plannig and risk management
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #241 Collapse

    planing k bagar ham kice b business mi successful ni ho skty ha es lia forex trading mi hamy knowledge gain kar k es mi experience hasil kar k hamy trading karni chaheya ta k hamy planing karni asky ta k ham achi trading kar sky planing kar k or profit earn kar sky loss sy bach k.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #242 Collapse

      well my dear friend, iss baat main to koi doubt nahi hay kay forex main planning ke bohat importance hoti hay kyun kay iss kay through he hum money management aur risk management pay work kar kay apni trading kartay hain aur kisi bhe critical situations ko handle kartay hain...
      • #243 Collapse

        Risk managing and also planning managing are generally have as being a full investing success from your current market and also we are able to find the using as being a full investing success by making use of them,
        • #244 Collapse

          Forex trading main ager hm loss say bachna chahte hain to hmain is k liye planning ki zarorat hai or phr hmain apnay loss lo manage krnay ki zarorat hoti hai kio k risk ko minimize kr k hi profit bnaya ja skta hai
          :p..........No One is perfect and I am No One........:p
          • #245 Collapse

            ji han bilkul aik acha trader banna hai to planing krni chahiye aur money managment bhi planing bht important hai is se har kam deceipline se hota hai aur risk bhi hamain apnay mind me rakhna chahiye ta k greed bhi na aye aur jald bazi bhi na ho.............isilye aik successful trader banna hai to ye do chez important hai planing aur risk managment.....
            • #246 Collapse

              bro jb trading krty hn tu hamy sb sy phly strong planning krni chahye pir hmy apny capital ko manage krna chaheye .kha pr zida capital lgna or kha pr kam is ny sirf hamra profit ka graph uper jy ga or sat ky sat hum apny risk ko bi manage or control kr rhy ho gy
              • #247 Collapse

                bikul sahi kaha not only in forx jo bhi business main palaning aur risk mangmnt ko follow kry ga wohi kamyab rhy ga aur forx main tu wesy hi bht ehtiat krni prti ha taky bonus detect na ho :o
                • #248 Collapse

                  forex trading mai palaing ki bari importance hai because ye ek risky business hai jis mai safety ka hona bohut zarori hai so is ko planing se kerna hi bahter hai bijay is ke hum lalich kere.
                  • #249 Collapse

                    kisi bhi business kko start ya aage barhane k liye zaruri hota hai ke aap pehle se future plannings kar lein ke aage ja ke humein kin kin baaton ka khas khayal rakhna jiski wajah se hmara loss ka risk kam se kam ho aur loss hojaane k time planning k zarye aap business mai survive bhi kar sakte hain
                    • #250 Collapse

                      forex trading me sirf wohi log kamyab hoty hen jo planning k sah chalty hen aur trade lagny se phly money management krty hen aur risk ko zahen me rakhty howay trading krty hen ,, ek acha trader banay k liye zarori hai k ap k andar ya qualities ap me honi chayay ..
                       
                      • #251 Collapse

                        kisi bhi business kko start ya aage barhane k liye zaruri hota hai ke aap pehle se future plannings kar lein ke aage ja ke humein kin kin baaton ka khas khayal rakhna jiski wajah se hmara loss ka risk kam se kam ho aur loss hojaane k time planning k zarye aap business mai survive bhi kar sakte hain
                           
                        • #252 Collapse

                          Friends forex main planing se hi risk ko kam kiya ja sakhta hai is ke liye hum ko planing pe tuwaja deni chahiye jis se hum ridk ko kam ker ke kamiyab trade kar sakhain gey.
                             
                          • #253 Collapse

                            orex trading me sirf wohi log kamyab hoty hen jo planning k sah chalty hen aur trade lagny se phly money management krty hen aur risk ko zahen me rakhty howay trading krty hen ,, ek acha trader banay k liye zarori hai k ap k andar ya qualitie
                               
                            • #254 Collapse

                              Bhai jan forex mna wohi log kamyab hoty hen jo planning k sah chalty hen aur trade lagny se phly money management krty hen aur risk ko zahen me rakhty howay trading krty ha
                                 
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #255 Collapse

                                g han dear ap ne bilkul sahi kha he k forex tradning me wohi log kamyab he jo risl lete hen or apne money ki managment karte he.
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X