indicator kia hota hai?????

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    indicator kia hota hai?????
    asslam alaikulum dear members im new on forex .koi senior bta skta hai k indicator kia hota hai.. aur sb acha indicator kia haai??
    sb plzz guide kardoo
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: indicator kia hota hai?????

    اصل پيغام ارسال کردہ از: Firdouskhan973 پيغام ديکھيے
    asslam alaikulum dear members im new on forex .koi senior bta skta hai k indicator kia hota hai.. aur sb acha indicator kia haai??
    sb plzz guide kardoo
    Walaikum o Assalam! Dear member indicator "Metatrader-4/5" k asa helping tools han trader k liye jo trader ko trading k doran market man trade entry aur trade exit batata han. Kuch indicator man sa Relative Strength Index(RSI) aur Moving Average indictors han.
    • #3 Collapse

      Re: indicator kia hota hai?????

      Doston trading Mein kam karte hue aap different type ke tools ka istemal Karte Hain Jo ke aapki trading ko Kamyab banane ke liye aur aap ko market ki movement ko samajhne ke liye jarurat padhte hain aur aap isko jyadatar aapki acchi trading ke liye istemal karte hain isliye aapko chahie ki Hamesha Soch samajh ke kam Karen mehnat Karen aur apni trading ko Kamyab banane ke liye daily basis per workout Karen jisse aap Kamyab ho sake doston trading Mein indicators ka istemal aapki trading co Aasan banata hai aur Market Analysis karne mein aapki help karta hai isliye aapko chahie ke market Mein indicators ke istemal ko jakkani banaen aur Jyada focus aap apni market analysis per Karen

      Doston indicators aapko market ki next moment ke bare mein in time bata Dete Hain signal de dete Hain isliye aap indicators ke Sambhal ko learn karna chahie aur indicators ka istemal Jarur karna chahie Taki aap trading Mein aasani ke sath Apna trade work Karke Apna acchi earning Karke aapko chahie Jyada Se Jyada mehnat Karen aur acchi earning karne ki koshish karen Taki aap kamyabi ke sath acchi trading kar Saken aapki Himmat Aur lag Nahin aapko Kamyab banati Hai Jitna Jyada aap trading Mein mehnat karte hain utna hi acchi aapko earning milati hai isliye Sadar ke sath work Karen Jyada Se Jyada time trading co Den jisse aap Kamyab ho sake aur acchi earning karne Ke Kabil Ban sake Aap Ki Thodi Si mehnat aapko Kamyab banati hai aur ek accha experience deti hai jisse aap acchi earning karne Ke Kabil Ban sakte hain
      🌼 Never Give Up 🌼
      • #4 Collapse

        Re: indicator kia hota hai?????

        Walakum slam
        ap ne bhot hi acha sawal kia main ap ko is ka tafsili jawab dena chahon ga forex business main bhot zyada trading ke lye tools use hote hain jin ka istamaal alag alag hai our is main ap ko market ko analyse karne main amdad milti hai our is ke sath sath ap ko forex business main kaam karne main bhot zyada asani hoti hai hamain forex business main acha kaam karen ke lye indicators ka use hote hain hamain forex business main sirf un tools par kaam karna chahye jin ke bare main hamain achi khasi maloomat ho ese indicatiors ka hamain kabhi bhi use nhi karna chahye jin ka hamain experience na ho to dear members indicator bhot zyad hain our ye hamain market main buy ka sell karne ka ishara dete hain ye hamain market ke trend ki samajhne main madad dete hain our is ke sath sath ye tools bhot zyada aqsaam main mojood hain our har indicators ka istamaal dosre indicator se bhot zyada mukhtalif hota hai is lye hamain har indicator ka alag alag experience hasil karne ki zrorat hoti hai

        Der memers indicators main sab se famouse indicator RSI hai ye indicatoer bhot zyada market ko samjhne main asani bana deta hai our ye indicator market ke up our down hone our wazeh kar ke dekhata hai hamain us ka use lazmi karna chahye kyun ke is main 3 step hote hain our agar ye oper wale step main chala jai to is par samajh lian ke market sell kare gi our agar neche wale level par market chalit jai to ap ne samajh lena hai ke ap dair nhi market yahan par buy kare gi to dear forex members isi tarhan ke our bhi indicators mojood hain hamain in ka bhar pur istamaal karna chahye our is ke sath sath in ka experience bhi hasil karne ki koshish karni chahye.
        • #5 Collapse

          Re: indicator kia hota hai?????

          Dear markeet k trend ko check karne k liye indicators lgaye jatay hain Jis ki base pe hmen Achi earning Hoti hai Profit ziyada r loss kam hota hai Agr ap markeet k trend ko follow nahi karte to Apko profit k 50/50 chances hotay hain Islye graph ko samjha kren Graph Ki movement r us k baad. indicators ka uses sab apko slana chahiye phir ja k Aap bahit achay trader bn skte hain.
          Mehnat + Knowledge × experience = SUCCESS
          • #6 Collapse

            Re: indicator kia hota hai?????

            forex mein trading krnay k leye hamein achay knowledge aur experience k sath sath indicators ki bhi zaroorat parrti hai.indicators hum ko previois price action aur current market ki price movement k baaray mein information provide krtay hain.indicators mein kuch indicators aisay hain jo market price k sath sath move krtay hain aisay indicators ko leading indicators kaha jata hai.kuch indicators aisy hain jo price mobe ho janay k baad hamein indication detay hain aur inko lagging indicators kaha jata hai.leading indicators k zareye anakyse krna mushkil hota hay aur iskay leye bohat ziada experience ki zarrori hai aur leading indicators ki accuracy thori km bhi hai.is leye lagging indicators best hain yeh hum ko price move ho janay k baad indication detay hain is wajah se hamara profit to kuch miss ho sakta hay magar is mein accuracy bohat ziada hoti bai is leye meri suggestion yeh hai k always lagging indicators ko istamaal kiya jaye takay achay result mil sakein.
            • #7 Collapse

              Re: indicator kia hota hai?????

              indicatir market mein trading k liye use hony wala sab se important tool hai hum indiactors ko kabhi bhi ignore nahi ker sakty ye market mein trading k liye hamary liye bohat he zeada ehmiyat rakhta hai market mein bohat c types k indicators maujood hain un mein CCA indicator or RSI indicator shamil hain forex k platform par sirf aik acha knowledge aur lerning he important nahi blky is k sath sath indicators ki bhi aik apni value hai jis ko hum kabhi bhi deny nahi ker sakty indicators hamen previous price action aur current market ki price ki moment k bary mein btaty hain kuch indicators aisy hain jo market ki price k sath sath move kerty hain is tarhan k indicators ko hum leading indicators kehty hain kuch indicators aisy hoty hain jo koves ko jan'ny k baad he hamen price btaty hain un ko hum lagging indicators kehty hain lagging indicators best hain kuen k ye price k move ho jany k baad he hamen action provide kerty hain is se hamen ccuracy bhi milti hai
              tamam indicators ki values apni jagah par hain kuen k har trader apni merzi se he indicators ko use kerta hai aik trader sirf wahi indiactor ko use kery ga jis k bary mein us ko aik acha knowledge ho ga begair knowledge k aik indicator ko trading k liye use kerna aik bohat he beri bewaqoofi hai humen is se ehtyat kerni chahiye aur kabhi bhi aisa nahi kerna chahiye kuen k is se hamen nuqsan ho ga
              • #8 Collapse

                Re: indicator kia hota hai?????

                walekum salam ji bhai ummid hai aap khairiyat se honge aapane bahut hi achcha sawal poochha hai ki indicators kya hote hain indicator basically aapko pure market ki situation ko Bata rahe hote Hain ki kab market UP mein jayegi kab market down mein jayegi to agar aapko forex trading mein indicators ki samajh hai to aap kabhi bhi forex trading mein nuksan nahin utha sakte kyunki indicators aapko pure market ki situation ko batate Hain isiliye maar mein market mein indicator ko samajhne ki koshish kijiye kaun sa indicator kab kismis ka kya kaam karta hai market indicators ko samjhe aur FIR candlesticks UK candlesticks aapki trading mein bahut jyada ahmiyat rakhti hai jab tak aap candlesticks ko nahin samjhe ayenge unki working ko nahin samjhe ayenge aap kabhi bhi Kamyab nahin ho sakte isiliye jyada se jyada market ko time dijiye market analysis ko samajhne ki koshish kijiye aur market indicators ko dekh kar hi trading Karen kyunki agar aap market indicators ko dekhkar trading nahin karenge to aap kabhi bhi Kamyab nahin ho sakte isliye jyada se jyada market ko time dijiye indicators ko samjhaiye aur uske bad hi trading Karen Taki aap acche se accha profit Kama sake
                • #9 Collapse

                  Re: indicator kia hota hai?????

                  dear jab aap forex market Mein kam Karte Hain To ismein kam karne ke liye aapke pass mukhtalif indicator aur ismein aapke pass trading tools hote hain Jinka aap trading Mein istemal Karke Achcha profit Hasil kar sakte hain dear aap Jab time ke sath market ka experience Hasil karte hain to aapko in traders aur indicators ke bare mein information received hoti rahti hai jisse aapke knowledge increase hota rahata hai to agar aap in indicators ka istemal acche se Karte Hain To aap trade profit Hasil kar sakte hain Kyunki market Mein yah aapki bahut jyada help karte hain yah aapko market ki movement ke bare mein guide karte hain aur Market Mein Hone Wali next movement ke bare mein bhi aapko indicators batate Hain Jiska aapko bahut jyada fayda ho sakta hai.
                  Dear forex market mein aapke pass Itna Jyada trading ka knowledge aur aapke pass Kitna Jyada trading ka experience hota hai aapko ismein itna hi jyada fayda hota hai agar aap is market Mein kamyabi Hasil karna chahte hain to aapko in indicators ka istemal acche se karna hoga for example agar aap moving average ka istemal karte hain to uska aapko ya fayda hota hai ki market mein aapko next movement ke bare mein pata chal jaati hai aur Market ke trend ki confirmation aapko moving average se isliye mil sakti hai aur ISI Tarah aap Agar relative strength index indicator ka istemal karte hain to aapko ismein bahut fayda hota hai market ke Munh Matka aapko buying zone aur selling zones ke bare mein aap ko pata chal jata hai.
                  • #10 Collapse

                    Re: indicator kia hota hai?????

                    As salam alkkom dear member indicator aik forex trade ki tool hy jis say apko.market ka pata lagta hy kay apko trade kis pair or kb lagani.chaiye
                    • #11 Collapse

                      Re: indicator kia hota hai?????

                      Vaise To Har Kisi ka Apna Apna Tarika hota hai market ko analyses karne ka Kuchh log market ko Apne tarike se analyse karte hain aur kuchh log indicator Ka Bhi istemal Karte Hain agar aap trading mein vyast hai to aapko chahie ki aap weekly ke Weekly market ko analyse Karen aur daily basis per bhi market ko Jarur analyse Karte jaen aur apni trade open Karte jaen han bus ek baat ka fast aur per Khyal rakhiye Jaega ki trade Lene se pahle Apna lot size bahut kam istemal Karen Kyunki agar aap Forex trading Se Achcha profit banana chahte hain aur aap is mandali ki acchi earning Hasil karna chahte hain to apna target Jarur set Karen aur investment account balance ke hisab se hi apni trade open Karen Kyunki Jab aap over trading karte hain ya overload size ka istemal karte hain tab aap apna account loss kar Baithe Hain isliye Jo Achcha Tradus hai aur Market ko samajhta hai aur Kafi Salon se kam kar raha hai vah ismein kabhi bhi overload size ka istemal nahin karta balki money management account ke hisab se apni trade open karta hai aur jo log ismein Jyada lalach ki vajah se kam karte hain vah ismein hundred percent loss kar Jaate Hain isliye Jyada Se Jyada maarpeet ko samajhne ki jarurat padati hai aur acche traders banne ke liye aapke pass Subah kha na Dehat Zaroori Hota Hai
                      • #12 Collapse

                        Re: indicator kia hota hai?????

                        WAalikum slaam bhai ap ne bohat he acha swal poocha hai forex mian hum jo bhi trend ko maloom karny k liye use karty hain un tools ko hum indicater kehty hain iss liiye hmen indicater ko achay se use karna ana chahiye jab tak hum indibater ko achi trah se use nai kar sakty tab tak hum aik achay or mukammal trader nai ban sakty iss liye jab bhi ap forex ko join karna chahity hain to apko chahiye k ap pehlay markete k tools ko markete k indicaters ko achi trah se samajh len tabhi ap iss mian kamyaab ho sakty hain agr ap sekhaen gy nai to ap kabhi bhi kamyaab nai ho sakty
                        • #13 Collapse

                          Re: indicator kia hota hai?????

                          WAalikum slaam bhai ap ne bohat he acha swal poocha hai forex mian hum jo bhi trend ko maloom karny k liye use karty hain un tools ko hum indicater kehty hain iss liiye hmen indicater ko achay se use karna ana chahiye jab tak hum indibater ko achi trah se use nai kar sakty tab tak hum aik achay or mukammal trader nai ban sakty iss liye jab bhi ap forex ko join karna chahity hain to apko chahiye k ap pehlay markete k tools ko markete k indicaters ko achi trah se samajh len tabhi ap iss mian kamyaab ho sakty hain agr ap sekhaen gy nai to ap kabhi bhi kamyaab nai ho sakty indicater bohat kisam k hoty hain like jiasa k moving avredge wghaira hmen inka istmaal sahi se achay se use karny ka tareeka ana chahiye phir he hum markete se acha profit gain kar sakty hain
                           
                          • #14 Collapse

                            Re: indicator kia hota hai?????

                            Hmm forex treading krna KY lia bht Sari btu ka khyk rkhna party hy is lia hm chya ky mhynt kra konwldg or experience hsil kra soch semjh kr qulit wark kra tb hi kamyb Ho ga or profit hsil kr saky ga hm jitjs acha sa market ko semjhna ga analysis kra ga mouvmnt ko semjh utna hi kamyb Ho ga or profit hsil kr saky ga
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: indicator kia hota hai?????

                              Assalamu Alaikum dear friend indicator Hote Hain Jo hamari help karte hain jisse mein bahut jyada fayda hota hai aur ham Kamyab ho sakte hain ya Ek helping tools ki Bina per kam karte hain jisse mein bahut jyada fayda hota hai aur ham ismein bahut hi acchi karne ka Sar kar sakte Ham Jitna Jyada forex for mein mehnat aur hardworking Karenge utna Jyada Mein fayda Hoga aur Hamari life successful ho sakti hai

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X