Jaiza: Trading k lae Demark forex strategy ki complete information.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jaiza: Trading k lae Demark forex strategy ki complete information.
    Click image for larger version

Name:	20200911_194646.jpg
Views:	1
Size:	60.5 کلوبائٹ
ID:	12467441


    Demark trading strategy.

    Ye strategy tom demark ny banae hai. Ye previous swing high or low par trendline draw karny par base hota hai or ye tb tak hota hai jb tak trend line broke na ho jae or position open na ho jae. Asa b ho sakta hai k ye 100 percent demark strategy na ho kiu k esko simple rakhny k lae es ma variations ki gae hain. Ye 15 min or es sy high time frame par asani sy applicable ho sakta hai. Ye kisi b currency or commodity par implement kiya ja sakta hai. Mazeed ye k es ma kio b indicator involve ni hota ye serf drawing trend line par base karta hai.


    Drawing trend line is essential.

    Kio b trader serf 2 trend line draw kar sakta hai ik ko ham falling trendline or ik ko rising trend line kehty hain. Agr ap rising trend line draw karna chahty hain to apko 2 bottom ko mark karna ho ga enko ap jb connect karyn gy to ye trendline draw ho jae gi. Agr ap falling trend line draw karna chahty hain to apko highest price ki 2 peaks ko mark karna ho ga or enko connect karny sy ap ki trend line ban jae gi.

    Rule of demark strategy.

    1. Pehle number par apko up and down trend line draw karni chahe. Up ward trendline k lae ham nearest lows ko mark kar k join karty hain or downward trendline k lae ham nearest peak ko mark kar k trendline draw karty hain.

    2. Es k bad hamy trendline k break hony ka wait karna chahe ta k hamy trend ki direction ka pata chal jae.

    3. Break down candle k pass ham pending order buy stop or sell stop ki sorat ma place kar sakty hain but kuch pip previous candle k high or low sy door hona chahe.

    4. Take profit k lae hamy previous swing high or low ko mad e nazar rakhna chahe or es hesab sy apna order place karna chahe.

    5. Es ma ham trailing stop b use kar sakty hain or profit k lae esko peak or bottom k pechy place kar sakty hain.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Jaiza: Trading k lae Demark forex strategy ki complete information.

    trading se related yah bhi ek acchi strategy hai aur strategy banakar kam karna members ke liye isliye important hai ki is tarah Se members ko kam karne mein maximum help mil jaati hai Koi member job trading ke liye Koi strategy banakar Kam nahin karta tu is tarah Se use member ka experience use member ki trading mein istemal nahin ho raha hota hai members ko apna experience apne trading mein acchi tarah Se istemal karna hoga aur is tarah Se members ki trading unke liye beneficial ho jayegi members ko apne trading per kabhi compromise nahin karna chahie aur har member ko apna experience apne trading mein acchi tarah Se istemal Kar lene ke liye different tarah ki strategies banakar is ko continue karna hoga members ke liye yah baat important hai ki unko indicators se related aur har tarah Se technical trading se related maximum information hasil kar lena chahie is tarah Se members ko trading karne mein koi problem nahin aati aur is tarah Se members apni trading ko acchi tarah Se manage kar lete hain aur trading ko acchi tarah Se manage kar lene ke liye members ko hard-working hona hota hai heart working karna isliye important hai ki is tarah Se members ko kam karne se related maximum information mil jaati hai aur is tarah Se members ka experience improve hota hai aur koi member job is tarah Se apni kam mein hardworking nahin kar raha hota aur yahi vajah hai ki vah apne kam mein maximum nakam ho raha hota hai yah ek bahut acchi strategy hai aur agar member isko apni trading mein istemal kar lenge tu is tarah Se unko maximum profit Ho jaane ke chances Ho jaenge
    • #3 Collapse

      Re: Jaiza: Trading k lae Demark forex strategy ki complete information.

      Forex trading market mein demark trend line use Karke sakte ho aur exit point decision le sakte ho independent trading knowledge analysis of Pakistan Forex forum se milta hai dimaag trendline use karne ke liye study karni hai aur demo account mein kam karna hai jaisa ke aapko maloom hai trading market mein trend line mostly follow ki jaati hai aur aap agar perfect time frame select karte hain 4 hours time frame selection karne se trading market ki solid information milati hai aur is reliability and consistency aapko mil sakti hai trading output profit earning ke liye uske sath trading karna aur sabar ke sath trade ko hold karna important hai agar aapko trade hold karna nahin aati to aapko demo account mein jyada practice karni chahie tha ki aap apni trade ko forward kar sakte ho aur achcha profit banakar apni trade best required point per close kar sakun. Forex trading market man daily basis per aapko apna goal achieve karna chahie aur management Karni hogi.
      Pakistan Forex forum mein aapane kam karna hai to basic learning karni hai indicators ke bare mein information hasil karni hai aur share karni hai new trading members to motivate karna hai aur achcha kam karna high quality ko jyada focus karna hai aur quantity ko bhi moderate level per manage karna hai metatrader 4 terminal aur candlestick chart pattern mein aapane study karte hue kam karna hai aap Forex trading market mein international financial institutions and candlestick chart pattern and economic calendar in saare sources ko use karte hue trading market mein kam karoge to aap kamyab ho jaaoge.
      • #4 Collapse

        Re: Jaiza: Trading k lae Demark forex strategy ki complete information.

        Ji bilkul kafi acchi information aapne share ki hai Tom Denmark ki strategy ki bare mein aur yah kafi helpful startegy hai Jo trend ko wazeh tur per indicate krti hai ke ab next trend ki direction kis taraf move hoga aur kis price tk is ki movement ho sakti hai tu is tarah ki startegy ko zaroor follow karna chahie aur jitna ho sake maximum benefit bhi uthana chahie Taki Forex ke business ko aur aasan tarike se samjha jaaye aur ise har tarah ke pattern aur indicators uper trader ki grip strong bhe honi chahie Taki future Mein aur bhi achcha kam Koi trader kar sake

        De mark ki strategy aur iska method sub se alag hai kyunki inki strategy mein Jo wazeh farak hai wo hai trend line drawing ka Jo ke boht he asan tarike s in hone aapne startegy mein build Kiya huwa hai Taki market ke trend ko aur bhi aasan tarike se samjha jaaye aur unhone jo time period choose Kiya hua Hai vah 15 mint ka he chose Kiya huwa hai Taki short term trade ki ja sake aur maximum profit book Kiya sake aur de Mark startegy aapko realise bhe krwati hai ke kis tarike se draw karna hai trend line ko aur kis tarah ise samajhna bhi hai

        Is tarah ke indicators ko bharpur tarike se istemal karna chahie aur apne knowledge or experience ke hisab se inko use bhi karna chahie aur market ko acche tarike se samajhna bhi chahie aur apne experience aur knowledge ko aur increase bhi karna chahie aur apne trading skills ko improve bhi karna chahie in tarah ke indicator ko follow karke jitna jyada Koi trader deeply jayega apna hi jyada Forex ke business ko samjhega aur uske experience or knowledge mein aur mazeed efaza bhe hota Chala jayega aur jo Forex ke business mein professional or expert trider Hai unki startegy ko jarur follow karna chahie aur vah Bhi acche tarike se samajhna chahie jitna jyada acchi tarike se kam karenge aur is business ko samajhne ki koshish karenge future main utna hi jyada hamara hi fayda hoga aur jyada se jyada benefit is business gain bhe karenge
        • #5 Collapse

          Re: Jaiza: Trading k lae Demark forex strategy ki complete information.

          dear friend, demark indicators forex ma market k trends ko analyse karnay k liay bht useful ha, ye strategy trader ko trend ki present state aur us k low honay ka andaza laganay k liay mufeed hoti ha, ye trends k terminal points maloom karnay k liay acha indicator ha, trend k end k baray ma accuracy new trend k start ma bht advantage dati ha, is k zariay hm previous swing high aur low par trend line aik slope ki surat ma zahir kartay hain, jo us waqt tk rehta ha jb line breakup na ho aur new position open na ho, is indicator sa ziada log wakif nhi hain q k iski information bht km online hain jaisi RSI, MACD aur Stochastics k baray ma mojood hain, is indicator ma 2 main tools hotay hain aik TD trendline jisay hm demarks trend line b kehtay hain aur dusra TD sequential jisay demark sequential b kehtay hain, is ma basicaly 2 lines hoti hain jin ma pehli ya upper wali bearish hoti ha jo bilkul kareebi price actions k top sa guzarti ha, dusri ya lower line bullish hoti ha jo recent bottoms ko connect karti ha, is k bad trend lines k break ka wait karain aur break down candles k kareeb hmain buy stop ya sell stop ka pending order lagana chaiay, tp k liay hmain pichli swing high aur low mind ma rakhna chaiay, is ma trailing stop b use kia ja sakta ha aur achay profit k liay isay high aur low k peechay place kar saktay hain, ye aik acha indicator ha jo hmain trend ki achi indication provide karta ha isko 15 minutes ya is sa high time frames ma use kar k achay results hasil kar saktay hain
          • #6 Collapse

            Re: Jaiza: Trading k lae Demark forex strategy ki complete information.

            Agar Ham market Mein different strategies Banakar trade Lagate Hain To isase Hamen fayda hota hai Hamen Kabhi Bhi Ek Hi type ki strategy per Kam Nahin Karna chahie Hamesha Apne trading per different strategies ko apply karna chahie different strategies ki help se Ham market Mein different trade Laga sakte hain isiliye hamare pass different strategies ka knowledge Hona chahie Ham market Mein Jis Tarah Ki trade lagaen usmein Hamen bilkul bhi Mushkil Na Ho ISI Tarah trading Mein maujud dimark Forex stretegy dusri Tamam strategyies se different hoti hai Hamen market Mein Har trade Mein strategy ko apply karna chahie strategy market mein bahut hi important rule play Karte Hain

            Agar Ham Forex Mein kam karna chahte hain To Hamen jaaiye ki Ham different strategies banaa kar kam Karen Agar Ham different strategies banaa kar kam Karte Hain To Ham eK acche profit Hasil kar sakte hain Agar Ham Forex Mein kam karna chahte hain aur acchi earning Hasil karna chahte hain To Hamen chahie ki Ham sabse pahle market ka analysis Karen Agar Ham market ka analysis kar lete hain To Ham demark Forex strategy ko bhi acchi tarha se understand kar sakte hain professional trader Hamesha Apne trade Mein different strategies ko use karte hain aur jab vo different strategies ko use karte hain to unke liye market Mein trade Lagana Aasan Hota Hai agar Ham professional trader Banna chahte hain aur ek acchi trade Lagana Chahte Hain To Hamen chahie ki Ham acche experience aur knowledge ke sath Forex Mein work Karen aur apni trading per strategy ko apply Karte Rahe Hain Taki Ham market Mein Ek acchi trade Laga sake aur usse Achcha profit bhi Hasil kar sake
            • #7 Collapse

              Re: Jaiza: Trading k lae Demark forex strategy ki complete information.

              Candlestick pattern mein demark strategy bahut hi important hai aur bahut se log aise strategy ko use karte hain hamen bhi is strategy ke related knowledge Lena chahie kyunki ji hamare liye bahut profitable sabit ho sakti hai bahut se log isko proper use karte hain aur bahut hi good results le rahe hain isliye hamen bhi iski practice honi chahie aur iska experience hona chahie tha ki Ham bhi isko use kar sake aur is se Ham bhi benefits Le sake.

              demark trading strategy:

              Demark trading strategy basically trend line per working karti hai hai aur jo log trendline ko use kar lete hain vah is strategic bijali use kar sakte hain aur yah strategy Koi normal strategy nahin hai balki ek powerful strategy hai aur is ham market ki is alaihi analyses kar sakte hain is strategy se Ham Jo analysis karte hain unko Ham technical analysis kahate Hain aur technical analysis hamare trading ke liye bahut hi behtar hote Hain.

              d mark strategy mein Ham market ke hire hai aur lower lo pay trendline lagate Hain aur trendline ki madad se Hi ham market ke analysis karte hain isliye Hamen chahie ke Ham trendline ko use karna sikhen aur trendline ke bare mein knowledge nahin jabama trendline ki practice ho jayegi to tabhi Ham bhi mark strategy se benefits Le sakenge aur agar Hamen trendline ko use karna nahin aata hai to fir Ham practical analysis nahin kar sakte hain technical analysis ke liye trendline bahut hi best hoti hai isliye Hamen trendline ko jarur use karna chahie kyunki yah hamare liye bahut hi beneficial hai.
              • #8 Collapse

                Re: Jaiza: Trading k lae Demark forex strategy ki complete information.

                dear aapane bahut hi important trading strategy se related information Hamare Sath share karte hue knowledge mein ijaafa kiya hai no doubt Jab Ham trading Mein kam karte hain to ismein multiple strategies ko properly utilise karna Hamare liye bahut jyada important hota hai inmein se ek bahut hi important trading strategy Jisko aap demark strategy ka naam Dete Hain.

                Deemark strategy specially scalloping ke liye istemal ki Jaati Hai. Dear jab market mein aapko Ek Friend Ka Pata hota hai for example market Mein Jab Bole stand hota hai aur aap market Mein trading karne ke liye market ko properly observe kar rahe hote hain to is time per aap is strategy ko draw karte hue yah is bahut jyada help Le sakte hain aur is pattern per aap ek line draw Karte Hain Jab use point per market usko Breakout karti hai to aap market Mein entry Le sakte hain aur reasonable profit Hasil kar sakte hain Jab aap Breakout per entry Lete Hain To Uske bad aap apna take profit use limit per Rakh sakte hain Jis point Tak market Ne is se pahle Apna sabse highest price indicate ki thi.

                Dear agar aap is trading strategy ko properly utilised aur profitable banana Chahte Hain To aapko Hamesha Chhote timeframe Mein isko istemal karna hoga aur scalping ki trading karte hue reasonable profit Hasil karna hoga Jab aap small-time friends ko istemal karte hue is trading strategy see related rules and regulations ko carefully study karne ke bad unko apni trading per reply Karenge to aapko bahut jyada advantages mil sakte hain isliye aapko koshish Karni chahie ki market Mein jitne bhi important it strategy istemal ho rahi Hoti Hai unko apni trading per apply karne ke liye kaun si related perfect knowledge Hasil Karen.
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  Re: Jaiza: Trading k lae Demark forex strategy ki complete information.

                  Ji han demark trading strategy aik aisi strategy hay jis main ham kisi indicators ka use nai karty balkeh candle sticks patterns ki up and down trends main banny waly top and bottoms main isko find karty hain. Is strategy main hamain candle bars ka bahut deep say jaiza karna hota hay. Ager trend down position main to isky last two ya more top points ko aik line say milaty hain aur is line ko extend kar kay agy lay jaty hain, isi tarah ager hamain is strategy ko up trend main apply karna ho to ham up trend kay bottoms ko apas main aik line kay through milaty hain. Candle bars kay top and bottoms jab apas main milty hain to ye line hamain trend ki further indication daiti hay keh ye price movement kis simat aur kis had tak jaye gi.

                  Trade kay liye jab tak trend ka pata na chaly tab tak trade safe nai rehti aur ager trade safe na ho to is main loss lazmi hota hay. Q keh forex market main earning aik mehnat talab kam hay. Jis kay liye hamain forex market kay past data yani price action main calculations aur analysis kar kay trading trend ka tayun karna hota hay.

                  Demark trading strategy short time frame main bahut jaldi apply ho sakti hay jab zig zag movement main aik trend ka momentum strong ho. Slow market and price movement main ye strategy itni useful nai hoti. Aur baz dafa in top and bottoms per lines draw karny kay bawajood hamain trade main loss ho jata hay. Is strategy main iskay sath indicators ka use bhi karna chaiye ta ke effective trading mumkin ho saky.

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X