Mehnat aur hard-working hi insan ko kamyab banati hai.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Mehnat aur hard-working hi insan ko kamyab banati hai.

    Aslamalikum pak forex forum ek online business hay forex k business m jb Ham hardworking k Sath Kam karay gay or achi posting Karny k liay hamaray pass acha knowledge or experience ka hona both zarori hay jb insan k pass acha knowledge or experience ho to ham achi posting karay gay or achi trading k liay bi knowledge or experience ka hona both zarori hay jb insan k pass acha knowledge or experience ho to achi reading ho gi or acha bonus mil Jay ga or acha profit hasil ho GA phr insan both jaldi kamyab ho jata hay
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Mehnat aur hard-working hi insan ko kamyab banati hai.

      Forex ke andar koi bi esi kisi bi kism ki jaadu ki chari nae hia ke humain aik dam se profit ana start ho jaye is main time dena parta ha market ko phr profit hona start hota ha ye bohat zaruri ha hamare liye ke hum learning karne ke bad forex ko join karian.
      • #18 Collapse

        Re: Mehnat aur hard-working hi insan ko kamyab banati hai.

        g daer frend aap na bhit achi batki ha hum sub manit our regular kam kar hi forex ma kam yab hosak ta ha iss laya market ma achi thara kam karta raha our profit hasil karta rah aghar hum fourm ma daly ki limits ko complites karta raha to weekend par bhot hi achi bouns milta ha iss laya manit our lagan sa kam karta raha
        • #19 Collapse

          Re: Mehnat aur hard-working hi insan ko kamyab banati hai.

          Assalamo alikum dear agar ap log mehnat karo gy tu uska phal bhi pao gy kiun k mehnt mai hi azmat hai jab ham log mehnt krty hai tu woh zahir huti hai isiliye ap sab logo se guzarish hai k mehnt kijuyr is forex mai or kmiyab hu kr pese kamaiye
          • #20 Collapse

            Re: Mehnat aur hard-working hi insan ko kamyab banati hai.

            Ji bilkul thek kaha ha ka hard working sa log kamyab hota ha jo log apna kam har roze or khud karta han wo ak na ak din kamyab ho jata han in ke bajaya jo log susti sa kam lata ha wo nakam ho jata han kamyabi hasil karni ha to sirf ak he rassta han wo ha hard working.
            • #21 Collapse

              Re: Mehnat aur hard-working hi insan ko kamyab banati hai.

              Assalamu alaikum dear friends g Han bilkul mehnat aur hardworking hi hamen kamyabi banati hai agar AP apna Kam mehnat se aur achi hardworking se karenge to apko zaroor kamyabi milege aur AP acha bonus gain Kar pay ga to is lye hamen mehnat se is business mein achi quality ka work karna chahie kaunke tabhi hamen kamyabi mil sakti hai aur ham acha bonus hasil Kar sakta Hein.Salam to all friends..........
              • #22 Collapse

                Re: Mehnat aur hard-working hi insan ko kamyab banati hai.

                Assalam o Alaikum all dear members, umeed hai sub kheriyat sy hongy, jesa k mauzo me baat ho rahi hai k, mehnat or hardworking h inshan ko kamyab banati hai, wakai is me koi shak nahi, mehnat or kamyab dono direct proportional hain ek dusry ko jitni zyada mehnat uthni h zyada kamyabi milegi ap ko, agar ap kamyab hona chahty hain to zyada sy zyada mehnat karein.
                Thank you 😊
                • #23 Collapse

                  Re: Mehnat aur hard-working hi insan ko kamyab banati hai.

                  ji han bilkul aap ki baat theek hai Forex mein mehnat aur hard-working hi kamyab banati Hai Ham jitni jyada mehnat karenge utna hi Forex Mein kamyabi Hasil kar sakte hain hamen mehnat karni chahie aur Dil lagakar Forex ko join karna chahie Jo members Forex Mein interested hokar kam karte Hain vahi is Mein kamyab ho sakte hain Forex trading ko pahle acchi tarah Se likhkar kamyabi aur demo account per practice kara ke hi experience Hasil karke hi Forex ko join karna chahie tab hi Ham acchi tarah Se earning Hasil kar sakte hain
                  • #24 Collapse

                    Re: Mehnat aur hard-working hi insan ko kamyab banati hai.

                    Dear friend aap Jab Forex Mein trading kar rahe hain to aapko chahie ki aap bahut hi acchi Tarah kis mehnat Karke Apne profit ko Mazeed badhaen Taki aap aap Jyada Se Jyada profit Kama sake aur apne account ko increase kar Saken Jab Bhi aap Koi trade sell ya buy Karte Hain To usmein planning Jarur Shamil ki Karen Apne technical analysis lagae Karen Taki aap acche se acchi trade Karke Apna acche se Accha profit Kama sake aur aap kya experience mein bhi aisa hota Rahe Jo ke bad mein aapke bahut kam ho jaega
                    • #25 Collapse

                      Re: Mehnat aur hard-working hi insan ko kamyab banati hai.

                      Assalam o alaikum
                      G han ap ne bilkul theek Kaha hai mahnat uar hardwork hi hàmin aik kamyab insan banati hai Tu hamin Kabhi bhi mahnat Ka sath Nahin chorna chahie balke Apne har kam main mahnat ko apnana chahie Tu hi ham aik kamyab insan ban sakty Hain aur kamyab insan ki yahi nishani hai ki wo mahnat karta hai aur mahnat main hi Azmat hai Tu jitna ho saky mahnat Karin aur aur mahnat ko apna shiaar banain Jo insan mahnat Ka aadi hota hai wo insan hi Zindagi main taraki karta hai Tu hamin mahnat karny chahie Tu hi ham kamyab honge
                      • #26 Collapse

                        Re: Mehnat aur hard-working hi insan ko kamyab banati hai.

                        Ji aapane bilkul theek hai main to aur hardworking ke Insan ko is business Mein kamyabi deti hai isliye Hamen is business Mein acchi kamyabi Hasil karne ki koshish Karni chahie aur is business ko Kamyab business banana chahie Hamen se Vishesh Mein Hamesha Apne kam ko active ok karna chahie aur is business rules ko follow karte hue se Business mein kam karna chahie Ham jitni Jyada is Vishesh Mein mehnat Karenge Ham utna acche tarike se Business mein kamyabi Hasil Karenge
                        • #27 Collapse

                          Re: Mehnat aur hard-working hi insan ko kamyab banati hai.

                          ji han bhai jaan aapane bilkul theek kaha hai 4x mein kamyabi mehnat aur hardworking se milati hai aur agar aap Forex Mein kamyabi Hasil karna chahte hain to aapko Forex per mehnat aur hard-working Karni Hogi tabhi aap Forex Mein Kamyab Businessman Ban sakte hain lekin agar aap Forex per mehnat Nahin Karenge aur Apna time spent Nahin Karenge to aap kabhi bhi Forex Mein kamyabi Hasil nahin kar sakte 4x per Vahi log Kamyab Hote Hain Jo Apna Jyada Se Jyada time Forex per invest karte hain aur daily basis per Forex per Apne Karm ke target ko complete karte hain aur Jyada Se Jyada Forex ka knowledge Hasil karne ki koshish Karte Hain.
                          • #28 Collapse

                            Re: Mehnat aur hard-working hi insan ko kamyab banati hai.

                            Yes dostoo mehnat or hard working insaan ko kamiyab Banatti hai keounke agar koi insaan mehnat karta hai to wo insaan zaroor kamiyab hota hai ISS liye humein or ziada experience se kaam Lene chayein
                            • #29 Collapse

                              Re: Mehnat aur hard-working hi insan ko kamyab banati hai.

                              Assalam o Alaikum all friends kaise hain umeed hay Kay ap Sab khareyat say hongay G han doston hamen Forex mein Naina tor hard worker na tere ko kaise insan kamyab hota hai naduniya Ka jo bhi kam ho bas mere liye mehnat ki jarurat hoti hai isliye main magar main aapki koi nahin kamyabjitna jyada mein baat karenge hote Nahin jyada kamyab honge ji doston ko Raksha kar hamen kamyab hona hai to main jyada se jyada hard work karna hoga taki ham kamyab insan ban sake
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                Re: Mehnat aur hard-working hi insan ko kamyab banati hai.

                                Friends..!!!
                                Kisi b field main kamyab hone kaly apko chahye k zeada sy zeada mehnat kren tb hi ap us field main kamyab hnge. Mehnat karne wala kbhi b nakam ni hota ha. Forex main kamyab hone kaly apko mehnat karni parti ha or zeada sy zeada time forex pa spend karna parta ha or apna daily target complete karna parta ha. Jitna zeada ap mehnat karte hn utna zeada ap bonus earn karte hn or us bonus sy ap trading kar k achi earning kar skte hn. Forex trading main b jitna zeada ap mehnat karte hn utna zeada ap k pas experience hota ha or ap ka knowledge build up hota ha or esi trha ap kamyab hote hn ap ko chahye k mehnat karen or mistakes kam sy kam kren or apni trading skills pa work kren es trha ap ki mehnat ap ko zaror faida dage or ap achi earning kar skte hn.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X