Swal: Three Bollinger Band indicator ko kaisy indicate karty han

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Swal: Three Bollinger Band indicator ko kaisy indicate karty han
    Assalamu Alaikum!
    Dear senior members main aapse three bullinger band indicator ke bare mein information Lena chahta hun Ki ye Hamen kis tarike se indication deta hai aur ham iski strategy use karte hue kis tarike se market Mein Apni trading ko perform kar sakte hain aur Achcha result Le sakte hain kindly three Bullinger band indicator ka Sahi use aur iski indication ko candlestick ki help Se Kaise judge karna hai Iske bare mein information share kar den.

    Thanks
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Swal: Three Bollinger Band indicator ko kaisy indicate karty han

    Aaj Ham Apne topic per three bollinger band indicator ke bare mein baat karenge ke market Mein maujud indicator Kis Tarah Se indicate karte hain aur Inka market mein Main Kya kirdar Hai I hope ke a Forex Mein garm Karne Wale Tamam members candlestick patterns ke bare mein Jante Honge bahut se traders Aise Hote Hain Jo patterns ke alava Kuchh aur symptoms bhi e use karte hain jinhen Ham indicator Kahate Hain market Mein indicator ki tadad bahut jyada hoti hai lekin hamare pass an indicators ka knowledge Hona jaruri hai jinko Humne market Mein use karna Hota Hai ISI Tarah bollinger band indicator bhi market mein bahut importance Rakhta hai bollinger band indicator Hamesha Nahar ke a kinnaron Ki Tarah Hota Hai jo market Mein maujud price ke sath donon Taraf chalta hai agar market trending Na Ho Aur range mein maujud ho tu price Hamesha Upar Se niche band ke andar sung Karti rahti hai is condition ko Ham saqueez Kahate Hain iska matlab hai market sukar Jaati Hai

    Market Hamesha London ya American session ke open hone se pahle Sukriti hai ya koi important news Jari hone se pahle Sukriti hai Jab koi bhi session open ho jata hai yah news Jari Ho Jaati Hai To price Upar ya niche ki Janab Badhana start kar deti Hai Isko break-out Kahate Hain market Mein bollinger Band indicator ke alava aur bhi bahut se indicator hote hain ya indicator kabhi bhi same Nahin Hote Hamesha different hote hain aur different information hi provide Karte Hain Forex Mein kam Karne Wale Har member ke pass bollinger band ka knowledge Hona chahie Agar hamare pass bollinger band ka knowledge Nahin Hoga To Hamen market Mein trade Lagate Hue Bahut Si difficulties ko face karna padega
    • #3 Collapse

      Re: Swal: Three Bollinger Band indicator ko kaisy indicate karty han

      Ham Sab Ko Aisa tradepost karna chahie jisse Hamen kamyabi Hasil Ho kamyabi Hasil karna Hamare liye bahut hi important kam hai because mehnat ke sath Hamen kamyabi hoti hai aur Yahan per kamyabi Hasil karne ke liye regular Apna Tiger touch karna chahie aur regular kam karna chahie Agar irregular Kam Nahin Karte to iska aapko nuksan hota hai so Hamen Apne Timepass Kamyab trater Ki Tarah kam karna chahie aur iske sath Hamen trader Hamesha sabse pahle Apne knowledge or experience ko increase karte hain aur Forex Mein Hamesha Jyada Se Jyada knowledge ko use Karke usse fayda Hasil Karte Hain aur vah Market ke rules ke mutabik market Mein trade Lagate Hain market ke rules ke against bilkul bhi work Nahin karte aur Aise trader Hamesha money management ko follow karte hue Apna work complete karne ki koshish Karte Hain jaldbaji mein bilkul bhi Kam Nahin Karte relax hokar Apna Kam karte hain aur lalach se Hamesha avoid karte hain Kyunki vo Jante Hain lalach aur jaldbaji mein kiye Gaye kam se kabhi bhi fayda Hasil nahin kiya Ja Sakta aur Hamen Apna analysis stone karna chahie aur apne analysis ko strong karne ke liye Hamen Navneet Ki Zaroorat Hai Jo Hamen YouTube se Hasil hota hai so isiliye Hamen YouTube per bhi apna time invest karna chahie aur apne signal ko aur Forex se related different things ko Shreni Karke Apna Yahan per kam karna chahie Aur mehnat Ke Sath kamyabi Hans padhne ki koshish Koi Nahin chahie ISI Mein Ham kamiyan hote hain aur kisi se Hamen advantage Milta Hai
      • #4 Collapse

        Re: Swal: Three Bollinger Band indicator ko kaisy indicate karty han

        Bollinger band indicator humy market ki movement ka sahe indication data ha Bollinger band indicator main 3 lines hoti han jin aik upper line hoti ha aik center line hoti ha or 3rd nechy wali line hoti ha jab bi market center line sy up ya down movement karti ha to jis side movement kary to jab wo upper ya lower line ko touch kary to wahan sy humy trade laga lani chae ha agr upper line ko touch kea ha to sell laga lan or agr lower line ko touch kea ha to wahan sy buy laga lan or target center line rakheny to hum is sy ache earning kar saken gy Bollinger band indicator best indicator ha par is ko samjeny or seekeny ki zarorat ha is ley humy both ahtiyat sy trading karni ho ge ta k hum log kamyab ho saken jtni ziada mehnat karny is ko seekeny gy or samjeny gy is k mutabiq proper stop loss or take profit istamal kar k trading karny gy to hum log kamyab ho saken gy
        Forex trading main koi bi indicator istamal karna ho to is ko pehly ache tahra seek or samj lan is main practice karny apni planning or strategy bana k practice karny phr is k result ko check karny is main humy fayda ho raha ha ya loss is k mutabiq phr hum trading karny ta k hum log ache earning kar saken is tahra jo bi indicator ho ga us ko hum ahsani sy samj saken gy or is sy seek saken gy k trading jase karni ha or is sy kase fayda hasil karna ha is ley real account main trading karny sy pehly practice karna both zarori ha warna humy loss ho sakta ha agr hum proper money management or risk management sy trading ni karny gy to account bi wash ho sakta ha
        • #5 Collapse

          Re: Swal: Three Bollinger Band indicator ko kaisy indicate karty han

          Doston trading mein bahut se indicators istemal hote hain aur bahut se log trading Mein kam karte hue mehnat ke sath apni trading ko Kamyab banane ke liye different type ke indicators ka istemal karte hain isliye aapko Hamesha Soch samajhkar indicators Ka istemal Karna chahie indicators ka istemal aapki trading ko Kamyab banata hai aur isase aap aasani ke sath in time Apne trading co Kamyab bana sakte hain doston trading Mein Hamesha Soch Samajh Ke aur indicators ko istemal karna chahie Jin main aapko experience ho aur aasani ke sath aap apni trading kar sakte hain aur indicators ki help se aap apne market analysis ko Kamyab bana sakte hain daily basis per workout Karen aur Market ko analyse karne ke liye different type ke indicator ka istemal hi aapki kamyabi hota hai isliye Hamesha daily basis per mehnat Karen aur Achcha trade karne ke isliye Soch samajh ke kam Karen mehnat Karen Taki aap Kamyab ho sake aap ki mehnat aur acchi earning hi aapki kamyabi hoti hai isliye daily basis per kam Karen aur Achcha trade karne ki koshish karen ya se aapko kamyabi mil sake aur Achcha trade Karke aap Kamyab profit Hasil karne Ke Kabil Ban sake
          🌼 Never Give Up 🌼
          • #6 Collapse

            Re: Swal: Three Bollinger Band indicator ko kaisy indicate karty han

            isko indicate karne ke liye hamen indicators ka use karna hota hae kuch indicators hote hain free or kuch indicators hote hain free to hamen cahiye ke hum un ko he use kiya karen or un ko use kar ke hum is main se se three bollingar indicator ko indicate kar sakte hain lakin i think fibonaci se kam chal jae ga q ke yeh aik bahut he acha indicator hae jo ke paid bhe hota hae lakin is main kamyab or ache trading wohe kar sakta hae jo isko use karta ho ya use acha knowledge ho about technical analysis hum ko bhe cahiye ke hum is main isko lazmi use karen is tarah se hum is main sahe tarah se ache tarah se trading bhe kr he sakte hain or is main hum kamyab ho he jaya karte hain hum is main kabhe bhe himmat na hara karen hum is main agar dil se kam karte hain to hum is main success hasil kar he jate hain to hamen cahiye ke hum isko he use karte howe market main analysis kiya karen take hum is se pora pora faida hasil kar saken or hum is main kamyab ho saken hum agar is main ache tarah se kam kar jate hain to hum is main success bhe hasil kar he jate hain bas hamen is main kam ko sahe tarah se karna cahiye tab he to hum is main kuchkar saken ge or technically hum market ain win kar saken ge agar hum sahe tarah se is main kam karen ge to hum is main bahut kuch hasil kar saken ge bas is ke liye hamen knowledge zayada require hota hae
            • #7 Collapse

              Re: Swal: Three Bollinger Band indicator ko kaisy indicate karty han

              Bollinger bands Ek bahut hi important indicators Hai is indicators ki help se ham market Trend ke movement ko acchi Tarah Se samajh sakte hain ki market Kis prant Mein move Karti Hai uptrend Mein move karti hai ya FIR downtrend Mein move karti hai ya FIR sideway Mein move kar rahi hai Forex form mein bahut jyada tadad Mein indicated Paye Jaate Hain isliye Hamen chahie ke Hamen sirf un indicators Ka istemal Karna chahie Jo ke bahut hi jyada popular hote hain

              Bullinger bands Hamen market ki Sahi direction Deta Hai is direction ke jariya se hi Ham market Mein acchi trade Laga paate hain aur acchi success Hasil kar lete hain

              Bollinger bands Main Agar market trending na ho rahi ho ya FIR range mein ho ya FIR Aisa Ho Ke market left se right Tak Jaati Hai To price Upar Se niche band ke andar Sewing karti hai Jab price Upar Se niche pet ke andar swing Karti Hai To Ham is Halat ko squeeze Kahate Hain Jab market Mein Koi session open hota hai kya koi news release hoti hai to use market price Upar ya niche Ki Jaane banana Shuru kar deti hai Hamen market Mein train Lagane se pahle market ki price ki movement ko acchi Tarah Se learn kar lena chahie aur uske hisab Se Hi market Mein trade Lagani chahie bulan Japan se price ke sath sath donon taraf se Chalte rahte hain

              Hamen Forex form Mein kam karte hue Humne bullinger bands ki acchi Tarah Se planning kar lenge chahie Agar Hum koi bhi kam planning ke hisab se karte hain aur uski planning pahle hi Karke rakhte Hain tabhi Ham Apne kam ko acche tarike Se Kar paate hain aur usko jaldi complete kar lete hain isliye Agar Ham Kisi bhi kaam mein kamyabi Hasil karna chahte hain to uske liye Hamen chahie ki Hamen sabse pahle uski planning kar leni chahie Kyunki use planning Mein Ham Apna Kam Soch samajhkar karte hain aur chijon ko Unki Sahi Jagah per rakhte Hain tab Yahan Apne kam ko acche tarike Se Kar paate hain aur usmein Kamyab ho sakte hain
              • #8 Collapse

                Re: Swal: Three Bollinger Band indicator ko kaisy indicate karty han

                three bollinger band indicator ko indicate kerny k liye humen indicators ka istemal kerna chahiye kuch indiactors free bhi hoty hain humen chahiye k hum un ka use keren aur un ko use ker k he hum is mein se three bollinger indiactor ko indicate ker sakty hain lekin fibonacci se bhi kam chal jaye ga kuen k ye aik bohat he acha indicator hai jo paid bhi hai leki is mein kamyabi aur achi trade sirf wahi ker sakta hai jo ye use kerta ho aur us ka technical analysis bohat acha ho humen bhi chahiye k hum technical analysis ko lazmi use keren is tarhan hum is mein sahi tarhan se bhi trading ker sakty hain aur is mein kamyab ho sakty hain hamen kabhi bhi himmat nahi harni chahiye phir chahy humen loss ho ya phir profit humen bus mehnat se kaam kerna chahiye aur kabhi bhi dil chota nahi kerna chahiye
                agar hum is mein mehnat se kaam kerty hain tou humen success hasil hoti hai market mein bohat se types k indicators available hai in mein RSI or CCA indicators bhi hain hum kisi bhi indicator ko ignore nahi ker sakty kuen k har kisi indicator ki apni value hai jo k nazar andaz nahi ki jaa sakti har koi trader apni merzi se he is mein apni pasand ka indicator use ker k he trading kerta hai humen is mein kaam ko sahi tarhan kerna chahiye tabhi hum is mein kuch ker sakty hain aur is tarhna hum market mein technically win ker sakty hain agar hum is mein serious ho k kaam keren gy tou humen is mein bohat kuch hasil ho sakta hai bus us k liye hamen knowledge zeada chahiye hota hai
                • #9 Collapse

                  Re: Swal: Three Bollinger Band indicator ko kaisy indicate karty han

                  Dear bollinger band Ek bahut hi famous indicator hai jismein aap properly working karke bahut hi perfect indication Hasil kar sakte hain dear jab bullinger band indicator ko aap apni trading per reply karte hain to is ko apply karne ke liye Kuchh important rules and regulations aur information aapko required hoti hai. Bollinger band indicator ko apply karne ke liye sabse pahle aapko moving average aur standard deviation Ka Pata Hona chahie ki yah donon kya Hote Hain.

                  Dear jab aapko standard deviation ki exact calculation karna a jaati hai to usmein aap bollinger band ke different aspect ko follow Karte Hain. Dear bollinger band indicator ko apply karne ke liye do different aspect Hoti Hai Jisko aap lower band aur upper band ka naam Dete Hain iski briefly details main aapke sath share karne ja raha hun.

                  Lower band :

                  Dear jab aap standard deviation ki collection karne ke bad usko mean mein se mines kar dete Hain To aapke pass lower band values a Jaati Hai Jab market lower band values per movement kar rahi Hoti Hai To iski bases per aap market Mein acchi entry Hasil kar sakte hain aur profit Hasil kar sakte hain.

                  Upper Band :

                  Dear upper band give calculation of ke pass time per Aati Hai Jab aap standard deviation ki calculation ko mean mein add kar dete Hain Jab aap mean Mein standard deviations ki collections ko add karte hain to usmein aapko upper band ki values mil jaati hai jismein aap market Mein acchi entry Lekar reasonable profit Hasil kar sakte hain.

                  Dear koi bhi indicator Jab aap apni trading per reply karte hain to usse related complete information Hona aapke liye bahut hi important hota hai agar aap Kuchh information avoid karte hain aur apni learning complete Nahin Karte to situation main aap kabhi bhi kisi indicator se properly utilised Nahin ho sakte isliye Hamesha aapko koshish Karni chahie CCI indicator ko apply karne se pahle pahle use related Tamam important discussions per completely focus Karen.
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: Swal: Three Bollinger Band indicator ko kaisy indicate karty han

                    Doston buying and selling mein bahut se indicators istemal hote hain aur bahut se log buying and selling Mein kam karte hue mehnat ke sath apni buying and selling ko Kamyab banane ke liye special type ke signs ka istemal karte hain isliye aapko Hamesha Soch samajhkar signs Ka istemal Karna chahie signs ka istemal aapki buying and selling ko Kamyab banata hai aur isase aap aasani ke sath in time Apne buying and selling co Kamyab bana sakte hain doston buying and selling Mein Hamesha Soch Samajh Ke aur signs ko istemal karna chahie Jin fundamental aapko experience ho aur aasani ke sath aap apni trading kar sakte hain aur indicators ki help se aap apne market evaluation ko Kamyab bana sakte hain day by day foundation in keeping with exercising Karen aur marketplace ko analyse karne ke liye exceptional kind ke indicator ka istemal hello aapki kamyabi hota hai isliye Hamesha daily foundation in keeping with mehnat Karen aur Achcha trade karne ke isliye Soch samajh ke kam Karen mehnat Karen Taki aap Kamyab ho sake aap ki mehnat aur acchi earning hello aapki kamyabi hoti hai isliye every day foundation in step with kam Karen aur Achcha trade karne ki koshish karen ya se aapko kamyabi mil sake aur Achcha exchange Karke aap Kamyab earnings Hasil karne Ke Kabil Ban sake

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X