lalach profit ko katem kar deta hain

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: lalach profit ko katem kar deta hain

    Forex main kamyab hony aur acha profit hasil karny k liye zaruri hai keh Forex ko achi tarah learn kiya jaye aur lalach sy bacha jaye. Forex main ziyada tar logon ki nakami ki sb sy bari wja yahi lalach hai..ziyada kamany k chakar main new traders lot size bahut ziyada use karty hain jis ki waja sy un ka account wash ho jata hai. Forex mian kamyabi k liye patience sy work karna zaruri hai aur lalach sy bachna zaruri hai.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: lalach profit ko katem kar deta hain

      GI han apki bat bilkul thek ha forex ma kamiyabi hasil karna ka liya apko lalach sa parhaz karna chahiya kun ka lalach sa apko kafi zyada loss bhi ho sakta ha is liya apko hamasha sabar sa kam lana chahiya
      • #18 Collapse

        Re: lalach profit ko katem kar deta hain

        Assalam walekum aapki baat bilkul theek hai ki lalach trading ke dauran bahut jyada nuksan Hota Hai Jab aap lalach Mein trade Karte Hain To aap sochte nahin hai aur Market ko analysis Nahin Karte aur understand kiye market mein enter Ho Jaate Hain Jiski vajah se agar aap aur nuksan na bhi ho to aapki profit ki ratio bahut kam Ho Jaati Hai isliye forested Mein Kabhi Bhi overtrading Na Karen aur na hi lalach Mein Aakar Koi Faisla Karen Bal ke bahut Soch Samajh Kar Hi trade ko start Karen
        • #19 Collapse

          Re: lalach profit ko katem kar deta hain

          G hain lalach ik Asia way hy jo humary profit ko khtam ker data hy ar hum ko loss ki trafah lay jawta hy jo log kud k success ker na chaty hy to us ko monhat se work ker na chiy ar lalach ni ker na chiy q k jab him sakty hy k ab trading profit ma jaw rayi hy to hum ko close ker lay jaw ni chiy agr hum lalach kerty hy to hota ya hy k suddenly market ka movement change hota hy ar hum ko jo profit hota hy wo bhi loss ma changing ho jawta hy agr hum monhat se work kerty hy to lalach ni ker na chiy
          • #20 Collapse

            Re: lalach profit ko katem kar deta hain

            assalamu alaikum jaisa kya aap jante Hain ki forex mein jo log lala ke sath trading karte hain aapka apna hi nuksan karte hain kyunki Lal aaj bahut buri Bala hai aur yah hamen na kami ki taraf lekar jayegi aur trading mein jo log lalach mein aakar varnan karte hain yah jaldbaji karte hain vah apna account yah to Bhaskar baithe Hain unka account band ho jata hai isiliye Jo log bhi careful hokar Pyar ke sath aur sabar ke sath achcha kam karte hain mehnat karte hain vah jarur kamyabi Ho jaate Hain kamyabi hasil karne ke liye mehnat bahut jaruri hoti hai
            • #21 Collapse

              Re: lalach profit ko katem kar deta hain

              laluch profit ko khatam kurta hai to es liye humain laluch ko khatamj kurna chahiye q keh agar hum apna kam laluch kay sath kuray gay to hum achy say pnaa kam nhi kur pay gay to humain achaay say apna kam jari rukhna chahiye or humain achahy say apnaa kaam kur kay success hasil kurni chhiye or humain laluch nhi kurni chahiyr q keh laluch say hum kamyb nhi ho pay gaay
              • #22 Collapse

                Re: lalach profit ko katem kar deta hain

                Assalamu Alaikum Forex members ji han doston bilkul Agar Ham lalach se kam Lenge to lalach Hamen bahut jyada nuksan deti hai agar ham trade open Karte Hain To Hamen profit Nahin Hota Hamen loss hota hai jo ki Hamare liye nuksan hai isliye Hamen Se Kam Nahin Lena chahie mehnat Karni chahie aur mehnat se kam karna chahie
                • #23 Collapse

                  Re: lalach profit ko katem kar deta hain

                  dear friend g ye bat bil kul sahi hain lalach hamre profit ko khatm ker dita hain lalach ka anjam boht bora hota hain jo logh over trading kerte hain hain in ko loss ka samna kerna perta hain is liay hame lalach nahi kerna chahie balke soch smjh ker trading kerni chahie ta ke ham loos se bach sake lalach insan ko tabha ker dita hain lalach ki wajha si insan apna profit ko loss me badal dita hain lalach kerne wala insan kamyab nahi ho sakta lalach se insan apna profit ko khatm ker dita hain is liye lalach nahi kerna chahie
                  • #24 Collapse

                    Re: lalach profit ko katem kar deta hain

                    thoura karke profit hasil karna chahie agar hamari trade profit mein a jaaye to hamen use close kar dena chahie jyada lalach ke chakkar mein yeh Na Ho ke hamare pass Jo profit aaya hua hai vah bhi hamare hath se chala jaaye dobara agar hamen market ki samajh aa rahi hai to apne pahle profit ko close karke Ham dobara bhi apni trade open kar sakte hain hamara profit bhi aa jayega hamare hath aur ham dusre trade bhi laga sakenge.
                    • #25 Collapse

                      Re: lalach profit ko katem kar deta hain

                      Forex business mein hamen Bina Lalalch kiye kam karna chahie agar Ham Lal karte hain to machi kamyabi hasil nahin kar sakte.jab market mein trade open karni Ho to hamen usmein acchi tarah analyses karke trade open karni chahie agar Ham market ko analyses nahin karte karte aur aur jaldbaji mein aakar trade open ker lete hain to vah loss mein ja sakti hai hamen isase award karna chahie.hamen market mein trade open karne se pahle usko acchi tarah analyzers karke uska trend define karke trader open karni chahie.
                      • #26 Collapse

                        Re: lalach profit ko katem kar deta hain

                        jee haan apne theek kha lalch profit ko khtam kr dyta hy agr hum isko learn nhi karty thkh se to ye sochna bhe fzull hy k hum kch earn bhe karenngy q k forex buisness itna asaan bhe nhi hy ap ne to bilkul thek kaha ha ap ager is business ko join kar rahy han to ap ko phaly is business kay bary me proper learning karna ho gi
                        • #27 Collapse

                          Re: lalach profit ko katem kar deta hain

                          jee haan bilkul lalch apka sb sy bara dushman hy trde mein jub tak humay knowledge ni hu gi tub tak hum acha profit gain ni kar saky gy is liye humay chahye k hum learning karty rahy jb tak hum perfect na hojaye learning ka or bgair seekhy live trading start kar dety han ...humy live se pehle kam azz kamm 6 mah takk demo account ka use karna chahye ..
                          • #28 Collapse

                            Re: lalach profit ko katem kar deta hain

                            lalch apke karbar ko pora lossmein ly jati hy aap forex ko thek sy nhe samjh paty aur na he thek sy kam kr paty ho... is liy sab sy pehly forex ko learn kren is ky basic rules ko seekh ky follow kren phr trading start kren... ye best treka kar hy.isi trhe forex b ak asa business h jo learning kiye bina profit ko avail ni kia ja skta so ap ko chahye k ap b forex ko join krne se phle isy learn kren
                            • #29 Collapse

                              Re: lalach profit ko katem kar deta hain

                              jee haan apne theek kaha first tu learning karani chay trading phari earn ky barey me koi sochan chay mare dost is me koi shak ni ky hum zada gain kare ghay yer.....wel em new in this so is k barey mei or zarurr study krnga boht zaroori hota hai is main knowledge hasil krna practice krna aap ki skills ko barhata hai aur aap achay trader ban jatay hain
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                Re: lalach profit ko katem kar deta hain

                                G dear apki baat bilkul teek hay laluch bhot hi buri bala hay aor khas ker forex trading ma tu ye bhot hi nuqsaan deh cheez samjhi jati hay kiun kay jab hum laluch ma aa jatay han tu hum jaldi jaldi trade open kerna shoro ker detay han aor analysis bilkul bhi nhi kertay jis say aksar humay loss hu jata hay aor kabhi kabhi tu hamara account hi wash hu jata ha is liye ager forex say achi earning kerni hay tu pher laluch say bachna huga.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X