Mistakes sy seekhna aur Trading skills ko improve krna
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Mistakes sy seekhna aur Trading skills ko improve krna
    Assalamu Alaikum Agar aapko trading karte hue Kabhi loss Ho Jaaye to usse aapko pareshan Nahin Hona chahie aur na hi emotional hokar Apne kam Ko Chhod Dena chahie balki Apne kam ko regular perform Karte Raha Karen aur apne mistake se sikhane ki koshish Kiya Karen Agar aapko kam karte hue Kabhi galtiyan ka Samna karna Pad Jaaye to aapko use per work karna chahie aur apne kam ko Kamyab banane ke liye Jyada Se Jyada struggle Karni chahie Jitna Jyada apni mistake se sikhane ki koshish karte hain aur UN per work karte hain itna hi aapko Achcha fayda Milta hai aur aap apne liye acchi lagne ke liye sakte hain aur apne knowledge to improve karte hue apni mistake ko kam kar sakte hain aur apne trading skills to improve kar sakte hain to hamesha apni mistake se sikhane ki koshish Kiya Karen aur apne reading skills to improve karne ke liye hardworking Karte Raha Karen tabhi aapko Forex ke Business mein acchi success mil sakti hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Mistakes sy seekhna aur Trading skills ko improve krna

    Mistake say sheekay or trading siklls improve kray aap ki baat bilkul theek hai forex main aap apni siklls improve kray gay tu aap achi trading Kar Kay acha profit hasal Kar saktay hai agar aap ki trading siklls improve nhai ho gi tu aap achi siklls ka sath trading nhai kray gay tu aap ko noksaan ho ga
    • #3 Collapse

      Re: Mistakes sy seekhna aur Trading skills ko improve krna

      Dear brother ap ki bat bilkul theek hey forex trading men mistakes tu her kisi se ho jati hen lekin kamyab traders ki kamyabi ka raaz hi yehi hey k woh mistakes se seekhnay ki koshish kartay hen aur achi trading skills bana kar pahlay demo account pe practice kar k improve kar letey hen aur regular hardworking jari rakhtay hen iss liay woh achi trading kartay hen aur acha profit bhi hasil kar letey hen
      • #4 Collapse

        Re: Mistakes sy seekhna aur Trading skills ko improve krna

        Ghaltian har jagah ho sakti hai. Forex trading me bhi aksar awqaat ghaltian ho jati hai jo hamen kafi nuqsan de jati jai. Lekin agar hum un ghaltion se sabaq nahi hasil karengay aur us ko ignore karne ki koshash karengy to ye hamen mazeed aur nuqsan de gi. Forex trading me ghalti choti ya bari nahi hoti bas ghalti ghalti hoti hai aur is ka chota ya bara hona is k nuqsan pe depend karta hai k wo nuqsan kitna deti hai. Is waja se ghaltion se seekhne ki koshash karen. Forex mn successful hony k lea account mn investment zeada hni chahya Kaam ki quality improve krny ka matlab knowledge share krna hai.kamyabi Hasil karne ke liye mehnat aur Sabar se kam karne mein hi kamyabi hai. Mehnati log kabhi bhi forex trading me nakam nahi ho sakte.
        • #5 Collapse

          Re: Mistakes sy seekhna aur Trading skills ko improve krna

          Dear brother, you are right to make mistakes in forex trading, but the secret of success of successful traders is that you try to learn from those mistakes and practice your first demo account by building these trading skills. They can improve it and keep up the regular hard work.
          • #6 Collapse

            Re: Mistakes sy seekhna aur Trading skills ko improve krna

            gee han bro is business mn hume sab se zada faida apni misatake se hi hota ha hamri mistake hi hamra knowledge hota ha apni mistake se faida hasil krne k liye hume jab lose hota ha tu phr hume apni mistake ko fallow krna hota ha kameyabi hume is business mn menat kr k hi hasil hoti ha jitna acha hum is business mn work krein gein utni hi asani se hum kameyab ho sakte hein ye hamre liye eik zabardast onlines business ha
            :1f60d: hard work :1f60d:
            • #7 Collapse

              Re: Mistakes sy seekhna aur Trading skills ko improve krna

              Dear friend ap ki bat bilkul theek hey forex trading men agar apni mistakes ko serious len tu mistakes bhi hamen bahut kuch sikhati hen lekin jo log apni mistakes ko ignore kartay hen woh bar bar mistakes kartay hen aur bar bar loss uthatay hen iss liay agar kamyabi chahtay hen tu phir achi skills banaen aur regular hardworking jari rakhen tu zaroor kamyab ho saktay hen aur acha profit kama saktay hen
              • #8 Collapse

                Re: Mistakes sy seekhna aur Trading skills ko improve krna

                Hello doston hamen mistake se jarur sikhana chahie is se hamari skills ki improvements hoti hain itni jyada approvement ho gai utani hi acche Ham trading kar rahe hote hain iske liye jaruri hai ki Ham apni galtiyo se se kar acchi skills hasil Karen aur achcha kam Karen Taki achcha profit Ho
                • #9 Collapse

                  Re: Mistakes sy seekhna aur Trading skills ko improve krna

                  Gee haan forex mein agar hum apni mistakes ko control ker lain tou hum zaroor kamyab ho saktay hain forex trading men mistakes tu her kisi se ho jati hen lekin kamyab traders ki kamyabi ka raaz hi yehi hey k woh mistakes se seekhnay ki koshish kartay hen aur achi trading skills bana kar pahlay demo account pe practice kar k improve kar letey hen aur regular hardworking jari rakhtay hen iss liay woh achi trading kartay hen aur acha profit bhi hasil kar letay hain bus aap ko chahyea kay apni mistakes ko note kerain aur unn ko qaboo kerain
                  • #10 Collapse

                    Re: Mistakes sy seekhna aur Trading skills ko improve krna

                    Jo trader's apni mistakes say learn nhi karta wo trader bar bar ek mistakes ki vaja say losses karta rehta hy, isi liye emotionless ho k trading Karni caheye, ager hum apni strategy ko improve nhi karein gein tab tak hum profit b hasil nhi karein gein, Jo trader hardworking karta rehta hy wo kamiyab b ho jata hy.
                    Instaforex is the Best broker
                    • #11 Collapse

                      Re: Mistakes sy seekhna aur Trading skills ko improve krna

                      hrllo mistakes se seekhnay ki koshish kartay hen aur achi trading skills bana kar pahlay demo account pe practice kar k improve kar letey hen aur regular hardworking jari rakhtay hen iss liay woh achi trading kartay hen aur acha profit bhi hasil kar letay hain bus aap ko chahyea kay apni mistakes ko note kerain aur unn ko qaboo kerain
                      Ali hassan
                      • #12 Collapse

                        Re: Mistakes sy seekhna aur Trading skills ko improve krna

                        Assalamu Alaikum Agar aapko trading karte hue Kabhi loss Ho Jaaye to usse aapko pareshan Nahin Hona chahie aur na hi emotional hokar Apne kam Ko Chhod Dena chahie balki Apne kam ko regular perform Karte Raha Karen aur apne mistake se sikhane ki koshish Kiya Karen Agar aapko kam karte hue Kabhi galtiyan ka Samna karna Pad Jaaye to aapko use per work karna chahie aur apne kam ko Kamyab banane ke liye Jyada Se Jyada struggle Karni chahie
                        Assalamu Alaikum Agar aapko trading karte hue Kabhi loss Ho Jaaye to usse aapko pareshan Nahin Hona chahie aur na hi emotional hokar Apne kam Ko Chhod Dena chahie balki Apne kam ko regular perform Karte Raha Karen aur apne mistake se sikhane ki koshish Kiya Karen Agar aapko kam karte hue Kabhi galtiyan ka Samna karna Pad Jaaye to aapko use per work karna chahie aur apne kam ko Kamyab banane ke liye Jyada Se Jyada struggle Karni chahie
                        • #13 Collapse

                          Re: Mistakes sy seekhna aur Trading skills ko improve krna

                          yes dear right kaha hian hard work kar k he har tradrs mistake say learn karta hain jo b traders achi earning karne k liye hard work karte han hard work kar k he kamyab ho skte hain jo hard work nhe karte hain tu kabi b kamyabi nhe pate hain trading main elearning ko strong kare agar aapk pas experiece or knowledge nhe hain tu aapko kamyabi kabi b hasil neh ho skti hain agar aap forex trading main kamyabi chahte hai knowladge he sab kuch hain
                          • #14 Collapse

                            Re: Mistakes sy seekhna aur Trading skills ko improve krna

                            jab hum mai greedy ay jata hein tab ja kar traders apni forex par kho dyte hein is k 2 reasons hoty hein ik to over confidence ur 2nd baat hein k humen zayda knowlde nhi hoti hein yeh raeson hoty hein is liye humen dono ko aviod krna chahye hein
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Mistakes sy seekhna aur Trading skills ko improve krna

                              Har insan ghalti zaroor karta hai lekin zarurat is bat ki hai k apni ghalti se kuch sabaq sekha jaye ta k wo ghalat mustaqbil men dobara repeat na honay paye. Agar ap apni ghalti ko repeat kartay rahain gay to apko loss ka samna hota rahay ga.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X