Trading karne ka first rule market analysis karke r soch samajh Kar trade lagana ha..

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading karne ka first rule market analysis karke r soch samajh Kar trade lagana ha..
    jab Ham forex market trading ka work start karte Hain to iske liye bhi different types ke rules to follow karne ki jarurat hoti hai hamen sabse pahle to yah chahie hota hai ki hamen hard work karna chahie Forex ko jyada se jyada time Dena chahie lekin Forex ko rules ko follow karna bahut jyada jaruri hota hai tu Hi tarah jab Ham koi bhi trade lagate Hain trade lagate waqt hamare pass achcha experience hona chahie aur hamen Forex main market analysis karke trade lagani chahie so samajhkar trade lagani chahie jaldbazi bilkul bhi nahin karni chahie agar Ham understanding ke sath aur market analysis karke koi bhi trade lagate Hain to hamen achcha benefit hasil hota hai...
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Trading karne ka first rule market analysis karke r soch samajh Kar trade lagana

    ji aapane bilkul theek at trading karne ka first rule market analyse karna hai jitni Ham market ko analyse karenge Ham itni hi jyada earning kar sakte hain hamen trading ke bare mein pura knowledge hona chahie aur market ki unspected movement ko study karna hai chahie tab hi ham profit hasil kar sakte hain hamen trading ke rule ko follow karna hoga aur bahut soch samajh Kar trade lagani hogi
    • #3 Collapse

      Re: Trading karne ka first rule market analysis karke r soch samajh Kar trade lagana

      Ji han dear forex trading m kam karty hoay humy rules ko follow kar k kam karna yahan bot zrori hota hy forex trading main humy mehnat kar k kam karna chaey ta k hum achi earning kar saken isi tahra forex trading m b humy acha time spend kar k market ki movement ko samjty hoay yahan forex trading m kam karna ho ga trading k leay humary pass acha knowledge or experience ka hona both zarori hy humy koi bi trade open karny sy pehly analysis ko study kr lyna chaey is sy hum market ki movement ko samj sakty han q k jald bazi sy or tukky sy kia gya kam hmasha nuqsan dyta hy
      • #4 Collapse

        Re: Trading karne ka first rule market analysis karke r soch samajh Kar trade lagana

        yes dear thek kaha hy apny, hamein is main mehnat karny chaye aur pher ziada sy ziada work karny ki koshish karny chayejis sy pher kafi ziada fiada bhi hosakta hy so hamein is main mehant karny chaye aur pher himat ky sath work hbi karna chaye jis sy pehr kafi ziada earning bhi hosakty hy so hamien is mianmehant karny chaye jis sy pher kafi ziada fiada bhi hosakta hy aur pher ik bhaut hi achy earning bhi kama sakty hn jis sy pher ham ik acha fiada bhi kama sakty hn ager ham sahi sahi work karty hn to
        • #5 Collapse

          Re: Trading karne ka first rule market analysis karke r soch samajh Kar trade lagana

          Ji han aapane bilkul theek kaha hai ki Hamen Jo kam karna chahie vah minut ke sath karna chahiehamen sabse pahle to yah chahie hota hai ki hamen hard work karna chahie Forex ko jyada se jyada time Dena chahie lekin Forex ko rules ko follow karna bahut jyada jaruri hota hai tu Hi tarah jab Ham koi bhi trade lagate Hain trade lagate waqt hamare pass achcha experience hona chahie aur hamen Forex main market analysis karke trade lagani chahie so samajhkar trade lagani chahie jaldbazi bilkul bhi nahin karni chahie agar Ham understanding ke sath aur market anal bahut Shukriya
          • #6 Collapse

            Re: Trading karne ka first rule market analysis karke r soch samajh Kar trade lagana

            Gee hum jab trade lety hai to pehly market ki analysis karty hain analysis mai hum pair ki movement news trend support resistanceetc dekhty hai osky bad he hum trade le kar wait karty hain profit ka. Hum sl or tp set kar lety hain
            • #7 Collapse

              Re: Trading karne ka first rule market analysis karke r soch samajh Kar trade lagana

              Jab Ham Forex Mein kam Karte Hain To Hamen Yahan per mehnat se kam karna hota hai Hamen acche se market ko analysis Karke trading karna Hoti Hai Taki Hamari trade profitable Ho Hamen trade Lagane se pahle Achcha knowledge Hasil Karke acchi planning karna Hogi planning ke bagair Ham apni trade ko successful Nahin banaa Sakte aur trade profitable Nahin ho sakti isliye Hamen Yahan per Jyada Se Jyada experience Hasil Karke kam karna hoga Taki Ham profitable trading kar sakte.
              • #8 Collapse

                Re: Trading karne ka first rule market analysis karke r soch samajh Kar trade lagana

                Yes dear Forex trading mein kamyabi Hasil karni hai aur acchi earning karni hai tu sabse pahle Apne analysis strong Karen Ek Achcha trading plan Banaye aur aur Jab Bhi trade open Karen to pahle a apni trading strategy k according market ke analysis Karen aur jab aapko koi acchi trade Mily usi Waqt lagaen agar aap Soch samajhkar trading Karenge market ko Har angle se dekh kar trade open Karenge to aapko profit hoga lekin Agar aap aap luck per depend Karenge aur trading baghair soche samjhe Karenge to aap kabhi Kamyab Nahin Honge aur aapko last hoga aur aapka account watch ho jaega isliye aap Forex trading mein market ko samjhen aur right time per entry lyn aur stop loss aur take profit ka use must Karen
                • #9 Collapse

                  Re: Trading karne ka first rule market analysis karke r soch samajh Kar trade lagana

                  Gee haan trading mein market ko samjhna bahut zaroori hai aur uss kay lye achay sae analysis kerna hoon gay market ko analyse karenge Ham itni hi jyada earning kar sakte hain hamen trading ke bare mein pura knowledge hona chahie aur market ki unspected movement ko study karna hai chahie tab hi ham profit hasil kar sakte hain hamen trading ke rule ko follow karna hoga aur bahut soch samajh Kar trade lagani ho gi tub hi hum forex mein kamyabian hasil ker sakain gaye
                  • #10 Collapse

                    Re: Trading karne ka first rule market analysis karke r soch samajh Kar trade lagana

                    Bahut hi acchi baat ki hai aapane main aapki baat se Ittefaq Karta Hun Ki trading Mein Kamyab hone ke liye Jo pahla Rul hai vah yahi hai ki market ko Samajh Kar aur analysis karne ke bad hi trade ko start karen tab hi aap Forex trading Mein Kamyab ho sakte hain Iske alava Kamyab hone ka koi aur Tarika Nahin Hai market ko samajhne ke liye Apne knowledge ko continuously improve Karte Rahen aur Suni Sunai Baton per trade na Karen balki bahut Soch Samajh Kar Hi aapko trade start Karni chahie
                    • #11 Collapse

                      Re: Trading karne ka first rule market analysis karke r soch samajh Kar trade lagana

                      hello doston agar aap trading mein munafa chahte Hain to iske liye jaruri hai ki aap market ko analysis Karen aur unke pairs ke bare mein achcha knowledge gain Karen jitna achcha knowledge hoga utna hi achcha aapko profit hoga iske liye jaruri hai kya aap jyada se jyada market ko time den aur achcha knowledge gain Karen taka successful Ho Sako
                      • #12 Collapse

                        Re: Trading karne ka first rule market analysis karke r soch samajh Kar trade lagana

                        ji bilkul trading lagne se pahle hamen sabse pahle market ko analysis karna chahie trade lagane se pahle soch na samajhna chahie jaldbazi nahin karni agal jaldbaji karenge to hamen profit nahin aaega agar aap achcha profit Hasil karna chahte hain to sabar ke sal trade lagaen thoda vate karke trade lagaen time len soche samjhe aur Green signal milane per hi trade laga den Taki aapko achcha bonus a jaaye aur aap daily jyada se jyada bonus Hasil kar sake jyada profit Hasil kar saken
                        • #13 Collapse

                          Re: Trading karne ka first rule market analysis karke r soch samajh Kar trade lagana

                          Han ji, Market k her rules ko follow karnay say he hum profit hasil kar sakty hein, Achi trading karnay k liye achy Analyse k mutabic Good entry, Exit point mein trade (open or closed) Karni caheye, jab tak hum Overtrading karein gein loss mein he rahein gein, or account washed hoty rahein gein, achy analyst bannay k liye bhoat mehnat or struggle Karni hogi or learning per focus karna hoga tab hum kamiyab ho sakein gein.
                          Instaforex is the Best broker
                          • #14 Collapse

                            Re: Trading karne ka first rule market analysis karke r soch samajh Kar trade lagana

                            Dear Mate Forex Trading maina ap Ko Knowledge Or Education kay sath Sath Rules Ko be Follow karny ke Zrort hoti hai Ager Ap Forex Trading main Education Ko Use karty hain or Rules Ko Follow nahi akrty hain toh be ap Forex main loss he Karein gay or profit kay Chances Kam Hoty hain or ye Rules Aap ko Khud Create karna Hoty hain jo Kay aap ko Apki Mistakes Ko Again Karny say Mehfooz rakty hain is liy aap ko inn rules ko Lazmi Follow karna Chaye or Inn rules Main Reh kar he trading karna Chaye Ager aap Rules ko Follow nahi karein gay toh aap apni Mistakes Ko Avoid kar dyty hain jo kay Again loss hony ke Waja Banti hain.
                            Wait For Market come to you!Don't Go after The Market!:1f3c6:
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Trading karne ka first rule market analysis karke r soch samajh Kar trade lagana

                              agar hum market main theak say analysis karty huway trading karen gay to he humari trading achi ho sakti hay aur tab he hum market main safe bhi reh sakty hay market kay analysis karnay say he pata chalta hay keh market main kaisay trade ki ja sakti hay aur kaisay market main hum safe reh sakty hay ye zaroori cheez hay

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X