Jaiza: Forex market ka trend important hai lkn trend kitni duration ky bad reverse...

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Jaiza: Forex market ka trend important hai lkn trend kitni duration ky bad revers

    اصل پيغام ارسال کردہ از: raja798 پيغام ديکھيے
    Forex trading market members aapko maloom hai trading market ka trend important hota hai lekin aap yah bata sakte ho ki ek trend kitni duration ke liye valid hota hai aur kitni duration ke bad must reverse ho jata hai. Forex trading market members knowledge and experience case for technical and fundamental analysis important hi candlestick chart pattern important hi friend ki validity kab tak rahti hai?

    Forex market Mein trend bahut jyada important hote hain isliye is Trend ko acchi Tarah Se learn karna bhi bahut jyada important Hota Hai In kiye bagair Ham market Mein acchi trade Nahin Laga paate agar aap market Trend ko acchi Tarah Se learn kar lete hain tab bhi aap ko Forex form mein kamyabi milati hai Jab Ham trading ko join Karte Hain To uske liye Hamen chahie ke sabse pahle demo account per practis Karen tab hi Ham Forex trading mein kamyabi Hasil kar Sakenge Jab Ham demo account mein Kamyab Ho jaenge

    Demo account Forex trading ka ek bahut hi important part hai isliye Forex trading ko join karte hue Katha Mein sabse pahle Demo account per practis kar leni chahie Jab Ham usmein Kamyab Ho jaen gay tab Forex form mein expert Ban Sakenge Agar Ham Apne experience or knowledge Ko Badhana chahte hain aur Forex form Se Achcha bahut Hasil karna chahte hain to uske liye Hamen chahie ke Ham Apna Kam ki quality ko Behtar se behtar karne ki koshish karen Kyunki Agar Hamari post ki quality acchi Hogi aur usmein kisi Kishan ki mistakes Nahin Hogi aur usmein words bhi acche Honge aur post se related Honge Tu Is Tarah Se hMara impression Achcha Rahega

    Ek Achcha trader wahi hota hai jo ke market Mein Apni trade open karne se pahle market ke trend ko acchi Tarah Se samajh leta hai ke is main market uptrend Mein Munh karti hai ya FIR downtrend Mein movie karti hai ya FIR yah market trend mein hai ya FIR side mein Harkat kar rahi hai Jab Ham iski movement ka acchi Tarah Se samajh Lete Hain To Uske bad Hamen chahie ke market Mein use market Main trade lagaen Jab yah market uptrend aur downtrend mein move kar rahi Hoti Hai Kyunki Jab yah market ine donon per Jab move kar rahi hoti hai to use Waqt Hamen Apni trade Lagani chahie Kyunki Is Tarah Se Ham is se bahut hi Achcha fayda Hasil kar lete hain jabki Agar market trend mein ho ya FIR side mein move kar rahi ho to usmein Hamen apni e trade bilkul bhi nahin Lagana chahie
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Jaiza: Forex market ka trend important hai lkn trend kitni duration ky bad revers

      Forex main trade kay liye sell and buy ki trade sirf trend kay uper ho to he profit hota hay. Laikin trend line ko samjhna aur trend ko find karna easy nai hay. Indicators ka use aur fundamental anaysis kay sath technical analysis ka istemal iski wazih misal hay keh hamain bahut mehnat say trend ko talash kar kay trade karna parta hay jo bahut mehnat talab kam hay.

      Trend ko fnd aur trend ki reversal kay liye ham simple indicators ka istemal karny kay sath baz dafa paper work bhi karty hain. Aur baz dafa hamain intihai technical indiactors ka istemal karna parta hay ta keh ham trend ka pata chala sakain.

      Trend ki reversal and continuation do tariqy hoty hain jin main ham sell ya buy ka instant order bhi place kar sakty hain aur baz dafa pending order place kar kay bhi trading kar sakty hain. Donon kisam kay orders main hamain stop loss, take profit aur risk management kay sath trade karni chahiye.

      Trend ko jan'na aur iski reversal find karna simple tariqy say bhi possible hay. Yani simple moving average ya standard deviation ko use kar kay jab ham average price ka pata chala lain to isky bad ham chart per mojuda price ko daikhain ager to price down trend main ya up trend main average price say bahut fasly per ho to phir hamain uptrend ki surat main closest resitance say reversal ki trade jab keh down trend ki surat main closest support say buy ki trade lagani chahiye. Laikin ager current price average price kay qareeb ho to phir up side hony per resistance break hony per trend per buy ki trade jab keh average price say mojuda price down hony per support break hony ka wait karain aur iskay bad trend bearish hony per sell ki trade lagani chahiye.

      Donon surton main hamain analysis kay bad stop loss aur take profit ko manasib points per set karna chahiye ta keh hamari trade hamain ziada loss say dochar na kary.
      • #18 Collapse

        Re: Jaiza: Forex market ka trend important hai lkn trend kitni duration ky bad revers

        Ji han bhai jaan aapane bilkul sahi kaha hai main aap kis baat se agriculture Hun Ki aapane Ek Achcha Sal kiya hai ki forex market trend important hai lekin train kitne direction ke bad recovery was Hamen chahie ki Hamen correct form post Jyada Se Jyada use karte Rahana chahie aur Hamen is Mein mehnat ke sath kam Karte Rahana chahie tha ki Hamen ismein Chhapra pata chal ho sake aur acchi kamyabi bhi Hasil ho sake aur hamen mehnat bhi Karte Rahana chahie aur Hamen ismein Apne friends ko bhi invite Karte Rahana chahie tha ki Hamari vajah se dusron ki bhi help ho sake
        • #19 Collapse

          Re: Jaiza: Forex market ka trend important hai lkn trend kitni duration ky bad revers

          Pakistan Forex trading ke dauran Iske trade bahut hi important hai isliye main trading ke bare mein pahle information leni chahie Uske bad hi trading Shuru Karen chahie Agaram trading jaj betiyon per Karenge to nuksan Hote aaenge Hamesha trading Soch Samajh Kar Mera Teri mahtari ke sath Karni chahie tha Kaisi trading se Champawat to Hazaro sake
          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #20 Collapse

            Re: Jaiza: Forex market ka trend important hai lkn trend kitni duration ky bad revers

            Forex trading ik online business hai yahan pr ap log kam kr ky acha Profit hasil kr skty hein mgr ap ky pass forex trading ka acha Experience hona zarori hai jb ap ko forex pr acha Profit hoga.

            اب آن لائن

            Working...
            X