mistakes ko ignore na Karen

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    mistakes ko ignore na Karen
    Dear members Forex Mein mistakes Se Bachana chahie Forex Mein mistake Se Bachana bahut jaruri hai aur agar koi mistake ho jaaye to usko ignore nahin karna chahie balke usko improve karna chahie Forex Mein mistakes ko improve karna lazmi hai ko improve Karke usko Apne mind Mein set kar lena chahie Tha ke usko Dobara na Karen Forex mein jyada Se Jyada Apne work ki quality ko bhi improve karna chahie Aur Subah ke sath work karna chahie Apne work ko complete karna chahie tab hi Forex Mein successful ho sakte hain
    ALWAYS HOPE FOR GOOD TIME
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: mistakes ko ignore na Karen

    g ha hamein mistakes ko kabhi bhi ignore nhe karna chaye so hamein is mian mehnat karnyc haye so hamein is main mehant karny chaye so hamein is main mehnat karny chaye jis sy so hamien is mainmehant karny chaye jis sy pher kafi so hamen is main mehant karny chaye jis sy pher kafi ziada so hamein is mianmehant karny chya ejis ys pherkafi ziada fiada bhi hosakta hy aur pehrkamyabi bhi hosakty hy
    • #3 Collapse

      Re: mistakes ko ignore na Karen

      Forex trading main jab bi hum sy koi galti ho jay to humy chae ha k hum log dobra sy is ko samjeny seekeny or is ki practice karny jab tak hum log apni galti sy ni seekeny gy to hum log ache trading ni kar saken gy is ley humy chae ha pehly ache tahra learning or practice karny or us k bad real account main trading karny ta k hum log kamyab ho saken
      • #4 Collapse

        Re: mistakes ko ignore na Karen

        Assalamu Alaikum Aap Ki Baat bilkul theek hai ki agar aap Forex trading Mein galtiyan Karte Hain To fir aapko an galtiyo se Sabak sikhana chahie Forex trading Mein Aapki Galti Hai hi Aap Ki Sabse Badi Ustad hoti hain unko kabhi bhi ignore nahin karna chahie aur na hi apni Galti ko Kabhi repeat Karen balki in se Sabak Saken aur sabse acchi baat hui hai ki aap dusron ki galtiyo se sambak sikhen
        • #5 Collapse

          Re: mistakes ko ignore na Karen

          Aslamalikum pak forex forum ek online business hay Or jb Ham galti karay to apni galti ko thk karay is m hamara he fadaaa hay jo ham galti karty hay wo Hamari galti phr thk ho Jay gi or agar ham apni galti ko thk NH karay phr ham ko noksan ho Jay ga agar ham apni galti ko phly say he thk kar lay to hamay noksan ni ho GA ham noksan say Bach Jay gay hamay chaheay k ham apna Kam aram say karay k koi galti NH ho or is Tara ham apni galti ko thk kar sakty hay
          • #6 Collapse

            Re: mistakes ko ignore na Karen

            Assalam alikum dear aapane a bahut accha question Kiya Hai hi hai agar Ham forex mein a kam kar rahe hain to hamen chahie ke a knowledge aur experience Hasil Karen kyunki a forex mein kam karte waqt hamen main mistake ko ignore nahin karna chahie agar Ham se a forex mein kam karte ho aap Koi mistake ho jaaye to hamen chahie k pahly practice karyn our knowledge hasil kary takbkamyhabi hasil ho hamen chahie ke Ham forex mein practis karte Rahe aur ham acchi trading kar sakte hain trading karte waqt hamen mein spelling mistake ka khas kyal rakhna chahie our apny ko bahtar taiky sy karna cahea
            • #7 Collapse

              Re: mistakes ko ignore na Karen

              g han ap nay shi kha hai humain mistakes ko ignore nhi kurna chaahiye agar hum say mistkaes ho0 jay to humain es say seekhna chahiye humain in say achay say learn kurna chahiye agar hum e say acahy say learn kuray gaay to he hum es main achay say aapna kaam kur pay gay or in mistakes ko hum again repeat nhi kur pay gaay to es liye humain es maain apna kaam achay say jari rukhna chahiye or apna kam acahy say kurnay kay bad he humain kamayabi gain ho paay giiii
              • #8 Collapse

                Re: mistakes ko ignore na Karen

                assalamu alaikum ji bhai ummid hai aap khairiyat se honge ab bilkul theek bol rahe hain aisa hi hai kyunki jab tak aap mistakes ko avoid nahin karenge aur mistakes ko bar bar repeat karenge to aap kabhi bhi acche trading nahin kar sakte ek achcha trader wahi hota hai jo apni mistakes ko repeat nahin karta isiliye Mera aapko yahi mujra hai kya apni trading mein mistakes ko avoid Karen aur koshish karen kya aap mistake se bacche kyunki agar aap bar bar mistakes karenge to possible hai k apko loss ho jaaye
                • #9 Collapse

                  Re: mistakes ko ignore na Karen

                  yes dear right agar forex trading main work kiya jata hain tu kabi b mistake ko ignore na kare jo b person mistake ko ignore karte hain wahi person benefits hasil kar lete hain forex trading main work karne k liye regularly hard work kare lot of benefits mil skte hain best earnings mil skti hain jisne b hard work kiya mistakes ko improve kiya usi traders ne achi income hasil ki kabi b mistake ko ignore nhe karna hain mistake ko ignore karne wale kabi b benefit hasil nhe kar skte hain har traders ko benefits hasil karna hain tu har mistake ko note kare
                  • #10 Collapse

                    Re: mistakes ko ignore na Karen

                    right , insan galteon se he learn karta hy or Foarex me to boht zada insan ko care karni parti hy choti choti batun ki
                    • #11 Collapse

                      Re: mistakes ko ignore na Karen

                      Apne Apne mistakes ko Kabhi Vinod Nahin Hona chahie aur apni weakness ko Apne strength banana chahie Apne mistakes per focus Karke Inki islah karne ki koshish karne chahie Hamari mistakes Hamare liye loss ka best Ban sakti hai
                      • #12 Collapse

                        Re: mistakes ko ignore na Karen

                        Hamen apni Galti HO FIR Kyon nahin karna chahie Bal ke apni Galti ko pakad kar theek karna chahie Jitna Jyada Ham apni Galti hone se sikhenge Itna jaldi Ham acche trader Nahin Ban sakte hain dusri baat bhi galat chij ko Pak karne se nuksan ka Samna hota hai aur dusri Baat mistake Koi ignore na Karen mistake ko ek Karke use theek Karen jisse aapko profit aur aapki quality mein bhi is AAP hoga
                        • #13 Collapse

                          Re: mistakes ko ignore na Karen

                          Ghalti har kaam ya business men ho jati hai aur Koi b ye nahin keh sakta k us se ghalti nhain ho gi. Lekin important bat ye hai k ap apni ghaltion ko yad rakhain aur unko ignore na Karen. Agar ap ghalti ko chota samajh kar ignore Karen gay to wo ghalti bar bar repeat ho gi.
                          • #14 Collapse

                            Re: mistakes ko ignore na Karen

                            mistake ko kabi b ignore na kare kabi b benfit nhe mile ga Hamen trading sikhane ko importance Dena Hoga Uske bad hi Ham Kamyab ho sakte hainJitna jyada ho sake aur Kitni jyada ho sake mehnat karay ta k aap Kamyab rahain aur aap apne future ko strong Karen isiliye Jitna ziada ho sake apni mehnat ko badhaen Taki aapko Achcha knowledge Aur experience Hasil ho
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: mistakes ko ignore na Karen

                              GI han apki bat bilkul thek ha forex ma success hasil karna ka liya apko apni mistakes par dahan dana hoga apko kabhi bhi apni mistakes ko ignore nahi karna chahiya balka un galtiyon sa seekhnat chahiya

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X