fastest thing in forex

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    fastest thing in forex
    forex trading mai sb se ziada fast oil and gold hai yah dono bohat ziada fast move krty hain Q k in yah har mulk mai dastayab hai lakin forex mai trading krnay se ziada faida hota hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    ji bhai ji is main waqaia min koi shak nhi hai ki sain gold aur oil waqaia min bht h iz ada fast hoty hain is main waqaia min ap ko pta bhi nhi shalta hai k is main kis time apk a account wash ho jata hai is main kam krny se ap ko is main pta chaly ga k i smain waaai main ka aa
    • #3 Collapse

      bhai jan forex trading pori dunia k economy ke waja sy aser andaz hoti hy news aa jay ya ksi mulk ma kuch ho jay to trading market ka trend change ho jata hy movement bahoot taiz hoti hy is liay fast thinking ker k right decision leny perty hy.
      • #4 Collapse

        اصل پيغام ارسال کردہ از: annas74 پيغام ديکھيے
        forex trading mai sb se ziada fast oil and gold hai yah dono bohat ziada fast move krty hain Q k in yah har mulk mai dastayab hai lakin forex mai trading krnay se ziada faida hota hai
        G bhai ap thek.keh rahay hain main apki baat sy agree krta hon forex main sab sy taizi sy movement oil or gold main hoti hai laikin gold main oil sy bhi ziada taizi sy movemrnt hoti hai or ye dono he bohat rosky hain
        FRD 07 TRADING JOURNAL
        • #5 Collapse

          aap Jab Bhi market Mein kaam kare Apne mind ko is ke mutabik use kare Apne mind ko fresh and cool Rakhe Jab aapka mind fresh hoga aapko trade Lagan Mein ICSE coffee help and support Milti Jayegi
          • #6 Collapse

            G ha g sahi keh rahy hy ya oil our gold hi hy is my jo sab sy zeada move krti hy ya pgr ab in dino my btcbhi hy jis ko bitcoin kaha jata hy ya bhi bhot zeada fast echal rahia hy jakl our is sy bhibacha profit bnaya ja sagta hy kafi achi earning ho sgru hy is sy bhi
            • #7 Collapse

              commodities and oil ke market jo hai woh hamesha USD ke parallel chalti hai agar USD strong hota hai tou gold and oil jo hai woh sell hota hai aur iska opposite jo hai woh weak hone per hota hai isleye hamesha US ke economy per nazaar rakh ker kaam kerahe market mai.
              • #8 Collapse

                g bilkul gold aur oil bahut ziyada move karty hain.jis ki wja sy in per profit aur loss ki ratio ziyada hoti hai..in per trading karny k liye ap ko ziyada time market per nazar rakhni chahye aur in per trading karny k liye ap k pas capital bhi acha hona chahye...
                • #9 Collapse

                  ji bilkul trading main gold aor oil main trade ziada move karty hain aor is main profit aor loss ki ration bhi ziyada hoti hai is per trading krny ky liay trader ko market pe nazar rekhni hay aor trader forex trading main capital sy trade karay aor trading main acha profit in sy earn karta hay
                  • #10 Collapse

                    Yes dear oil r gold mn trading ki market bht tezi sy move karti ha.gold ya oil ki pip movement kafi tez hoti ha.isky ilawa gbp mn kafi tezi dekhty ko ati ha.in mn new trader ko trade ni karni chahyei.
                    • #11 Collapse

                      G han ap ki bat to teek ha gold or oil me zaida trading hoti ha wase ma new ho ma b in ka bare me search karo gi mre khiyal me hamre liy wohi trade behter hota ha jis me hame ziada experience ho osi pe hame trading karni chahye.
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        G forex trading business mein sab se ziada fast movement gold aur oil ki hoti hy aur is par trading ka faida bhi hota hy lakin new trader ko gold aur oil par trading nhi karni cahaiye kiok gold aur oil ki trading mein knewledge aur experience ki zarooat hoti hy aur new trader k pas knewledge aur experience nhi hota is liye loss bhi ho sakta hy

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X