Forex Trading me most important key factor...Aj ky bad no lose

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex Trading me most important key factor...Aj ky bad no lose
    Click image for larger version

Name:	FX.png
Views:	1
Size:	405.3 کلوبائٹ
ID:	12467433Forex Trading me most imp​important key factor jisko boht kam log janty hen
    Kbi Ap logon ny ye socha is trade me hamary opposite bhe koi betha howa hy?g han or is trade hamary sub se bady enemy hen or wo hen BIG BANKsHow? Jab hum trade me profite me jaty hen to BIG BANKs ko lose hota hy or jab hum lose me jaty hen to jitna paisa hamara dobta hy wo sub in BIG BANKs ka profit hota hy.ab is bat per goor karen? kea ye posible hy ye BIG BANKs lose me jain? Ap inko hara sakty ho? Ans=Never Ab Question ye hy hum ny trade karni hy or earning karni iska ans me next post me details se dun ga abi itna kahun ga ky apny targerts choty rakhen Signal per trsut na karen American or European Banks k pas itna paisa para howa hy ky wo kise bhe currency graph ko jab chahen up and down kar sakty henInsan tab he kamyab hota hy jab usy haqeqat ka pata ho...
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex Trading me most important key factor...Aj ky bad no lose

    G bhai ap ny sahi kaha hmy small size sy kam strt kr k dehan sy kam.krna chaey ta k loss na ho
    • #3 Collapse

      Re: Forex Trading me most important key factor...Aj ky bad no lose

      Gee haan forex mein agar aap ko loss sae bachna hai tou aap ko chahyea kay forex mein soch samajh ker trading kerain forex mein kaam kernay mein jaldi na kerain aur choti lot kay sath trade kerain market mein analysis ker kay trade kerain lalach sae khud ko bachain tou aap ko forex mein kabhi bhi loss nahin ho ga
      • #4 Collapse

        Re: Forex Trading me most important key factor...Aj ky bad no lose

        Humko Forex main Is Tarah Se Kam karna chahie ki Ham Ko nuksan Na Ho aapki baat bilkul theek hai ki Jab Humko loss hoga to bank ko usmein benefit Milega aur jab ham log profit Anand Karenge to bank ko usmein loss Hoga aur koi bhi Bank ya nahin Chahta ki usko loss ho isliye Forex Mein trade karte waqt ke sath kam karna chahie aur Apna Small profit Sath ke sath sev Karte Jana chahie aur Jyada lalach mein nahin aana chahie.
        • #5 Collapse

          Re: Forex Trading me most important key factor...Aj ky bad no lose

          As salam alikom dear trader me apki bat sayy bilkol sahmet hun apny achi bt ki knowledge share ki hy or ye information sab member apny demag me bhita or hamesha apna trade chota rakhy or simple rakhy taky ap zayada loss say bach sako
          • #6 Collapse

            Re: Forex Trading me most important key factor...Aj ky bad no lose

            hamy market mai hamy mahnet karne ho ge pher he hum kam kar ky pasia kama skay gy hum is mai night mai ya day mai kam ar sakty hain hum is mai agar greedy ban ky kam karty hain to hamara account bad ho jy ga hamy market mai ache strategy bana kar plan bana ar kam karna ho ga pher he hum kam kra ky pasia kama skay gy
            • #7 Collapse

              Re: Forex Trading me most important key factor...Aj ky bad no lose

              dear forex trading main loss confrim hota hian jitne b exprt trades hian vo b forex trading main work karte hin tu hard work ki need hain jisne b hard work kiya loss k chacnes ko kaam kar skte hian par loss ko kabi b full khatam nhe kar skte hain is liye traders ko hard work karna hian traders ko regular learning krna hain tradiing main jisne b hard work kiya lot of learning ki lot of pratice ki tu kamyabi mil jati hian jisne b pratice nhe ki usne kabi b kamyabi hasil nhe ki is liey har traders ko strong learning ki need hoti hain tab he usy kamyabi mil jati hian
              • #8 Collapse

                Re: Forex Trading me most important key factor...Aj ky bad no lose

                Humko Forex primary Is Tarah Se Kam karna chahie ki Ham Ko nuksan Na Ho aapki baat bilkul theek hai ki Jab Humko loss hoga to financial institution ko usmein advantage Milega aur jab ham log income Anand Karenge to financial institution ko usmein loss Hoga aur koi bhi Bank ya nahin Chahta ki usko loss ho isliye Forex Mein change karte waqt ke sath kam karna chahie aur Apna Small earnings Sath ke sath sev Karte Jana chahie aur Jyada lalach mein nahin aana chahie..Hmm haan foreign exchange mein agar aap ko misfortune sae bachna hai tou aap ko chahyea kay foreign exchange mein soch samajh ker changing kerain foreign exchange mein kaam kernay mein jaldi na kerain aur choti section kay sath change kerain market mein examination ker kay alternate kerain lalach sae khud ko bachain tou aap ko foreign exchange mein kabhi bhi misfortune nahin ho ga Humko Forex precept Is Tarah Se Kam karna chahie ki Ham Ko nuksan Na Ho aapki baat bilkul theek hai ki Jab Humko misfortune hoga to financial institution ko usmein gain Milega aur hit ham log advantage Anand Karenge to financial institution ko usmein misfortune Hoga aur koi bhi Bank ya nahin Chahta ki usko misfortune ho isliye Forex Mein trade karte waqt ke sath kam karna chahie aur Apna Small gain Sath ke sath sev Karte Jana chahie aur Jyada lalach mein nahin aana chahie.
                • #9 Collapse

                  Re: Forex Trading me most important key factor...Aj ky bad no lose

                  yes, in forex, if you want to get rid of clutter, you need to know how to work in forex. You will never have any difficulty in forex. We should work with the Forex principle in such a way that we are not at a disadvantage. You are right to say that if we are at a disadvantage, the bank will benefit from it and we will benefit from it. The bank should be comfortable with him and no bank or he wants to be comfortable, so he should reduce the time spent in Forex exchange and save his small profit and should not be in greed
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex Trading me most important key factor...Aj ky bad no lose

                    Gee haan foreign exchange mein agar aap ko loss sae bachna hai tou aap ko chahyea kay foreign exchange mein soch samajh ker trading kerain foreign exchange mein kaam kernay mein jaldi na kerain aur choti lot kay sath change kerain market mein evaluation ker kay trade kerain lalach sae khud ko bachain tou aap ko forex mein kabhi bhi loss nahin ho ga
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: Forex Trading me most important key factor...Aj ky bad no lose

                      Assalamu Alaikum chahta hun Forex my most important keep active market analysis market rate Karte Hain To aapki trade profitable Hogi aur aapko loss Nahin Hoga isliye aapko chahie Hamesha market Ko Dekhkar jaanch padtal Karke aapki table Ho
                      THANK YOU GUYS ! :1f60a:

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X