plannig and risk management

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1291 Collapse

    Forex mn ya 2no bahut he zarori hain yani planing bhe aor risk management bhe jitni achi ap ki trading ki palning ho ge tu tab he ap achy trader ban sukty hain aor sath he jib tak ap risk management ni hoge tab tak ap achy trader no ban sukty as liay ya 2no bahut zarori hain
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1292 Collapse

      Is business ma agr hum planing k sath kam krein tu hamre lliye sab se best ha hum is ma bohat kuch hasil kr sakte hein hume is ma experience k sath kam krna chaiye ye hamre liye sab se important business ha
      • #1293 Collapse

        risk ko avoid kar k hi hum sucess hon gay aur market main planing kar k hi trade karni ho gi ta k loss kam ho skay aur market main trend ko use kar k hi hum achi trade karny k kabil hon gay aur mangement ko dekh k hi trade karni ho gi tab hi hum run karein gay aur rules ko follow kar k hi hum market main achi trade karny k kabil hon gay aur profit hasil karein gay
        • #1294 Collapse

          g bhai ap ny sahi bat ki hai or main apki bat se agree hun forex trading main jo aik acha traodr hota hai wo apni trading main planing kar k trading karty hain or jub un ko trading karni hoti hai os se pahly wo plans karty hain ta k un ki trading main risk ka factor kam se kam ho or un ko trading main achi earning mil jay or un ko risk ka bhi samna na karna parhy
          • #1295 Collapse

            Trading ke kaam mein planning bosada important hai ek trader to be successful Ho Jata Ho Sakta Hai Jab Woh plan ke mutaliq trade Kare aur apne profit or loss or balance ko manage Karke trade kare
            • #1296 Collapse

              Planning aur risk management trading men bahot ziada rol ada krty hain q k iss sy aap apny account ko manage kr skty ho k kitni lot lagani hae aur kitna loss allow krna hae mera account, agr planning aur risk management aur risk reward ratio k sath trading ki jaey to kabhi b bndy ka account wash ni hota aur bnda ziada arsy tk trading sy jurra rehta hae,basically ye ik baqaida business hae aur isko inhi discipline k sath hi krna chaey aur acha trader bn k samny ana chaey.
              • #1297 Collapse

                hanji bahi jan hum ko hum ko learning satradijg bhai forex trading ek as kam ha jis hum ko pori dihan sakam kam krna cheahy bahi jan hum ko forex ma dill lga kar kam krna chehay
                • #1298 Collapse

                  Forex business main kamyabi ke ley apko planning par zayda zor dena chaye koun planning kamyabi ki thrf le kar janey ke ley seri ka kam krti hai jitni achi planning hogi itna hi faida hasil krny ke chance nomian ho gy. Ap sb log is bat se achi tarh waqif hein ke forex business bahat zayda riski business hai jis main kam soch smjh kr kia jata hai. Forex main risk tb manage ho ga jb ap ke pas knowledge hoga sahi tareqay se kam kesay kia jata hai.
                  • #1299 Collapse

                    hum jab rtrad ekarty hain to hard work kar kay achy say ana ho ga is main huamin knwoledge ho gi to k am karny main asni ho sakti hay is main humain is main planing kar kay achy say ana ho ga kun kay planing karny say market ko kafi asni ho sakti hay is main trends ko follow kar kay ahcy say kam karna ho ga high risk b sai hay
                    • #1300 Collapse

                      bahut acche log risk management working Koi use Karke Apna balance Marketplace table Rehte Hain Jab market Mein aapka balance stable ho jata hai uske baad aap se earning start kar dete Hain
                       
                      • #1301 Collapse

                        Ya bat sahi hy ap ki jo bhi log is bisness my planing k sath kam krty hy who hi is my kamyab bhi hoty hy jo is my planing k sath kam nai krty hy who is my kamyab bhi jai hoty hy is liya har kisi ko isnmy bhnat our planing k sath kam krna chiya
                        https://www.facebook.com/profile.php...7089435:1f341:
                        • #1302 Collapse

                          market main planing kar k hi hum run karein gay aur mind ko fresh kar k hi trade karni ho ga aur phar hi sucess hon gay aur knowldge hasil kar k hi trade karni ho gi tab hi hum run karein gay aur market main achi trade karein gay it is best
                          • #1303 Collapse

                            Dear you are right, koi bhi trader planning aur mony managment k bagair forex men na to success ho sakta hai aur na wo kabhi professional trader bn sakta hai.
                            Trading kliye zaruri hai k hamen before trading planning krni chahiye , hamen apne capital , apni stragty ko dekhte huye trade krni chahiye hamara profit aur loss ka target hona chahiye ta k ham apne capital ko save kr saken , hamen trading men always small profit target rakhne chahiye ta k ham aasani se collect kr saken, hamen stoploss ko lazmi use krna chahiye ta k hamara loss kam se kam ho hamen mony managment aur risk managment k sath chalna chahiye bilkul bhi be tukki trades ni krni chahiye.
                            Forex men succes k liye planning aur mony managment bahot lazim hain.
                            :1f33a:​KHAN70 TRADING JOURNAL:1f33a:

                            CLICK HERE FOR MY VISITING JOURNAL
                            • #1304 Collapse

                              forex trading k business me ager koi kamyab hona chahta hai tu usky liye bohat zarori hai k wo apny liye aik plan bnaye aaisa plan jis me risk managment ka khas khayal rakha gaya ho aur equity ko dao per lagaye baghair acha profit bnaya ja saky aisi trading apky liye faida mand sabit hogi
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1305 Collapse

                                G bilkul forex trading main success ke liye sub se ehm money management aur risk management hain mtlb ap fee trade risk management main 2 percent se ziada loss na kren

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X