Re: Trading k doran Jaldbazi nahe saber sa kmayabi milti ha....
Jald baazi say tou kisi bhi kaam mai kaamyabi nahi milti hai. Forex trading wesay he aik bohat sensitive business hai jiss mai market her waqt move kerti rehti hai aur jald baazi ya tukkay ka chance he nahi hota hai. Tukkay laganay ya jald baazi ka seedha seedha Matlab bohat ziada loss hai. Forex trading mai her trader ko bohat souch samajh kay kaam kerna chaiye. Trading market ko samajhna, movement kay trends nikalna aur analysis ker kay he trade mai open kerna behtar hota hai. Forex mai risk, jald baazi aur phir tukkay lagana bilkul bhi theek nahi hota hai.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим