Important of Pairs Slection Jaiza!
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Important of Pairs Slection Jaiza!
    Aslam o Alakum
    Dear forex members forex business main bhot zyada cheezian ko samajhne ki zrorat hoti hai agar ham forex busieness main main ya kisi bhi business main bhot zyada cheezion ko samajhne ki zrorat hoti hai jab ap in cheezion ko samajh jate hain phir ap ki kamyabi shoro ho jati hai our ap bhot zyada earning karne ke qabil ho sakte hain our is tarhan ap achi earning kar sakte hain hamain din raat mehnat karni chahye our achi earning ke lye kaam karna chaye jinta zyada pa mehnat karte hain ap ko us ka utna acha result milta hai to dear members yahan par baat ho rhi hai ke ap pairs kis tarhan trading ke lye slect karte hain agar ap pairs slection main expert hai to ap bhot kuch hasil kar sakte hain our ye bhot hi ihm cheez hai acha trader banne ke lye experience hasil karne ke lye our is ke sath sath hamain earning bhi bhot hi achi milti rehte hai.

    Dear agar pair slection ke baat ho to main ye kahon ka ke jitna experience kisi bhi pair par ho ap ko usi par trading karni chahye kyun ke forex business main har pair ki movement mukhtalif hoti hai our agar ap achi pair slection nhi karte to ap kabhi bhi kamyabi hasil nhi kar sakte is lye hamain forex business main hamesha acha se acha kaam karna chahye jab se ap acha kaam karen ge our is ke sath ap pairs ka experience our knowledge hasil kar lian ge phir ap ki earning main bhot zyada izzafa hota hai our is tarhan ap ki earning bhi zyada ho jati hai kyun ke ap ko pata our andaza ho jata hai to ap easily us pair main profit hasil kar pate hain.

    Dear forex members forex business main trading karne ke lye bhot zyada piars hain jin ka ap soch bhi nhi sakte is lye forex business 2 mean qisam ke pairs hain cruncies pairs our products pairs hain yani agar ap forex business main new members hain to cruncies pairs par trading karen our agar ap ke kisi our pairs ka experience ho to ap ko chahye ke ap un par yani gold silver our cl par trading karni chahye jab jab acha kaam karte hain to ap ko bhot zyada maza bhi aye ga our is tarhan ap samajhdari se kaam karte hain our trading karte hain to ap ko pairs slection ko bhot zyada ihmiyat deni chahye.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Important of Pairs Slection Jaiza!

    Yesterday aapane bilkul theek Kaha Hai Jab aap Forex trading Mein kam kar rahe hote hain to ismein aapke pass ya fail hoti hai ki aap different currency pairs aur different commodities apni trading ke liye select kar sakte hain agar aap apni trading ke liye different currencies aur commodities ki selection Karte Hain To usse related aapke pass information aur knowledge Hona chahie Kyunki Jab aapke pass different currency pairs aur commodities se related knowledge hoga to aap ki selection acchi ho sakti hai.

    Dear jawab different currency pairs ki selection karte hain to aapko Hamesha yah koshish Karni chahie ki aap jis currency pairs trading kar rahe hain aur se related aap apne analysis first of all complete kar kar len Kyunki agar aap different commodities aur currency per se related analysis complete karne ke bagair on per trading Karenge to vah trading aapke liye bahut jyada dangerous ho sakti hai for example Jab aap major repairs currency per trading karte hain to aapko chahie kya aap US index sa closely related Rahe otherwise aapko bahut problem ho sakte hain.

    dear jab aap apne analysis complete karne ke bad apni trading Karte Hain To aap bahut jyada benefits aur advantages Hasil kar sakte hain aapke account ki safety ko maintain karna Bhi Is Tarah hi possible Hota Hai Jab aap analysis complete Karke trading Mein entry karte hain Kyunki Jab aap koi aisa currency pair select kar lete hain jisse related aapko Koi information nahin hai to aap kabhi bhi horse trading currency pairs se benefits Aasan Nahin kar sakte isliye aapko Puri koshish Karni chahie Hamesha trading karne se pahle Apne analysis ko complete karke hi different commodities aur currency pairs ki selection Karen.
    • #3 Collapse

      Re: Important of Pairs Slection Jaiza!

      Dear Members Forex mein Hamesha main pair pe Trading krni chahye kyun ke main pair mein loss hone pe account wash hone ke boht Kam chances hote Hain
      agar pair slection ke baat ho to main ye kahon ka ke jitna experience kisi bhi pair par ho ap ko usi par trading karni chahye kyun ke forex business main har pair ki movement mukhtalif hoti hai our agar ap achi pair slection nhi karte to ap kabhi bhi kamyabi hasil nhi kar sakte is lye hamain forex business main hamesha acha se acha kaam karna chahye jab se ap acha kaam karen ge our is ke sath ap pairs ka experience our knowledge hasil kar lian ge phir ap ki earning main bhot zyada izzafa hota hai our is tarhan ap ki earning bhi zyada ho jati hai kyun ke ap ko pata our andaza ho jata hai to ap easily us pair main profit hasil kar pate hain aur kbhi zyda spread wale pair pe trading nai krni chahye Hamesha Kam spread wale pair pe trading krni chahye
      • #4 Collapse

        Re: Important of Pairs Slection Jaiza!

        agar hum forex trading ki truf aty hain to hamen cheye k hum sub sa phly forex ko learn karen or learn karny k bad he hum kam kia karen tabhi hum sub he forex market main kamiyabi hasil kar sakty hain hamne hamesha he forex main sub sa phly learn karna cheye or forex ki basic ko samjhna bhot zarori hota hai jis main hum chart ko bhe analyiss karty hain ..hamen cheye k hum sub sa phly ek bhot behtar broker ka intikhwab kia karen uski khubiyan or khamiyan bhe check karty raha karen agar hum is bat ko samjh jaty hain to hum bhot behtar way main trading kar k acha profit bhe earn kar sakty hain ..,.

        hamen cheye k hum jub bhe trading start karty hain forex k major curencies pairs ko samjha karen unki movement ko samjha karen kyun k hum forex ki movement ko samjh kar he bhot behtar andaz main kam kar sakty hain hamen hamesha he bhot zeada carefull ho kar he trading karni hogi or risky kamon sa bhe hamen bhot dur rehna hoga tabhi hum kamiyabi hasil kar sakty hain ...

        agar hum kuch basic pairs par trading karty hain to hamen unko achi tarhan sa samjhna hoga or samjh kar he hamen kam karna hoga tabhi hum kamiyab ho sakty han
        • #5 Collapse

          Re: Important of Pairs Slection Jaiza!

          Forex trading market mein 3 type ke players use hote hain agar aap major currency pairs trading karen to aapko isase maximum benefit mil Sakta hai inki movement stable hoti hai aur volatility kam hoti hai volume spread analysis isiliye samajh mein a sakta hai major currency pairs trading members maturity ke sath trading karte hain aur professionnel expert traders mostly major currency pairs ko Apne analysis mein loves me discuss karte hain agar aapane anil se signal se leni hai to aapko aaram se mil jaate Hain bhi cause major currency pairs ko jyada vah bhi molarity hasil hai jo bhi trading member Forex trading market mein kam karte hain vah apni trade school manage karne ke liye music currency pairs ko as a reference use karte hain.

          Forex trading members of ko independent trading analysis karna chahie aur institutional analysis ko focus karna chahie aapko yah bhi maloom Hona chahie ke trading market mein hamen kam kaise karna hai candlestick chart pattern mein kam kaise karna hai aur Pakistan ka form ki knowledge ko kab aur kahan use karna hai demo account mein practice kaise karni hai ine sari baton ka maloom hoga to aap trading market mein kamyab ho sakoge aur acche trader band kar achcha profit le sakoge otherwise aapko yahan per struggle karna padegi aur trouble utha Kar aapki output kam ho jayegi aur aap jald demotivate ho jaaoge.
          • #6 Collapse

            Re: Important of Pairs Slection Jaiza!

            Forex market me different types key pairs hoty hey koch pairs risky hoty hey aur koch pairs me risk zeyada involve nahi be hota hay traders ko apny experience ka use karty hi esy pair me trading ki selection karni chaye jes ki waja se traders ko kesi risk ka zeyada samna be na ho aur traders ko profit be regular base par ho, Forex market me important aur popular pairs ye hey,

            1. Currency pairs
            2. Commodities (gold, silver, crude oil)

            Traders agar demo account me trading ki learning karty hey to esy traders pairs ki selection perfectly kar sakty hey esy traders ko market me trading karny ka experience ho jata hay aur multiple pairs me trading karny ki waja se traders ko har pairs me risk ko identify karny me kamyab ho sakty hey aur traders ka yahi experience us key pairs ki selection me aur live market me trading karny me bahot kam ata hay, demo account me trading esi waja se karni chaye key ham best pairs me trading karny ki selection kar saken real account me hamy ye muqa hi nahi milta hay key ham kesi pair me trading karny ko select karen ye kam demo free trading account me kia ja sakta hay, agar traders ne Forex business ko recently join kia ho to esy traders ko me yahi mashwara don ga key demo account me har pair me trading karen aur sath me agar real account me be trading ki jaye to esy traders ko siraf aur siraf currency pairs me trading karni chaye.
            • #7 Collapse

              Re: Important of Pairs Slection Jaiza!

              forex ki market mein different types k pairs hoty hain kuch pairs bohat zeada risky hoty hain jin k bary mein trade lagana expert traders kaa he kaam hai aam traders us bary mein trade nahi laga sakty or kuch pairs aisy hoty hain jin mein risk involve he nahi hota aur traders ko apny experience k sath he wo trade lagana hoti hai aur humen aisy pairs mein he trading ki selection kerni chahiye zeada samna bhi na ho aur traders ko profit bhi regular basis par ho currency pairs aur commodities forex ki market mein important aur popular pairs hain commoditis mein gold ,silver , oil jesi trades shamil hain in ko risky trades kaha jata hai jin ko sirf or sirf experience trader he handle ker sakta hai ye sab aam trader k bus ki baat nahi hoti or na he ye sab kuch un se handle ho sakta hai currency pairs wali trades zeada risky nahi hoti aur aik aam trader bhi usy asani se handle ker leta hai
              agar traders demo account par learning kerty hain tou in pairs ki selection boat asani se ker sakty hain is liye demo account ko bohat he zeada important hasil hai demo account ko hum kabhi bhi ignore nahi ker sakty multiple pairs mein trading kerny ki wajah se traders ko har pair mein risk ko identify kerny ka hunar aa jata hai aur traders ka yahi experience us key pairs ki selection mein live market mein trading kerny k liye bohat kaam aata hai
              • #8 Collapse

                Re: Important of Pairs Slection Jaiza!

                Salam to all dear Forex members dear friends mn umeed krta hon k ap sub kharit sy hon gy dear members aksar forex trading mn kam krny waly members specially new members ko trading k liy pair selection mn problm hota h q k forex trading k forum pr bht sy pair mojood hn lkn in mn best pairs jo hn wo cl ka pair h ar gold ka pair h in pairs ki selection kr k hum achy signal dekh kr trade open krn gy to hymn acha profit mil skata h is loy men tmam forex mn kam krny waly members ko khna chta hon k wo trading k liy good pairs ki selection kren ta k good profit kma sken is k alava new members ko chy k wo apny seniors members sy information lety rhn k wo kesy Pakistan Forex trading k platform pr kam kr k good earning kr skty hn is liy senior members ko follow kr k bhi hum bht achi trading skills ar pairs ki selection seekh skty hn
                • #9 Collapse

                  Re: Important of Pairs Slection Jaiza!

                  Bilkul dear friend aap ne Sahi kaha Hai aisa he Hai hum koi bhi kaam kr Lyn us kaam ko kamyab bnane ky liye humein us kaam see reltad bohat Kuch SEEKHNY ki zarurat hoti hai Jab tak hum us kaam ko proper time nahi dyn ge proper SEEKHNY ki koshish nahi kren ge tab tak Hum us kaam ko apny liye profitable nahi bana saken ge
                  ISI tarha forex trading business bhi hai jis mein Kamyab hone KY liye humein is see related Har cheez ko seekhna hota hai Jahan indicators chart patterns market ki movement ko importance Di jati hai wahe par pairs ki selection ko bhi is kaam mein bohat importance Di gai hai
                  SELECTION OF PAIRS
                  Forex trading Mein ache trading ky liye humein koshish krni chaheye KY ache pairs ka selection kren ta ky hum ache trading ko possible bana saken aur apny account ko bhi secure rakhny mein kamyab ho saken kyun KY forex trading Mein acchi trading ky saath saath account ka secure hona bohat zayada zaroori hai account secure ho GA to he hum market Mein maximum time stay kr KY us ko samajh saken ge
                  IN START
                  start Mein humein kabhi bhi fast trading pairs ko select nahi krna chaheye jaise ky gold crude oil silver etc kyun KY start Mein hmare aps market see relevant acha knowledge aur experience nahi hota agar Hum start Mein currency pairs ko focus kren ge to na siraf hum ache trading kr sakty hain baljy hum acha experience aur acha knowledge Hasil krny mein bhi Kamyab Ho sakty hain jo KY humein fast trading pairs par kaam krny KY kabil bana sakta hai
                  AFTER SOME TIME
                  currency pairs par trading krny KY saath saath humein demo account par fast trading pairs ka experience hasil krny ki bhi koshish krni chaheye ta ky Agar hum currency pairs par acha profit hasil kr rahe hain to us ky saath saath Hum fast trading pairs ka knowledge bhi increase kr Lyn aur acha experience hasil hone KY baad real trading kr KY acha profit hasil krny mein Kamyab ho saken yeh hmare liye bohat ache opportunity ho ge
                  • #10 Collapse

                    Re: Important of Pairs Slection Jaiza!

                    dear pairs to bohat zada hain forex ke market mai lakin kuch improtant pair han jin ke value be bohat hain un mai kam karny sy profit be zada hota hain or kuch pairs mai kam karny sy profit be km hota hain asa ky agar hum misal lety hain gold ke to yai ak risky or fmaous pair hain bohat zada log is mai trade katy han halky is mai kam karna bohat muskail hain lakin log is mai kam karty hain hum is mai raat mai be kam kar sakty hain hum is mai din mai be kam kair sakty hain hum isy apnalife time career be bana sakty hain hamy market ke movement ko samj kar kamkara ho ga pher he hum agy bar saky gy hum is mai apny boss be ap hain dear hamy gold mai trade lagany ky liye pahly bonus jama karna ho ga hamy km sy km 100 dolloar invest kar ky market mai kam karna ho ga pher he hm kam kar ky eanring gain kar saky gy forex ak best business han hm is mai raat mai be kam kar sakty hain hum is mai din mai be kam kar sakty hain hamy soch samj kar kam karna ho ga market mai yai aik best bsiness han is mai usa or china jasy bary bayr mumalik sahmil hain yai business paksitan mai legal ban cuak hain is mai hamara koi be boss nahi hain forex mai ham apny expeirnece ky mutbai pairs select kar ky kam karma ho ga pher he hum agy bar saky gy
                    • #11 Collapse

                      Re: Important of Pairs Slection Jaiza!

                      Dear friends Hamara aaj ka topic Hai Ki Forex Business mein important of pairs kia hea ,dear Forex member Jaisa ki aapko pata hai ki forex business mein sabse pahle aapko pairs kya hoty hain yah maloom Hona chahie Kyun k Forex mian pairs ko tadad bahut hi ziada hai aur kaun sa pair Kitni zyada trading kar raha hai yah aapko trend analysis karne ke baad Pata lagta hai aur pairs ki Kitni kisme Hai yah bhi aapko Pata Hona chahie pairs main do tarha k pairs hoty hean, currency pairs aur material pair.Currancy pair mein two Currancy pairs mein aps mein muqabala smjh laen jb aik currency pair up jata ha tu dosra down jata ha.jb ap buy ki trade lgaty ha tu ap phli currency buy kr rahy hoty ha aur dosri Currancy sell kr rahy hoty ha aur jb ap sell ki trade lgty haen tu pehli currancy sell aur dosri buy kr rhy hoty haen aur Forex trading mein purey world ki currency use hoti hey aur agar aap kisi bhi broker par work kartey hein to har broker ke different types of currency pairs bhi hotey hein kisi broker ke kam hotey hein aur kisi broker ke ziada hotey hein to aap search kar len apko wahan se easily pata chal sakta hey aur aur Forex mein Kuchh material per Hote Hain Jin mein Do materials aapas mein action ke sath trading kar rahe Hote Hain Chin Mein gases sakti hain metals ho sakti hain aur other types of material Shamil Hain
                      • #12 Collapse

                        Re: Important of Pairs Slection Jaiza!

                        PCB trader ke liye pair ki selection karna bahut jaruri hota hai aur jab tak ham trading ke liye pair ki selection nahin kar lete hain tab tak Hamen main market mein profitable trade nahin milati hain aur na hi are market mein sarva kar paate Hain agar humne market mein sarvive karna hai aur profitable trading karni hai to fir hamare liye jaruri hai ki Ham acche tarike se pair ki selection Karen jab hamari selection best hogi to hamari trading automatically best hogi.pair ki selection ke liye hamesha mehnat karni padati hai tabhi Ham iska wale hote Hain ki Ham kaise kar sakte hain agar pahle se main aap nahin karte Hain tujhe liye kam hamare liye bahut mushkil hota hai isliye is kam ke liye mehnat karni chahie aur serious hona chahie.

                        how we select the pair:

                        Hamen market mein pair ki selection kaise karni hai market ki pair ki selection ke liye Hamen jaruri hai ki Ham pahle a major currencies per practice Karen aur unme se jab kisi pair per hamari practice good Ho jaaye to Ham usko demo kaun per test Karen jab Amber bar kisi peer ki selection karte Hain to hamara experience bahut achcha ho jata hai aur ham use per ki movement ko samajhna shuru kar dete Hain jab Hamen kisi pair ki movement ki samajh mein a jaati hai to tab hamare liye kaam karna aasan ho jata hai aur hamari trading bhi kafi aasan Ho jaati Hain to tab Hamen usko demo kaun per apply karna chahie aur usko test karna chahie.

                        Jab Ham demo account kisi bhi peer ko test karte Hain to Hamen kafi good results mil jaate Hain aur Hamen pata chal jata hai ki hamara experience kitna good hai tab hi Hamen use per ki selection karni chahie Java medium account per uske good results mil jaate Hain tab vah hamari trading ke liye best ho sakta hai aur Hamen use karna chahie.
                        • #13 Collapse

                          Re: Important of Pairs Slection Jaiza!

                          pears ke bare mein members ko maloom hona chahie ki yah kya hote hain aur ine per kis tarah Se Koi member apne trading kar sakta hai aur in se related information members ko tab mil jaati hai ki jab ho iske liye apna knowledge acchi tarah hasil karne ke liye apni struggle ko continue kar lete hain aur kisi bhi kam mein struggle karna important hai where is ki selection important hai aur agar koi member is tarah Se nahin karta to usko yah idea nahin hota ki usko apni trading kis tarah Se continue karna hai trading ko acchi tarah Se continue kar lene ke liye koi bhi trade open kar lene se pahle members ko work karna hota hai aur use work mein members ko acchi decisions lene hote Hain apni trading se related Jo members acche decisions Le lete Hain is vajah Se UN members ko apne kam mein koi problem nahin hoti aur maximum vah successful hote Hain yahan per successful ho jana itna aasan nahin hai yahan per successful Ho jaane ke liye members ko regular online hokar aur apne kam per acchi tarah Se focus karna hota hai maximum traders vah yahan per successful hai ki jo apne kam mein maximum usko kar rahe hain aur apne kam mein interest le rahe hain aur apne kam ko importance de rahe hain kuch is tarah ke members Hain Jo trading se related apni practice ko continue nahin karte aur yahi vajah hai ki practis na karne ki vajah se unko trading se idea nahin hota trading se related acche ideas members ko maximum help dete Hain aur acchi earning ki vajah bante Hain
                          • #14 Collapse

                            Re: Important of Pairs Slection Jaiza!

                            dear friend, trading ma kamyabi k liay pairs ki selection soch samajh kar karni chaiay ye aik important step ha, hmain usi pair ko trade k liay choose karna chaiay jis k baray ma hmain acha knowledge ho aur hm uski routine sa aware hon, koshish karain k aik time par aik hi pair par trade karain ta k hm thek tarah focus kar sakain aur confusion sa bachain, kisi b pair par trade karnay sa pehlay us k baray ma acha experience hasil kar laina chaiay aur demo par practice kar k uski moment aur behavior ko daikh lain, new members ko comodities ya major pairs par trading sa avoid karna chaiay q k inki fast moment ko tackle karnay k liay achay knoweldge ki zarurat hoti ha jo unhain forex par ziada time spend karnay sa hasil hota ha, warna in pairs par trading kartay huay aik choti si mistake account wash kar daiti ha, currencies par trading k liay b carefully buy ya sell k orders select karain aur hmesha small lot k sath trade karain, pairs k spreads ko b mind ma rakhain aur un sa related news par tgek tarah focus karain, agr pair ki moment k baray ma kisi signal ko follow karna ha to pehlay uski confirmation kar lain, hmain ye baat b mind ma rakhni chaiay k kai pairs ki moment takreeban same hoti ha jaisay gold aur silver aik direction ma moment kartay hain aur kuch pairs aik dusray k bilkul opposite chaltay hain is liay trades ko adjust karnay ma in factors ko b mind ma rakhna chaiay ta k hm ghalat selection kar k khud ko loss na karaen aur achi trading karain jis sa achi earning possible ho
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Important of Pairs Slection Jaiza!

                              Walaikum Asalam!
                              Ji Ap ne Pairs ki selection par acha jaiza paish kia hai. Aur sab ko is topic par ghor dena chahye kyn k yeh apki learning ka ek ehm hisa hai. Pairs ki selection trading mein learning ky liye bhut zaruri hai aur is par tawajha deni chahye.

                              Jab aap market mein enter hoty hain to aap har pair mein same treeqy se kaam nahin kar dkty kyn ky aapki knowledge bhut hi limited se hoti hai jo ky har pair ya commodities par apply nahin ho skti.​Aapko apni techniques ky lihaz se achy pairs ki selection krni parti hai. Aur un par kam karna parta hai aur sath mein learnings increase krni parti hain.

                              Pairs ki selection kesy ki jaye / Question :

                              Pairs ki selection mein aap ko chahye ky bhut zeada ehtyat se kam len..​Agar aap beginner hain to aap ko chahye ky esy pairs mein trading karyn jinki volatility kam ho aur unki moving speed kam ho. Aur profit aur loses kam hon. Aur safe pairs ko select karyn. Zeada risky pairs mein trading nah karyn. Jis trha ky gold waghera. Gold mein trade lgany se pehly y aapko chahye ky pehly achi knowledge aur experience gain karyn aur gold mein trade ky liye bhut knowledge chahye hota hai. Us mein bagher exoeienec ky kabhi trade nah lgayen.

                              Jo pairs kam risky hon un me hi trading krna sekhyn. For example Eur/Usd ya GBP/Usd me trade krna XAU/Usd mein trading krny se bhut kam Risky hai. Islye XAU/USD mein trade krny se bachyn.​Jab tk professional trasing nah sekh len tb tk is mein trade na karyn.

                              Pairs ki selection mein aapko apny account Balance ka jaiza bhi lena chahye ky agar amount kam hai to aap fast pairs mein trasing nah karyn. Un mein loss hony ki wjha se aapka account wash ho skta hai. Aur slow pairs mein trading kar ky account ki growth karyn.
                              Last edited by ; 12-09-2020, 04:27 PM.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X