Control The Emotions

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Control The Emotions

    dost hamare nakami ke sb say brre waja hamaray emotions han agr hum emotions ka sath work kran ga to hum kabhi bh kameyabi hasil ni kr saktay so friend always be wrk hard ad try to gain more knowledge and experience dost agr hum khud per beileve rakhn ga hard working kran ga to haman zrore kameyabi mela ge dot agr hum hard work ni krtay ur jald aazi kay sath kam krtay han to hm kabhi bh kameyabi hasil ni kr saktay dost emotions aur lalch nakami ke sb say brre waja ha so friend always be work hard and try to gain more and more knowledge
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Control The Emotions

      Assalam o alaikum!

      Ummid hai ki aap sab bilkul theek honge jaise ki aapane kaha hai ki control your emotions to aapko batate change kijiye aapane bilkul theek hai Hamen chahie Ham apne emotions per control rakhe agar Ham apne emotions per control rakhenge tu Hi hamara kam achcha ho sakega
      • #18 Collapse

        Re: Control The Emotions

        Dear bilkul sahi baat ki hy keh forex trading main rehna hy to hamain apny emotions ko bilkul control karna ho ga aur agy barhny klye zroori bhi hy. Aur sab say ziada important baat keh hamain apny experience ko barahana ho ga taa keh hum log achi trading bhi kar saken aur apni life main bhi agy barh saken jo keh sirf aur sirf isi surat hy possible ho saky ga jab hum log apny emoticon ko kaboo rakhen gy
         
        • #19 Collapse

          Re: Control The Emotions

          Forex business mein hum ko kabhi bhi emotional trading nahin karni cahaiye hum ko forex business ki ziada se ziada learning knowledge aur experience hasil karna cahaiye aur apne emotions ko control kar kay trading trading karain gey tu hi forex business se profit ho sakta hai hum ko forex business mein knowledge aur experience se trading Karni cahaiye phr hi forex business se profit hota hai hum ko apne emotions ko control karna zaroori hota hai
          • #20 Collapse

            Re: Control The Emotions

            Forex members Forex trading aik buissnes Hy yahan par hmain apni sense of thinking use krni prti hy apny mind sy yahan par work krna prta Hy na k emotions k sath Jo log emotional ho k Forex par Kam krna chahty Hain wohi log nakam hoty Hain apny Kam me relax ho k sochny k bad decisions liay Jain na k jald bazi me apny emotions ko follow krty huay gussy me decisions liay Jain is me apka khud ka nuksan Hy mental power ko use kr k work krain
            • #21 Collapse

              Re: Control The Emotions

              Yes you are right hameen aony emotions control Kar y chahiy agar hum apny emotions control.akr Lety hai to hum asanis ay success gain kar Lety Hain isi liay aokoc hajy k hamesha apny emotions control rakheen special trading me.trading me AP apny emotions control nahi Kar paty AP emotional hojaty Hain jiski wajah say apko loss bhi hijata Hy jald basically ki wajah say
              • #22 Collapse

                Re: Control The Emotions

                jab ham Forex mein trading Kar tay hein to hamien Forex trading kar tay howay apnea Emotinons par control Karna chaheya trading Kar tay howay hamein parasan Nahin hona chaheya our jab ham paray Sahn hon to hamein chaheya Kah ham Forex trading na karein agar ham es halat main Forex trading karein gay to ham yaqein nan nuksan uthein gay hamein hamein Apna damage theek Kar ney kay baad Forex trading Karne chaheya tbhe ham kameiyab ho sak tyay hein
                • #23 Collapse

                  Re: Control The Emotions

                  hamry jazbat or emotions is market main bahut he zeyada ahim hoty han ap na dekha ho ga jab bhe ham is main trading kar rahy hoty han loss jo ha na ye ham sa bardast nhe ho raha hota ha or ham wait bhe nhe kar poaty han asal main yehe to hamaray jazbat ha inhen ki waja sa loss kar rahy han islye kehty han sab sa phely ap na is market main a kar apni physology ko set karna ha
                  • #24 Collapse

                    Re: Control The Emotions

                    Asslam o Alaikum, Forex Mein trading karte waqt Hamen apni emotions per control Rakhna parta hai agar ham log Apne emotions per control rakhte Hain jaldi se koi trade open Nahin Karte Har trade per Sabar ka muzaihra Karte Hain To Ham Achcha profit gain kar sakte hain Agar Hamen Forex Mein Kamyab trader banna hai Kamyab traders Mein Apna shumar karvana Hai To Hamen Hamesha apni emotion per control Rakhna Hoga aur best entry ka wait karna hoga jab tak best entry Na Mile tab tak trade open na Karen.
                    • #25 Collapse

                      Re: Control The Emotions

                      agar ap ko trade main ap ko loss hota hay to ap ko chahya kah ap ko apnahy jazbat pay ap ko control karna chahya kah agar ap is trah sy kartay hain toap ko seekhany ko malta hay kah ap ko pata lagata hay kah ap nay kis jaghah ap nay ghalte ke hay ap ko apne ghalte ka ppta lagta hay ap ko chahya kah ap ko kam karna hay to ap ko pane ghalte ho theak kahna hoga agar ap apni ghalte ko theak kahtay hain to apko ismain hota hay kah ap ko seekhany ko malta hay next woh ghalte nahain kartay hoan joap sy ho gaie hote hay
                      • #26 Collapse

                        Re: Control The Emotions

                        ji han aapane bilkul theek hai ki kamyabi se trading karne ke liye emotions per control karna bahut hi jyada jaruri hai agar aap acche tarike se trade karna chahte hain to aapke liye jaruri hai kya aap apni emotions per control karna sikhen agar aap apni emotions ko control nahin kar sakte to aapko bhi kam yad nahin ho sakte trading asal mein emotions ko control karne ka Hi ek naam hai agar aap acche tarike se soch samajh Kar kam karenge to aap kamyab Ho jaenge lekin agar aap acche tarike se soch samajh Kar Kam nahin karenge apni motions per control nahin karenge to aapko bhi kamyab nahin Ho sakenge
                        https://t.me/pump_upp
                        • #27 Collapse

                          Re: Control The Emotions

                          Apny emotions ko har jaga par control karna sekhin.agar ap chahty hain ly ap aqal mandi sy kam karin to phr us ky liy apko apny emotions ek traf rakhna hongy kabhi bhi apny emotions ko apni aoch par havi na hony den or apny kam mn bhi apny emotions ko ek side par rakhin
                          • #28 Collapse

                            Re: Control The Emotions

                            Assalamu Alaikum their members read ab sab theek Honge ji bilkul per Maiya hai ki Hamen trading karte waqt Apne emotions ko control Mein Rakhna chahieAgar Ham Apne emotions ko control Mein Nahin Rakhenge to hamen nuksan bhi ho sakta haiHai To Hamen chahie ki Ham trading karte waqt bilkul freshmen hokar kam Karen aur Sabar ke sath kam Karen Inshallah bahut accha profit hoga
                            • #29 Collapse

                              Re: Control The Emotions

                              Members Forex per Hamen Apne emotions ko control Rakhna chahie Apne emotions ko control Mein rakhte Hue hi Ham acchi trading kar sakte hain acchi kamyabi Hasil kar sakte hain Soch samajhkar properly market ko analyse karte hue trading Karni chahie tabhi Ham kamyabi Hasil kar sakte hain aur emotions ko bilkul bhi trading ke Darmiyaan Mein mat laen aap kabhi bhi Kamyab Nahin ho sakte emotions ko control mein rakhen aur apne mind se trading Karen
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                Re: Control The Emotions

                                Assalam walekum bhai jaan aapane bilkul theek baat ki hai Forex Mein Jawab kam Karte Hain To aap ko Apne emotion per control karna chahie agar aap apne hi motion per control Kar Ke farooq's ke andar kam Karenge tab aap acche tarike se kamyabi Hasil kar Sakenge agar aap Forex Mein Apne emotion per control Nahin Karte aap Lal Aaj karte hain yah jaldbaji se kam karte hain to aapko bahut jyada nuksan uthana padta hai

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X