Assalamu alaikum mere pyare doston ap sab jante Hain jab aapko trading ki ki samajh nahin a Rahi hoti aur aapka loss jyada ho raha hai aapki problem jyada hona shuru ho jaate Hain aur aapko market ki sabse bahut jyada kaun se sunna padta hai jeevan dukh aapko apni trade ki bhi samajh nahin aati kya aapki trade aapko kya fayda dekhegi trading mein jab tak hamen loss hota rahata hai hamen samajh nahin aati jab bhi hamari trade hamen fayda deti hai aur hamari Kahani shuru hoti hai to hamen bahut kuchh samajh jata hai aur ham trading ko bahut aasan samajhte Hain vajah se main kahta Hun ki trading ki duniya mein hamen apne kam se lagao karna chahie
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим