over trading sa bachna chayay

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    over trading sa bachna chayay
    dear friends forex trading mn account ballance ko safe rakhnay k liay apko over trading kbi bhi naen krni chayay keun k ziada profit k lalach mn over trading krnay sa apka account bhi wash ho jay ga
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: over trading sa bachna chayay

    Assalamu Alaikum bilkul theek Kaha aapane Hamen overtrading Se Bachana chahie Agar Ham overtrading karte hain to ise man humy loss ho jata hai Hamen market mein sirf utani hi trade Lagani chahie Jitna Hamare account mein balance maujud Ho Agar Hamare account mein kam balance Hai To Hamen kaamtrade Lagani chahie Agar Hamen lagta hai ki ham market Mein Ek acchi trade Nahin Laga paate to main bilkul bhi market Mein trade Nahin Lagani chahie bahut se trader Aise Hote Hain Jo jaldbaji Mein Aakar over trading Karte Hain aur aur overtrading Hamesha Vahi log Karte Hain Jo Jyada profit Hasil karna chahte hain aur woh lalach Mein Aakar over trading Karte Hain lekin Aisi trader kabhi bhi profit hasil nahin kar paate isiliye Hamen chahie ki Ham overtrading se bacche
    • #3 Collapse

      Re: over trading sa bachna chayay

      Ji bilkul aapane theek kaha hai Hamen overtrading Se Bachana chahie Agar ham over trading Karenge To Ham apna hi loss Karenge profit Kabhi Bhi Haasil nahin kar Payenge isliye Hamen lalach Nahin Karni chahie balki Apne kam ko mehnat se karna chahie aur over trading karne wala Hamesha Apne kam Mein nakam Hota Hai vah Kabhi Bhi successful Nahin Hota Kyunki vo lalach karta hai aur lalach karne wala Hamesha loss Mein Hi jata hai urvo Hamesha Kuchh ko hi deta hai isliye Hamen loss Se Bachana chahie
      • #4 Collapse

        Re: over trading sa bachna chayay

        اصل پيغام ارسال کردہ از: Samar802 پيغام ديکھيے
        dear friends forex trading mn account ballance ko safe rakhnay k liay apko over trading kbi bhi naen krni chayay keun k ziada profit k lalach mn over trading krnay sa apka account bhi wash ho jay ga
        I am agree with you hamen overtrading se bachana chahie aur hamen Soch samajhkar trade Karni chahie tabhi ham kamyab ho sakte hain agar aap kamyab Hona chahte Hain to aapko iske liye Dil laga Kar Main se Kam karna hoga aur apni quality par focus karna hoga
        • #5 Collapse

          Re: over trading sa bachna chayay

          G bhai sai kaha hy hmen over trading se bchna chahye q k agr ham over trading kren gy tu iska bahut sa loss huga aur ham ye loss recover bahi nahi kr sken gy is liye hemn chahye k ham over trading na he kren tu acha hy blky apne kam se kam rkhen aur apne kam k ander sai treka kar istamal kren tab he ham kamyab bhi hu sken gy is liye jiyna hu sky hamen kamyab trading k liye acha treka kar istamal krna chahye
          • #6 Collapse

            Re: over trading sa bachna chayay

            اصل پيغام ارسال کردہ از: Samar802 پيغام ديکھيے
            dear friends forex trading mn account ballance ko safe rakhnay k liay apko over trading kbi bhi naen krni chayay keun k ziada profit k lalach mn over trading krnay sa apka account bhi wash ho jay ga
            Ji han doston Hamen kabhi bhi trading ke andar Tej Awaaz nahin karna chahie Kyon kya Ham Agar Ham Aisa Karenge To Ham lalchi to Subah kiye Jaenge Jyada Hamen trading ki moment ko sote samajhte hue Bhoothnath ke bandhan Mein karna chahie Taki Ham monkey na nuksan se bacche Hue perfect Hasil kar Saken
            Thank you for your attention
            • #7 Collapse

              Re: over trading sa bachna chayay

              Overtrading se bachana chahie hamen jab trading karna Ho to hamen bahut soch samajh Kar aur market ki unexpected movement ko dhyan mein rakhkar usko acche se analyse Karen aur overtrading se bacche ke hamen loss kam se kam ho aur ek acchi trading ka sake bahut se member jaldbaji mein overtrading karte Hain aur vah trading mein loss uthate Hain isliye ye sab member se request hai ki overtrading se bacche
              • #8 Collapse

                Re: over trading sa bachna chayay

                Assalamu Alaikum their Forex members bilkul aapane theek ka hai ki aur trading Se Bachana chahie aur trading Ek Aisi chij hai jo aapka account Tak was kara sakti hai aur trading Kaise hoti hai aur trading hoti hai kya kar aapka mind positive thinking nahin karta Agarwal negativity mein jyada hai to aap over trade Karenge Agar aapki koi ek trade profit Mein Chali Jaati Hai Uske p*** Baat dusri trade lagakar profit ka sochana hi galat hai Kyunki Jab Bhi aap Aisa Karenge aapko profit Nahin Hoga aapko last hi hoga to koshish karen avatrade bilkul mat Karen
                • #9 Collapse

                  Re: over trading sa bachna chayay

                  Assalamu Alaikum Mere Pyare Forex ke doston Agar Ham Pakistan Forex forum per acchi income Hasil karna chahte hain to iske liye jaruri hai ki Ham apni trade karte hue over trading na Karen aur overtrading Se bachne Ki Koshish Karni chahie Kyunki isase Hamen Las ho sakta hai aur trading Nahin Karni chahie
                  • #10 Collapse

                    Re: over trading sa bachna chayay

                    Hamen overtrading Se Bachana chahie Agar ham over trading Karenge To Ham apna hi loss Karenge profit Kabhi Bhi Haasil nahin kar Payenge.trade to practice k bna b log start kar sakte h.. par us trade m ap ko confusion losses ka zyada ter samna karna paryga.. practice ap ko perfect bnati hy trade ko aur bhter bna ny k lye. practice sy ilm m izafa hoga aur ap apna kam achy tariqy sy anjam dy gy..
                    • #11 Collapse

                      Re: over trading sa bachna chayay

                      Dear over dreading bahut jyada dangerous ho sakti hai aur Hamare account ki safety ko maintain karne ke liye bahut jyada harmful ho sakti hai isliye aapko Puri koshish Karni chahie ki aap overtrading se avoid Karen overtrading se jawab avoid karte hain to aapko bahut jyada advantages mil sakte hain aur trading se award karne ke liye aapko daily apna target complete karne ke bad trading Nahin Karni chahie aur Hamesha reasonable profit per satisfied hokar market se nikal Jana chahie.
                      • #12 Collapse

                        Re: over trading sa bachna chayay

                        ji han dear aapki baat bilkul theek hai Forex Mein hamen power trading Nahin karni chahie agar trading Se bachana chahie Ham itni jyada agar trading Mein trade karenge hamen nuksan hi hoga isliye hamen soch samajh Kar apne account ke mutabik lot size ka use karna chahie uske Amitabh ki hamen apne outside lagani chahie hamen kya ya ke Ham Forex Mein small lot size ka use Karen tab hi Forex Mein acchi tarah Se kamyabi Hasil kar sakte hain
                        • #13 Collapse

                          Re: over trading sa bachna chayay

                          ASSALAM O ALAIKUM! FRIENDS
                          Forex trading mn overtrading ap ka accout wash kar sakte ha. Is liya mn ap ko overtading na karna ki advice dhn ga. Muja be kal over trading sa 10 dollar loss haya.

                          ALLAH HAFFIZ!
                          • #14 Collapse

                            Re: over trading sa bachna chayay

                            assalamu alaikum ji bhai ummid hai aap se honge aap bilkul theek bol rahe hain kyunki bahut se log overtrading karte Hain to unka nuksan ko yah hota hai ki aapki ek trade loss mein chali jaati hai to aapane vah kyon se jo profit kamaya hota hai vah usmein adjust ho jata hai isliye hamesha ek hi trade rakhen Karen aur use per apna full focus rakhi kyunki jab tak aapka focus trade per nahin hoga ab kabhi bhi acchi trading nahin kar sakte isiliye koshish karen ki jyada se jyada focused hokar ek hi trade per kam Karen Taki aap acche se achcha profit Kama sake
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: over trading sa bachna chayay

                              g han ap nay shi kha hai humain over trading say buchna chahiye humain over trading nhi kurni chahiye q keh agar hum over trading kuray gaay to hum es trah say apna kam achaay say nhi kur pay gaay humain agar aacha kam kurna hai or success gain kurni hi to humaain apnaa best daynaa chahiye or over trading say avoid kurna chahiye takeh es trah say hum es main apna kam bhi achay say kur paay or over trading say avoid kur kaay humain kamayabi gain kurni chahiye

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X