my dear loss k bad ka pachtawa bht bura hota hai so loss se bachne ki koshish karan

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    bhai jan hume is business main khud experince hasil kr k kam krna chaiye ur sab se important bat ye hai k hume is main lalach nai krni chaiye aksar trader lalach ki waja se is main success nai hasil kr sakte hein jab hume dora sa profit ho jata hai tu hum ur profit hasil krne ki khosisi krte hein jis ki waja se hume mazeed lose ka samna krna parta hai
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      main waja loss ki yai he k trader forex mai learning nhi krty he aur na he apny greed aur fear mai bad emotion ko cantrool mai ni krty he aur with out learning aur skills k over trade aur greed forex mai loss krwata he so i think agr trader learning mai hardwork krta he to
      • #18 Collapse

        pachtwa to har loss mn hi hota ha chaha wo trading ho ya kuch.trading kyun k aik complicated business ha so ismn mn agr kafi hard work ka bad bhi loss ho jaye to bht zayda pachtawa hota ha so us pachtawa sa bachna ka lia jitna ho ska loss sa bachi or start mn lot size kam sa kam rakhin.
        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
        • #19 Collapse

          اصل پيغام ارسال کردہ از: mahol پيغام ديکھيے
          my dear loss k bad ka pachtawa bht bura hota hai so loss se bachne ki koshish karan greed se door rahain kiun k greed bht zada dangerous hai forex me.
          Ji Bhai aapne bilkul theek Kaha mai aap ki baat se agree karta hoon Hame Jab trading Karke loss hota hai to uska pachtawa bahut jyada Hota Hai Hame chahiye ke trading karte huye try Karenge acchi trading Kare Jis Se Hame loss now

          اب آن لائن

          Working...
          X