Forex me indicator kisy kehty hain???
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex me indicator kisy kehty hain???
    Asalam o Alikum dear members agr koi member janta hy forex me indicator kya hota hy tu kindly please guide me... Plzzzzzz
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex me indicator kisy kehty hain???

    Forex trading main indicators istamal hoty han jo k humy movement ki information daty han jin sy humy next movement ka andaza hota ha indicator ka matlab ha sehda rasta ya ashara forex trading main indicators humy next movement ka ashara daty han or in k mutabiq hum apni trade open kar sakty han par pehly humy indicator ko samjena ho ga or seekena ho ga
    • #3 Collapse

      Re: Forex me indicator kisy kehty hain???

      Forex trading ki application metatrader 4 mein Pahle Se maujud indicators Hote Hain Jo Humko market ki movement ke bare mein prediction Dete Hain aur yah Yad Rahe ke indicators ko samajhne ke liye bhi Humko practis ki jarurat padati hai aisa nahin hai ki ham log Pehli Dafa indicator ko apply Karen aur FIR Usi se a Ham market ki movement ka andaza Laga Le yah Mumkin Nahin Hai Humko pahle indicator demo account per apply karne chahie Aur Is per Jyada practice karni chahie Jab Humko indicators ki samajh mein a Jaaye to Fir usko real account mein Lagana chahie indicators ka bahut jyada fayda ho jata hai yah Humko future Mein Hone Wali movement ke bare mein prediction de dete Hain Jiske vajah se Ham acchi trade Laga sakte hain
      • #4 Collapse

        Re: Forex me indicator kisy kehty hain???

        foreign exchange buying and selling ki software metatrader four mein Pahle Se maujud indicators Hote Hain Jo Humko market ki motion ke bare mein prediction Dete Hain aur yah Yad Rahe ke indicators ko samajhne ke liye bhi Humko practis ki jarurat padati hai aisa nahin hai ki ham log Pehli Dafa indicator ko apply Karen aur FIR Usi se a Ham marketplace ki motion ka andaza Laga Le yah Mumkin Nahin Hai Humko pahle indicator demo account per observe karne chahie Aur Is in keeping with Jyada exercise karni chahie Jab Humko indicators ki samajh mein a Jaaye to Fir usko real account mein Lagana chahie indicators ka bahut jyada fayda ho jata hai yah Humko future Mein Hone Wali motion ke bare mein prediction de dete Hain Jiske vajah se Ham acchi change Laga sakte hain
        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
        • #5 Collapse

          Re: Forex me indicator kisy kehty hain???

          Doston forex market ki jo applications Aaya Nahin Ki Main to trade on mein jo hai aapko indicator Jo Diye Jaate Hain vah helpful hote hain market ko indicate karne ke liye vah market ki next moment ko indicate karte hain vah aapko market ka train batate hain vah trading Mein helpful Hote Hain
          THANK YOU GUYS ! :1f60a:

          اب آن لائن

          avatar Ayn
          avatar Adil88
          avatar wish2
          Working...
          X