konsa indicator best hai????
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    konsa indicator best hai????
    salam to all,aap sb jantay hain k metatrader4 ki appliction mein pehlay se kafi indicators majood hotay hain aur iskay ilawa agr hum comouter pe mt4 ko use krein to hum apni taraf se aur bhi kuch indicators is application mein add kr sktay hain.indicators ji major 2 types hoti hain lagging indicators and leading indicators,mn aaj senior members se yeh maloom krna chahta hon k woh forrx pe kaam krnay walay members k leye jonsa indicator suggest krna chahengay jiski accuracy bhi achi ho aur oska use bhi aasan ho takay har member os ko aasani se samjh sakay.please apna positive experience about indicators laazmi share krein.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: konsa indicator best hai????

    Walekum assalam yes dear aapane bilkul theek kaha hai Forex trading Mein Jab Ham metatrader 4 application Ko download karte hain to usmein bahut Sare indicators are already available hote hain aur agar aap isase related Aur Bhi indicators install karna chahte hain to aap easily unko Apne metatrader 4 per apply kar sakte hain dear aapane yah question kiya hai ki kaun sa indicator Jyada best Hota Hai To usmein Main aapko ji batana Chahta Hun Ki Forex trading Mein jitne bhi indicators istemal ho rahe hote hain vah Sare hi best hote hain Kyunki Forex trading karte hue jitne bhi important indicators hote hain vah aapki bahut jyada help karte hain aur aapki trading ko profitable banaa Dete Hain.

    Dear Forex trading Mein jitne bhi indicator istemal ho rahe hote hain vah Sare aapke liye best ho sakte hain agar aap Unki proper learning Hasil Karke unko apni trading per reply karte hain to Forex trading Mein Sare indicator aapke liye bahut hi perfect ho sakte hain lekin Jab aap Forex trading Mein istemal hone wale different indicator se related apni information complete Nahin Karte to koi bhi indicator aapke liye best Nahin ho sakta isliye aapko koshish Karni chahie ki Forex trading karte hue different important indicators ko sabse pahle learn Karen aur uske bad apni trading per usko apply Karen.

    Lekin Kuchh famous indicator main aapko Bata deta hun jismein aap kam Karke Achcha profit Hasil kar sakte hain moving average indicator bollinger band indicator Fibonacci retracement indicator se related of information of Karke in copy trading for apply kar sakte hain.
    • #3 Collapse

      Re: konsa indicator best hai????

      Forex trading agar best indicator Ko dekha jaaye Tu mere khayal mein support aur Resistance hi sab see best Hain aur Ini pe knowledge gain krna chahye
      Forex trading Mein jitne bhi indicator istemal ho rahe hote hain vah Sare aapke liye best ho sakte hain agar aap Unki proper learning Hasil Karke unko apni trading per reply karte hain to Forex trading Mein Sare indicator aapke liye bahut hi perfect ho sakte hain lekin Jab aap Forex trading Mein istemal hone wale different indicator se related apni information complete Nahin Karte to koi bhi indicator aapke liye best Nahin ho sakta isliye aapko koshish Karni chahie ki Forex trading karte hue different important indicators ko sabse pahle learn Karen aur uske bad apni trading per usko apply Karen aur kohsish aap Jain Jain indicator ko istemal karte H unke bare mein aapko knowledge bhi hona chahie tabhi aap ko faida hoga
      • #4 Collapse

        Re: konsa indicator best hai????

        Dear forex members ap trading karte howe forex business main bhot zyada indicator use kar sakte hain our mere khayal main jo ke sab se zyada use hone wala indicator hai woh RSI Hia jo ke bhot zyada use kia jata hai hamain is ka experience hona bhi bhot zrori hai hamain forex business main is par trading karne main bhot zyada madad milti hai yani agar ap dekhain to us main ap ko 3 level dekhai dete hain yani uper our down level our is kesath sath ap middle dekh sakte hain order wala level 70% se oper par start hot hai our 30%ke neche uper level show hota hai our in 2 level main main level ko middle level kehte hain to dear members jab ap dekhain ke maket RSI ke mutabi meddle main masalsal move kar rhe hoti hai to ap samajh lian ke market stable hai to koshish karn ke is main trading na karen our agar 70 % se zyada ho to ap ko sell karna chahye our ye ap mukhtalif time frame main mukhtalif dekh sakte hain our jab ap 3)% se RSi ke mutabiq dekhian to ap ko buy karna chahye kyun ke in sorton main market is tarhan ki movement karti hai our ap achi khasi profit hasil kar sakte hain our achi khasi earning kar sakte hain to main ye samajhta hun ke RSI sab se best indicator hai jis ka use ham forex business main kar sakte hain our is ke sath main ap ko ye kahon ga ke ap sirf un indicators ka use karen jin par ap ko acha experience ho agar ap experience ke baghiar kisi bhi indicators par kaam karte hain to ap ko loss ka samna karna par sakta hai our is ke sath ap ka account bhi wash ho sakta hai.
        • #5 Collapse

          Re: konsa indicator best hai????

          اصل پيغام ارسال کردہ از: latifjamal پيغام ديکھيے
          salam to all,aap sb jantay hain k metatrader4 ki appliction mein pehlay se kafi indicators majood hotay hain aur iskay ilawa agr hum comouter pe mt4 ko use krein to hum apni taraf se aur bhi kuch indicators is application mein add kr sktay hain.indicators ji major 2 types hoti hain lagging indicators and leading indicators,mn aaj senior members se yeh maloom krna chahta hon k woh forrx pe kaam krnay walay members k leye jonsa indicator suggest krna chahengay jiski accuracy bhi achi ho aur oska use bhi aasan ho takay har member os ko aasani se samjh sakay.please apna positive experience about indicators laazmi share krein.
          Forex trading main humary pass different indicator available han jin sy hum ache planning or strategy ban k trading kar sakty han is ley humy chae ha asa indicator istamal karny jo humy acha profit da or is ley humy ziada sy ziada indicators ko samjena or seekena ho ga or humy sab sy pehly indicator ko demo account main apply kar k practice karni chae ha ta k hum log kamyab ho saken or ache earning kar saken forex trading main jab hum ache practice karny gy to hum indicator ko ache tahra samj k trading karny gy to hum log kamyab ho saken gy forex trading main humy indicator ko seekena or samjena lazmi ha mary khayal main forex market main sab sy beat indicators RSI indicator or moving average indicator han
          RSI indicator main humy last 14 candles ki value nikal k bta raha hota ha is ley humy is ko demo account main apply kar k practice kar sakty han or samj sakty han is ley humy chae ha ziada sy ziada behtar planning or strategy sy trading kar saken
          Moving average indicator main market ki last 50 candle ki average nikal k show kar rehe hoty han isi tahra EMA main market 200 candles ki value nikal k show kar raha hota ha indicator is ley humy in sab ko ache tahra seekena or samjena ho ga us k bad real account main apply karna ho ga ta k hum log behtar trading kar k kamyab ho saken or ache earning kar saken
          • #6 Collapse

            Re: konsa indicator best hai????

            Baai g sab say ziada imoprtant cheez ye hay k aap jis i decator ko be istimaal karthay hay oskay baaray may aap k pass acha khasa knowledge hona chahiay. trading k dhoraan dhoraan hum mukhtalif kisam k indecators use hothsy hay jis ke tafseel kuch is tarah say hay.
            RSI indecator:-
            Ziada thar members apne trading ke dauran is indicator ka istemal karte Hain ismein aapko 1 percentage hoti hai jiska hisab se aap netritv open karni hoti hai agar kisi bhi pair per aap trading karte Hain aur uski RSI below 20 Ho to aapko chahie kya aap aap usko ko buy karay aapka account is tarike se kabhi bhi varsh nahin hoga aur aapko jyada chance milega kya aap short term trading ke hisab se use se fayda hasil kar sake aur bilkul send ise tarah agar RSI abow 80 ho to aap use per bhi sell ke trade lagakar fayda hasil kar sakte hain aur usmein bhi aap ke loss ke chances bahut kam hote Hain.
            Stoch indecator:-
            Ye indecator be bilkul RSI ke tarah he kaam kartha hay our is may be aap bilkul same usi tarike se Hi fayda hasil kar sakte hain ya nahin agar yah bahut jyada down ho to aap use per buy ke trade open karke fayda hasil kar sakte hain aur agar yah bahut jyada upar ja chuka Ho to aap is per sell ke trade laga kar faida hasil kar sakthay hay.
            Lekin sab say ziada zaroori cheez ye hay k aap jis indecator ko be use karay tho aap ko os ka knowledge our experiance hona buhut zaroori hay thab he aap ko faida hasil hoga our jo members indecators ko use tho karthay hay lekin osmay pass oska knowledge nahee ho tho wo kabhi be is may indecators say faida hasil nahee kar sakthay hamay in sab baathon ka khyal rakna hoga our apnay experiance konziada tawaju dena hoga kionka forex may indecators ko use karna koi asaan kaam be nahee hay is may be buhut mehnath ke zaroorath hothe hay.
            • #7 Collapse

              Re: konsa indicator best hai????

              G sei bt hai sb se zeyda important hai ka hum indicator ko use kary or us ka bry mai knowledge hasil kary indicator tu sb he best hai bs hum log aik he indicator ko use karty hai beki ko hum semjty hai ka wo sei nh hai zeyda hum metatrader 4 application Ko download karty hai tu jab hum matatrader 4 application download kar lety hai tu isi ma sart indicator hoty hai agr ap log baki ka indicator ko instal karna chahy tu matatrader 4 mai he use kar sekty hai hamei chahy ka hum indicate kie learning ko geri rakhy ap ko pata hai ka jb hum trading karty hai forex mai tu us time sb se zeyda jo humeri help karty hai wo indicator he hoty hai ini kie help se hum profit hasil kar sekty hai hum log ko chahy ka hum koi be indicator ko use karna chahy tu phly us ka bry mia acha knowledge or good experience hona chhay agr knowledge or experience nh ho ga tu hum koi kam nh kar mtlb ye ka hum profit be hasil nh kar sekty hume loss he ho hata ini sab cheeso ko mind mai rekh ka kam karna chhay or hard working karty rahy humei chhay ka incator ka bary mai knowledge hasil kary ir phr ini ko use kar ka kam kary or incator koachi tera learn kary or mehant se kam kary
              • #8 Collapse

                Re: konsa indicator best hai????

                اصل پيغام ارسال کردہ از: latifjamal پيغام ديکھيے
                salam to all,aap sb jantay hain k metatrader4 ki appliction mein pehlay se kafi indicators majood hotay hain aur iskay ilawa agr hum comouter pe mt4 ko use krein to hum apni taraf se aur bhi kuch indicators is application mein add kr sktay hain.indicators ji major 2 types hoti hain lagging indicators and leading indicators,mn aaj senior members se yeh maloom krna chahta hon k woh forrx pe kaam krnay walay members k leye jonsa indicator suggest krna chahengay jiski accuracy bhi achi ho aur oska use bhi aasan ho takay har member os ko aasani se samjh sakay.please apna positive experience about indicators laazmi share krein.
                G dear indicator lafi qim kay hain aur es mai kam kafi acha ho jata hai tu sub say best hai aur simple hai wo hai rsi tu ap esai kafi acha kam kar saktye hain ye indicator kafi acha hai aur es ki sub say bari bat jo hai wo ye hai kay es mai kam karna kafi simple hai aur kafi faida bhi hai tu ap es mai acha kam karain mahnet kiya kartye hain tu ap kaliye ye indicator kafi acha hai aur ap es mai acha kam kar kay kamyab bhi ho katye hain tu ap ka kam hai kay ap acha kam karna chatye hain tu ap indicator pay acha kam kartye hain tu ap ka kam kafi acha ho jata hai aur bad mai ap es mai acha kam kar kay kamyab bhi ho jatye hian tu indicator ka maqsad ye he hai kay ap kay kam mai simple karta hai aur kafi easy ho jata hai tu ap ka kam hai kay ap es mai mahnet aur lagan kay sath acha kam karain ta kay bad mai ap kay kam mai kafi asani a jatye hain aur bad mai ap es mai acha kam kartye hain tu kamyabi mil jatye hain tu ap ka acha kam ap kaliye kafi asni laye kay ata hai tu kam karna hai tu ap ka kam hai kay ap es mai hamesha he acha kam kartye hain tu ap kamyab ho he jatye hain tu ap es mai bina mahnet kay ap ka kam kabhi acha nhi ho sakta hai tu ap es mai mahnet aur lagan kay sath acha kam kartye hain tu ap es mai kamyab ho jatye hian tu kamyabi hamesha acha kam karnye mai hai tu dil say acha kam karain aur kamyabi ap es mai asni kay sath hasil kar laitye hain aur ap kamyab ho jatye hain tu acha kam kamyabi patye hain
                $$$ Never Give Up $$$
                • #9 Collapse

                  Re: konsa indicator best hai????

                  Dear forex member ache baat ki Hai aap ne Agar hum dekhen to forex trading Mein indicators ki 2 types major hain
                  TYPES OF INDICATORS IN FOREX TRADING
                  1- leading indicators
                  2- lagging indicators
                  LEADING INDICATORS
                  Dear friend leading indicators aise indicators hain jo humein bohat zayada fast trading signals provide krty hain in mein jo indicators mujhe pata hainwo
                  1-RSI indicators
                  2- stochastic indicators
                  Ye do indicators leading indicators mein aty hain lekin dear jahan tak mera knowledge aur experience Hai to in indicators se milny waly signals no doubt fast hoty hain lekin in se milny waly signals aksar galat hoty hain aur in ko follow krny KY baad aksar nuqsaan ka samna karna par jata Hai humein in indicators see milny waly signals ko follow krny KY saath saath apny analysis aur apni strategy ko bhi follow krny ki koshish krni chaheye ta ky account ko nuqsaan mein Jane se bchaya ja sake
                  LAGGING INDICATORS
                  lagging indicators humein slow trading signals provide krty hain in mein Shamil indicators ye hain
                  1- ichimoku indicator
                  2- moving average indicator
                  Jahan tak Meri information hai to us ky according lagging indicators humein signal to late dyty hain lekin in ky signals ko hum follow kr sakty hain kyun KY in ky signals acha profit dyty hain leading indicators ki nisbat hum in indicators see bohat ache trading ko possible bana sakty hain aur profitable earning ko hasil krny mein Kamyab ho sakty hain aur in mein loss ky chances bhi kam he hoty hain
                  BEST INDICATOR
                  Dear Mera Mashwara yehe Hai ky humein lagging indicators ko importance dyny ki koshish krni chaheye ta ky hum asaani see acha result haisl kr saken aur apni trading see ache earning ko possible bana saken
                  • #10 Collapse

                    Re: konsa indicator best hai????

                    Jab Ham Forex trading Mein Apna Kam start karte hain to use Waqt market mein bahut se indicator Hote Hain yah indicators bahut jyada tadad Mein Paye Jaate Hain aur Forex trading Mein maujud indicators ko Ham free mein use kar sakte hain ke jariye se Ham Apna Kam bahut hi acche tarike se kar sakte hain Kai traders in patrons ke alava Kuchh Aur alamat Ko Bhi use karte hain ine alamat ko Ham indicators Kahate Hain indicators tadad Mein Kai darjan Hote Hain Magar Ham sirf bahut hi popular indicators ka use karte hain moving average Ek bahut hi Achcha indicators hai moving average 1 best indicators Hai Iske se a Ham market ki price ke utaar chadhav ko acchi Tarah Se learn kar sakte hain

                    Moving average Ek bahut hi simple Sa letter hota hai jo ke price ke sath sath chalta hai Iske jariya se Ham market ke trend Ka Pata Laga Lete Hain Agar ismein price later ke upar ho to trend up Hota Hai aur Agar price later se niche ho to Trend down Hota Hai moving average do Tarah Ke Hote Hain simple moving average exponential moving average

                    Exponential moving average or simple moving average mein jyada Fark Nahin Hota ine donon mein jyada Fark Nahin Hota lekin in me ssay jyadatar acche result exponential moving average ke Hote Hain exponential moving average ke jariye se Ham market Mein acchi trade Laga paate hain aur usse Achcha bonus bhi Hasil kar lete hain exponential moving average price hota hai isliye is ko Jyada importance De Jaati Hai exponential moving average mein agar price use later se upar ho to trend up Hota Hai exponential moving average se Ham price eki movement ko acchi Tarah Se learn kar sakte hain aur Market Mein Apne trade open kar sakte hain isliye Hamen chahie ki Hamen in ko acchi Tarah Se learn karke hi market Mein trade Lagani chahie
                    • #11 Collapse

                      Re: konsa indicator best hai????

                      AOA Dear friends Hamara aaj ka topic Hai Ki best indicator kaun sa hai dear Forex members Har indicator best hai Kyunki Ki Sab indicator han market ki ki situation se gahy e bagahy aagah kar rahe Hote Hain aur indicator Ka istemal Karke Ham apni trading ko improve Karte Hain indicators market movement ke bare mein batate hain ke Ishwar market ka Roojhan kya hai aur in main sy Kuchh indicators ka aapke sath zikr karta houn
                      Jin main meta trade 4 or meta trade 5 forex mai bohot hi ache plate form samjhe jate hai or ye trading mai bohot madad karte hain is plate form ko download karen aur Indicator forex ma trading karta waqt help ka tor par hum uska used karta hein.mt4 and mt5 dono alug alug software hein.jo indicator ap mt4 par used karanga means set karang wo mt4 ka indicator khla anga aur forex ma trading karta waqt help ka tor par hum uska used karta hein.mt4 and mt5 dono alug alug software hein.jo indicator ap mt5 par used karnaga wo mt5 ka indicator khlanga or indicator apko indication deta hen market ka turnout ka dear friends indicator forex market ko samjyne ka laye hote hain indicator ki help sa he hum trade kar sakte hain indicator ka bina market main trade karna easy nahi hain kyon ka is ka bina hum samaj he nahi paye gaye ka market kaha ja rahi hain is laye hum ko indicator ki help sa he earn ho sakta hain aur indicater ka maqsaad sirf market ki strategy batana hota hai.Iss say humen market kay trend ka sahi pata lagt hai kay market ab opper jaye gi ya neechay m4 aur m5 yehin kaam kartay hain
                      • #12 Collapse

                        Re: konsa indicator best hai????

                        Trading ke liye sab indicator hi best hai aur sab se hi Hamen bahut hi acche results mil jaate Hain Ham jis bhi decatur kiye the tarike se practice kar lete hain aur JCB indicator ko acche tarike se samajhna shuru kar lete hain tu hi indicator hamare liye best ban jata hai hai isliye Hamen koshish karni chahie the ham indicator ke related ek achcha experience ne Java mein indicator ke related ek achcha experience Ho jaega to tab hi Ham successful Ho sakenge agar Hamen indicators ke related a good experience nahin hota hai to Ham kabhi bhi successful nahin ho sakte hain isliye Hamen always hi good experience ke sath working karni hai ab Hamen success milegi aur agar hamari good experience ke sath bhar ke nahin hogi to fir Hamen success possible nahin ho sakti hai isliye Hamen always hi good experience ke sath working karni chahie aur ham ek best indicator banaa sakte hain.

                        best indicator:

                        every trader ka apna mind hota hai aur vah usi hisab se strategy banata hai lekin main apni training ke liye moving average ko use karta hun aur main samajhta hun kijiye indicator sab best hai kyunki cindicator se mujhe kafi hai acche result mil jaate Hain isliye main samajhta Hun ki Hamen moving average ko hi istemal karna chahie kyunki iske result kafi behtar hote Hain tu mujhe is kafi acchi result main chuke hain isliye main samajhta hun ke Hamen moving average ko jarur pest karna chahie kyunki movie garage ki testing hamare liye kafi baitha hai aur bahut se senior log isko use kar rahe hain.

                        moving average ke alava bhi bahut se indicator hai aur unko bhi Ham choose kar sakte hain kuchh log relative strength index ko bhi use karke market ke analysis karte Hain but aap indicators per practice Karen jab aap ki practice good Ho jaaye to tabhi aapko Koi indicator use karna chahie jab tak acchi prakesh Na Ho jaaye tab tak use indicator ko use nahin karna chahie.
                        • #13 Collapse

                          Re: konsa indicator best hai????

                          dear member aap ko yah baat maloom hona chahie ke indicators sab Hi acche hote hain lekin inko istemal kis tarah Se karna hai is se related members ko experience hona chahie agar indicators se related members ko achcha experience hasil Ho jaega to is tarah Se main bas ko apni trading mein koi problem nahin hogi aur ine se related experience hasil kar lena important hai members ko indicators se related achcha experience tha Mil jata hai ki jab vah trading se related apni practice ko acchi tarah Se continue karne mein successful ho rahe hote Hain form per kam karte hue maximum members ko acche ideas mil jaate Hain aur yahan per regular online hokar members ko acchi information milati hai jo ki trading mein useful hoti hai members ko trading se related har tarah ki information hasil kar lena chahie aur jab members is tarah Se har tarah Se information hasil kar lete hain to vah nakam nahin hote members ko successful Ho jaane ke liye apni trading ko improve karna hoga aur trading ko improve kar lene ke bad members regular earning kar payenge aur isko improve karna important hai trading ko agar improve karna hai to iske liye members ko practice account per acchi tarah Se apne practice ko continue karna hoga aur is tarah Se members ko improvement milegi members ko apni practice per acchi tarah Se focus karna chahie aur practis mein members ko different type ke indicators ko istemal karna chahie is tarah Se unko indicators ke bare mein information milegi aur yah information hasil karne ke bad members ko trading mein problem nahin hogi
                          • #14 Collapse

                            Re: konsa indicator best hai????

                            Forex main hamain indicators ki zaroorat tab parti hay jab ham forex market main kisi security main trade karny say pehly trend line ko samjhna chahain. Q keh trend ko samjhy baghair trade lagana mumkin nai. Aur ager baghair samjhy trade laga di gai to is say bahut loss hoga. Is liye hamain trend ko samjhny kay liye indicators ka use karna parta hay ta keh ham safe aur profitable trade kar sakian.

                            Market aur security kay hisab say hamain indicator ka use karna parta hay ta keh ham trend ko samjh sakain. Kuch pairs aur market situations main hamain simple aur leading indicators say help mil jati hay. Jab keh kai dafa market situations aur kuch pairs ki movement is qabil nai hoti keh ham simple ya leading indicators ka use kar kay inki movement ko samjh sakian. Is maqsad kay liye hamain lagging indicators ko use karna parta hay.

                            Lagging indicator hamain fori data provide nai karty, agarcheh ye indicator bhi hamain past moving average per he data provide karty hain jiski base per ham trend ko samjh kar trading karty hain. Laikin ye indicator slow ya sust indication daity hain. Iskay bawajood inki calculations bahut had tak satisfactory hoti hain aur in main trend ki sai simat ka tayun bahut easy ho jata hay.

                            Leading indicators ka istemal kafi ziada kia jata hay. In kay results hamain fori mil jaty hain laikin inki calculation bahut jaldi aur current price kay use say hamain mil jati hay. Ye indicators bahut fast data provide karty hain aur inki base per ham jaldi trend ko pick kar laity hain. Laikin baz dafa inki calculation bahut harmful hoti hay jo hamain trade main loss dilwa daiti hay.

                            Indicators kay sath hamain fundamental analysis candlesticks patterns aur proper risk management karni chahiye ta keh ham successful trading kar sakain.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: konsa indicator best hai????

                              Assalamualaikum products members khushamdeed please review mein aam baat karte hain ke kaun sa indicator best hota hai to doston aap net theek kaha Forex trading mein jab hamen metatrader 4 application ko download karte hain to usmein bahut sare indicators already available hote Hain aur agar aap kis se related aur bi indicators install karna chahte hain to to aap easily unko apne metatrader pr apply kr skte ha to dost aapane yah question kiya hai ki kaun sa indicator best hai to usmein aapko batana chahta Hun ki Forex trading mein jitne bhi indicators use dhamal ho rahe hain vah sare best hain yah acche hote Hain kyunki Forex trading karte hue jitni bhi important indicators istemal hote hain vah aapki bahut jyada help karte hain aur aapki trading ko badhate Hain

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X