Lagging indicators Ek Tarah Ke indicators hai jo previous data key-based per aapko prediction Karte Hain Ki aainda market Mein Teji Aaegi yah market niche ki taraf move karegi dusre Lafzon Mein lagging indicators previous data ki base per banaya jata hai aur yah estimate Kiya jata hai ki previous data ki best per market Upar ki taraf Jayegi ya niche ki taraf lagging indicators ki perfect example moving average hai lagging indicators ki Kuchh apni strenghts hai naur kuchh weakness Hai strength yah hai ki yah aapko previous data ki bhej per future ka trend bata deta hai aur weakness yah hai ki ismein time difference hota hai Jaani ke kab market Mein changes aa chauki hoti hai to aapko Kuchh der bad station ka idea hota hai aur Shuru ka Kuchh period aapse miss ho chuka hota hai trade mein
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим