Copy trading sae koi faida ho sakta hai?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Copy trading sae koi faida ho sakta hai?
    Forex mein akser humain pata chalta hai kay hum apnay senior ya expert traders ki trades ko copy ker saktay hain kya koi bata sakta hai kay aisa kis tarah kertay hain aur kya iss ka koi faida bhi hota hai ya nahin aur agar hota hai tou kitna faida ho sakta hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Copy trading sae koi faida ho sakta hai?

    Forum pe copy past karnay se account banned bhi ho jata hey lekin forex trading men copy trading karnay se koi nuksan nhi hota iss liay koshish karen k seniors se rabta kar k achi guidance aur motivation hasil karen aur phir seniors ko follow karen aur unn ko copy karen tu zaroor achi trading kar k acha profit hasil kar saktay hen
    • #3 Collapse

      Re: Copy trading sae koi faida ho sakta hai?

      Copy trading main hum apny account ko kisi achy trader ya senior sy attach kar dety hain aur phir hum us ki trades ko copy karty hain. agar hum kisi achy trader ki trades ko copy krain gy to humain zarur faida ho ga aur agar hum kisi aisy trader ko copy kraiin gy jo gambling karta ho to phir hum nuqsan hi krain gy. account ko kisi k sath copy per lgany sy pehly trader ki history ko achi tarah check krain jo trades money management k sath trading kar rha hon us k sath apny account ko attach kraini
      • #4 Collapse

        Re: Copy trading sae koi faida ho sakta hai?

        Assalamu Alaikum dear friend Forex trading Mein Hamen Khud Se apni hi trading karne chahie na ke Ham copy trading Mein Apne account ko invest Karen Agar hamare pass Achcha knowledge hai To Ham Apne account ko Khud Se manage Karen tabhi Ham ismein kamyabi Hasil kar sakte hain Hamen dusron per Bharosa nahin karna chahie aur na hi Apne account ko dusron ke sath Kafi trading Mein Lagana chahie Forex trading Ek Achcha aur behtarin business hai lekin ismein kamyabi Hamen khud se milati hai agar hamare pass Achcha knowledge hai Ham trading ko jante Hain market ko Kis Tarah analysis Aise Kiya Jata Hai Hamen Sab Maloom Hoga To Ham Forex trading Mein Kabhi Na Kami Hasan nahin kar sakte Ham is Main Khud Se trading Karke bhi behtarin profit hasal kar sakte hain isliye Hamesha Achcha kam Karen mehnat Karen aur Forex ko Khud Se sikhane ki koshish karen Taki aap ismein ek behtarin trader ban jaen
        • #5 Collapse

          Re: Copy trading sae koi faida ho sakta hai?

          اصل پيغام ارسال کردہ از: Sobi2978 پيغام ديکھيے
          Forex mein akser humain pata chalta hai kay hum apnay senior ya expert traders ki trades ko copy ker saktay hain kya koi bata sakta hai kay aisa kis tarah kertay hain aur kya iss ka koi faida bhi hota hai ya nahin aur agar hota hai tou kitna faida ho sakta hai
          Dear forex fruend oak firex forum per kisi be member ke posts ko copy past nahi karni chaya aur apni knowledge ke mutabik kam karna chaya ager copy past per posts kare ge to ye posts delete ho jati he aur is per koi bonus hasil nahi hoti forum se
          • #6 Collapse

            Re: Copy trading sae koi faida ho sakta hai?

            assalamu alaikum ummid hai aap khairiyat se hogi ab bilkul theek bol rahi hai aisa hi hai kyunki agar aap copy paste ke jarie apni post ka target complete karenge to aapko kabhi bhi achcha bonus nahin Mil sakta even agar moderator ko yah pata chal jaega aap copy paste kesariya posting kar rahe hain to aapka kahin bahan bhi ho sakta hai isiliye jab bhi poster ne apne onwards mein Hi Karen Taki aap acche se acche profit Kama sake
            • #7 Collapse

              Re: Copy trading sae koi faida ho sakta hai?

              copy trading ka koi bhi fayda nahin hota hamen is se ahtiat Karni chahie ulta hamen loss ho sakta hai hamen fayda koi bhi nahin hota hamen khud ke signals banane chahie acche se banaenge to hamen bahut fayda hoga jab hamara kam achcha hota hai jab mehnat karte Hain to bahut fayda hoga nishan Jo log acchi tarah se mehnat karte Hain aise log life mein kamyab aise logon ka mukaddar bajati hai kamyabihamen hamesha acchi mehnat Karni chahie agar Ham kamyabi hasil karna chahte hain to hamen bahut mehnat karni hai hamesha forex trading mein aise log kamyab hote Hain Jo bahut mehnat karte Hain Jo bahut mehnat nahin karte aise log kabhi bhi kamyab nahin Ho saktay
              • #8 Collapse

                Re: Copy trading sae koi faida ho sakta hai?

                Copy trading se main bilkul bhi fayda nahin ho sakta Kyunki Hamen Jo Apne experience City Lagate Hain usse Jyada fayda hota hai ki Hamara experience Gyan hota hai aur ham Ek expert later pahunch sakte hain Forex forum isliye main chahie kya copy trading se required Karen aur apni mehnat aur hardworking ki vajah se jo Hamen bonus Milta hai usse trading lagaen aur acchi earning Hasil Karen
                • #9 Collapse

                  Re: Copy trading sae koi faida ho sakta hai?

                  Copy treading sa koi bh faida nhi Ho skty is lia hm chya ky mhynt kra konwldg or experience hsil kra khud sa mhynt sa demo account par practice kra learning kra market ko analysis kra mouvmnt ko semjh soch semjh kr wark kra tb hi kamyb Ho ga or profit hsil kr saky ga
                  • #10 Collapse

                    Re: Copy trading sae koi faida ho sakta hai?

                    copy trading se humain faida tu ho sakta ha mager hum khod kabhi expert trader nhi ban sakty aur indepented ho k khod market ko analyse kerny k bad trade n hi ker sakty wq k hum na tu ya seekha bhi nhi hota hum kisi dosry k siglaes per trading se expert trader nhi ban sakty humain ager forex main aik kamiyab trader ban,na ha tu humain forex ki learning lkhod se kerni ho gi aur is main jub humain acha experience gain ho jataha tu hum marklet ko analyse bhi ker sakty han jis se hum trading ker k bht achi earning ker sakty han.
                    • #11 Collapse

                      Re: Copy trading sae koi faida ho sakta hai?

                      Dear apne bhut achi bat ke hay pak forex form ma work karty waqt hamnen copy paste nai kanra chahie jo log copy paste karty hay phir wo kabi kamyab nai hoty hay phir inkaa account banned hu jata hay islye hamnen khud mehmet ka sath work karna chlye experience aur knowledge ka posting share karna chlye phir hum kamyab hu skaty hay phir acha porfit haisl kar sakty hay
                      • #12 Collapse

                        Re: Copy trading sae koi faida ho sakta hai?

                        dear hamain forex main khudi say analysis kar kay he hum is main kam karain gy to he hum is main kamyab hon gy forex main wohe log kamyab hoty hain jo is ma in acha kam karty hian forex aik best online business hai hamain forex main mahnat or lagan say forex main kam karna hoga
                        • #13 Collapse

                          Re: Copy trading sae koi faida ho sakta hai?

                          copy trading ka koi bhi fayda nahin hota hamen is se ahtiat Karni chahie ulta hamen loss ho sakta hai hamen fayda koi bhi nahin hota hamen khud ke signals banane chahie acche se banaenge to hamen bahut fayda hoga jab hamara kam achcha hota hai jab mehnat karte Hain to bahut fayda hoga nishan Jo log acchi tarah se mehnat karte Hain aise log lifestyles mein kamyab aise logon ka mukaddar bajati hai kamyabihamen hamesha acchi mehnat Karni chahie agar Ham kamyabi hasil karna chahte hain to hamen bahut mehnat karni hai hamesha forex buying and selling mein aise log kamyab hote Hain Jo bahut mehnat karte Hain Jo bahut mehnat nahin karte aise log kabhi bhi kamyab nahin Ho saktay
                          • #14 Collapse

                            Re: Copy trading sae koi faida ho sakta hai?

                            Aoa kasy hain sab forex membrs copy trading se humain faida tu ho sakta ha mager hum khod kabhi expert trader nhi ban sakty aur indepented ho k khod market ko analyse kerny k bad trade n hi ker sakty wq k hum na tu ya seekha bhi nhi hota hum kisi dosry k siglaes per trading se expert trader nhi ban sakty humain ager forex main aik kamiyab trader ban,na ha tu humain forex ki learning lkhod se kerni ho gi aur is main jub humain acha experience gain ho jataha tu hum marklet ko analyse bhi ker sakty han jis se hum trading ker k bht achi earning ker sakty han.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Copy trading sae koi faida ho sakta hai?

                              Assalam u Alaikum dear members umeed Karta hn ap sab kheriyat sy hon gy g copy trade sy hamain faida ho sakta hai agr ham apny seniors ko follow karty hain or trade lagaty Hain to ham profit kama sakty hain magr is Sy kuch nuqsan b hota hai is wajha sy ham khud expert nai ho patay is liye hamain khud ki soch ko use Karna chahiye or kàam Karna chahiye

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X