Munasb planning or sabar zarooray hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Munasb planning or sabar zarooray hai

    ji han bhai jaan aapane bilkul theek ka agar Forex Mein kamyabi hasil karni hai to hamen lining ke sath Forex per kam karna hoga agar Ham planning nahin Karenge aur Forex per ek timetable ke mutabik Kam nahin Karenge to Ham daily basis per apne karm ko complete nahin kar payenge isliye hamen ek timetable ke mutabik daily basis per Forex per kam karna chahie iske liye hamen ek planning kar leni chahie tabhi Ham Forex Mein kamyabi hasil kar sakte hain aur Forex trading ek risky business hai aur ismein loss bhi hota hai aur profit bhi. Nuksan hone Ki Surat Mein hamen sabar karna chahie isliye sabar Ka hona bhi bahut zaroori hai.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Munasb planning or sabar zarooray hai

      ji bilkul friends aapki baat theek hai trading main sabar aur planning bahut jaruri hai agar aapane planet acchi ki hogi to aapki trade profit mein jayegi lekin agar aapki planning per acchi Ho To fir bhi aapki trade profit Main Na jaaye to fir bhi sabar karna chahie aur market ke wapas aane ka vate karna chahie pareshan hokar trade loss mein close nahin kar deni chahie kyunki lash recover karne ke liye aapko profit hi Hasil karna padega kyunki lash kisi tarah bhi without profit recover nahin ho sakta last ke liye aap bonus ko bhi istemal nahin kar sakte kyunki bonus sirf trading ke liye hai hai loss recover profit se Hi hota hai.
      • #18 Collapse

        Re: Munasb planning or sabar zarooray hai

        Bar bar trade order open or close na kea jay. Ye boht kam bota hy Market wapis na aay. Or Agar market ka zada idea ne to order close na karen. Or us order ky opposite trade order laga den Is se zada lose ky chance hmesha khatam ho jain gy Market jitna zada ik side per jay ge usky wapis any ky bhe itny he chance hun gy. Is lea order close na karen or usky opposite order laga den or aram se beth kar wait karen. Jab Market wapis jay to profit waly order ko close karen or trend ko follow kar ky or order bhe lgay ja sakty hen.
        • #19 Collapse

          Re: Munasb planning or sabar zarooray hai

          Good point, forex me agar ham ye seekh lain k hamain wait kaisay karna ha to mere khayal me es bahtar learning koi aur nahi hogi. hamara basic masla he yehi ha k ham wait nahi kartay aur na he planning kartay hain.
          • #20 Collapse

            Re: Munasb planning or sabar zarooray hai

            my deer Park forex members I hope our software se honge Park forest mein bahut achcha business hai ismein main bahut jyada tarakki ke mobile ke form hote hain hamen bus main to sabar ke sath kam karna chahie Jo log main to sabar ke sare mein kam karte hain vah advantage bhi achcha sarkar lete Haikyunki password for mein kaisa business hai jo Ham ghar mein baith ke sath karte Hain Koi time table nahin hota nahin hamen kisi office mein jana padta hai to hamen kuchh planning karni chahie Jo log planning ke tahat ismein kam karte hain vah definitely samachar prophet hazrat ka lete hain hamen beast Arabic aana chahie tha ki Ham karte jaen aur achcha profit hasil karne ke kabil ho jaaye
            • #21 Collapse

              Re: Munasb planning or sabar zarooray hai

              Yes ya bat bhi thk ki hy agr hum planing k sath work kerty hy to hum kud ko impove ker sakty hy jo bui log us business ma kud ko impove ker na chaty hy in ko ma ker ni ho gi yahi ik way hh jo hum ko humery way data hy hum ko chiy hum us business ma kud ko impove ker agr hum us ko impove kerty hy to hi hum kud ko success kerta hy yahi ik way gy jo humery way ko hum ko success kerta hy agr hum Asia kerty hy to hum apni life ma improve lay sakty hy 6ahi ik way hy jo hum ko success kerta hy
              • #22 Collapse

                Re: Munasb planning or sabar zarooray hai

                G hy bilkul thk kha hy forex ki market main kamyb hona ky lia munsb planning or subr hona bht hi ziyada zarori hy hm in duno ky bgr kbhi bh kamyb Nhi Ho skty hm jitni mhynt sa konwldg or experience ky sath qulit wark kra soch semjh kr treading kra tb hi kamyb Ho ga or profit hsil kr saky ga
                • #23 Collapse

                  Re: Munasb planning or sabar zarooray hai

                  Asslam u Alaikum dear members.. Yeh baat bilkul theek hai forex par hamien ziyada sy ziyada mehnat chahye.. Hum forex par jitni ziyada mehnat krien gy utna ziyada earning kr skty hein... Jitna ziyada forex py work hard krien gy utna ziyada hi forex par bonus mil skta hai. Aur us bonus sy hum ziyada sy ziyada trading kr skty hein .mehnat jitni ziyada ho gi earning bhi utni ziyada ho gii... Mehnat mein azmat hai .. Forex py ziyada bonus mehnat ka hi hai.... Thank you members.
                  • #24 Collapse

                    Re: Munasb planning or sabar zarooray hai

                    Assalam Walekum bhai sahab aap ne theek Baat kahi hai ki paisa kamany kay liay planning aur Sabar krna zrori hay. Invest karne ke liye jaruri hai agar aap business may invest Karne hain to jaruri hai ki aapke pass planning honi chahie planning aapko trade karne mein aasani deti hai aur aap ko hi u's profit Hasil kar Aati Hai Iske alava kabhi kabhi Las ho jata hai Jisko Sabar ke sath bardasht karna chahie agar aap Sabar Karenge to Aapka confidence level bhi increase hoga isiliye Sabar Karen aur aur planning Karen
                    • #25 Collapse

                      Re: Munasb planning or sabar zarooray hai

                      Friends main is Baat se agree karti Hun Ki Hamen munasib planing Karke Sabar se kam Lena chahie Kisi bhi Business mein jaldbazi Se Kam Nahin Lena chahie isase Hamen nuksan ka Samna karna pad sakta hai Forex form per Hamen regular work karna chahie aur Hamen Hamare bonus Ka wait Karna chahie
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #26 Collapse

                        Re: Munasb planning or sabar zarooray hai

                        Jahan doston Hamare Paas Hai Jo Ham kar sakte hain aur Market ko Aise Nahin paise Humko Maar sakte hain hamare pass Sabar ka Daman Hona chahie jazbati Insan Ne banaa chahie Jo Insan karne se nuksan kar Baithe Hain isliye Karen reply Nahin honi chahie tab jakar aap Insaaf nahin kar sakte hain agar aap ISI Tarah Se Waar kar Rahenge to Fir aapko kabhi bhi paise Nahin Mil sakte ho isliye koshish karen ki acche tarike se strongest market Koi Na Karen Uske bad hi aapki acchi khasia Nahin ho sakti hai to doston aap Sabhi Doston Se gujarish Hai Ki Achcha Nahin karne ke liye Din Raat mehnat Karen

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X