SL or TP ka kiya matlb hai??

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    SL or TP ka kiya matlb hai??
    India all friend aapse yah puchna tha ksl OTP kya hota hai aur yah kis liye use hota hai apne experience share Karen
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: SL or TP ka kiya matlb hai??

    dear g han agar ham nay agay ki traf ja kr k kamyb hona hay to is main ko ityat k sat trade ko karaty rahan ho g so is main ham ko chye k ham is main trade sl main is type main close ho g jaisay is main ham ko market ko deikh kr k trade ko karna ho g jis time ham stop loss ko use kr k trade ko kia karein gye to he yeah loss main close ho jaey g aor jis time main ham mehant k sat aor ityat k sat tp ko bhi set kr kaakm ko karaty rahan ho g is main he ham agay ki janib janay main kamybi ho sakti hay .
    • #3 Collapse

      Re: SL or TP ka kiya matlb hai??

      Forex Mein SL use karne ka matlab hai ki aap Jo bhi trade karte hain vah thode pics mein close ho jaati Hai loss Mein hi aur take profit ka matlab hai jitne pips pr aapane profit wali trade open use Kiya Hai utna profit Mein aapki trade automatically close ho jayegi.
      • #4 Collapse

        Re: SL or TP ka kiya matlb hai??

        SL stands for stop loss aur TP stands for take profit ye dono aik taraf se short term k ander SL aur TP k toor p istamal huty hen is liye hamen isko sai treke se istamal krne ka treka ana chahye bas uske bad he hamen maloom huga k kis trah se hamne trading krni chaye aur kis trah se hamen nahi krni chahye trading platform k ander hamen bahut ziada chazen seekhne ko milti hen jin m ye bhu hta hy sl hamen stop loss ka option is liye deta hy ta k ham mazeed nuksan se bach sken aur apne kam k ander sai treke se amdani ko control kren aur mazeed loss bhi nahu iske ander iske illawa tp hamen take profit ka option deta hy take profit k ander ham kisi bhi trade ko apni matlooba raqam se aagy nahi brne dety jiski waja se hamen mazeed nuksan bhi nahi huta hy aur ham apni investing k ander kamyab treke se kam nuksan ya kam munafa k forula k tehet chal prty hen ju k aik mehfooz treka aur iske ander money managment bhi ajati hy
        • #5 Collapse

          Re: SL or TP ka kiya matlb hai??

          Dear friend forex trading m hum apny account ko safe rakhny k leay money management karty han or money management m SL or tp ka istamal hota hy SL ka matlab stop loss hota hy jo k hum kisi bi loss sy bachny k leay forex trading m apni trades k sath lgaty han or tp ka matlab take profit hota hy k hum apni trades m take profit ka istamal kar k ache earning kar saken forex trading m stop loss or take profit ki both ziada ahmiat hy humy stop loss or take profit k bagar kbi b koi trade open ni karni chaey is sy humy loss ka samna karna parta hy
          • #6 Collapse

            Re: SL or TP ka kiya matlb hai??

            Jee dosto Forex trading mai Main S L ka matlab yah hai ki Humne jitne trade Ki Hai vah Thodi Si pics ke bad close ho jayegi aur Tp ka matlab yai Hai k Humne jitne trade Ki Hai Uske mukmmal profit ke bad Hamare trade close Hogi
            • #7 Collapse

              Re: SL or TP ka kiya matlb hai??

              SL or TP Forex trading ka ak part ha
              • #8 Collapse

                Re: SL or TP ka kiya matlb hai??

                Is thread ma ap na 2 cheezon ka bara ma poocha hay ka SL kya hay or TP kya hay ?
                SL stands for : STOP LOSS
                AND
                TP stands for : TAKE PROFIT
                ap in ma sa ak ko choose kr skta hain. as i know hmain SL ko choose krna chaya ta ka hmain loss ni ho.
                Or is ka bad TP jis ma ap profit la skta ho jo ka shayad apko na ho q ka market ka koi bhrosa ni ka loss ho ya profit .
                So in results i will say that kay ap SL ko choose krain.
                • #9 Collapse

                  Re: SL or TP ka kiya matlb hai??

                  sl ka matlab stop loss aur tp ka matlab hy take profit ager ham sl aur tp ka use karty hn to pher hamien is main ik achy earning bhi hosakty hy is lye hamein is main mehant karny chaye aur pher ziada sy ziada work akrny ki koshish karnyc haey jis sy pehr kafi iada so hamein is mian ik acha fiad bhi hosakt ahy so hamien is mian ik achy eanring bhi hosakty hy so hamien is mian ik acha fiada bhi hosakt ahy so hamein is mian mehant karny chaye aur pher ik acha fiada bhi hosakt ahy so hamein is mian ik achy eanring bhi kama sakty hn ham
                  • #10 Collapse

                    Re: SL or TP ka kiya matlb hai??

                    Fji bilkul theek Kaha Forex trading mein agar aapane acchi success hasya karni hai to aapko take profit or stop loss use karke trade karni hogi money management ke sath kam karna hoga tabhi aap achcha profit Bihar sarkar sakte hain aur apne account ko bhi safe Rakh sakte hain.
                    • #11 Collapse

                      Re: SL or TP ka kiya matlb hai??

                      Dear member Forex trading mein SL ka matlab stop-loss hai aur TP ka matlab take profit hai tu yah option aap trade lagatey hue set karte Hain Ki yahan per aakar jaise hi aapke is target ko market touch karti hai to trade auto per close Ho jaati hai lekin yah hamen Soch samaj kar set karna chahie profit ko maximum level per rakhna chahie aur ISI tarah loss ko bhi aisi position per set Karen ke bahut jyada loss b na hi aur thory se loss per trade close bhi Na Ho jaaye kyunki Jab trade close ho jaaye ki uske bad agar trade profit mein bhi jaati hai To aapko Koi fayda nahin hoga.
                      • #12 Collapse

                        Re: SL or TP ka kiya matlb hai??

                        Jab hum analysis kar k trade lety hai to osky sath sl ya tp apni care k leye set kar dety hain. Sl jahan hum ne auto loss mai trade karni hoti hainaur tp jaha hum ne auto profit mai close hojati hai. Yeh levels app set krty hai jab app kahi busy ya duty par hoty hai to auto close ho jaty hai
                        • #13 Collapse

                          Re: SL or TP ka kiya matlb hai??

                          Forex traeing mein SL aur TP dou safety tools hain jin ka matlab hai kay stop loss aur take profit hai aur jub aap inn tools ko apni trades mein use kerain gaye tou iss sae aap ki trade bhi safe ho jati hai profit bhi safe rehta hai aur balance bhi iss lye aap ko inn tools ko apni trades mein lazmi use kerna chahyea
                          • #14 Collapse

                            Re: SL or TP ka kiya matlb hai??

                            Stop loss ka mtlb hai k agar apki trade loss men ja rahi ho to ap ek level per SL set kar saktay hain Jahan per apki trade khud he close ho jaye gi aur apka account wash honay se bach jaye ga. Take profit ka mtlb hai k apko trade ek khas level per ja kar khud he profit men close jaye.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: SL or TP ka kiya matlb hai??

                              Dear friends trading mein kam karne ke liye aapko TP aur SL ke bare mein pata hona jaruri hai ya actually e hamari count ki safety ke liye do limits hoti hain TP ka matlab hai take profit aur SL ka matlab hai stop loss yah hamari kaun ki safety ke liye bahut hi karaamd tools hai

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X