analysis karna keu zarooti hai???

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    analysis karna keu zarooti hai???
    asslam alaikulum koi seniors bta skta hai analysis kia hota hai aur trading sy pehly Analysis karan q zaroori haii??? kia analysis k baghair kuch nh ho skta??? analysis ksy kia jata haiii
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: analysis karna keu zarooti hai???

    analyses karna bohat zarore hota hain pher he hum is mai kamyabe hasil kar sakty hai agar hum analyses ko ignore kary gy to hamy loss ho jaya ga hamy loss hony ke har aik waja ko sahe karna chahey ta ky hum market main agy bar saky or pasia kama saky hamy is mai aik time mai aik he pair yai currency mai trading or posting karne chahey
    • #3 Collapse

      Re: analysis karna keu zarooti hai???

      analyses k bagir ki gai trade se humain lopss hota ha aur humain nakami ka samna kerna parta ha ager hum market ko achy se analyse kerny k bad strong siglanes per trade lagaty ahn tu is se humain bhtreen profit ho sakta ha.
      • #4 Collapse

        Re: analysis karna keu zarooti hai???

        market ki analysis karna bhi hamare liye bahut zaruri hai agar hamesha zyada hi analysis karte hain to ham ko itna zyada hi fayda ho sakta hai aur hamesha achcha kam kar sakte hain lekin hamen use waqt tak achcha kam mil sakta hai jab tak ham is mein apna kam sikhate rehte hain aur iske bare mein jitna kam se karenge to hamen itna zyada hi faida ho sakega aur hamari limit puri ho jayegi agar hamen apne limit ko mukammal karna chahie to ham kar sakte hain ismein main itna nuksan nahin ho sakta jo log bhi nuksan uthate hain to unko achcha kam nahin milta lekin hamen agar apna kam karna chahie to ham aasani se karte rehte hain aur ismein hamara zyada hi fayda ho sakta hai agar jitna zyada hi fayda hoga to humko itna zyada hi apni mehnat ka kam milega aur ismein hamari hamesha ke liye manata mein kamyab banati hai aur ham achcha kam kar sakte hain lekin aur insan ko yah sochana chahie awaz waqt aakar apni limit ko pura kar sakte hain jab tak unki jyada mehnat ho payegi aur bahut zyada kam karna chahie to kar sakte hain aur unko hi achcha kam mil sakta hai lekin hamen achcha kam milane ke liye jitna zyada mehnat karni chahie to ham karte rahenge
        • #5 Collapse

          Re: analysis karna keu zarooti hai???

          اصل پيغام ارسال کردہ از: M naveed
          G ham ko trading main analysis krna bhot zarori hota hy taky ham log achy treqy sy Kam krain or bhtr Kam or bhtr nafa hasil Kar sakin ham log chy ho ga k ham log
          Main mhnat sy Kam krain gy to bhot hi acha ho ga or get ham market ki analysis na krain to hamary bhot zyda muskil khri ho sakti hy is ly ham ko chy k ham is
          Achy treqy sy Kam krain or apny account ko save rkhin to achi bat ho gi
          Is liye ke market movemint ka sahe andaza ho sake or nukasan se bacha ja sake
          Thank you for your attention
          • #6 Collapse

            Re: analysis karna keu zarooti hai???

            Assalamu Alaikum Mere Pyare Forex ke doston Agar Ham Chahte Hain ke Ham Pakistan Forex forum per trade karte hue acchi income Hasil karen to iske liye market ka analysis karna bahut jaruri hai analysis Hamen nuksan ho sakta hai
            • #7 Collapse

              Re: analysis karna keu zarooti hai???

              ASSALAM O ALAIKUM,,,,, forex mn trading karte hue analysis karna bahut hi zyada zaruri hota hai is se hamen market ki movement ka andaza ho jata hai aur ham nuksan se baat chahte Hain hote hote Hain karte hain aur trading karne se pahle kar lete hain to Ham kar lete hain kar sakte hain.........
              • #8 Collapse

                Re: analysis karna keu zarooti hai???

                agar humain acha sa profit gain kurnaa hai to0 es kay liye humain achaaysay analysis kurni chahiye agar hum es main achay say analysis kuray gaay to hum es kay bad jub trading kuray gaay to humain es say aacha sa profit gain ho pay ga to es liye humain es maain achay say apna kam jari rukhna chahiye or humain es main aachay say analysis kurnaay kaayt bad he humain trading kurni chahiye takeh es trah saay humain acha sa profit bhi gaain ho jay
                • #9 Collapse

                  Re: analysis karna keu zarooti hai???

                  Asalam o Alikum jee forex members analysis bhot zrori hy q k is k bgair hmy hmary kam ki smj ni ay gi market Mein Kamyab hone ke liye Hamen knowledge experience ke sath analysis bhi bahut jaroori Hai Kyon Ke tab Ham Kisi chij Ka tajiya Karenge Tu Hi Hamen Maloom Hoga Ke Aaj Kar use chij ke rates aap hi yah down Kisi bhi kam ke Kamyab hone Mein analysis bahut ahm kirdar Ada karta hai
                  • #10 Collapse

                    Re: analysis karna keu zarooti hai???

                    Assalamu alikum dear apny achi bat share ki hai agar Ham market mein analyse karte Hain to hamen achcha fayda Hasil hota hai aur jyada se jyada profit mil sakta hai kyon ke market mein analysis karna bahut jaruri hota hai agar Ham analyses ke bahar kam karenge to hamen lose ho sakta hai so agar ham loose se a bachna chahte Hain to hamen chahie ke apne kam kobitar banaen aur mehnat Karen aur analysis Karen so analysis ke bagair ham nakami ka shikar ho sakte hain
                    • #11 Collapse

                      Re: analysis karna keu zarooti hai???

                      tradding without annalise kya krna ki wgha ni hay ap koi bhi kamkrta hain to os ma ap ya dajhta ho ka os ka statics kasa hain to phr marketing ma asey laparvahi krna hi q to is ki 1 hi wgha ho skti hay ka ap ko analysis krna ni ata ho ga.
                      And without that ap marketing na kro.
                      • #12 Collapse

                        Re: analysis karna keu zarooti hai???

                        Anylsis Ham Jab Bhi Karte Hain to hamare liye kamyabi bahut Aasan mil jaati hai isliye Hamen chahie acche analysis Karke Ham market ko samjhaie market ke bare mein acchi information market ko samajhne ke liye acchi Nahin message karna very very urgent hai isliye Hamen chahie Jahan per kamyabi ke liye market ke mutabik acchi trade lagaen Agar Hamen acchi Tarah Se news ke bare mein koi bhi information Nahin Hai To Hamen acchi analysis Karke Yahan per usko samajhna Hoga market Ko samajhna Hoga Uske bad Hamesha trading Lagani Hogi to is profitable business Summit Cha fayda Lene Mein important source Paida Karega Is Tarah kamyabi Hamare liye bahut Aasan Hogi
                        • #13 Collapse

                          Re: analysis karna keu zarooti hai???

                          Ji aapane Sahi Kaha Ham Sabko Yahan per NSS karna chahie neltas karna bahut hi important hai so Ham Sab Ko Apne time per mahine ke ke Kamyab hone ki koshish Koi Ne chahie Aur mehnat Ke Sath kamyabi Hasil karna Hamare liye bahut hi important kam hai so Ham Sab Ko Dil Laga kar Apna Kam karna chahie ho sakta saaf karne ki koshish Karni chahie Vikas successful Hona Ek kam yah trater Ki Nishani Hai Aur Hamare liye bahut hi important hai
                          • #14 Collapse

                            Re: analysis karna keu zarooti hai???

                            han g bahut he zarori hota hae agar hum ache tarah se analysis karte hain to hum is main zaroor success hasil kar jate hain to is waja se hamen cahiye ke hum is main mehnat karne cahiye hamaremehnat he to hamen banate hae kamyab hum agar is main sahe tarah se kam karte howe success hasil karte hain to hum is main se kuch na kuch hasil kar he jate hain to bas is liye hamen is main mehnat karne cahiye take hum is main kuch gain bhe kar saken or ache tarah se hum is main kamyab ho saken hamare kamyabe hote hae agar hum is main mehbat karte hain to
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: analysis karna keu zarooti hai???

                              dear friend forex Mein trading karte hue analysis karna bahut jaruri hota hai Kyunki Agar ham analysis karke trading karenge to vah trading safe hogi ise hamen bahut achcha profit bhi milega aur loss se bhi bus jaenge Agar ham without analysis ke trading karenge to isase hamen bahut heavy loss bhi ho sakta hai Kyunki without analysis ka kam jaldbaji ka kam hota hai aur jaldbazi Mein Sara CB mistake hamen bahut heavy loss kara sakti hai isliye soch samajh Kar aur analysis karke hi trading karne chahie isase hamen acchi success milegi

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X