new traders ko scalping hargiz nahi karni chahiye

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    ji bilkul new traders ko waqai scalping nhi krni chayein kyun ky jesy k ap khe rahy hy ye bht risky kaam hy tou mery khayal se tou new traders ko risks aisi cheezo mein lena hi nhi chayein starting mein aisey un ko loss ho sakhtey hy jo ky un k confidence ko bhi khatam kr sakhta hy
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      new traders ko kabhi b scalping nahi karni chahiye kyu k ye aik bohat he risky technique hoti hai. ham ko forex trading mai scalping ki bajaey koi aisi technique apnani chahiye jo kam risky ho.
      • #18 Collapse

        It is not dangerous pair i see all pairs is good if you capital is 500$ but if you can do trade in gold and sliver or any other metal than you will loss your all money because in my mind it is the most dangerous pairs
        • #19 Collapse

          jee bilkul janab ap bilkul theek keh rahay hain new traders ko kabhi bhi starting main scalping nahin karnii chahyiee kynk scalping buhat zada rsikyy ahe or jab tak hamaray pass proper knowledge and experience an ho iss business k baray main tou ehtiyat he karni chahyie
           
          • #20 Collapse

            G forex trading mein Jo new trader han un ko scalping nhi karni cahaiye kiok scalping se new trader ko buht ziada loss bhi ho sakta hy wo is traha k scalping karne k liye knowledge experience ki zaroorat hoti hy aur new trader ko knowledge experience kam hota hy js ki waja se loss hota hy
            • #21 Collapse

              Scalping main short targets set keye jatey hain aur profit earn kia jata hy lekan yeh technique buhat dangerous hy. Agar aap ki judgement wrong ho gayee to big loss ho sakta hy. Is leye yeh techniques sirf experienced logon ko hi suit krti hy aur wohi log is sey faida uthatey hain. New traders ko aur unexperienced traders ko is technique sey door rehna chaheye.
              • #22 Collapse

                Jee han apko iss main sclaping nahi karni chahiay aksar log nahi balke ziada tar iss main our samart bante hain scleping kar k apna balanc barbad karte hain iss laizarori hai apko k aap scleping se bach k rahen uar scleping free ho k earning karen iss se apko loss nahi ho ga
                • #23 Collapse

                  g han new traders ko scalping bilkul b nahi karni chaye or simple trading hi karni chaye je me kam se kam lot size ki trades hon ta k new traders zeyda loss se bach saken
                  • #24 Collapse

                    Dear main ap ki bat sy agree karta hon new trader ko chahiye ko wo short trem trade kary aur km time main tread ko close kar kar ka apna profit earn kary agher new trade scalping karna chata hy to wp pahly demo account pay practice kary aur jab us ko ya yaken ho jay ka wo ap real account pay bi scalping kar sakta hy to us ka bat wo real pay trade kary
                    • #25 Collapse

                      g han new traders ko scalping nahi kerna chaiy aik tu new traders k pas experience nahi hota ha or uper se scalping boht risky wala kam ho jata hai is liy scalping se tu ap dor hi rahin ap normal trading kerien yehi ap k liy best hai or ap is se hi acha earn ker sakty hein
                      • #26 Collapse

                        trading ko sirf mere hisab se to trends me he rakhna chahiye us me he insan sahi se munafa kama sakta hai agar scalping wagera or dusre kamo me parne lagen newbies to un ko losses bohat asani se ho jaen ge un ka mind ulajh kar reh jae ga or trading se woh dis heart ho jaen ge hamesha sirf aik platform per aik pattern per he focus rakh kar agay barhna chahiye .
                        • #27 Collapse

                          Yes I agree iss kam main aghar apko kamyabi chahiay tu plese iss main lal h uar scalping ki koi jaga nahi aap iss kam ko sekh k mehnat se tahmul se karen aap iss main apna knowledge barhaien aapki mehnat zaror rang lay gi aap zaror kamyab hun gay mehnat shart hai bahi
                          • #28 Collapse

                            sorry mein iss haq mien nhi hun k scalping nhi krni chahiye mery knowledge k mutabic sub se pehly beginners ko sclping krni chahiye aur uss k baad phir kuch aur kiyon scalping hi se un ka aacount ziyda hu ga jo k sahi baat hai.
                            • #29 Collapse

                              sir app ke yeh baat sahi hai ke new traders ko scalping say start mai perhaiz he karna chaiye . new traders ko scalping hargiz nahi karni chahiye uss ke main wajha yehi hai ke scalping kafi risky trading strategy hai aur iss mai kamyab honay ke liye bohot sara market experience chaiye hota hai .
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                Forex trading business mein scalping Karne k liye buht ziada knewledge experience ki zaroorat hoti hy knewledge experience se hi scalping kar saktay han aur new trader ko forex trading business mein knewledge experience kam hota hy is liye scalping nhi karni cahaiye is se buht ziada loss bhi ho sakta hy aur account bhi wash ho sakta hy

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X