new traders ko start me kam investment k sath start lena chahiye

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Meri bhi new traders ko yehi advice hy keh woh starting main small investment use krain takeh agar loss bhi ho jaye to ziada loss na ho. Yeh aik risky business hy aur is main techniques key sath kam karna parta hy. New traders key pas ziada experience aur techniques nahi hoteen aur yehi waja hy keh aik small mistake sy kafi big loss bhi ho sakta hy.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      new traders ko forex trading kay start mai low investment kaay sath trading start karne chahiye is ke main wajha yehi hai ke forex ka business aik profitable business honay kay sath sath bohot he risky business b hai hai . new traders kay pas start mai experience ke kami hoti hai jis ke wajha say trading mai risky ziada hota hai aur loss ka khadsha rehta hai , iss liye kam investment behtar hai .
      • #18 Collapse

        new trader ko pahly demo account par practice karne cheay ta k agr loss ho to ap ka blance ka loss na ho or ap apset na ho or us k bad kam sy kam 200$ sy kam shoro karna cheay .
        • #19 Collapse

          Jee han kam I vest se uar un ko kun k itba experience nahi hota loss b kar sakte hain iss lia un ko thore se ziada pe ana chahiay hota hai u ko chahiay k woh apni tred ko proper market analysis k baad lagay seniors se help lain uar apna treding volume kam rakhe. Kam se shoro ho kar ziad ki trf jain ek hi bar ameer banne k chaker main na paren iss main kamyab woh hai jo mehnat karta hai
          • #20 Collapse

            no dear meri raye ap sy thori change ha new trader ko sirf demo py work krna chaheye or acha bohat he acha experience hasil krna chaheye forex k bary mein or forex mein market ko achi trha samjh lena chaheye bohat hard practice k bad real account me jitni huge balance hoga itni he achi earning hogi is liye zyada sy zyada equity hona behtar ha
            • #21 Collapse

              Forex trading business ko new trader kam investment se trading kar saktay han lakin agr new trader Pak forex forum ko join kar k aur forex forum se bonus hasil kar k trading karain tu ye sab se behtar hy kiok is se agr loss bhi ho ga tu koi problem nhi ho gi aur forex trading business mein learning knewledge experience bhi hasil ho ga
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #22 Collapse

                Forex trading mein Jo bhi new trader han un ko cahaiye agr wo apni investment se trading karna cahty han tu kam investment se trading karain kiok new trader ko forex trading business mein knewledge experience kam hota hy aur loss bhi ho sakta hy is liye agr kam investment ho gi tu koi mushkil nhi ho gi aur jab knewledge experience ho jaye tu ziada investment kar k profit earn kar saktay han

                اب آن لائن

                Working...
                X