Spread kay baaray may our leverage k baaray may kon kon jantha hay???????????.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Spread kay baaray may our leverage k baaray may kon kon jantha hay???????????.
    Sawaal:-
    Mera sab members say sawaal hay k spread kia kia cheez hay is k baaray may details say mujay samjaaye our is k saath saath leaverage kia hay is k baaray may be detail saexplain karay our ye kia faida dathay hay?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Spread kay baaray may our leverage k baaray may kon kon jantha hay???????????.

    trading member major currency pairs for commission charge Kiya jata hai jisko spread Kaha jata hai agar aap install Forex trading broker ke sath kam karte ho to aapko yah bhi maloom Hona chahie ke insta Forex broker aapse fix spread charge karta hai aapko news time per bhi fix spread charge Kiya jata hai aapko koi tension Nahin Hoti hai aap Kisi bhi time per trade open kar sakte ho aapko slippage charge Nahin ki jaati hai jab ke other broker news time per trading karne se mix imam spread charge karte hain iske alava leverage aapko broker ki taraf se ek loan facility Di jaati hai ki aap apne capital per maximum Kitna loan le sakte ho aur Kitna risk le sakte ho aap ko maloom Hona chahie ke liye bridge maximum ho to risk increase ho jata hai aur aapko risk factor ko manage karna hota hai Forex trading market mein sabse important work planning karna and risk ko manage karna hai.

    Forex trading members aapko spread and leverage ka relationship maloom Hona chahie agar aap new trading members Hain to aapko Forex trading market ke demo account mein kam karte hue independent trading analysis basic trading terminology metatrader 4 mein use hone wale indicators oscillators and technical fundamental sentimental analysis ko understand Karke kam start karna hai aur basic required knowledge ko pre-requisites ko fulfill karte hue kam karna hai aapko kamyabi tab milati hai jab aap mehnat karte ho aur achcha kam karte ho iske liye aapke pass best platform Pakistan Forex forum hai jismein kam karoge to aapko reward bhi milega aur output bhi milegi aur aap professional trading member man sakoge.
    • #3 Collapse

      Re: Spread kay baaray may our leverage k baaray may kon kon jantha hay???????????.

      I hope ke Forex Mein Kam Karne Wale Tamam members spread aur leverage ke about bahut jyada knowledge rakhte Honge Kyunki separate aur leverage ka knowledge Hasil kiye bagair Ham kabhi bhi Forex Mein Kam Nahin kar sakte Forex Mein maujud spread aur leverage market mein bahut hi Achcha roleplay karte hain Jin members ke pass ink information Nahin Hoti vah kabhi bhi market Mein Ek acchi trade Nahin Laga paate Agar acchi trade Lagana chahte hain aur accha profit Hasil karna chahte hain to sabse pahle separate aur leverage ke knowledge ko increase Karen Uske bad hi market Mein trade lagaen Taki aap accha profit Hasil kar Saken spread aur leverage ki help se Ham market mein Main acchi entry kar sakte hain


      leverage
      Leverage ki madad se Ham Thodi Si investment se ek bahut bada profit Hasil kar sakte hain Agar hamare pass leverage kam Hogi To Ham Kabhi Bhi Jyada investment karne ke bad Ek Achcha profit Hasil nahin kar Payenge Kuchh broker Aise Hote Hain Jo Hamen kam leveraged Dete Hain aur kuchh broker's Aise Hote Hain Jo Hamen Jyada leverage Dete Hain Agar Ham Achcha profit Hasil karna chahte hain To Hamen chaaiye kya Ham Ek acche broker ki selection Karen Jo leverage ki madad se Hamen Jyada profit Hasil Karva sake leverage ki madad se Ham Forex Mein Achcha profit Hasil kar sakte hain leverage Do Dhari Talwar Ki Tarah hota hai agar Ham ismein kam karte hue money management ko follow Nahin Karte to yah Hamare account ko Mintun Main Uda sakta hai isiliye Hamen Hamesha money management ko follow karte hue kam karna chahie
      • #4 Collapse

        Re: Spread kay baaray may our leverage k baaray may kon kon jantha hay???????????.

        Assalamu Alaikum dear main aapko spread aur leverage ke bare mein Samjhana chahogi agar aap spread Ki Baat Karte Hain To spread use Kahate Hain Jo Jab Ham trading start karte hain yah Agar Hum Koi trade apni open karte hain to trade open karne ke bad Hamari trade direct negative Mein Jaati Hai yah Is Tarah Ki Kya Dete Hain Ki Hamari trade Jab open hoti hai to loss mein open hoti hai To iska kya matlab hota hai ki broker Humse Commission Apna deduct kar raha hota hai yah Is Tarah Se Bhi Kya sakte hain Ki Har broker hi Hamen Humse spread Apna charge Karta Hai Kyunki broker Commission hota hai ISI Tarah Se agar aap lift Ki Baat Karte Hain To leverage Mein Main aapko yah batana chahungi Kisi bhi broker Kali bhi Jitna Sada Hota Hai usmein Kitna jyada hi Hamari trade Mein profit hota hai aur ISI Tanha Itni Itna Jyada live Hoti Hai Usi deshon se blouse Bhi Jyada Hota Hai To Agar Ham beginner Hai To Hamen chahie ki Ham Ek na sabse leverage ko Apne account mein use Kiya Karen Hamen bahut jyada lips ki jarurat Nahin Hoti Hai To Kya Karen Ham bhi Jannat Hai To Hamen Hamesha hi bahut jyada Soch samajhkar heat rate Karni Hogi Hamen Hamesha hi whisky kam Se Dur Rahana Hoga Hamesha ja ke Hamra se Vishwas set Kiya Karen aur Munna se vyavastha set Karte Hain Ham kamyabi Hasil kar sakte hain Hamen Hamesha ki bahut acchi learning ke sath Hi Kam karna chahie acchi running ke sath kam kar ke bich ko Samajh Kar Hi Ham Forex Mein kamyabi Hasil kar sakte hain
        • #5 Collapse

          Re: Spread kay baaray may our leverage k baaray may kon kon jantha hay???????????.

          G han bilkul dear friends Pakistan Forex trading mn agr ap achi earning krna chty hn to is k liy ap k pass achi information ar trading k barry m knowledge hona bht zarori h dear members mn ap ko ko btana chta hon k leverage ar spreed Pakistan Forex trading mn kia hota h dear friends hymn pta hona chy k spread dar asal wo comition hoti h jo ap ka broker ap sy trad open krty huy leta h ar leverage mean k hum apny capital k mutabiq kitna loan ly skty hn leverage mn hm apny loss margin ko dekhty hn khymn kitna loss ho rha h so dear members hymn traders sy jo Pakistan Forex trading mn most seniors hn jn sy instructions leni chy r un k knowledge ar experience sy seekhna chy q k jb tk hmary pass forex trading k barry m acha knowledge ni ho ga to us waqt tk hum achi trading bhi ni kr skty is liy forex trading k barry mn knowledge gain kerty rhn
          • #6 Collapse

            Re: Spread kay baaray may our leverage k baaray may kon kon jantha hay???????????.

            dear members spread size her pair ka different hota hai aur yah kisi bhi pair ka same nahin hota aur iske bare mein bhi members ko apni information increase karna hogi trading karne ke liye pair bahut important hote hain aur koi bhi member jab acchi tarah Se pears ki selection kar leta hai tu is tarah Se members ko trading mein acchi help mil jaati hai Koi bhi member jab apna trading account banaa Raha hota hai to use waqt usko leverage set kar lena hoti hai aur yah leverage members ko acchi tarah Se set karna hoti hai leverage ko lot size ka Volume kahan ja sakta hai aur jab members koi bhi lot size Ka istemal Kar lene ke liye soch rahe hote hain to iske liye achcha decision Lena chahie maximum members ke pass achcha balance nahin hota aur vah apni lot size ka istemal maximum kar rahe hote hain aur is vajah se unko nuksan ho raha hota hai lot size ka istemal members ko soch samajhkar karna chahie aur members ko apna balance acchi tarah Se manage karne ke liye lot size per compromise nahin karna chahie jab members apni trading mein maximum risk lete Hain to is tarah Se on members ko problem Ho jaati hai aur is tarah Se members ki trading unke liye fail Ho jaati hai trading se related members ko strong experience hasil kar lena hoga aur yah experience hasil kar lene ke liye members ko apni learning ko acchi tarah Se Hi continue karna chahie aise pairs ke jinka spread size maximum hota hai un per trading se related members ko soch samajh Kar karna chahie
            • #7 Collapse

              Re: Spread kay baaray may our leverage k baaray may kon kon jantha hay???????????.

              Dear aapane bahut hi Achcha question kiya hai aapke question ki Jawab Nahin main aapse Kuchh important information share karna chahta hun jisse aapke knowledge mein increment ho sakta hai aur aapke knowledge mein ijaafa hone ke sath sath aapke liye faydemand sabit ho sakta hai.

              Spread :

              Dear jab aap Kisi bhi broker ke sath apni trade open Karte Hain To aap ek baat ko observe Karte Hain ki aapki trade fauran nuksan Mein Chali Jaati Hai. Uski main reason ki hoti hai ki yah broker ko spread Ja Raha hota hai spread ka matlab hota hai Commission. Kyunki Jab Ham Kisi bhi broker ke sath Ham kam Karte Hain To Ham usko Commission Dete Hain aur broker Apna Commission receive karne ke foreign Baat Hamari trade liquidity providers ke pass transfer kar dete Hain. Kyunki broker Commission received karne ke bad site per Ho Jaate Hain aur aap directly liquidity providers ke sath link Ho Jaate Hain aur aap profit aur nuksan liquidity provider se receive Karte Hain.

              Leverage :

              Dear jab aap Forex trading me trading Karte Hain To ismein aapke account mein 1 leverage select ki jaati hai jismein aap apne account balance ki passage per purchasing kar sakte hain aur trading complete kar sakte hain Agar aapke account ki leverage Jyada Hogi to usmein aap ko Jyada leverage provide ki ja rahi Hoti Hai Agar aapke account ke liye Bridge kam hoti hai to Uske against aapko bahut thoda purchasing kar sakte hain Agar aapke account ke liye Bridge Jyada hoti hai to usmein aap minimum balance ke sath bhi bahut jyada trading kar sakte hain aur profit Hasil kar sakte hain.
              • #8 Collapse

                Re: Spread kay baaray may our leverage k baaray may kon kon jantha hay???????????.

                اصل پيغام ارسال کردہ از: Haiderafzal پيغام ديکھيے
                Sawaal:-
                Mera sab members say sawaal hay k spread kia kia cheez hay is k baaray may details say mujay samjaaye our is k saath saath leaverage kia hay is k baaray may be detail saexplain karay our ye kia faida dathay hay?
                G dear ap nay bahut hi acha question kiya hai ap kay question ka jawab nahi main ap say kuch important information share karna chahta hun jisse aapke knowledge mein increment ho sakta hai aur ap kay knowledge mein kafi izafa hone ke sath sath ap ka liye faydemand sabit ho sakta hai.
                Spread :dear jab ap kisi bhi broker ke sath apni trade open kartye hain To ap ek bat ko observe kartye hain ki aapki trade foran nuksan mein chali Jaati hai uski main reason ki hoti hai ki yah broker ko spread ja raha hota hai spread ka matlab hota hai commission kiyu kay jab ham kisi bhi broker ke sath ham kam karte hain to Ham usko commission dete hain aur broker apna commission receive karne ke foreign bad hamari trade liquidity providers ke pass transfer kar dete Hain kiyu unki broker commission received karne ke bad site per ho jatye hain aur aap directly liquidity providers ke sath link ho jatye hain aur ap ka profit aur nuksan liquidity provider se receive kartye hain.
                Leverage : dear jab aap Forex trading me trading kartye hain tu ismein apkaye account mein 1 leverage select ki jati hai jis main ap ka apne account balance ki passage per purchasing kar sakte hain aur trading complete kar sakte hain agar ap kay account ki leverage zyada hogi to us main aap ko zyada leverage provide ki ja rahi hoti hai agar ap kay account ke liye bridge kam hoti hai to us kay against ap ko bahut thora purchasing kar sakte hain agar ap kay account ke liye bridge zyada hoti hai to us main ap minimum balance ke sath bhi bahut zyada trading kar sakte hain aur profit hasil kar sakte hain.
                 
                $$$ Never Give Up $$$
                • #9 Collapse

                  Re: Spread kay baaray may our leverage k baaray may kon kon jantha hay???????????.

                  Jo log forex ko join kartay han un ko forex ka sab se pahly basic knowledge hasil karna hota hai aur basic learning hasil karna hoti hai aur New trader ko forex mein spread aur leverage kay barye mein lazmi knowledge hasil karna cahaiye kiok is ko samjh kar trading karain gey tu hi Achi trading kar saktay han
                  Forex mein spread woh hota hai hum kise bhi broker mein trading karain us mein currency pair mein Jo Fark hota hai woh broker ka spread hota hai aur ye spread broker ka commission hota hai aur jab hum trade open kartay han tu is mein ye trade loss jati hai tu broker us trade mein apna spread laita hai forex mein kise broker ka kise currency pair mein spread Kam ya ziada hota hai spread har broker laita hai kise ka kam hota hai kise ka ziada hota hai aur kise broker ka spread currency pair ki movement kay sath Kam ziada hota hai aur kise broker ka fix hota hai
                  Leverage kise bhi broker mein hum trading kartay han tu woh broker opportunity daita hai kay Kam balance se ziada ki trade open kar saktay han
                  Leverage ka faida bhi hota hai aur nuqsaan bhi hota hai faida ye hota hai kay agr account ki leverage ziada hoti hai tu Kam balance se ziada lot size use kar kay trading kar saktay han aur ziada profit earn kar saktay han aur is kay leye knowledge aur experience ka hona zaroori hota hai kiok agr knowledge aur experience nahin hota tu ziada leverage se ziada lot size laga kar trading kartay han tu account bhi jaldi wash ho sakta hai
                  • #10 Collapse

                    Re: Spread kay baaray may our leverage k baaray may kon kon jantha hay???????????.

                    Assalamu Alaikum dear friends aaj hm jis topic pr baat karenge wo hea Hai spread aur leverage Kya Hota Hai To Main aapko batata chalo unke currency pairs per Commission charge Kiya jata hai is condition ko spread Kahate Hain agar aap Forex new comer Hain to aapko yah Janna bahut zaruri hai spread ka Taluk aapke insta Forex broker se hai aur Agar Aasan Alfaaz main Kaha Jaaye kha Jaayeto spred Jo Hota Hai broker ka Commission Hota Hai jo trade lagat waqat aapane usy pay karna Hota Hai aur Agar spread ki translation ki Jaaye to wo kuch is tarha sy hea ke aap ki buyed price mein aur asked price Mein jo Fark hoga usy spread kahain gy aur Leverage aap ka apnay broker kay account main ja kar setting hoti hai is ka maqsad ye hota hay kay aap kam paison main zada lot size purchase kar saktay ho mean investment kam hai laikin agar leverage zada hai to aap as a big investment use karain is ko aur leaveage ko samajhny ke liy is main hamain lot of money utni hi leni ho gi jitna hamain experience hasil hai aur hamain knowldge hasil kar k hi trade karni ho gi ta k achi trade karny main asani ho skay aur profit hasil kar k hi earn ho gi aur leverage ki madad se hame trading me bohat releaf mil sakta hai kam leverage se risk kam or lot small use karte hain jab ke ham leverage barha kar apne kam balance per ziada bari lot laga kar trading kar sakte hain us me gunjaish peda kar sakte hain bas yahi simple definition hai leverage ki meri nazar me
                    • #11 Collapse

                      Re: Spread kay baaray may our leverage k baaray may kon kon jantha hay???????????.

                      dear friend bid aur ask price k fark ko spread kehtay hain, ask price ko hm offer b kehtay hain, ye buyer aur seller ki price k darmian fark b ho sakta ha, bid demand ko represent karti ha aur ask supply ko, bid is keemat ki numaindgi karta ha jis par forex broker base currency ko buy kar k counter currency ma tabdeel karay, aur ask price wo keemat ha jis par forex broker base currency ko sell kar k counter currency ma tabdeel karay, different pairs k spread ki value different hoti ha, jb hm trade open kartay hain to us pehlay us ka spread clear hota ha aur us k baad hmara profit start hota ha ye aik kisam ka commission hota ha jo forex broker trader sa hasil kartay hain, ye almost hr pair par kisi na kisi tarah lagu hota ha,

                      leverage us amount ka tanasub ha required deposit ki transactions k liay use ho, ye wo perecentage ha jis ko ap apnay capital sa fix kar k trade kartay hain, ye traders ko apnay pass mojooda capital sa higher trade ki oppertunity daita ha, is tarah ap km investment k sath leverage ko use kar k high investments kar saktay hain, is ka mtlb ye b ho sakta ha k ap km capital ma ziada lot size buy kar saktay hain, is liay hmain achay broker ki selection karni chaiay jo leverage ki madad sa hmain acha profit dila sakay, leverage ma hmain risk aur money management karni chaiay ta k hmara capital aur account safe rahain
                      • #12 Collapse

                        Re: Spread kay baaray may our leverage k baaray may kon kon jantha hay???????????.

                        market mein Jo bhi trader working karta hai usko market ki spread aur leverage their related knowledge ka hona jaruri hota hai aur mere khyal mein Koi bhi trader aisa nahin hai jisko market ke spread ke bare mein knowledge nahin hoga jisko market ke liye bridge ke bare mein knowledge nahin hoga market ki leverage hamare liye bahut important hoti hai aur ISI tarah se market ka spread bhi hamare liye important hai aur ham inke related knowledge hona chahie.

                        jab tak Hamen kisi bhi pair ke Spread ka pata nahin hota hai to tab tak Ham trading nahin kar sakte hain kyunki Hamen uske spread ke bare mein pata hona chahie tab hi hamari trading good hogi agar kisi pair ka spread jyada hoga aur ham Big lot se Koi trade open karenge to Hamen kafi nuksan ho jaega isliye Hamen leverage aur spread ke related knowledge hona chahie ki hamare account ke liye leavreg kitni hai aur ham isliye bhari check kitni value ki trade Le sakte hain.
                        spread of market:

                        market ke spread ke bare mein main apne analysis Dena chahta hun aur aur apne opinion share karna chahta hun.
                        Market mein trading karne ke liye jab bhi Ham Koi kisi currency pair ko trading ke liye uthate Hain to Hamen usmein uski do prices milati hain aur donon prices ke darmiyaan difference hota hai difference broker ki commission hoti hai jo Hamen trading karvate hue humse fees ke taur per charge karta hai isliye Hamen chahie ki Ham kisi bhi paper trading karte hue Hamen uske spread ka pata hona chahie jab tak Hamen spread ka pata nahin hoga to hamari trading profitable nahin ho sake gi isliye jis bhi pair pair trading karni hai uske spread ka pata hona jaruri hai.

                        leverage off market:

                        jis tarah hamara spread ke related knowledge ka hona jaruri hai ISI tarah hamara leverage ke liye related knowledge ka hona bhi jaruri hai leverage ka matlab chhut hota hai aur market mein main Ham kam amount se jab big trades ko open karte Hain to yah leverage se Hi possible ho sakta hai aur agar hamari leverage big hoti hai to Ham bahut badi trade utha sakte hain jiski vajah se hamara account loose ho jata hai aur agar hamari leverage bahut chhoti hoti hai to Ham kabhi recovery ke liye badi trade nahin utha sakte hain isliye Hamen normal leverage per kam karna chahie aur normal hi bridge hamare liye bahut hi beneficial hai is se hamara kaun vishay per rahata hai aur Hamen profit bhi milta rahata hai.
                        • #13 Collapse

                          Re: Spread kay baaray may our leverage k baaray may kon kon jantha hay???????????.

                          Spread.

                          Je dear forex ma kisi pair ya commodity par trade open karty hain to eski ask price or bid price k difference ko spread kehty hain. Bid price wo price hoti hai jis ma trader base currency ko sell karty hain. Ask price wo price hoti hai jis ko trader base currency k lae buy karty hain. Base currency wo currency hoti hai jo pair ki left side par hoti hai. Or quote currency pair ki right side par exist karti hai. Jo buy quoted price hoti hai wo sell quoted price sy hamesa higher hoti hai. Forex ma bhot sari currencies asi hai jo bena kisi commission k trade ki ja sakti hai. Spread ka matlab hota hai wo price jo ham ik trade par pay karty hai in term of commission. Spread ka size different factors par depend karti hain. Es par b spread base karta hai k market ma us pair par utar charhao ketna hota hai. Spread pips ki sorat ma measure kaye jaty hain. Pip market ko measure karny k lae sb sy small unit hota hai. Jb wider spread ki bat ki jati hai es k matlab hai k hamy zayada commission pay karna hota hai. Jb tight spread ki bat ki jati hai to es ka matlab hai hamy small cost pay karna parti hai in term of commission.


                          Leverage.


                          Leverage ka matlab ha hamy ketni amount market ma apni investment par return ki sorat ma mele gi. Small leverage ho to hamt profit kam hota hai but esk sath sath hamy loss b kam hota hai jo easily ham recover kar sakty hain. Es lae trader kehty hain k hamy hamesa account create karty waqat small leverage ko select karna chahe. Kiu k es sy hamary account ki safty or security barh jati hai. So hamy pehle sorat ma apny account ko safe rakhna chahe or usk bad trade k bary ma sochna chahe. Kiu k account safe ho ga to he ham trade karny ma kamyab ho sakty hain. Forex ma leverage ko bhot importance hasil hai. So esko kisi sy maswara kar k he select karna chahe. Kiu k loss k bad esko ko edit karny sy loss wapas ni ah jata.
                          • #14 Collapse

                            Re: Spread kay baaray may our leverage k baaray may kon kon jantha hay???????????.

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: Haiderafzal پيغام ديکھيے
                            Sawaal:-
                            Mera sab members say sawaal hay k spread kia kia cheez hay is k baaray may details say mujay samjaaye our is k saath saath leaverage kia hay is k baaray may be detail saexplain karay our ye kia faida dathay hay?




                            Salam g bilkul apny Achi post di hai mai apko mazeed Information dy dyta hun .
                            G Spread Basically Broker ki Fees hoti hai yani koi bhi Broker yani Trading company apko aik software broker provide krty hain wo broker per trade ki ap sy fees charge krta hai jissy hum Spread kehty hain, Different broker hain jo ky kam kr rhy hain jin mai FBS,OCTAFX,INSTAFOREX,XM,EXNESS , yh famous broker hain jin ki diferent different spread hoty hain yani ky trade Fees hain, kisi broker ki spread zyada hoti hai or kisi broker ki fees kam hoti hai. Yani spread aik trha ki fees hai or different broker ki different fees hain This is called Spread.
                            Now Leverage.! Jesa ky Broker hamen Different software ky through trading ky leay platform muhaiya krty hain usi trha broker hamen Extra leverage dyty hain yani for example ager hum One lac dollar ki trade lagaty hain tu broker hamen extra money margin dety hain ky ap 10lac tk kisi bhi cheez ko khareed sakty hain kisi bhi currency ya commodities ko khareed sakty hain or us py trade kr skty hain, brooker hamari money ko hi token ki trha used kr ky hamen Extra margin dyta hai , yeh aik extra risk amount ky toor py dyta hai taky hum bara risk ly ky bara trade laga ky bara profit hasil kr skaen, leverage mai aik trha ki extra trade relax di jati hai ky hum Gold ya kisi or pair py zyada bara risk ly ky zyada profit earn kr saken...!Thanks.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Spread kay baaray may our leverage k baaray may kon kon jantha hay???????????.

                              hamen leverage ko kabhi bhi ignore nahi kerna chahiye ye forex k platform par aik bohat he important tool hai hamen new account mein kam az kam 1:50 leverage rakhna ho ga tabhi hum aik acha profit bhi earn ker sakty hain forex aik aisa business hai jis mein hum apny boss aap hoty hain hum is mein apni merzi se time table set ker k kaam ker sakty hain forex ko samjhna aik din ka kaam nahi hai hum is mein posting ker sakty hain is mein ehteyat se kaam kerna ho ga tabhi humen kuch benefit bhi hasil ho ga nahi tou humen loss he ho ga agar aap k account mein set ki gai leverage zeada ho gi tou us mein aap ko zeada leverage provide ki jaa rahi ho gi isi tarhan agar aap k account ki bridge kam hoti hai tou us k hisab se aap ko kam purchasing provide ki jaa rahi hoti hai
                              forex k memebers ko spreads aur leverage k bary mein jo relationship hai us ko achi tarhan se maloom hona chahiye agar aap aik new trader hain tou aap ko in k bary mein information zaroor ikathi kerni chahiye agar aap trade kerty hain tou us emin aap ne aik cheez notice ki ho gi k kabhi kabar aap ki trade fauran nuqsan mein jaa rahi hoti hai is ki wajah ye hoti hai k jo trade aap ker rahy hain us mein spread broker k paas jaa rahi hoti hai spread ka mtlb commision hota hai mtlb jo kaam bhi aap kisi broker k sath ker rahy hoty hain us mein se broker ka commission spread kehlata hai broker apna profit aur commission hasil kerny k baad direct side par ho jaty hain aur aap ka link direct bnk k sath ho jata hai aur broker kaa kaam bhi bus yahi hota hai k wo aap k aur bank k dermyan link paida ker dy

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X