Lot size small rakhyn

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Lot size small rakhyn
    Assalamu Alaikum dear members Yahan per Aane Wale Tamam members ko lot size ka pata Hoga Agar Nahin Pata To Main Bata deti hun Lagane se pahle Ham kitne dollar ki trade Lagana Chahte Hain Use chij ko Ham lot size Kahate Hain Hamara lot size Hamare account ke balance ke hisab se manage Hona chahie Agar kisi ke pass $100 Hain To usko $1 lot size Rakhna chahie ISI Tarah Kitna Jyada isliye Hamen chahie ki Ham Apne account mein race mat Den aur lot size ko small rakhen jisse Hamen nuksan ka kam se kam Patra hoga lot size kam rakhne se Hamen profit thoda Milega bilkul ISI Tarah Hamen nuksan per thoda Hoga aur Hamara account bahut Nahin hoga
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Lot size small rakhyn

    Ziada Risk umoman chote account ka complete safaya kar dete hen. Is waja se behtar hai k hum koshash kare k hum zyada risk na le. Aur hamari koshash honi chaheye k hum chote account pe kam se kam lots ka istemal karen. Forex trading me bohut hi ziada risk hai. Chote account holder ko commodities ki nesbat currencies pe tarjeeh honi chaheye ta k us ka risk kam ho. Q k commodities me risk currencies ki nesbat bohut zyada hota hai. Commodities aam tawar pe halat aur news k hisab se change ho rahe hote hen jab k currencies analysis ki bunyad pe taghayur pazeer ho rahe hote hen. To is waja se currency me trading karen aur zyada lots na lagaye to behtar hoga. Agar ham tp or all ko use Kar ky treading karty Hy to hamara account wash nhi hodunia mein koi aisa kam nahi hai jis mein bina mehant k kamyabi mily.Jo treader mhenat sy Kam karty Hy whai kamiyabi hasil karty hy.
    • #3 Collapse

      Re: Lot size small rakhyn

      dear g han ap nay sahee bat ko share kia hay agar ham agay ki janib ja kr k kamybi ki jjanib janay k baray main khyal kr rahay hein to is main ham ko lot ko apany account balance ko assess bkaraty howay he use karna ho g is main ham ko chye ho g k ham is main better say better kam ko last tak karaty raha kia karein agar ham is main agay ki janibv janay k baray main khyal karaty hein to o is main ham ko mehnat kr k he apnay analysis ko strong karnay k bad main he lot ko use karna chye is main he ham ki kamybi agay ki janib janay main mumkin hay .
      • #4 Collapse

        Re: Lot size small rakhyn

        lot size apny account k capital or apny knowledge ki base par rahkna chaia. Q k lopt size bht matter karta hain achi or safe trading k liay. Lot size kam sy kam rahky or account ko easily long time run kar skty hain or wash honay k chances bhi bht bht kam hoty.
        • #5 Collapse

          Re: Lot size small rakhyn

          hamari itni chhoti laut hogi to hamen kitna fayda ho sake ka aur utna zyada ham ismein kamyab ho jaate hain aur apni ladki ko chhota karne se hi hamen faida ho sakega aur hamara kam achcha ho jata hai lekin har mein baki ja soch hoti hai kya hai unko jitni zyada kamyabi hasil karen chahie to bahut zyada hi apne aap ko successful banaa sakta hai lekin hamen bhi ismein jitna apne aap ko successful banana chahie to ham acche se kam kar lete hain aur agar hamari jitni kamyabi hogi to hamare liye kya kam bahut hi aasan ho jata hai aur agar hamara kam aasan hai to ham ismein achcha kam kar lete hain aur jitna bhi kam karenge to ham to use nahi fayda ho sake ka aur usko itna jyada kamyabi milegi aur hamare liye yah kam isliye na kam nahin ho jata jab tak ham achcha kam nahin kar sakte lekin hamen apne aap ko agar achcha kam karna chahie to ham ismein bahut kuch kar sakte hain aur apna kam aasani se hasal kar lete hain aur apne aap ko hi aasan hi samajhna chahie aur har insan use waqt tak nakam hota hai jab tak unki limit puri nahin ho jaati hai lekin hamen apne limit ko mukammal karne ke liye hamesha ke liye hi ismein zyada mehnat karne se hi faida ho sake ga
          • #6 Collapse

            Re: Lot size small rakhyn

            Assalamu Alaikum dear Forex members ummid karta hun kya aap sab log khairiyat se Honge main aapki baat se sahmat hun aapane bahut acchi baat ki hai ki lot size Hamesha Sambhal rakhen ise yah Hoga Ki aapko profit To Kam aaega lekin Jab aap loss Mein Jaenge to Aapka account watch hone se Ban Jaega agar aap lot size Jyada Rakhenge aapko profit Bhi Jyada aaega lekin Jab aapko loss hoga to lost bhi Usi hisab Se Jyada Hoga aapka account Dewas ho sakta hai to koshish karni hai lot size ko kam Rakhna Hai Taki aap profit ke sath sath loss se bhi safe Rahe
            • #7 Collapse

              Re: Lot size small rakhyn

              trdaing main small lot ka yahi faida ha k is se humain ziada loss nhi hota ager hota ha tu kum hota ha thora profit ziada loss se bhter ha humain soch samjh ker trading kerny se bht ziada faida hota ha aur ager hum tukky se analyses kiay bagir trading kerty han tu is se humain yaqeeni tore per loss hota ha.
              • #8 Collapse

                Re: Lot size small rakhyn

                g bilkul lot size lgaty howy is bat ko zehan meoin rkhyn k aap ka account kitna bra ya chota hai or aap ka bllence kis kdar nuksan ko syh skta hai, isi ki base pe raap ko apna lot size lgana hoga , ta k jitna bhi market nechy chly jay to aap hold ker k byth skyn k kabhi to up aay gi or aap ka loss recover ho sky ga. jb in cheezon ko zehan mein rkh ker aap apna lot size rkhty hain to aap ko tabhi acha profit bna paty hain. 100$ per aap ko akbhi bhi 1$ ki trade nahi lyni chahey q k yeh to aap ko boht jld account wash ker skti ahi is liye aap ko choti sy choti lot size lyni hogi , phir jesy jesy aap ka account strong hota jay ga to aap apna lot size brha skty hain.
                "Dream bigger. Do bigger"
                (mahroosh)
                :1f607:


                • #9 Collapse

                  Re: Lot size small rakhyn

                  My dear friends assalam walekum ji aapki baat bilkul theek hai Laut Jab aap bilkul hi Samaj Rakhenge to aapko Jyada fayda Milega Laut aap rakhte hain aur aap use per TP Lagate Hain To aapko Jab Bhi Jitna Bhi bonus chahie hota hai profit chahie hota hai aap utne hi Ansar kar sakte hain Jab aapki TP lag Jaate to aapko Yad Aaya kam profit Nahin Mil Sakta ab Jitna Bhi TP Lagate Hain aap ko Apne Hi profit Milta Hai
                  • #10 Collapse

                    Re: Lot size small rakhyn

                    Dear friend ji han aapki baat bilkul theek hai agar Apne account ko safe Rakhna Hai To Kam lot size trade open Karen small lot rakhen Forex online business hai ismein unlimited earning kar sakte hain Agar Soch samajhkar Sabir ke sath chatting Karenge aur Yad alaud Sal trade open Nahin Karenge to Aapka account peesafe Rahega aur aap Achcha profit Hasil kar Sakenge isiliye lalach bilkul na Karen kam lot size Z open Karen aur money management ke sath kam Karen Taki aap Achcha profit Hasil kar sakte isiliye Hamesha Shabd ke sath trading Karen Jyada profit ke ke lalach Mein Apne account ko was na Karen Jyada profit ke lalach Mein Apne account ko lossst kar dete Hain bahut se nimber Aisa nahin karna chahie Soch Samajh Kar trading Karni chahie Jyada profit se kam profit behtar hai
                    • #11 Collapse

                      Re: Lot size small rakhyn

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: Fahmi786 پيغام ديکھيے
                      Assalamu Alaikum dear members Yahan per Aane Wale Tamam members ko lot size ka pata Hoga Agar Nahin Pata To Main Bata deti hun Lagane se pahle Ham kitne dollar ki trade Lagana Chahte Hain Use chij ko Ham lot size Kahate Hain Hamara lot size Hamare account ke balance ke hisab se manage Hona chahie Agar kisi ke pass $100 Hain To usko $1 lot size Rakhna chahie ISI Tarah Kitna Jyada isliye Hamen chahie ki Ham Apne account mein race mat Den aur lot size ko small rakhen jisse Hamen nuksan ka kam se kam Patra hoga lot size kam rakhne se Hamen profit thoda Milega bilkul ISI Tarah Hamen nuksan per thoda Hoga aur Hamara account bahut Nahin hoga
                      ji dost bahut hi Achcha Mashwara Diya Hai aapane Un Logon Ko Jo Forex trading Mein Nahin Hai Ki unko Apna lot size kam Rakhna chahie Kyunki Jab aap lot size Jyada rakhte Hain To fir Insan Ki Surat Mein aapka pura account was ho jata hai to vah log jo Forex trading Mein nai hain unko chahie ke lot size kam rakhen tar ke nuksan Ki Surat Mein Unka account wash Na Ho
                      Jitna Bada lot size hota hai utani hi profit Jyada Milta Hai Lekin nuksan Ki Surat Mein utna Hi nuksan Bhi Jyada Hota Hai
                      • #12 Collapse

                        Re: Lot size small rakhyn

                        forex main kamyabi hasil karni hai acha profit gain karna hai tu humhy chiye k humhy lot ka size small rkhna ho ga jitna humhra lot size small ho ga humhy utna hi acha profit gain ho ga lot size small say humhra account wash hony sy bach sakta hain or hum acha profit gain kar k apna account b strong kar sakte hai forex main humhy trading karty waqt account ko dekhty hoye lot size rkhna ho ga taki humhy acha profit hasil ho or hum kamyabi trade ban sake
                        • #13 Collapse

                          Re: Lot size small rakhyn

                          Dear friends jitna lot size chhota rakhoge utna hi aapko loss kam hoga kyunki lot size jyada ho to last jyada hoga is se loss ko recover karna mushkil ho jata hai isliye jaruri hai ki aap loss se bachne ke liye hamesha lot size ko chhota rakha Karen jitna hi chhota hoga utna hi aapka fayda hoga
                          • #14 Collapse

                            Re: Lot size small rakhyn

                            small lot size ko use kar k he kamyabi milti hain jis ne b small lot use ki usne lot of benefit hasil kiy ahain knowledge hain tu earning hain jis k pas knowledge nhe hain tu big lot use kar k big loss he kare ga agar forex trading main knowledge ko incress nhe kiya jata han tu earning kabi b nhe ho skti hain is liye traders ko strong learning karna hain tu knowledge ko incresss kare tab he kamyabi mil jygi
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Lot size small rakhyn

                              Yes my dear friend if we want that we get minimum loss in Forex trading is then we should we should always try to use minimum lot size in our Forex trading if your account is small and it is not bigger according to your trading then you should use small amount of lot size to say your account thank you very much

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X