Newbies ko konsey pair par ziada tawajoh markooz rakhni chahiye?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Newbies ko konsey pair par ziada tawajoh markooz rakhni chahiye?
    Dear Members:

    Forex business mein jo newbie atey hein wo taqriban har pair ke ander ghusey hotey hein aur kabhi kis pair par trade kartey hein aur kabhi kis pair par trade kartey hein jiski wjha se woh confuse hokar bhi loss kar dete hein isliye mein aap sab se yeh janna chahta hun keh newbies konse Main pairs ko focus karen jis mein woh asani ke sath work kar saken aur ziada loss se bhi bach saken?
    https://t.me/pump_upp
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Newbies ko konsey pair par ziada tawajoh markooz rakhni chahiye?

    Dear friend mere according kabhi bhi new traders ko start Mein fast trading pairs par trading krny ki koshish nahi krni chaheye kyun ky jab bhi hum start Mein kaam krty hain to hmara apny kaam see relevant koi acha knowledge aur experience nahi hota hai lekin Jab hum apny kaam ko time dyty hain SEEKHNY ki koshish krty hain to hum ache worker Ban sakty hain start Mein Koi bhi trader ho is ko chaheye KY wo currency pairs ko maximum focus krny ki koshish kre kyun KY currency pairs ki movement baqi pairs ky moqably mein thori slow hoti hai aur jab hum start Mein slow real trading aur fast learning krny ki koshish kren ge to hum ache working ko possible bna saken ge
    New members ko chaheye KY wo start Mein currency pairs par apna experience Apna analysis apply kr KY acha profit hasil krny ki koshish krny KY saath saath demo account par gold crude oil jaise pairs ki practice aur learning ko continue rakhny ki koshish kren is tarha wo acha profit aur acha experience aik saath hasil kr saken ge aur aik ache trader banny mein Kamyab ho jaen ge
    Start Mein acha profit hasil krna asaan nahi hota lekin jo log Himmat Aur Sabar see kaam krty hain wo log kabhi apni mehnat mein nakam nahi hoty balky ache kamyabi ko apny qareeb kr lyty hain aur bohat Kam time mein bohat ache kamyabi hasil kr lyty hain
    • #3 Collapse

      Re: Newbies ko konsey pair par ziada tawajoh markooz rakhni chahiye?

      assalamu alaikum ji bhai ummid hai aap hariyath se honge new traders Jo market mein hote hain unko pair per jyada tavajjo Dene se pahle market per jyada tavajjo Dena hogi unko jyada se jyada market information hasil karni chahie market indicators ki information honi chahie market analysis ka pata hona chahie ke market analysis kya hai ine ki kitni types hai aur market kab kis analysis ko follow karti hai jab tak aap market analysis market indicators aur market ups and downs ko nahin samjhe denge aap kabhi bhi acchi trading nahin kar sakte isiliye agar aap chahte Hain ki aap aap forex trading mein acche se accha profit kamaen to aapko jyada se jyada market information hasil karni hogi uske bad hi aap market shares ko dekhoge kyunki agar aapko market ki samajh a jaati hai to aap har pair se acche se accha profit Kama sakte hain isliye jyada se jyada mehnat ke sath market ko samjhaie demo account per jyada se jyada practice kijiye kyunki agar aap demo account practice nahin karenge aur market ko nahin samjhe ayenge to aap kabhi bhi achcha profit nahin Kama sakte
      • #4 Collapse

        Re: Newbies ko konsey pair par ziada tawajoh markooz rakhni chahiye?

        Forex trading mein New traders ko chahye ky oairs ki selection mein esy pairs ko select karyn aur in mein trading sekhyn jo ky slow pairs hain aur unki volatility bhut kam ho. Esy pairs ko smjhna bhi asan hota hai aur nah hi un pairs mein aap ko zeada loss hota hai. Esy pairs slow hony ki wjha se new traders ko achy treqy se smjh mein aty hain aur in par analysis karna bhi asan hota hai. Iskye members ko Slow pairs ki list dekhni chahye aur un mein se jo market ky lihaz se asan lag rha ho trading karny mein usi mein apni learning karni chahye aur dusry fast pairs mein trade krny se perhaiz krni chahye. Kyn k woh bht hi shirt period mein in ko loss de skty hain. Aur un ko smjhna Beginners ky bas ki bat nhin.

        Some slow moving pairs :

        1) AUD /USD
        2) CAD/CHF
        3) EUR /CHF
        4) CHF/JPY
        5) EUR/USD

        Yeh tamam pairs newbies ky liye best hain aur in pe asani se kam kar ky woh trading ko smjh skty hain. Lekin agar sab se best pair ki bat ki jaye jis ko Professionals bhi manty hain. Aur jiski movement ko smjhna bhut asan bhi hai aur is mein aapko zeada nuqsan bhi nahin hota woh EUR/USD hai. Iski market mein aao acha kam kr skty hain aur kuch strategies ko jan kar is mein achi trading kr skty hain. Iski market simple hai. Aur iski movement bhut asani se smjh mein ajati hai.
        • #5 Collapse

          Re: Newbies ko konsey pair par ziada tawajoh markooz rakhni chahiye?

          All dear Forex member Forex trading made nebi new membership unko sabse pahle market ko samajhne ke a Taraf focus karna chahie Kyunki Jitna vah market ko acchi Tarah Se Samjhe Ayenge utna hi market unke liye Aasan Honge new members ke liye learning aur knowledge donon hi bahut important hai Kyunki jab tak vah Forex ki basics learning Nahin karne per tab tak vah Forex ko acchi Tarah Se samajh Nahin Sakte aur apni trading nahin kar sakte jitne bhi traders Hain unko chahie ke vah market ko samajhne ke liye Apne learning Karen aur uska knowledge Hasil Karen tab vah Forex Mein acche trader Ban sakte hain
          New traders ko chahie ki vah account ka istemal Karen aur unmen currency pairs mate reading practice Karen aur kisi Ek currency pair ko select Karen aur uske analysis ke sath market ko samajhne ki koshish karen jab ho Forex Mein Achcha experience Hasil karne gaye aur kisi Ek currency pairs Mein Apni command strong karne Ayenge to vah Usi pair mein bahut acchi trading kar sakte hain aur Achcha profit Le sakte hain Kisi Ek major currency pair ko select karne ke liye Agar ham USD pairs ko select Karen Jin mein gay currency Hai To anman trading practice Karke vah acchi trading kar sakte hain new traders kabhi bhi Sabhi currency pairs Mein trading na Karen vah 1 selected pair trading practice Karen FIR rail trading bhi Usi pair Mein start karen to vah bahut acchi trading kar sakte hain
          • #6 Collapse

            Re: Newbies ko konsey pair par ziada tawajoh markooz rakhni chahiye?

            Dear member apka sawal boht acha hy kay new logo ko kin pairs pay kam karna chaiye to.mery khayal say ju members hen unko trade apna slow pairs pay trade karna chaiye taky unki knowwlege bhi bhary trade kay hawaly say or trade lagana bhi sekh jaye usky bad wo.fast moving pairs pay kam.karny kay bhi qabil hujaye gy or aik avhi earning kar paye gy.
            • #7 Collapse

              Re: Newbies ko konsey pair par ziada tawajoh markooz rakhni chahiye?

              G hy bilkul thk hy new member hr pair ko dkhty hy is Lia hm un ko semjhna chya ky hm hr pair par treading nhi krni chya blky hm bht hi soch semjh kr konwldg or experience ky sath treading kra tb hi kamyb Ho ga or profit hsil kr saky ga jis pair main expert Ho wha sa kam kra profit hsil kra
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #8 Collapse

                Re: Newbies ko konsey pair par ziada tawajoh markooz rakhni chahiye?

                Assalamu Alaikum dear friend new members ko currency pairs focus karna chahie aur acchi aane ka sil Karni chahie Jitna Jyada currency trading Karenge utna Jyada hone Paida Hoga Kyunki gold ki movement aur direction bahut jyada fast hoti hai isliye unhen Goldberg Lagan hi nahin chahie chahie Kyunki expert atare gold Patel Laga sakta hai aur apni life ko successful banaa sakta hai

                اب آن لائن

                Working...
                X