hamen use Waqt trade open Nahin karne chahie Kyunki Hamari Trade 1 net profit Mein Aaegi aur Nahin ismein Ham Achcha prapt Kama sakte hain market Jab fast movement kar rahi ho Hamen trading Karni chahie jisse Ham aasani ke sath Achcha profit Hasil kar sakte hain
    • #3 Collapse

      Re: movement slow hony par trade na lagy

      Dear brother ap ki bat bilkul theek hey forex trading men jab market slow movement men hoti hey tu trend ki samaj nhi ati iss liay trade open karnay men jaldi nah karen balkay wait karen aur jab market fast movement men hoti hey tu aik trend k sath move karti hey iss liay uss waqt trend ko follow karen aur apnay balance k hisab se trade open karen tu zaroor achi trading kar k acha profit hasil kar saktay hen lekin trend k opposite trade nah lagaen warna bara loss ho jata hey
      • #4 Collapse

        Re: movement slow hony par trade na lagy

        Slow trade
        g dost hamy ager trade slow ho to hamy is time trade nahi lagani chahiye is sa hamy ik buhat bardy nuksan sa do char hona pard sakta y or is sa ap lost ma ja sakty hy
        is liya trade lagny sa phly ya dakh liya kary ka trade slow to nahi hy or trade ki position kya hy ya sab dakh kar trade kary taky ap ak buhat bardy nuksan sa bach sakky
        • #5 Collapse

          Re: movement slow hony par trade na lagy

          Movement show honay pay trada nahi lagay aap ki baat bilkul theek hai forex main jab market ki movement ho rhi ho tu aap ko uss time trada nahi lgna chaiy merket ki movement ka kuch pta nahi hota tu aap ko noksaan ho sakta hai
          • #6 Collapse

            Re: movement slow hony par trade na lagy

            Ji han pyare bhai main aapki baat se muttafeq hun forex market mein jab Kisi pair ki movements lo Hoti hai to hamen chahie ki Ham use pair per trade na Karen kyunki jab Ham aise pair per trading karte hain jiski movements lo Hoti hai to hamari vo trade jyada loss mein rahti hai aur bahut hi der bad wap profit mein aati hai to itna jyada waqt Jo Hota hai hamara Jaya ho jata hai aur hamara margin Bhi Nahin rahata ke Ham Koi aur trade kar saken isiliye hamen chahie ke Ham aise pair per trading Karen jiski movement pass Ho fast Hojab Ham Kisi aise pair per trading karte hain jiski mood fast Hoti hai to Ham yakin and spare se achcha munafa hasal kar lete hain aur hamari vo trade jo hoti hai vah rukti Nahin hai vah trade hamari nikal jaati hai aur jald hi Ham apna profit book kar lete hain aur dusri trade bhi open kar sakte hain agar Ham aise pair per trading karte hain jiski movement solo Hoti hai to iska hamen loss yah hota hai ki hamara maujan kam ho jata hai jiski vajah se Ham dusri trade open nahin kar sakte hain to hamen hamesha fast pair movement per trading Karni chahie Taki Ham Kamyab Ho shukriya
            • #7 Collapse

              Re: movement slow hony par trade na lagy

              Bohot achi baat hai ye, or ye ek nehayat achi naseehat b hai k humy tab trade nhi krni chahye jab market ki movement slow ho, wo is liye q k market ka koi barosa nahi koi pata nahi, esy halat me trade lagana is a kind of risk, tou trade lagany sy pehly market ko achi tarha sy analys krein, movement dekhein direction dekhein, trend dekhen os k baad ja k tashali k saarh perfect entry dhund k trade laga dein
              • #8 Collapse

                Re: movement slow hony par trade na lagy

                forex ik market trading business hain is main humhy ik kamyab trader banny k liye mehnat karni ho gai market ki movement ko dekhna ho ga maket ki analysis ko smjhna ho ga ku k market ki movement har mint k bad change hoti rehti hain is liye humhy chiye k humhy mehnat karni ho gai market ki analysis ko smjhna ho ga taki hum rules ko dekhty hoye trading kary or acha profit gain kar sake forex trading ik buth hi acha business hain is main hmhy mehnat karni ho gai taki hum ik kamyab trader ban sake or acha profit ain kar sake
                • #9 Collapse

                  Re: movement slow hony par trade na lagy

                  makrket ko movment ko samjhen nhe to ye ap ko loss de gi market 3 side par chalti ha up down or side pa or market jab side pa hoti ha to is ki movement bahut he zeyada slow ho jati ha us waqt trade lena fazool ha kun ka ye na up jati ha or na he down jati ha koshish karen jab market ki movment fast ho tab trade karen taky ap ko acha profit ho
                  • #10 Collapse

                    Re: movement slow hony par trade na lagy

                    forex trading mein jaldi aap trade karne ke liye market mein jaate Hain to market mein check kar rahe hain ki market mein movement slow hai ya 30 hai agar market mein volatility acchi hai to aap log market volatility ko dekhte hue trade lagaen Jo market mein mohabbat hogi to aap hi trade jal profit mein a sakti hai agar market mein movement hi nahin hogi to aapki trade aaegi jaise aap
                    • #11 Collapse

                      Re: movement slow hony par trade na lagy

                      Ji aapane bilkul theek kaha movement slow hone per hamen trade nahin karna chahie balke hamare pass uska knowledge hona chahie FIR hi Ham trade Karen to hamen loss hone ke chance bahut kam hai agar Ham Ek chhoti si movement per trade karenge to hamen loss ho jaega aur account bhi wash ho sakta hai isliye ye hamen market ko analyse karna na aata Ho tab hi Ham trade mein kamyab ho sakte hain
                      • #12 Collapse

                        Re: movement slow hony par trade na lagy

                        Hello doston agar market ki movement slow hai to aap usko acche se analyse karke trade Karen kahin aisa Na Hoke market aapko nuksan de de agar achcha profit ke liye trader pahle analyse karta hai FIR trade karta hai Taki acchi income hasil Ho iske liye jaruri hai ki aap jyada se jyada mehnat Karen aur market per najar rakhe hain taka acchi trading ho sake
                        • #13 Collapse

                          Re: movement slow hony par trade na lagy

                          Assalamu Alaikum, hamen Hamesha slow movement Mein hi trading Karni chahie taake ham safely trading kar saken, kyunki high movement trading Mein loss ke chances zyada hote Hain, kyunki high movement market ko fundamentally analysis ke sath trading Kiya ja sakta hai, or fundamental analysis karny k liye acha experience Caheye.
                          Instaforex is the Best broker
                          • #14 Collapse

                            Re: movement slow hony par trade na lagy

                            Ji han aapane bilkul theek kaha hai ki mum and low hone par Hamen Kabhi trade Nahin Lagani chahie agar aap moments Logon Ne pakre lagaenge to main aapka insan hai aur aap ko Jyada Se Jyada loss Ho Sakta Hai Jiski aapka kaun si Bimari ho sakta hai isliye Hamen chahie ki Hamen motivation Kidhar Mein Aansu hone ke bad Mein Kabhi trade Nahin Lagana chahie tha ki Hamen loss ka Samna karna Pade bahut Shukriya
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: movement slow hony par trade na lagy

                              Agar moment slow ho to hamay trade nai lagni chahiya takay kisi wakt market ki moment chang honay ka khatra barha jata hay is liya kabhi bhi asa kam nai karna chahiya jo hamari jald bazi aur ba sabari ka sabab banahay is liya mahnat karna bahot zarori hay moment slow ho to achay say analysing karhay takay acha profit hasal karnay may madad hasal ho sakhay is liya kabhi bhi jald bazi may trade na karhay jis say hamaray account ko khatar ho
                               

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X