Jaiza : Do not make plan for only profit make plan for strong experience

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Jaiza : Do not make plan for only profit make plan for strong experience

    Forex trading Mein kam karte hue Hamen sirf profit Hasil karne ke bare mein planning nahin karna chahie Bal ke apne experience ko bhi strong karne ke bare mein planning Karni chahie Agar Hamari planning acchi Hogi To Ham market ko acche tarike se samajh Sakenge aur Apna Kam acche tarike Se Kar Sakenge Jab Hamara Kisi kam ke bare mein experience or knowledge Jyada Hoga To Ham vah Apna Kam acche tarike se complete kar Sakenge usmein acchi success Hustle kar Sakenge Hamen planning karte hue Har chij Ka Khyal Rakhna chahie yah Nahin sochana chahie ki Ham bus profit Hasil Karenge balke Apne kam per Jyada Se Jyada taaja Deni chahie aur apne kam ko acche tarike se karna chahie aur kam per focus karna chahie Jab Ham Apne kaam par focus Karte Hain To Ham Apne kam ko acche tarike se complete kar paate Hain Kisi bhi kam to karne ke liye jaldbaji nahin karna chahie bal ke Hamen Soch Samajh Kar kam karna chahie Forex trading Mein kam karte hue Agar Ham market Mein cprofit Hasil karna chahte hain To Hamen Apne experience ko strong karna hoga Agar Hamare experience strong Hoga To Hamen Se Achcha prapt Hasil kar Sakenge aur apne business ko exercise business banaa Sakenge bagair experience knowledge ke Ham Forex ke bare Mein Nahin balki Kisi bhi kam mein success Haasil nahin kar sakte Forex ko join karne se pahle Hamen acchi Tarah Se Uske rule ko acchi Tarah Se samajh Lena chahie aur Apna Kam rules ke according karna chahie Agar Ham Apna Kam Iske recording Karenge To Ham isase acchi kamyabi Hasil kar sakte hain
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Jaiza : Do not make plan for only profit make plan for strong experience

      Yah baat newly joined members ke liye bahut mufeed hai aap jab Forex ko join karte Hain to shuru main aapko learning per focus karna chahie aapko apne knowledge ko gain karna chahie knowledge ko increase karna chahie aap shuru se Hi profit mein pad jaenge aap shuru se Hi profit ke bare mein sochana shuru kar denge to aapko Forex ke bare mein main achcha knowledge nahin hasil ho sakega aapko chahie ki aap trading karne se pahle acchi tarah demo account per practice Karen Forex ke bare mein maloomat hasil Karen Forex ko samjhe aap Forex ko acchi tarah samjhenge aap apne experience ko increase karenge to aap ek acche trader Ban sakenge pahle aapko ek achcha trader banna hai uske bad aap Forex se unlimited profit aasan kar sakte hain agar aap acchi tarah Forex ko samjhe nahin to aap ko nuksan bhi hoga aur aap kabhi bhi Forex per kamyab nahin Ho sakenge Forex per kamyab hone ke liye bahut zyada mehnat aur focus karne ki zarurat hoti hai aapko learning karne ki jarurat hoti hai aapki learning acchi hogi to aap Forex per achcha Kama sakenge acchi planning karna sikhen aap ki planning aur strategy acchi hogi to aapka profit ratio zyada hoga aur aapko loss ka dar bhi nahin rahega planning sabse best hai aap planning karenge to aap usko acchi tarah time de sakenge aap Forex ke liye time nikal sakenge aap Forex ko acchi tarah samajh sakenge iske bad aap ek acche trader Ban sakte hain aur Forex se earning kar sakte hain.
       
      • #18 Collapse

        Re: Jaiza : Do not make plan for only profit make plan for strong experience

        Ji bilkal hamara forex main trading ka maqsad sirf aor sirf manafa kamana he na ho. Balkeh is businesa ko seekhna aur is say permanent earning kay liye experinec laina ho. Q keh ager ham ye business sirf chand trades main loss kay bad he chor dain gay to hamain pehly he is main nai ana chahiye. Forex main trading seekhty huye aksar loss hota hay, kai bar account wash hota hay aur even knockout ka samna karna parta hay. Laikin jo traders is per patience aur courage say kam laity hain woh he haqeeqat main is business say hamesha kay liye mustafeed hoty huye regular earning karty hain.

        Forex main demo ki facility isi liye di gai hay keh ham apni khamian jan sakain aur inko door karny kay liye apni learning ko behter banayain. Different startegies per kam kar kay demo per practice karain aur phir isko real account main trading kay liye lazmi apply aur implement karain. Hamain is say trading ko seekhna maqsad ho. Yani ham nay proper planning aur analysis kay mutabiq rules aur discipline ko trade kay results tak final karna hoga. Stop loss aur take profit ka use karain aur stop loss hit hony per kabhi pareshan na hon. Aur is trade ko apni learning and experience ka source samjhain.

        Strategies and experiemnets kay liye ham demo kay sath jitna real ko use karain gay utna he jaldi aur behter tariqay say ham apni trading skills ko improve aur strong kar sakain gay. Aur iskay sath hamara maqsad bhi profit ki bajaye learning aur experience gain karny ka poora hota rahy ga.
        • #19 Collapse

          Re: Jaiza : Do not make plan for only profit make plan for strong experience

          Dear forex me planing hamesha time to time experience sy achi ho skti Hy kyun Kay Ham yahan kam lety hen forex me trading krty hen to hamen is me but achi planing Kay chances milty hen agr ap ny achi trha planing ni ki trading ki to ap kamyaab trading ni kr skty, wo kehty hen na k If you fail to plan,you plan to fail, to hmen chy k jab trading ka irada bna len to achi trha sy planing kr k strategies k tehat trading kren and profit earn kren ahr hm vesy try kren gy to profit earn krna hmary liay possible ni ho ga lekin hamesha apki planing solid planing key base par trading ki ehmeyat es ley zeyada hay key traders ki koshish hoti hay key wo discipline key sath risk ley aur proper plan key mutabeq apny orders ko manage be kar saky, good planing hamesha market me achi trading ki waja banti hay es bat ko nazar andaz nahi karna chaye key risk ka factor planing key sath trading karny se hi kam kia ja sakta hay forex main planing kii bhot hii zyada ahmiyat haii qn ky jb bhe hum loog apnaa kaam ko achii planing syy krty haun to humain uss main loss ka dr bhot hii kam hotaa haii aur hum aona uss kaam ko bhot hii jald pora bhe kr paaty hain plan ap ke experience se ata hai agar ham mehnat se kaam karna hai to ham ne acha earn karna hai learn karna hai agar ham ne practice ki to ham buhta hi acha knowledge hasil kar sakte hain agar ham aese kaam karain ge to ham kameyab ho sakte hain mehnat se kaam karna chahiye ta ke ham acha earn karain trading mein agar aap planning Kar ka trade kray gay tu aap ko acha profit bi ho ga or Aap ka account bi save rhay ga agar aap baghair planning ka kaam kray gay tu aap ko nakaami ho sakti hai
          There is always light. If only we're brave enough to see it. If only we're brave enough to be it.
          • #20 Collapse

            Re: Jaiza : Do not make plan for only profit make plan for strong experience

            Assalam oa alaikum dear members,
            Aksr log forex me nakam hojaty Hain kion k Woh siraf profit making ki garz se he trading krty Hain or unki sari ki sari planning siraf profit earning k gird he ghoom rhi hoti Hain, hamyn chahye k hum profit earning ki planning k sath sath aik strong knowledge or experience k liye bhe aik muasir planing kryn taa k next trading k liye hmara knowledge strong or or hmara experience bhe boht acha ho tow hum profit automatically hasil kr payngy.
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #21 Collapse

              Re: Jaiza : Do not make plan for only profit make plan for strong experience

              G dear aap ny boht khoob likha hai topic main k humen sirf profit k liye he plan nahi krny chahiye humen jitna zyada ho saky experience gain krna chahiye Kyon k sab sy pehly ati he yeh bat hai k humary pas flaa kam krny ka experience hai ya nahi to phir humen apna rohjan dosri traf yani profit ki traf ly k jana chahiyr agr hum knowledge hasil kiye bina forex main profit k lalach k pichy lag jayen gay to phir hum kuch b hasil nahi kar skty forex sy balky forex py ki gai earning b hum zaya kr dain gay es liye kabhi b yeh soch k kam na kren k hum ny profit k liye krna sari planning profit k liye hai balky experience hasil krny ki planning krni chahiye experience ho ga to profit khud bahud chal k aye ga

              اب آن لائن

              Working...
              X