plannig and risk management

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #406 Collapse

    ha g mery bhai si men hamen planning ki bhut he zaroort hoti han jis men ham or koi kam bhe ni krty or hamen is men planning ky bagar koch bhe ni kr skty hamen risk managment bhe lyna cha he ya taky hamen is men bhut earning ml saky
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #407 Collapse

      jee forex mein planing bhut ziada zaroori hai agar aap ne iss business mein earning karni hai tu kyun k jab hum without planing iss business mein trading karta hain tuw blind trading hoti hai aur forex mein jo bhi blind trading karta hai tu us ko loss he hota hai iss liya forex mein hum ko planing se trading karni chaya.
       
      • #408 Collapse

        Planning aur risk management buht he zaroori hai is kam men humen ye karna buht he important hai, is k bina hum successful trading nai kar skate is lye humen chahiye k hum is busienss men thek tarha se planning karne k bad he trading karen.
        • #409 Collapse

          forex bhot rick busness is usually ma ko planing zarore karn cheny planing ko always be demo per kar ka denkh chgeny monymengment ko always be zayd rankty hein hum ko experincew ke always be zarore hoty hein per hu kamnyb hoty hein
          • #410 Collapse

            forex mein successful honay k liye mein yehi kaho ga k es mein experience hona buhat he lazmi hai aur dosri baat ye hai k ap es mein hemsha small volume se he trade karay thankful for question
             
            • #411 Collapse

              Assalam o alikum ji bhai jaan baat ye hay kay forex trading main planning and risk management ki bari zaroorat hoti hay aur kamyaab bhi wohi log hotay hain jo achi planning kartay hain aur risk ko manage kartay hain kun kay har acha business achi planning say hi chalta hay
              • #412 Collapse

                yes my dear friend agr apko ko ek successful trader ban na hai to mere khayal me ye ap ke lye money manegment buhut zaruri hai ke ap kis tarah manegment krte hai aur is ke sth sth risk manegment bhi buhut zaruri hai q ke ap ke pas jitna achaw experience aur manegment hogi ap itna hi achi trading kro ge aur profit earn kro ge
                • #413 Collapse

                  Risk management & Planning ek bohat hee main asool he kisi bhi business ke lye. is lya aap Forex Trading ke business me bohat zada planning se chalen. aur ek baat hamesha dehan me rakhen wo ye ke Risk se aware rahen ta ke loose kerna per jae to parashani zayada na ho.
                   
                  • #414 Collapse

                    aap ne bhut achy bat ki hai kyun k forex mein wo he log success full hain aur forex mein wo he log earning bhi karta hain jo forex mein trading se pehla planing karta hain aur main ne dekh hai k forex mein planing karna wala ko loss k bhut kam chances hota hain wo hamsa he profit ko get karta hai.
                     
                    • #415 Collapse

                      Dear aik acha trader banay k liye ap ko acha trading karnay se pehlay planning karni hogi or risk factor ko mind main rahk kar trading karni hogi tu hum successful ho saktay hain other wise bohat risky ho ga ap k liye..
                      • #416 Collapse

                        forex tradde main experience or knowledge ke sath sath plaaing bhi bahot zaroori hy tarde ki jitni achi plaing ho gi itni hi achi earing ho gi par experience or knowledge bhi hona chahy.
                        • #417 Collapse

                          g han hummy aik planing k sath hi trading karni chaiya, q k planing se hum tradinjg amin kafi kamiyab ho skty hain or profite gain kar sakty hain. planing k sath sath hummy trading k baray main knowledge bhi hasil honi cahiya.
                          • #418 Collapse

                            g han bhai is min tarding kar ny sy pehly hum ko ko apna capital samny rakhna chahiy or is manegmint ko samnny rakhna chahiy ke stop loss or tek profit ko karin or markit ky analysis ko samny rakhna chahiy.
                            • #419 Collapse

                              ji han forex mai jab tak ap aik proper pre planned strategy se nahi jayen gay ap market mai phans jayn gay aur phir us mai se nikalne keliye ap ko loss karna paray ga is liye agar success chaiye tu humaisha aik proper plan jis mai risk management included hu ko follow karain
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #420 Collapse

                                Forex aik khobsurat karobar hai lakin is ko ager planing k sath kia jay aur is ko ager manage ker k kia jay to is say risk ko khatam kia ja sakta hai, Risk managment aik boht hi zbardast aur important chez hai is say hum risk ko minimize ker sakty hain aur profit ko maximize ker sakty hian

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X