Forex technical indicator kya hai
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex technical indicator kya hai
    dear friend is thread Ka Jawab Jarur den
    k Forex technical indicator kya hai aur ham isko kaise istemal karte hain aur is se istemal ka fayda kya hota hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex technical indicator kya hai

    Jese k indicators naam sa pata chalta hai indicts kartay hain market ki postion ko btatay hain market mn jis pair mn ap trade kar rahien hain wo up chal ra hai ya down ap ki charts mn help kartay hain par boaht sa indicator fake hain ourr khuch msukil hai to indictor ko samjh kay use karna chahiya indicator humien btatay hain konsi postion humray lia behtar hogi trading mai indicaotrs ko use karna kafi muskil hota hai our mai new ho mujhay abhi bus 2 indicator hi use karnay atey hain jin ko mai na kafi time laga kar learn kara hai kiu ka indicator our charts important hotey hainIndicators hamain trading may madad daytay hain. laykin hamain bhohot ziada indicators per rely nae kerna chaheay aur market knowlege bhi gain kerna chaheay. keuun kay asal may yehi kaam ata hay. indicator kay sahi knowledge kay bagair bhi wo use nae ho sakta indicators ek bohat important chez hain forex trading main ye ek pridictor ki tarhan hota hai jo hamain trading main help karta hai ye mostly hamain market ki postion jo up and down hti rahti hai us k baray maun bataty hai bas hamain iss heez ko samjnay ki koshsh karni chahiay kay hamain kis waqt main kis indicator ko use karna hai , thanks
    • #3 Collapse

      Re: Forex technical indicator kya hai

      hamy market mai technical analysis ko use kar ky kam karna ho ga pher he hum kam kar ky earning be hasial kar saky gy hamy market ke movement ko samjny ky bad is mai indicator ko be use karna h ga is tarha hum kamaybe hasial kar lety hain forex ke market mai washy to indicators muktalif hoty hain lakin in ko use karny ky liye in ky bary mai acha knowledge or acha experience hona zarore han hamy market mai ahteyat sy kam karna ho ga pher hamy kamaybe haisal ho jate hain forex aik best business hain hum is mai raat mai ya din mai kam kar sakty hain hamy zara tar market mai RSI indicator ko use karna ho ga is tarha hamy faida milta hain hamy forex mai trade laga kar indicator ko kabe be ignore nahi karna chaey pher hamy faida ho jata hain forex aik famous tareen business hain hum is mai agar strugle karty hain to hamy kamaybe hasal ho jy ge hum is mai agar mahnet nahi kary gy to hamy uch be hasial nahi ho ga dear sir g jo trader market mai indicator ko use karta hain wo zaror kamyab hota hain or pasia be kama leta hain forex mai moving avrage indicator be acha indicator hain hamy in ko kabe be ignore nah karna chay hum is market mai trade laga kar munfa hasial kar lety hain yai aik asa business hain jo ky kabe be katem nahi ho ga
      • #4 Collapse

        Re: Forex technical indicator kya hai

        Ji aapane bilkul theek kaha hai ki Forex Ek technical indicator hai yah indicator Forex form mein bahut jyada popular hai aur iska istemal bhi bahut jyada Kiya Jata Hai Iske jarie se Ham market ka knowledge acchi Tarah Se Hasil kar sakte hain Forex forum main indicators bahut jyada tadad Mein Paye Jaate Hain Jab Ham Forex form ko join karte hain to use Waqt hamen bhi in indicators ko istemal karna Hota Hai isliye Hamen chahie ki Ham sirf UN indicators ko hi use Karen Jo ke market Mein bahut jyada popular hote hain aur Jinke jariya se Ham market Mein Achcha fayda Hasil kar sakte hain

        Technical indicator Mein Hamen Jo chij Apne mind Mein set karne Hoti Hai vah Forex form ka chart hota hai use chat ke jarie se Ham do it easily tarike se kaise laga sakte hain ke past main market ki price kis level Patti aur aage kis level Tak Jayegi market ki price Upar ja rahi hai yah niche Ja Rahi Hai Iski movement Ka Anda jaati acchi Tarah Se Laga sakte hain market trend mein hai ya FIR side mein move kar rahi hai is chij ko bhi ham technical indicators ki help se bahut hi isliye tarike se samajh sakte hain

        Ya Tamam indicators bhi chart Mein load kiye Jaate Hain in chart ke jariye se Ham ine indicators ko acchi Tarah Se learn kar sakte hain Forex trading mein bahut se indicators Aise Hote Hain Jo ki Forex trading ko samajhne Mein Hamari pahunch Jata help karte hain aur Iske jarie se Ham Apna Kam bahut hi acche tarike Se Kar padhte Hain Jab Ke Kuchh indicator Jaise Hote Hain ke Jinke jarie se Ham bahut bade loss ki taraf Chale Jaate Hain Agar Ham apne business ko successful banana Chahte Hain To uske liye Hamen ismein Jyada Se Jyada experience or knowledge Hasil karna chahie tabhi Ham ismein acchi success Hasil kar Sakenge
        • #5 Collapse

          Re: Forex technical indicator kya hai

          Dear friends Forex Mein technical indicators UN indicators ko kaha jata hai Jin ki madad se Ham trading karne mein help Lete Hain aur analysis Karte Hain Every traders ko ye information honi chaye key esy four effective indicators be hey jo key market ko correct analyzing key ley use key ja sakty hey, khas kar new traders ko esy indicators ka zeyda faida ho sakta hay,1. MACD2. RSI3. Moving average 4. Stochastic Slow ye esy indicators professional traders ne discover key hey jo key bahot hi acha result de sakty hey aur market me trading par asaar andaz hony ki complete capacity rakty hey, ye four indicators ko download karny ki zarorat be nahi instaforex ne ye facility MT 4 terminal me hi provide ki hoti hay, simply ye indicators chart me use key ja sakty hey aur Oscillators are the most common technical indicators, generally linked to a given range. Often there is a full range between two values that represent peak buying and selling conditions. There is usually a type of line or indicator that lets you know when the market may be a bit far away in one range or another. It may include some examples of the Stochastic Oscillator, the MACD and the CCI. While it may measure the conditions of saturation in buying and selling with different formats, it eventually works the same way
          • #6 Collapse

            Re: Forex technical indicator kya hai

            Maximum type ke indicators aise Hain ki Jo members to trading may help dete Hain aur in se related members ko apni learning acchi tarah Se aur strong banakar aur continue karna hoti haiJain members ko indicators ke bare mein acchi tarah Se maloom Ho jata hai is tarah Se vah indicators ko apni trading mein acchi tarah Se istemal kar sakte hain trading mein help lekar isko continue karna maximum accha sabit hota hai aur jis number ko jis tarah Se bhi Koi help mil rahi hoti hai members ko vah help Le Lena chahie aur agar koi bhi member apni trading mein acchi help nahin le raha hota hai to yahi vajah hai ki members ki trading unke liye beneficial sabit nahin hoti hai technical trading se related job members apne experience ko acchi tarah Se hasil karne ki koshish karte Hain to is tarah Se unko sab indicators ke bare mein acchi tarah Se maloom ho jata hai different types ke indicators aise Hain ki jinke bare mein agar acchi tarah Se knowledge hasil kar liya jaaye to members ko trading karne mein koi problem bhi nahin hogi aur is tarah Se har EK member apni trading ko acchi tarah Se continue kar lega aur is tarah Se members for regular earning bhi a Rahi hogi aur yah ek acchi baat hai regular earning lene ke liye members ko maximum hardworking hokar apne kam par focus karna hota hai aur iske alava members ko apne kam mein interest Lena hota hai kisi bhi kam mein jab achcha interest liya jata hai to uska mein fayda hota hai
            • #7 Collapse

              Re: Forex technical indicator kya hai

              Assalamu Alaikum dear Forex trading Mein Ham dekhte hain ki Jab Ham ismein koi bhi trading karte hain ismein hamare pass bahut Sare indicators aur ismein bahut Sare trading tools hote hain Jinka Ham istemal kar sakte hain aur Agar Ham ine ka istemal acche se Karte Hain To Hamen ismein bahut jyada fayda ho sakta hai aur ham isase bahut jyada benefit Hasil kar sakte hain Kyunki trading Mein indicators aur trading tools Hamen bahut jyada fayda Dete Hain.

              Dear aapane Jo question Humse poochha Hai Ki technical indicator kya hote hain to technical indicator Aise hoti hai ki Jab aap market Mein Koi Bhi trade open karne Lagte Hain To aapko Ek trade ke bare mein Idea de de sakte hain ki market ki next moment kya ho sakti hai is a fire hazard kar sakte hain Ham dekhte hain ki Ham parks market mein agar aap technical analysis Karke Koi trade Karte Hain To iska aapko bahut jyada fayda hota hai agar aap ismein without analysis koi bhi trade open karen to usse aapko Vas hone ke bahut jyada chances hote hain isliye aapko chahie kya aap Jab Bhi trade open Karte Hain To aap ismein technical analysis perform karke hi trade open Karen.

              Jab aap apne analysis Mein technical indicators ka istemal karte hain to uska aap ko ya fayda Hota Hai ke aapko market ki movement ki confirmation aur Jyada Ho Jaati Hai Jaisa ke office mein moving averages ka istemal karte hain aap ismein bhi banashi indicator ka istemal karte hain aur aap ismein relative strength index ka istemal karte hain aur Iske bad aap Agar ismein bollinger band ka istemal karte hain to aapko ismein bahut jyada fayda ho sakta hai aur aap market ki movement ka idea aasani Se Laga sakte hain.
              • #8 Collapse

                Re: Forex technical indicator kya hai

                Forex Mein Kam Karne Wale Tamam members Jante Honge ke market mein bahut se indicators maujud hote hain aur yah indicators Ek dusre se bahut hi different hote hain aur yah different information Dete Hain Aur ine Ko samajhna Hamare liye bahut Jaruri hota hai unko Samajh Kar Ham market Mein acchi trade Laga sakte hain market Mein maujud Tamam indicators ko Ham free mein use karte hain ISI Tarah Forex Mein technical indicator Ek bahut hi Achcha indicator hai yah bahut hi important Hota Hai aur informative indicator Hai Isko samajhna bahut Jaruri Hota Hai

                Technical indicator Mein Hamen sabse pahle Ek chij Ko mind mein rakh Lena chahie ke ismein Ek chart maujud Hota Hai is Jaat ki madad se Ham easily is baat ka andaza Laga sakte hain ki Mazi karib Mein market Mein maujud price kis level per thi Aur ab yah kis level per maujud hai price Upar ja rahi hai ya FIR niche a rahi hai aur ham Jay bhi andaza Laga sakte hain ki market trend mein hai ya side mein move kar rahi hai market Mein maujud Ek Hi Chahat ko different traders different Andaaz se dekh sakte hain

                Ek hi chat per trade Karne Wale Kuchh traders fayda Utha Rahe Hote Hain Jab Ke Kuchh loss ko face kar rahe Hote Hain price movement ko Masjid explain karne ke liye indicators chat Mein load kar Diye Jaate Hain market trend big time frame yah 1 Din Mein 4 ghante Mein Dekha Ja sakta hai technical analysis bahut hi important hota hai market mein is ki madad se Ham market mein maujud chat ko samajh sakte hain technical analysis ko market Mein gold ki trade Lagan mein bhi istemal kar sakte hain gold ki trade Lagane ke liye technical analysis ka istemal Jarur Kiya jata hai
                • #9 Collapse

                  Re: Forex technical indicator kya hai

                  Aaj Ham Jis topic ke bare mein aapse information share karne Ja Rahe Hain vah hi technical indicator technical indicator bahut important indicator Hai market Mein uski bahut jyada value hoti ha IS ham bahut se fayde Hasil kar sakte hain agar Ham market mein acchi trader Banna Chahte Hain Hamen in indicator ke bare mein information Ka Hona bahut jyada Jaruri hota hai agar hamare pass technical indicator ke bare mein experience or knowledge hai to To Ham market Mein acche tarike se trade Laga sakte hain market mein different type ke indicator Mein Jude Hote Hain main jo trade Lagane Mein Hamari help Karte Hain Jis indicator ke bare mein hamare pass experience or knowledge Jyada hota hai Ham Usi indicator ka istemal Karte Hain Ham market Mein acche tarike se trade Lagate Hain market Mein trade Lagate Hue uski movement ko Jarur dekhna chahie ki market kis direction movement kar rahi hai is baat ka Khas kya Rakhna chahie Agar Ham bagair Soch samjhe trade Lagate Hain To iski vajah se Hamen loss ho jaega trade Lagane ke liye bhi experience Hona bahut jyada Jaruri Hota Hai without experience trade loss Mein Chali Jayegi Ham market mein technicolor analysis Karke trade Lagate Hain Aur Is Se fayda Hasil Karte Hain Jab Bhi aap trade open karne lage To Hamen technical analysis perform Karke Hain trade open Karni chahie in indicator Ka istemal Karke Ham market Mein movement ka andaza Lagate Hain Jab Ham market Mein trade Lagane Lage To Hamen Apne kaam par focus karna chahie aur acche tarike se trade Lagani chahie Main Market Kochi tarike se analysis karke hi trade Lagani chahie is se ham market mein acchi trader Ban sakte hain aur apne business ko Rakhi ki raat bhar Le Ja sakte hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex technical indicator kya hai

                    Jese ok indicators naam sa pata chalta hai indicts kartay hain marketplace ki postion ko btatay hain market mn jis pair mn ap change kar rahien hain wo up chal ra hai ya down ap ki charts mn help kartay hain par boaht sa indicator fake hain ourr khuch msukil hai to indictor ko samjh kay use karna chahiya indicator humien btatay hain konsi postion humray lia behtar hogi buying and selling mai indicaotrs ko use karna kafi muskil hota hai our mai new ho mujhay abhi bus 2 indicator hello use karnay atey hain jin ko mai na kafi time laga kar study kara hai kiu ka indicator our charts crucial hotey hainIndicators hamain buying and selling may additionally madad daytay hain. laykin hamain bhohot ziada indicators consistent with depend nae kerna chaheay aur market knowlege bhi gain kerna chaheay. keuun kay asal may additionally yehi kaam ata hay. indicator kay sahi knowledge kay bagair bhi wo use nae ho sakta signs ek bohat important chez hain forex buying and selling foremost ye ek pridictor ki tarhan hota hai jo hamain buying and selling principal help karta hai ye primarily hamain marketplace ki postion jo up and down hti rahti hai us ok baray maun bataty hai bas hamain iss heez ko samjnay ki koshsh karni chahiay kay hamain kis waqt primary kis indicator ko use karna hai , thanks
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: Forex technical indicator kya hai

                      Forex technical indicator kya hai to main aapke sawal ko samajh nahin bhaiya technical indicator koi bhi nahin hota hai sab indicators hi technical indicator hote hain technical indicator mein kis ke bare mein jana ja Rahe Hain uske bare mein aap mention kah de to main aapko Bata Bata sakta har indicator aapko market ke volume ya nahin ke buy or sell ki volume ke bare mein batata hai aur is volume se aap ka andaaz hota hai ki is waqt market mein selling pressure hai yah buying pressure hai yah selling trend hai yah buying trend hai isliye aap yah jaan sakte hain

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X