Mentally Under Pressure Situation men kabhi trade nah karren

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Mentally Under Pressure Situation men kabhi trade nah karren
    Forex men jiss din bhi ya jiss waqat bhi Trading ka faisla karna hu to uss waqat zaroori ha trader Kissi qissam ke pressure men nah hu Mentally tour par trader ka Mukammal Azaad ir Fresh hona zaroori ha keunkeh Market men working ak senscetive kaam ha kafee zahanat or fresh mind ka mutaqazi hoti ha tu ak cheez ko hamesh yad rakhen keh agar kissi qissam ke pressure men zehn hu tu Trade decisions nah tahum market ka khali visit or Analysis karte rahen tu Behtar ha
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Mentally Under Pressure Situation men kabhi trade nah karren

    Agar Ham kisi vajah se pareshan hai To Hamen Shabd ke sath Himmat ke sath kam karna chahie FIR hi Ham kam Karke Paisa Kama sakte hain Forex Ek online business hai Ham ismein raat mein bhi kam kar sakte hain aur ham ismein Din Mein Bhi kam kar sakte hain Agar Ham kam karte ho ek bhi Galti Karte Hain To Hamara Apna nuksan ho jata hai yah business Pakistan mein mashhur ho chuka hai
    • #3 Collapse

      Re: Mentally Under Pressure Situation men kabhi trade nah karren

      Mentally under presure ho kr kabhi trading nhi krni chahiye q k ye apk liye loss ka sabab bny gi q apko trading krty hue mind refresh kr k bethna hoga taa k apko sahi se profit ho
      • #4 Collapse

        Re: Mentally Under Pressure Situation men kabhi trade nah karren

        G forex members forex ik international online business hy jahan hm without investment trading kr skty hain hmy menttly relx ho k trading k buy aur sale shares daikhny chaey jaldbazi ni krni chaey market k bary me janny k baad trad krni chaey agr hm without learning aur tention me trade krin gy tu hm los othain gy hmy chaey hm phly market visit krin relx mind k sth trade krin
        • #5 Collapse

          Re: Mentally Under Pressure Situation men kabhi trade nah karren

          Dear friend ap ki bat bilkul theek hey forex trading aik tough business hey iss men mentally upset log kamyab nhi ho saktay kiun k iss men trading karna mushkil hota hey iss liay agar mind ki thakawat ho ya mind men koi tension chal rahi ho tu phir pahlay apna mindset theek karen aur phir fresh aur cool mind k sath soch samaj kar trading karen tu zaroor achi trading kar k acha profit kama saktay hen
          • #6 Collapse

            Re: Mentally Under Pressure Situation men kabhi trade nah karren

            G apne bilkul thek kaha h fresh mind ho kr hmen trade karni chahiye undue pressure m mostly loss hota gai..
            • #7 Collapse

              Re: Mentally Under Pressure Situation men kabhi trade nah karren

              G Han agar Ham is me mently mind sy Kam Kary gy yo ham acha Kam nhi Kar skay get ham ko chaiye ky ham is me acha Kam Kary
              • #8 Collapse

                Re: Mentally Under Pressure Situation men kabhi trade nah karren

                Ji Ham Sabko Dil Laga kar Rakhna kam karna chahie Aur Dil lagakar kam karne se kamyabi Hasil hoti hai so Ham Sab Ko Apne time per Apna Kam karna chahie aur mehnat Karke kamyabi Hasil karna chahie Jo Banda Yahan per Apna Kam Karta Hai vah Hota Hai
                • #9 Collapse

                  Re: Mentally Under Pressure Situation men kabhi trade nah karren

                  Aslamulicum dosto forex trading mein jab ap busy hoty to dosry kamo ko chor deya kry mentally disturbing apke trade khrab kr sakta is leya relax hona bhout zarori hai our achi trading ke leya experience gain kry our tension mein trade open na kry
                  • #10 Collapse

                    Re: Mentally Under Pressure Situation men kabhi trade nah karren

                    Ji han bilkul hamen mentally under pressure situation mein post nahin karni chahie yaar train nahin karni chahie jisse main bahut nuksan ho sakta hai isiliye hamen chahe ki Ham apne mind ko fresh hone de aur bad mein trade pahunch Karen jisse mein bahut hi jyada fayda hoga aur hamen bahut achcha pravat milega aur ham kamyab honge
                    • #11 Collapse

                      Re: Mentally Under Pressure Situation men kabhi trade nah karren

                      Assalamu Alaikum Mere Pyare Forex ke doston Agar Ham Pakistan Forex trade karte hue successful Hona Chahte Hain To Ham Logon Ko under pressure hokar nahin karna chahie Agar Ham mentally pressure Mein kam Karenge To Hamen nuksan Hoga isliye Hamen mantly relax hokar kam karna chahie
                      • #12 Collapse

                        Re: Mentally Under Pressure Situation men kabhi trade nah karren

                        Assalamu Alaikum dear Forex member ji Hamen kabhi bhi tension Mein Aakar vehemently tension Lekar trade Nahin Lagani chahie Hamesha trade cool mind Hoke international market ko analyse karke hi Lagani chahie kabhi bhi baat Aakar Ya Hussain Mein Aakar ya Apne purane last Kore cover karne ke liye ek raat mein Ameer hone ke liye aur rich hone ke liye kabhi bhi emotional on car trade na lagaen Forex trading Ek bahut hi pura School aur aaram De business hai ismein aapko Hamesha cooldown hokar trading karne ki jarurat hai isiliye kabhi bhi ko se Mein Aakar yah emotional hokar trade na lagaen Agar Aisi trade hai aap Karenge to Fir aapko bahut jyada nuksan hoga
                        • #13 Collapse

                          Re: Mentally Under Pressure Situation men kabhi trade nah karren

                          yes goog aapna bhot achi batki ha iss qasaim ma kabi traging nhi karni cha .aghar aap pressur ma trading kartaha ya phar trading ki kosas kar taha tobhot hadtak chance hakay aap sa kina saki pont par mistak hojy jiss ki wasasa aap ka complite accont wash hosah taha ya aap nagitive trading ma puch sakta ha kadfi dintak .harbar market ma bhot soch samj kar tarding karnio cha .thannks sweert frend,s
                          • #14 Collapse

                            Re: Mentally Under Pressure Situation men kabhi trade nah karren

                            trading ke liye relax mind hona important hai aur jab members apne relax mind se trading ko continue kar rahe hote hain to is tarah Se unko trading se related acche decisions lene mein help milati hai aur koi member jab confused hokar apni trading ko continue karta hai tu is tarah Se vah acche decisions nahin Le sakta hai aur yahi vajah hai ki use member ki trading uske liye nuksan deti hai
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Mentally Under Pressure Situation men kabhi trade nah karren

                              Pressure main a kar trade karna Aap Kay Liy Boat Mushkil Ho sakta hai Ku Kay jaab aap Mentally disturb hu gay Toh Aap Kabi be perfect Entry Find Nahi kar Sakty hain Ku Kay Aisa Karny say aap Loss kay Ilawa Kuch hasil nahi kar payn gay Trading jaab Be Kiya karyn apny mind Ko Relax Or Active Raka Karein Or Market ke Movement ko Understand Kiya Karein or Per He Perfect Entry Find Kar Kay uss Ko Trade Kiya Kaein Ku Kay aisa KAr Kay He Aap ak Successful Trader Ban Sakty Hain.Or Jo Trader Mentally Disturb ho KAr Trading karny Ke Koshash Karty hain Un Ko Trading main Kabi Analysis Karny Ka Be Khyal nahi Hota or Normal analyse kar kay Khyal ke Base Per trade Open kar Lyty hain or bad Main Loss Kar Lyty hain iss liy aap ky Mind Ka Frexh hona Ap ke Trading kay liy boat zrori hota hai tabi aap acha profit gain kar sakty hain .Iss Liy aap ko chaye kay iss baat ka khass khyal raka karein kay profit ho ya naa ho lekin loss be nahi hona chaye ku kay profit hasil karny kay liy boat say chances milty hain jab kay loss ko recover karna mushkil ho sakta hai.
                              Wait For Market come to you!Don't Go after The Market!:1f3c6:

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X