New members ko forex trading mein kya karna chahie???

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    New members ko forex trading mein kya karna chahie???
    assalamu alaikum ji doston ummid hai aap khairiyat se honge aksar log hi question puchte Hain ki Jo new members hai yah jinhone abhi abhi forex trading join ki hai unko forex trading mein kaise kam karna chahie to Mera unko yahi mashvara hai ki aapse jyada se jyada information hasil Karen aur demo account per jitni jyada se jyada ho sake practice Karen unke jab tak aap dam account per practice nahin karenge aap kabhi bhi achcha profit nahin Kama sakte isliye agar aap chahte Hain ki aap forex trading mein Kamyab ho aur acche se accha profit kamai to uske liye aapko apni information jyada se jyada collect krni hogi aur demo account per jyada se jyada practice Ho karni hogi uske bad hi office kabil hongi ki aap acche se accha profit Kama sake
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: New members ko forex trading mein kya karna chahie???

    Yes dear new members ko Forex mein bahut Achcha kam karna chahie unhen Jyada Se Jyada knowledge gain karna chahie Achcha experience Hasil karna chahie demo account per trading start karne se pahle regular practice karni chahie Apne practice skills ko improve Karen tab hi Ham Yahan per Achcha profit earn ker saken gy .
    • #3 Collapse

      Re: New members ko forex trading mein kya karna chahie???

      Assalam o Alaikum umeed hy ap khareyt sy hon gy question hy khe new member ko forex treader mein kia krna chaeye mary khyal ky mutabik kise bhe new comers ko phaly experience hasil krny ke need hy aur apna knowledge increases krna chay ess kalye ussy hard work krna ho ga
      • #4 Collapse

        Re: New members ko forex trading mein kya karna chahie???

        Dear brother ap ki bat bilkul theek hey forex trading men new traders ko pahlay 6 months posting k zariay aur phir seniors se rabta kar k achi learning aur knowledge hasil karen aur phir 6 months demo account pe practice kar k experience hasil karen aur phir market ka anaylsis karna seekhen aur phir regular trading start karen aur risky pairs se avoid karen aur currency pairs men trading karen aur small lot size ko use karen aur stop loss ko zaroor manage karen tu safe trading hoti hey aur account bhi safe rahta hey
        • #5 Collapse

          Re: New members ko forex trading mein kya karna chahie???

          Assalam o Alaikum!
          Dear new members ko chahiye ki vah form per daily ki posts ka target complete Karen aur post karte waqt apni post ki quality ko improve Karen Thread ke Hawale se achea post Karen dusron ko copy Nahin Karen aur seniors ki posts ko zyada Se zyada learn kary Apna knowledge zyada Se zyada increase karne ki koshish karen Forex ke Hawale se a proper learning Karen aur senior se guidelines Lekar Forex pe zyada Se zyada mehnat Karen Forex mea success hone ke liye new members bahut zyada mehnat aur learning kary learning sea success ho sakte hain new member ko bhi mehnat aur learning Karke Forex per kam karna chahie
          • #6 Collapse

            Re: New members ko forex trading mein kya karna chahie???

            G han new member ko chahey keh voh forex trading men bahut himat kay sath ur dil say as men achy kamyaby hasil karny kalia as men bahut dil laga kar kam karen kun kay agar voh as men dil laga kar kam karen gy tu voh as men achy kamyaby hasil kar sakty hain as lia hamen forex trading kay duran fresh ho kar kam karna chahey kun kay agar hum as men fresh ho kar kam nahin karty hain tu hum as men nakam ho jaty hain as lia hamen forex trading men bahut dil lagy kay sath kam kar kay achy earning hasil karny chahey
            • #7 Collapse

              Re: New members ko forex trading mein kya karna chahie???

              New members ko forex mein her kaam soch samajh ker kerna chahyea aur sabar sae kaam kerain jaldi na kerain aur aik waqt mein aik hi trade lagain demo account pe practice kar k experience hasil karen aur phir market ka anaylsis karna seekhen aur phir regular trading start karen aur risky pairs se avoid karen aur currency pairs men trading karen aur small lot size ko use karen aur stop loss ko zaroor manage karen tu safe trading hoti hai iss lye her new member forex mein mehnat sae kaam keray
              • #8 Collapse

                Re: New members ko forex trading mein kya karna chahie???

                new memebers ko forex trading main pahly demo account istamal karna chaye so hamein is main mehant karnyc haye jis sy pher kafi ziada so hamein is mian mehant karny chayejis sy pher kafi ziada so hamein is mian mehant karnyc haye aur pher himat ky sath work akrna chaye jis sy pher kafi ziada so hamein is mian mehant karny chaey jis sy phe rkafi ziada earning bhi hosakty hy jis sy pher kafi ziada so hamein is mianmehant karnyc haye jis sy pher kafi ziada fiada bhi hosakt ahy
                • #9 Collapse

                  Re: New members ko forex trading mein kya karna chahie???

                  New member ko chahie ke wo forex per bahut zyada mehnat Karen jitni zyada heartwork karenge utani hi kamyabi ke chance zyada hai aur market ke mutaliq Zyada se zyada learn Karen apni learning ko behtar banaen aur trading ke bare mein knowledge hasil Karen tab hi kamyab trader Ban sakte hain koi bhi kam hard work ke bagair mumkin nahin
                  • #10 Collapse

                    Re: New members ko forex trading mein kya karna chahie???

                    Assalamu alaikum dear friends ummid hai aap sab khairiyat se honge friends new members ko Pakistan forex trading main sirf aur sirf mehnat karni chahiye wo chij hai jisse new members for jaldi se aur bahut teji se aage badhate hain aur profit ki taraf jaate Hainso new members ko chahiye ke Pakistan forex trading ko join karne ke bad jismein jyada se jyada mehnat Karen aur bahut jyada time is business ko den to vah bhi bahut jyada profit hasil karenge aur kamyabi hasil karenge
                    • #11 Collapse

                      Re: New members ko forex trading mein kya karna chahie???

                      Assalamu alaikum New Mumbai ko chahie ke Soch samajh Kar time table banakar frax mein kam Karen taki kamyabi hasil kar sake aur unhen Soch samajh Kar kam karna chahie jaldbazi mein Apne kam kar nahin karna chahie kyunki Jhansi mein hamesha insan nuksan uthata hai isliye hamen chahie ke ham jyada se jyada mehnat Karen taki ham kamyabi Hasan kaise karen aur new members ko chahie trade karne se pahle demo account banaen use per kam Karen aur FIR real account mein jaaye tabhi kamyabi hasil kar sakte hain aurhamen is mein Dil lagakar aur fresh mind ke sath kam karna chahie tha ki hamari friend acchi ho sake ek bar mein ek trade Karni chahie FIR hamen jyada se jyada time dena chahie aur Soch samajh Kar kam karna chahie
                      • #12 Collapse

                        Re: New members ko forex trading mein kya karna chahie???

                        New member or beginners ko sub sy phly to ye forum join karna chaia taaky trading k liay investment k sath sath yaha sy forex say related information bhi hasil karty rahye or apni problems ya forex mai kisi kism ki confusion ho to yaha thread ki help sy mukhtalif logo ki raye bhi hasil kar sky or is tahra sy trading ki learning bhi hoti rahye gi .
                        2. New members ko starting demo account par bht bht practice karna chaia or jo bhi sehky samhjy usy ek Note book mai apni wording mai lehky taky jab strategy wagera banaye to ye batye sub sy zayda helpful rahye gi. .

                        BBest way to learn is write on paper
                        • #13 Collapse

                          Re: New members ko forex trading mein kya karna chahie???

                          Assalamu Alaikum Jay Forex karta hun aap log khairiyat se Honge ji han bhai jaan aapane bahut hi Pyari baat hui hai new member ka Forex trading Mein yah karna chahie sabse pahle to usko tamoor Kaun ko use karna padhna Hoga jawab demo Kaun ko use kar lenge to aapko trading karne ka Sahi Tarika Hansi Ho Jaega usmein To aap tamoor kaun per na hi aapko profit ho hi nahin hai aapko sirf ek sikhane ki jagah ke bare mein Kaise ki Jaati Hai Kyunki aap ko sabse pahle Hoga karna chahie kya aap rahe ho
                          • #14 Collapse

                            Re: New members ko forex trading mein kya karna chahie???

                            Dear members agar aap trading mein newly inter hue hain to iske liye aapko achcha khasa experience aur knowledge hasil karna chahie yah usi Surat hoga jab aap mehnat aur hard-working karenge isliye new member ko chahie ki vah senior se briefing jarur le aur aur hardwork aur mehnat karta Rahe tan ke vah acchi se acchi trading kar sake hard-working se Hi insan kamyab hota hai
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: New members ko forex trading mein kya karna chahie???

                              Jo new member hote hain unhen for studying mein bahut hi acche tarike se kam karna chahie Kyunki trading karna Hamare liye bahut hi jyada difficult kam hota hai Hamen trading pahle sikhani chahie FIR Hamen trading Karni chahie Hamen trading co Hamesha acche tarike se karna chahie new member ke pass is business ke bare mein se Aata experience or knowledge Nahin Hota unhen chahie ki vah is business Mein acche tarike se kam Karen aur is Businessman hardworking Jyada Se Jyada Karne chahie

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X