MACD indicator kya hy?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    MACD indicator kya hy?
    Assalam o Alaikum dear members forex mein technical analysis ki bohat ahmiyat hy kyo ky ye analysis 99% market mein work karti hy or technical analysis mein kafi indicators hain jis mein Fibonacci retracement 83% confirm profitable deta hy according to experts experiments and personal experience too. Mein MACD ky bary mein information chahta hon apne dear forum members sy ky ye konsa indicator hy or kya MACD reliable hy fibonacci retracement ki tarah. Hopefully members apne experience sy sahi guide karain gy taky sab ki confusion dor ho.
    Do what the clock does:- KEEP MOVING!!!!
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: MACD indicator kya hy?

    Yes dear Apne bilkul theek kaha hai Forex trading Mein successful trader banne ke liye aapko indicator ki bahut jyada jarurat Hoti Hai Jab tak aap indicators ko focus Karke apni trading per reply Nahin Karte aapko market se related different important information aur Market ki movement ko observe karne ke liye bahut jyada problem ho sakti hun agar aap apni trading Mein different indicators ko involved Karte Hain To aap ki trading aapke liye bahut jyada Aasan ho sakti hai aur aapko profit bhi ho sakta hai dear indicators in small karne ka purpose apni trading co safety ke sath maintain karna aur reasonable profit Hasil karna hota hai isliye market Mein different important indicators available hote hain aap ko Unki proper learning Hasil karne ke bad Abhi Trading per apply karna chahie.

    MACD indicator :

    Dear yeh ek bahut hi important indicator hai jo aapko market ke Momentum aur is related different important indications provide karta hai. Ya indicator Gerald Appel in create kia tha jo kay 1970 main hwa tha.

    Working of MACD indicator :

    Dear yah Kaisa indicator hai jisse proper learning Hasil karne ke liye aapko is indicator main proper import Dena hote hain agar aap is indicator ko properly istemal karte hue wrong information Dete Hain To aap kabhi bhi isase better results are se nahin kar sakte isliye Hamesha aapko is indicator ko properly utilised karne ke liye perfect input provide Karni Hoti Hai Jiski base is per aapko yah indicator market ka Momentum ismein stock aur process related different important indications deta hai.

    Importance of indicators :

    Dear market Mein jitne bhi indicator istemal ho rahe hote hain vah Sare bahut jyada important hote hain Kyunki market ko properly understand karne ke liye indicator bahut hi important role play karte hain dear jab bhi aap Forex trading Mein kam kar rahe hote hain aapko koshish Karni chahie ki aap apni Har trade per 2 ya 3 different indicators apply Karen isase aapko bahut acche results milane ke chance Hote Hain.
    • #3 Collapse

      Re: MACD indicator kya hy?

      Aapane bahut hi Achcha Sawal Kiya Hai MACD ke bare mein MACD ek bahut hi Achcha indicator hai aur yah market mein bahut hi important role play Karta Hai Ham Jante Hain Ki market mein bahut se indicators maujud hote hain aur Market Mein maujud Tamam indicators Ek dusre se different hote hain ya kabhi bhi same Nahin Hote ek dusre se different hona ki vajah se yah Hamen different information Dete Hain aur Inki information Hasil kiye bagair Ham market Mein trade Nahin Laga Sakte Aise traders Jo market Mein trade Lagana Chahte Hain unke pass Tamam indicators ka knowledge Hona jaruri hai


      MACD
      MACD ek bahut hi informative indicator hi hi indicator market ko samajhne Mein Hamari bahut jyada help karta hai Jab Ham is indicator ko chat Mein Lagate Hain Tu ismein maujud Jo price Hoti Hai vah Hamen down new window manager Aati Hai ismein Aur Bhi Do indicator Hamen Najar Aate Hain usmein Ek to MACD Hota Hai aur iska colour dusre indicator se different hota hai iska colour red aur blue To hota hai aur yah do line Mein Hamen Najar Aata Hai aur ham inhen Ek dusre ko Katate Hue bhi dekh sakte hain aur jo dusra indicator hota hai use Ham histogram bhi kah sakte hain Iske colour green Hota Hai aur yah Hamen ufki line Mein Najar Aata Hai Aur histogram Hamesha zero level se up down Hota rahata Hai agar yah up ho to uptrend ko jahir karta hai aur Agar yah down Ho downtrend ko Jahar karta hai
      • #4 Collapse

        Re: MACD indicator kya hy?

        Jab Ham Forex trading Mein Apna Kam start karte hain to use vah Kahta Hamen usko samajhne ke liye indicators ki jarurat hoti hai market mein bahut se indicators Hote Hain Jo jinki Har se Ham Apne kam ko bahut hi acche tarike se samajh sakte hain aur yah indicators free mein use kiye Jaate Hain ISI Tarah MACD Ek bahut hi Achcha indicator Hai market Mein trade Lagane se pahle Hamen MACD indicator ko acchi Tarah se lana kar lena chahie tha ki Ham market Mein acchi trade Laga sake

        MACD indicator

        Indicator forex market Mein Hamen trade Lagate Waqt bahut jyada help karta hai agar ham MACD indicators ko Chahat Mein Lagaya Jaaye to Iske jarie se Ham price Ke Niche Nahin window main yah Chahat jahir hota hai ismein do aur indicators Hote Hain ismein Ek Tu MACD indicator hota hai aur Iske alava Jo red aur blue do line Mein Hota Hai Jo Ek dusre ko karte hue Najar Aate Hain aur is Mein dusra histogram Jo green uski line on Mein Hamen Dikhai deta hai ismein Instagram zero level se upar niche hota rahata hai isliye Hamen jaaiye ki market Mein trailer Gagan se pahle in levels ko acchi Tarah Se learn kar le Uske bad hi market ki movement ko Ham acche tarike se samajh Payenge aur ismein acchi trade Laga Sakenge Agar ismein yah level Upar Hua to yah uptrend ko Jahar karta hai aur Agar yah level niche hota hai to yah downtrend ko jahir karta hai ki help se Ham market ki movement ko acchi Tarah Se samajh sakte hain aur ek acche trader Ban sakte hain MACD line Ek dusre ko Jab kar Aas karte hain to use Waqt Sell Aur Buy ke signal deti Hain isliye Hamen chahie ki agar Ham market Mein acchi trade Lagana Chahte Hain To in singles ko acchi Tarah Se dekh le aur samajh Le Uske bad hi market Mein trade open Karen Agar Ham Ek acchi Anek Hasil karna chahte hain aur apne business ko ek successful business per Aana Chahte Hain To uske liye Hamen Jyada Se Jyada mehnat Karni chahie tabhi Ham ismein Kamyab Ho Payenge
        • #5 Collapse

          Re: MACD indicator kya hy?

          Trading main indicators helpful about hote hain lekin Aisa tabhi Mumkin Hai Jab ham har Ek indicators ko acche se aane layak kar lete hai Kyunki bahut dafa aisa hota hai ki Har indicator bhi Hamare liye helpful Nahin Hota isko Agar Ham Kafi table Badhana Chahte Hain To trading se pahle Ham indicator ko acche se analyse karna aur Market ko acche se samajh mein bhi Ham apni table banaa sakte hain trading ke liye indicators ko use karna profitable Hai bhi aur Nahin bhi market mein agar Ham trade Karte Hain To Hamen chahie ki Ham trading se related Achcha experience Hasil kar len Kyon Ke bahut jyada important hai ki hamare pass Achcha experience aur analysis Ho trading se related tab bhi Ham acchi setting karne mein Kamyab ho sakte hain Hamen trading practice karne chahie aur is ke liye Ham demo account join kar sakte hain aur apni trading ko improve kar sakte hain tab bhi Ham real account per Agar trade karte hain to hamare liye fayda Bhi Hoga
          • #6 Collapse

            Re: MACD indicator kya hy?

            Hi dear friends aap sab kaise hain aaj ka topic MCAD indicator kya Hote Hain Jaisa ki aap Sabko pata hai Ke Forex chart main trading ko samajhne ke liye ham different types k indicators ka istemal Karte Hain jisse Hamen market movement ka Pata lagta hai aur trading karne ke liye aapko market movement ka Pata Hona bahut zaruri hai aur ub aaty Hain Ham Apne topic Ki Jaanib Jaisa ke aapko Naam Se Hi Andaza Ho Gaya Hoga ke yea aik filter hai jo market ki moving average divergence ke bare mein indicate karta hai aur Ye up ya down trend ko show karta ha . Is main lines crossing each other chart or Histogram chart show hoty hain additionally aur trend ko conformation MACD indicator zeyda batter result de sakta hay nisbatan other indicators k jin main
            Trend conformation tool: indicator me second important quality ye honi chaye key wo trend ki conformation every time frame me de saky
            Trend following tool: indicator me ye khubi honi chaye key wo trend following ka indication kesi be time frame me de saky, moving average indicator trend ko follow karny me batter samja jata hay aur Indicators ki bahut Sare types Hai Hum Log agar hm sahee indicator istemal kar sakte hain Hum Log moving average indicator istemal kar sakte hain is indicated ka Hum logo ko bahut hi jyada fayda hota hai aur hum log Kafi achha profit bana sakte hain
             
            • #7 Collapse

              Re: MACD indicator kya hy?

              Trading members MACD indicator Forex trading market mein hamen bullish power and bearish power strength batata hai agar market mein bullish power increase ho jaaye to bullish bar black colour mein banana shuru ho jaati hai aur Central line se aap word banana shuru ho jaati hai iska matlab hota hai ki Forex trading market mein spread volume analysis ke accordingly trading market mein police power buyers in power hai agar aapko trading market main Central line se bolo downward bar banana nazar Aaye to iska matlab hai ki downward pressure increase ho raha hai aur market ka trend change ho raha hai downward trend ban gaya hai trading member Forex trading market main aapko trading ke liye complete analysis karna chahie aur market mein sentimental aspects ko study karte hue kam karna chahie jaisa ke aapko maloom hai ki trading market mein risk management karna hoti hai isliye hamen yah indicator bahut helpful hota hai agar is indicator ke according ham moving average use karte hue trade open karenge to ham achcha benefit le sakte hain aur market mein apni trading value ko increase kar sakte hain trading market main aapko struggle karna hoti hai aur market ke bare mein technically apna analysis strong rakhna hota hai jo ki aap ke liye helpful ho sakta hai.
              • #8 Collapse

                Re: MACD indicator kya hy?

                Bahut Sare indicator hote hain ya Bhi Ek indicator indicator ka yah benefit hota hai ki market ka Kuchh percent idea ho jata hai ki market Is Tarah movement kar sakti hai lekin mukmmal indicator par depend nahin karna chahie jo bhi indicator market chart per Lagate Hain Use understand karna bhi Aana chahie Kuchh member indicator ka use to karte hain lekin unhen indicator ka idea Nahin Hota FIR is vajah se market ki Samay nahin aati jo bhi indicator use karte hain usko understand karna Aana chahie tab hi aap acchi trade open kar Sakenge best signal Hasil kar Sakenge
                • #9 Collapse

                  Re: MACD indicator kya hy?

                  Assalamu Alaikum Forex member of sab kaise hain ummid aap sab theek Honge dear forex members firex trading me technical tajzea bhot zrori hy hamy chaey hm practice k sth sth market k bary me b information rakhin market share ki b khbr ho MACD ik bhot best retracement jesa hy is sy hm sb help ly skty hain aur apna kam acha kr skty hain
                  • #10 Collapse

                    Re: MACD indicator kya hy?

                    Assalam o Alaikum! Dear brother apna MACD indicator per bhot acha knowledge hamara sath share kia ha. MACD indicator per man b apka sath apna knowledge aur experience share kerta hon.

                    MACD indicator:

                    MACD indicator ka pora matlab ha k "Moving Average Covergence/divergence". MACD indicator ko financial assets ki market price chart man technical analysis k ander past ki prices sa market ko next movment ko find kerta han, MACD indicator ko Gerald Appel na 1970s man banaya. MACD indicator ko special strength, direction, momentum aur market price trend ki duration ko find kerna k liye istemal kia jata ha.
                    MACD indicator 9-days candle line ko "signal line" kehta han. Jab MACD signal line ko cross-above kara to trader buy ki trade activate kerta ha aur jab MACD signal line ko cross-down karen to to trader sell ki trade activate karta ha.

                    Key Points:

                    1. Moving Average Convergence/divergence(MACD) ko calculate kerna k liye ham 26 period ki EMA ko 12 period ki EMA sa subract kerta han.
                    2. MACD indicator jab signal line ko jab cross-above ya cross-down kara to trader buy ya sell ki trade active kerta ha.
                    3. Cross-over speed sa market k over-bought aur over-sold ka pata chalta ha.
                    4. MACD indicator trader ko market trend(bullish/bearish) k strong aur weak ka signal deta ha.Click image for larger version

Name:	index.png
Views:	3
Size:	9.1 کلوبائٹ
ID:	12330837Click image for larger version

Name:	aaa.jpg
Views:	1
Size:	10.2 کلوبائٹ
ID:	12330838
                    • #11 Collapse

                      Re: MACD indicator kya hy?

                      Dear forex member ap ne aik ache indicator see relevant thread create kiya hai MACD indicator bohat he acha indicator hai jo KY exponential moving average ky relationship ko measure krta Hai
                      Click image for larger version

Name:	macd-indicator_body_MACDexample.png
Views:	1
Size:	17.5 کلوبائٹ
ID:	12330841
                      Ye MACD indicator ki aik picture hai is ko Agar hum dekhen to hum yahan is see ache information Hasil kr sakty hain is ky ilawa MACD humein blue line see show Kiya gaya hai Jab KY yahan signal line ko red color se aur histogram ko green line se differ kita gaya hai is ky ilawa yahan MACD line ko aur signal line ko bhi ache tareeky see differ Kiya gaya hai dear forex members ye bohat he acha indicator hai lekin Agar Hum is ka Sahi istemal kren ge to he humein acha profit hasil krny ka moqa mil sake ga otherwise humein is see nuqsaan bhi ho sakta hai is liye humein is ki proper infirhasil krny KY baad is indicator ka istemal apni trading Mein krna chaheye ta ky acha faida hasil krny mein help li ja sake
                      • #12 Collapse

                        Re: MACD indicator kya hy?

                        Macd indictor.

                        MACD ko ham moving average convergence and diverage technical indicator b kehty hain. Ye indicator hamari help karta hai k moving average ko identify karny ma jo k new trend ko show karti hai k ye bearish hai ya bullish. Har trader ki top priority hoti hai k pehle wo market ka trend find kar ley. Market ka trend find kar leya jae to market ma trade open karna relative easy ho jata hai. MACD indicator ki setting ma 3 numbers use hoty hain . En ma sy pehla number no of periods ko show karta hai jo k use kaye jaty hain faster moving average ko calculate karny k lae. Second number of periods ko use karta hai jo slow moving average ko calculate karti hai or third number no. of bars ko show karta hai jo k faster moving average or slower moving average k difference ko calculate karny ma use hoty hain. MACD ma main misconception ye hai k ye 2 lines jo draw hoti hai wo price ki moving average ni hai balky wo use hoti hai two line k moving average k difference ko use karny ma.


                        How to trade with macd.


                        MACD ko divergence es lae kaha jata hai k faster moving average diverage karty how slow moving average sy dor ho jati hai. Jb ye moving average close move karti hai to histogram smaller ban jata hai or es ko convergence kaha jata hai. Kiu k faster moving averge converging kar rahi hoti hai or ye slower moving average k close ah jati hai. Es he lae esko moving average convergence divergence k name sy jana jata hai. Ye 2no moving average different speed sy move kar rahi hoti hai es lae faster wali moving average price sy jaldi react karti hai slower moving average k mukablay ma. Jb new trend bany ga to fast line pehle react kary gi or slower line ko cross kar jati hai. Jb cross over occur hota hai to fast line diverging start kar deti hai or slow line sy door move karna start ho jati hai. So ye indicate karta hai k new trend form ho chuka hai.
                        • #13 Collapse

                          Re: MACD indicator kya hy?

                          technical analysis main indicators ka bahut he important role hota hae jiotna ache tarah se ap is main in ka use karte hain market ka analysis karte hain ap is main utne he ache entry le sakte hain bas apko indicstors ke bare main knowledge ho q ke indicators different types ke hote hain in main se kuch free hote hain or kuch paid hote hain jese ke fibonaci yeh sab se acha indicator hae or sab se zayada use bhe hota hae to bas is liye hamen bhe is ko heuse karna cahiye take hum is main se kuch faida hasil kar saken or is main hum acha kam kar saken hum is main jitna acha kam karte hain hum ko is main utna he faida ho he jata hae to bas hamen cahiye ke hum is main dil se kam kar jate hain to hum is main success bhe le he sakte hain hamen bas is main sahe tarah se kam kar jana cahiye jitna ache se kam karte hain hum is main success bhe le sakte hain bas hamen dil se kam karna ho ga jitna ache tarah se hum is main kam karte hain hamen utna he success bhe hasil ho he jaya karta hae to bas is tarah se hamen cahiye ke hum is main sahe tarah se ache tarah se kam karna ho ga take hum is main kuch hasil bhe kar saken or is main kamyab ho bhe saken is liye hamen is main sahe tarah se acha kam kar lena cahiye jitna acha kam karna ho ga is tarah se he to hum is main kuch hasil kar he jate hote hain bas hamen is main sahe tarah se kam kar jate hain
                          • #14 Collapse

                            Re: MACD indicator kya hy?

                            yah bhi ek tarah Ka aisa indicator hai ki jo members ko trading mein help le raha hota hai aur isko istemal kaise karna hai yah members ko acchi tarah maloom hona chahiemaximum members apni trading mein isliye fail ho jaate Hain kyon is vajah Se ke unko apni trading se related koi bhi achcha experience hasil nahin hota aur unko yah bhi maloom nahin hota ki indicators kya hote Hain agar koi member market ko acchi tarah Se analyse kar padta hai aur analyse kar lene ke bad usko achcha idea Meri jata hai to usko market mein enter hokar trade open kar lena chahie market ko analyse kar lene se related ya information members Kota mein jaati hai ki jab vah indicators ke bare mein acchi tarah Se information hasil kar lete hain maximum type ke indicators Hain kejo members ko har tarah Se guide kar rahe hote hain aur is tarah Se agar trading se related guidance mil jaaye to members ko trading mein problem nahin hoti acchi trading ke liye members ko har tarah Se sources istemal karne hote hain aur is tarah Se members ko trading mein problem nahin hoti aur unke trade acchi earning deti Hain members ko apne kam mein Ras nahin Lena chahie aur maximum member jab risk lete Hain to is tarah Se unko aur bhi nuksan ho jata hai aur har member ko risk se avoid karna hoga agar trading se related acchi management hasil Kar li jaaye aur use management ko mind mein acchi tarah Se lekar aur trading ki Jay tu is tarah nuksan nahin hota hai har member yahan per agar careful hokar apni trading ko Kar Raha hoga tu is tarah Se uske liye aur bhi acchi tarah Se ideas aur information usko mere jaenge acche ideas ki vajah se members ko trading mein problem nahin hoti aur vah isko continue karte Hain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: MACD indicator kya hy?

                              Dear brother aapane indicator ke related bahut hi acchi post bhi hai aur main samajhta Hun ki Hamen indicator ke related board knowledge hona chahie to tabhi Ham kisi indicator ko thik tarike se use kar sakte hain aur agar Hamen indicator ke related knowledge nahin hai to Ham kisi bhi indicator ko thik tarike se use nahin kar sakte hain.

                              koi bhi indicator Hamen market analysis karne mein bahut help phone hota hai isliye Hamen maarpeet ke analyses ke liye indicator ko istemal karna chahie lekin Hamen is baat ko jaruri samajhna chahie ki jismein decatur ko Ham istemal kar rahe ho Hamen uske istemal karne ka pata hona chahie aur pe kaise istemal kiya jata hai tab hi vah indicator hamare liye behtar hoga Varna kisi bhi indicator ka koi fayda nahin hota hai.

                              MACD indicator:

                              Macd ek bahut hi achcha indicator hai aur Jeet oscillator indicator hai agar Ham is indicator ki acchi tarike se practice kar le aur ISI indicate ki ek acchi si strategy banaa lete Hain to fir Hamen indicator se bahut hi acche aur confirm signal mil jaate Hain isliye Hamen jarur syndicator putra karna chahie or risk related hamare pass a good knowledge hona chahie tabhi indicator hamare liye bahut profitable hoga aur agar Hamen is indicator ke related good knowledge nahin hota hai to fir is indicator ko use karne ka hamare liye Koi benefit nahin hai isliye is indicator ko jarur use karna chahie aur iski practis karni chahie yah oscillator indicator hai aur market mein is per bahut acchi strategy banai jaati hai.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X