mehnat se hi success mil sakti hai forex me.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Gee bahai sahab aap ny bilkul theak kha hy ager ham forex trading main mehnat krte hn to phr ham kamiyab han trading main
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      yeah well said bro, har kam me sucess k lee mehnat ke zarorat ho phr chahe koi business ho koi shop ho ya forex trading he ho, jtna ap mehnat kroge ur trading ko time de paoge utna he ap kamiab ho jaoge, so forex k lee bhe mehnat shart he
      • #18 Collapse

        Gee bahai sahab aap ny bilkul theak kha hy ager ham forex trading main mehnat krte hn to phr ham kamiyab han trading main bhai mehnat krte hue sharm nh krni chahaye
           
        • #19 Collapse

          dear sir kisi bhi kam main success k liyay mehnat bari ahmiyat hoti hai forex trading bi aik asa business hai jis ain ap jitni mehnat karay gay itni humay reward milay ga
          • #20 Collapse

            G haan, mehnat forex main hi nahin balkay her kaam main zaroori hai. or forex main to mehnat kuch zyada hi zaroori hai kyun k forex ka bussiness aik technical bussiness hai or mehnat k bagher is ko nahin seekh saktay
             
            • #21 Collapse

              Kuch log demo per kuch din hi kaam kar k real account per trading shuru kar detay hain or nuqsaan karwa bethtay hain or waja sirf yehi hoti hai k unhon ne seekhnay k liye mehnat nahin ki hoti
                 
              • #22 Collapse

                Forex ko seekhnay k liye demo per kam az kam chaar maheenay kaam karna bohat zaroori hai demo pe kaam kiye bagher real trading karna aisa hi hai jesay apnay haathon se apna paisa barbaad kar dena
                   
                • #23 Collapse

                  Forex k jitnay bhi expert log hain agar un se forex k baaray main poocha jae to wo yehi batatay hain k shuru main un ko bohat loss hue lekin unhon ne mehnat karna jaari rakha or phir un k loss profit main badal gaye
                     
                  • #24 Collapse

                    Jin logon ko forex main kamyaabi mili hai wo rozana 5 ya 6 ghantay practice kartay thay or unhon ne aisa lagataar 4 ya 5 month tak kiya or phir ja kar wo is qaabil hue k acha profit kama sakain
                       
                    • #25 Collapse

                      Forex main 90 percent log isi liye nuqsaan uthaatay hain kyun k wo poori tarha seekh kar is field main nahin aatay or jab un ko loss hota hai to is kaam ko bekaar keh kar is ko chor detay hain halankay unhon ne khud mehnat nahin ki hoti
                       
                      • #26 Collapse

                        mehnat of the pakistan forex forum trading of the pakistan forum trading of the pakistan forex forum trading of the
                        • #27 Collapse

                          Trading business main sab khuch mehnat say he milta hy ye app nay ache baat ki hy uss k bagheer khuch acha hasel nahe hota hy hum ko mehnat say he khuch acha mily ga
                          • #28 Collapse

                            Yes of course that we are work hard and we are successful trader. We can say hard working is key to success. We are earn the good money.
                            • #29 Collapse

                              YES this is true my dear friend and we should do hardwork then we get success all the progress in
                              the world is the result of hard working thank u
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                jo mehnat karta ha us ko us ka phal zaror milta ha is liye hamay chae ha k hum dil laga kar kam kary experiance aur knowlege hasil kary aur acha kam karny ki koshsih kary

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X