Munasb planning or sabar zarooray hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Munasb planning or sabar zarooray hai
    Dear is bat se ham achi trah agah hai k forex iak risky kam hai or ham is ko chore b nahe skaty hia q k agr ham un ko chorain to ham aik achi earnig opportuny ko loos kar dain gy . mazeed yah bat k ham ko forex trading karny k lai munasib planning nad sabar ki zaroorat hoty hia. pahly bat to yah hai k ham achi plannig karin or jab ham planning kar lain to us k bad ham ko wiat karna ho ga yah na ho k ham aik order lagain or bad main agr wo hamary averse chala jain to ham us ko foran he close kar dian . or new order laga dian aisa ham nahe krain. q k agr ham stop loss and take profit zyda lagaya to us se ham ko loss ho ga or mumkan hai k hamry equity b end ho jay ham isa nahe karin . gy jab aik order laga dia to ham wait karin or her order ham soch samjh kar he lagian gy tak ham income kama sakian .
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Munasb planning or sabar zarooray hai

    hamy is main planing kar ky kam karna chahey kue ky planing sy keya howa kam hamy fida he dyta han hamy is main aik time main aik he pair man kam karna ho ga yai aik wase karobar hai hum gar bath kar is main international level par live kam karty hai yai online karobar hain hum is main bagar pasio ky account bana kar kam karty hai
    • #3 Collapse

      Re: Munasb planning or sabar zarooray hai

      Assalamu Alaikum Mere Pyare doston Hamen Pakistan Forex forum per kam karte hue Agar successful Hona Chahte Hain To Ham Logon Ko chahie ki Ham munasif planning Karke Apna Kam complete Karen aur apni trade Le jaane se pahle market ko acchi Tarah analyse kar len
      • #4 Collapse

        Re: Munasb planning or sabar zarooray hai

        Therefore ek number ummid karta hun aap log khairiyat se Honge ji han bhai Chand aapane bahut hi Pyari baat ki hai ki Mona se per lining aur Sabar bahut Jaruri Hota Agar aapke pass Sabar hai to aap Aurat Mein Kamyab ho sakte hain Har Business mein sabse kam Karen lalach kaun se lalach Se Kam Nahin Karna Sabar Aur Kahan Ke Sath kam karne per hi aapko Achcha Bada Pata Hoga aapke pass planning honi chahie Jab aapke pass planning Hogi to Aapka mind Kam Karne Ko Bhi Jyada Karega pahle planning planning karne ke bad yah Sabar Karen hot working Karen Jyada Se Jyada post Ki Nahin quality ki post Karen tabhi aapko acche se Accha profit Hasil hoga
        • #5 Collapse

          Re: Munasb planning or sabar zarooray hai

          Dear brother ap ki bat bilkul theek hey forex trading aik tough aur risky business hey iss men bagher planning k trading shuru karnay se loss k ziyada chances hotay hen aur forex trading men loss aur profit business ka hissa hey iss liay her kism ki situation men apnay emotions pe control rakhen aur sabr se kam karen aur apnay balance k hisab se proper planning k sath trading karen aur mehnat aur himat jari rakhen tu zaroor kamyabi hasil kar saktay hen
          • #6 Collapse

            Re: Munasb planning or sabar zarooray hai

            Manasai planning aur sabaur acchi learning bahut jaruri hai forex trading mein forex trading mein learning ke bagair of profit game nahin kar sakte hain Mana se planning ya nahin ke aap koi bhi trade open karne se pahle market analysis karke apni plan mrutak Karen aapki planning ke bad hi aap acchi trade open kar sakte hain acchi trade open karne ke liye aapka market analysis karna bahut jaruri hai market analysis strong hone ki Surat mein aap acchi trade open kar sakte hain market analysis jitna strong hoga itna hi achcha aap ka
            • #7 Collapse

              Re: Munasb planning or sabar zarooray hai

              Live Tu koi kaam Shuru karne se pahle koshish Karenge uski perfect planning Karen Behtar strategy honi chahie planning aur strategy ke a ab Kabhi Bhi Koi kam Kam Nahin kar sakte hain better planner ki aapko aapke Business mein Kamyab kar sakti hai aur yah jaruri hai kya aap Sabar se kam len jaldbaji se kam na len Sabar hi se aapko profit Mumkin ho sakta hai agar aap sab Nahin Karenge jazbati Faisla Kanhaiya jaldbazi Se Kam Lenge To Kabhi Kamyab Nahin ho sakte Sab Vahi Se Har Mushkil jaati hai aur uska station tarike se HAL nikala jata hai
              • #8 Collapse

                Re: Munasb planning or sabar zarooray hai

                Jaisa ki aap jante Hain ki forex forum ek risky business hai ismein profit ke sath loss bhi hota hai isiliye hamare pass munasib planning honi chahie trading aur posting karne mein jab Ham ek planning ke sath kam karenge to hamara work achcha hoga bahut se log armaan jaate Hain ki is business mein main jald hi profit nahin hota to isiliye ye hamen sabar karna chahie kyunki katra katra samundar banta hai aur isi tarah trading karke Ham ahista ahista profit Kama sakte hain lekin iske liye ye hamen sabar karne ki zarorat hai
                • #9 Collapse

                  Re: Munasb planning or sabar zarooray hai

                  Forex trading Mein hamen planning ke sath work karna chahie hamari working acchi hogi aur planning acchi hogi tab hi Hum sabar se kam kar sakenge aur acchi tarah Se mehnat karke Forex trading Mein apna target complete kar sakte hain agar Forex trading Mein jazbati faisla karenge to nuksan hoga soch samajh Kar Sabar ke sath kam karne se hi fayda hota hai aur accha decision lene ke liye mind ko fresh rakhna bhi zaroori hota Hai
                  • #10 Collapse

                    Re: Munasb planning or sabar zarooray hai

                    Ji aapane bilkul theek kaha munasib planning aur sab zaruri hai hamen trading ke bare main planning karni chahie aur market ko study karna chahie tar ke hamen loss Na Ho aur hamen acchi income hasil Ho iske liye hamen bahut saber se kam Lena hoga jitna zyada Safar karenge hamen itni hi kamyabi naseeb hogi Ek accha businessman sabar se kam leta hai aur uski planning bahut acchi hoti hai
                    • #11 Collapse

                      Re: Munasb planning or sabar zarooray hai

                      ji bilkul theek ka Forex trading mein agar ham proper planning ke sath aur hardworking ke sath kam karenge sabar ke sath kam karenge Apne motion ko control karke kam karenge tabhi ham Forex Mein achcha benefit hasil kar sakte hain aur acchi learning ke sath acchi earning kar sakte.
                      • #12 Collapse

                        Re: Munasb planning or sabar zarooray hai

                        ji bilkul theek Kaha Forex trading mein agar ham acchi knowledge and experience ke sath acche planning ke sath kam karenge sabar ke sath kam karenge acche learning ke sath kam karenge to achcha benefit hasil kar sakte hain aur kamyab trader ban sakte.
                        • #13 Collapse

                          Re: Munasb planning or sabar zarooray hai

                          ji bilkul theek kaha per hai studying mein agar ham Sagar ke sath kam karenge mehnat Ke sath kam karenge Dil Laga kar kam karenge tab ham acchi planning ke sath red lagakar achcha profit bhi hasil kar sakte hain aur kamyab bhi ho sakte hain.
                          • #14 Collapse

                            Re: Munasb planning or sabar zarooray hai

                            achi trading kay liye humain apna kam achay say kurna ho gaa or es kaay liye humaain es main achi planing kurni ho giii or achi planing kay sath sath humaain es maain apna kam sabar kay sathkurna ho gaa agar hum es traah say achay say aapna kam sabar kay sath kury gay to humaain kamyabi gain ho jay giii to es liye humaain es maain achay say apna kam jari rukhna chahie or achi planing say or sabar kay sath humain es maain achay say apna kaam kurna chahiye
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Munasb planning or sabar zarooray hai

                              ji han Forex trading Mein hamen ek plan ke mat abhi kam karna chahie daily target ke tahat Agar Forex Mein kam Karen to hamen achcha fayda ho sakta hai Forex Mein hamen sabar ke sath kam karna hoga last emotional Nahin Hona chahie Apne gaon par focus karna chahie apni learning of practice per jyada focus Dena chahie.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X