trading her kesi ko tension daita hai bena tension k trading namumkin hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    trading her kesi ko tension daita hai bena tension k trading namumkin hai
    jo be new trader hota hai use trading mein tension zarore hote hai jase jase waqt gozarta hai insan khud ko inprove karta hai aur tension kam hote
    jate hai ya kam tension k bena karna mumkin nahi hai tore bohat tension sub ko hote hai aur is ko behteer keya jasakta hai.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: trading her kesi ko tension daita hai bena tension k trading namumkin hai

    ji hun trading aik asa business ha is main trdaing se her kisi ko tention hoti ha is amin tention free ho k kam kia hi nhi ja sakta ager hum is main safe trdaing karein tu bht achi earning ker sakty ahn aur tention free ho k is se humain kamiybai bhi mil sakti ha.
    • #3 Collapse

      Re: trading her kesi ko tension daita hai bena tension k trading namumkin hai

      G bilkul trading tntion deti hy hmy chaey hm relx ho k practice aur knowledge ke sath trading Karen profit aur loss ka ni sochana chahie Humin Apna Kam mehnat sy Karen aur tension free ho kar trading Karen
      • #4 Collapse

        Re: trading her kesi ko tension daita hai bena tension k trading namumkin hai

        Gee nahin bhai aise baat nahin hai forex mein trading beghair tension kay bhi ki ja sakti hai agar aap soch ker trading ker tou hamen chahie ki ham log hamesha is small size lot trade lag Gaye hamare liyejab bhi Ham kisi chij per jyada hardworking karte hain to use chij se jyada ya mein uska fal milta hai jiya mere Bhai hard working hi forex mein kamyabi ki zamanat hai bus aap mehnat kerain kamyabi zaroor milay gi
        • #5 Collapse

          Re: trading her kesi ko tension daita hai bena tension k trading namumkin hai

          trading Ek Aisa business Hai Jo Bhi Insan Forex Mein kam Karta Hai yah realtrade karta hai usko ismein tension Jarur milati Hai Chahe vah online trading Ho Ja Hua individual Hamari trading Ho Agar Forex per baat ki Jaaye to Koi member Aisa Nahin Hai Jo yah Kahe Ke usko trade Mein tension Nahin Hoti tension hone Ki Sabse Badi vajah yah hai ki Jab ham log trade open Karte Hain To Hamari yah expectation hoti hai ki Ham Ko ismein profit Milega aur jab Vahi trade Humko profit ki Bajaye loss Mein Lekar Jaati Hai To fir use vajah se Humko aur forum per Kam Karne Wale Har trader ko tension Jarur hoti hai yah Mumkin nahin hai ki koi member yah bolega use trade Lagate Waqt yaar trading ke dauran tension Nahin Hoti tension sabhi ko hoti hai lekin usko handle karna chahie..
          • #6 Collapse

            Re: trading her kesi ko tension daita hai bena tension k trading namumkin hai

            hum market mai kam kar kypasia kama sakty hain hamy market mai cool mind ho kar trading karnea ho ga pher hamy fadia ho jy ga hum is mai apny boss kud ap he hoty hain hum is mmai raat ai be kam kar sakty hain hum is mai din mai be kam kar saktyh ain hum is mai agar tulka system sy kam karty hain to hamara account band ho jy ga
            • #7 Collapse

              Re: trading her kesi ko tension daita hai bena tension k trading namumkin hai

              Hello friends trading jab aap kar rahe hote hain to ismein nafa aur nuksan donon mankan hote Hain isliye jab aap loss mein hote hain to tension to hoti hai yah to ek naturally Amal hai isliye hamen muhtaat rahakar trading karni chahie ton k loss na ho sake
              • #8 Collapse

                Re: trading her kesi ko tension daita hai bena tension k trading namumkin hai

                This is not to say that trading in forex can be a source of tension if you think that trading is always a small size lot for us. If you have any questions, please feel free to contact me.
                • #9 Collapse

                  Re: trading her kesi ko tension daita hai bena tension k trading namumkin hai

                  Assalamu Alaikum, g Bikul trading mein new traders Ko trading mein bhoat Tentions Hoti hy jab loss ho raha ho, likin proffesional traders Hamesha apni Tentions ko managed karta hy or tention Ka effects trading per nhi any dyta, isi tarhan humein caheye k hum b professional traders ki tarhan apni Emotion, or Tentions ko Managed Karna seehkein. Taky Forex mein kamiyab ho k profit Kanata ja saky.
                  Instaforex is the Best broker
                  • #10 Collapse

                    Re: trading her kesi ko tension daita hai bena tension k trading namumkin hai

                    Hello members how are you, business mn acha work krte rehna hota ha kameyabi hume is mn bhgair menat k nai milti ha kameyabi hume is mn acha work krne se hi milti h
                    Ali hassan
                    • #11 Collapse

                      Re: trading her kesi ko tension daita hai bena tension k trading namumkin hai

                      Ji han aapane bilkul sahi Forex online business hai jismein tension hoti hai aur leni padati hai agar Ham tension nahin lenge to Ham Kam nahin karenge aur posting bhi nahin karenge aap tension ki vajah se ham acche St posting karte Hain jiski vajah se achcha bonus milta hai isliye achcha banaa sar karne ke liye aur acchi posting karne ke liye hamen tension Lena jaruri hota hai kahin bhi tension nahin leni padati hai agar nahin denge to Kam karenge usko Kam nahin kar payenge kyunki Jo hamen kam Diya Gaya hai to usko complete karne ke liye ye waqt ki jarurat hoti hai jisko humne complete karna hota hai uske liye main tension a jaate Hain ki yah kam lazmi karna hai isliye hamare liye tension jaruri hai
                      • #12 Collapse

                        Re: trading her kesi ko tension daita hai bena tension k trading namumkin hai

                        Trading kartay huway greed karne ka dil karta hai kuch points per to aesa hota hai kay apko profit ho raha hota hai but ap kehtay hein kay aor ho jaye profit to phir close kaorn ga yeh to delay kartay hein ap close nahi karaty hein trade ko to apko loss he hota hai aor ap apna paisa kho detay hein.
                        • #13 Collapse

                          Re: trading her kesi ko tension daita hai bena tension k trading namumkin hai

                          trading Ek Aisa business Hai Jo Bhi Insan foreign exchange Mein kam Karta Hai yah realtrade karta hai usko ismein tension Jarur milati Hai Chahe vah on-line buying and selling Ho Ja Hua man or woman Hamari buying and selling Ho Agar forex consistent with baat ki Jaaye to Koi member Aisa Nahin Hai Jo yah Kahe Ke usko alternate Mein anxiety Nahin Hoti anxiety hone Ki Sabse Badi vajah yah hai ki Jab ham log alternate open Karte Hain To Hamari yah expectation hoti hai ki Ham Ko ismein earnings Milega aur jab Vahi trade Humko income ki Bajaye loss Mein Lekar Jaati Hai To fir use vajah se Humko aur forum in step with Kam Karne Wale Har dealer ko tension Jarur hoti hai yah Mumkin nahin hai ki koi member yah bolega use change Lagate Waqt yaar buying and selling ke dauran tension Nahin Hoti tension sabhi ko hoti hai lekin usko manage karna chahie..
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: trading her kesi ko tension daita hai bena tension k trading namumkin hai

                            Asalamoalaikum dosto umeed ha ka ap sab thk hon gy aj ma ap logo ko ya btana chahti hn ka ap forex mein trading beghair tension kay bhi ki ja sakti hai agar aap soch ker trading ker tou hamen chahie ki ham log hamesha is small size lot trade lag Gaye hamare liyejab bhi Ham kisi chij per jyada hardworking karte hain to use chij se jyada ya mein uska fal milta hai jiya mere Bhai hard working hi forex mein kamyabi ki zamanat hai bus aap mehnat kerain kamyabi zaroor milay gi......stay home stay safe and keep doing your best ❤❤

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X