technical analysis good for forex market

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    technical analysis good for forex market
    asslam o alaikum dear friends jasa ky hm janty hy ky market analysis ky buhat sy tariqy hy pr mery khayal ma technical analysis 100 present sahi kam krta hy jis ko use kr ky hm market ma achi trade ly skhty hy or achi earning kr skhty hy technical analysis sb sy zayad marekt ko analysis krny ma use kiya jata hy
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: technical analysis good for forex market

    Ham apny kam ko. Bhtr bana sakty hy technical ko anylise krty h jis sy ham agy bhrty hy jo bi agr ham apny kam ko bhtr banay to kar skaty hy jis waja sy agy brty hy hamin market ki movemnt ko daikna chay jis sy kamayb sabit hoty hy aur apny ap ko bhtr bnaty hy
    • #3 Collapse

      Re: technical analysis good for forex market

      Hello doston technical knowledge bahut hi achcha karamd sabat hota hai trading mein is ab acchi se acchi trading kar sakte hain kyunki you techniques trading mein istemal hoti hain uske liye ye bahut se chhoti chhoti tips ke bare mein achcha knowledge hona jaruri hai isase aapki techniques acchi hoti hain aur aur accha profit gain kar sakte hain intechnic score utilise karke
      • #4 Collapse

        Re: technical analysis good for forex market

        Gee haan agar aap ko technical analysis market kay kerna atay hain tou aap ko forex market mein technical analysis lazmi kernay chahyeain kyun kay market kay technical analysis kernay sae hi aap market ko achi tarah samajh saktay hain aur khooob profit market sae hasil ker saktay hain iss lye agar aap ko analysis nahin atay tou aap market kay analysis kerna seekhain
        • #5 Collapse

          Re: technical analysis good for forex market

          Is chij Mein Koi shak Nahin Hai Kya technical analysis hai vah bahut jyada important role Ada karte hain forest area Mein cooker technical analysis aisa hota hai ki vah Hote Hain lekin Uske Chand Se bahut Rote Hain Jyada Tere Yahan technical analysis ko Madine Ki Gali achi trading Jaaye To Hamen profit Achcha profit Hasil ho sakta hai aur ham apni kam mein bahut jyada Farsi kar sakte hain koshish karen Kay ok ok planning karte hue technical analysis ka fast aur Peshawar Rakhna chahie
          • #6 Collapse

            Re: technical analysis good for forex market

            Yah member market ko analyse karne ke different methods hai Din mein jo sabse Jyada famous hai vo technical analysis hai aapki baat bilkul theek hai iske sath hi Sath fundamental analysis aur sentimental analysis has se aap market analysis kar sakte hain dear member Agar Dekha Jaaye to technical analysis hota hai vah market ki previous history par hota hai aap chat ke jariya uski previous history se uska andaza Laga sakte hain Uske friend ko check kar sakte hain ki vah kiss Frank follow kar raha hai agar aap Khush friend ko phone karte hue forex market Mein trade karte hain to aapko uska bahut jyada fayda ho sakta hai agar aapko train ka pata chal Jata Hai To aapki market Mein kamyabi Karti Hai Kyunki market Hamesha trend ko follow Karti Hai jyadatar Mein Nahin time kadke according ki Chalti Hai Kabhi Kabhi Ho Jata Hai Ki vah usse a thoda sa Aage Piche Ho Jaati Hai Lekin jyadatar what rank ko follow karti hai isliye aapko chahie ke jaati market Mein Aaye friend ko samjhe aur FIR Uske according hi market Mein track Karen aur train ko samajhne ke liye aapko technical analysis karna hota hai technical analysis se aap bahut hi jaldi aur aasani se market ke Trend ka pata Laga Lete Hain
            • #7 Collapse

              Re: technical analysis good for forex market

              Yes dear aapane bilkul theek kaha hai technical analysis bahut important hote hain technical analysis ko best banane ke liye aap different candlestick uski study ko carefully complete karte hain aur jab aapki study complete Ho Jaati Hai To usko aap apni trading per reply karte hain jisse aapke technical analysis perfect hote hain aur aap ki trading profitable hoti rahti hai isliye aap Agar Apne technical analysis ko satrong banana Chahte Hain To aapko market Mein different candlestick se banne wali important market patterns ko carefully study karna chahie.
              • #8 Collapse

                Re: technical analysis good for forex market

                technical analysis is best for forex trading ji bilkul technical analysis hi market mein behtreen ke Dada karta hai market technical analysis hi aap acchi trade open kar sakte hain market analysis hi aap maloom hota hai ki market mein kya rate chal raha hai forex trading mein trade open karne se pahle aapko market trend jaanch nahin ki bahut jarurat hai kyunki aap market trend ko samajh Kar Hi market mein trade karke profit gain kar sakte hain profit gain karne ke liye aap hamare hote Hain sakte hain
                • #9 Collapse

                  Re: technical analysis good for forex market

                  Technical analysis ka strong Hona bahut jyada important hota hai Hamen Hamesha Apne kam ko Soch Samajh Kar karna chahie Forex trading Mein kam karte hue Hamare kam ki quality ka Behtar Hona bahut jyada important hota hai Hamen forex market ko acche tarike Se samajhne Ki Koshish Karni chahie Hamen technical analysis ko acche tarike se understand karna chahie
                  • #10 Collapse

                    Re: technical analysis good for forex market

                    Yes of course always technical analysis always so good for in Pakistan forex business isliye Hamen chahie technical Achcha work Forex ke rules ki against na Karen Jab Bhi Karenge Achcha technical Karenge to hamare liye information add karna always table hai isliye Jab Bhi kam Karen Forex ke mutabik karen to Forex hi online International Business mein Hamare liye kamyabi lene ke liye good time lagata hai isliye Hamen chahie Forex Mein kam important acchi knowledge he ke sath karen to kamyabi hai
                    • #11 Collapse

                      Re: technical analysis good for forex market

                      Analyse a technology Ka Ho ho yah forex market ka donon hai Insan ke liye profit dene ke liye faydemand sabit ho sakte hain isliye aap sabse request hai Anjali se isko apni habit banaa le aur analyse karne ke bad hi hi Hamesha trading ke liye apni e dollars ko invest Karen otherwise without analyse you will be in
                      • #12 Collapse

                        Re: technical analysis good for forex market

                        Aoa umeed krta hon ap sab thk hongy pakistan forex aik international trading market hay hamain cahhey k hm din raat mehanat day kam krein aur apny juniors ki help krein takay wo axhe trading kr sakain aur sath sath hamain market ko analyse krna chahey aur phr usky baad trading krey shukriya
                        • #13 Collapse

                          Re: technical analysis good for forex market

                          Hello dear member hope you'll find both HS wall kya aap logon Ne Hamen Apne analysis ko strong karne chahie technical analysis Hamesha kam yad karte hain isliye Jab hamare analysis technical hote hain hamari kamyabi ke chances badh jaate Hain Hamen Apne naal isase ko strong karne ke liye jyadatar Forex form per Apna time invest karna hoga Apna time pure management ke sath karna hoga ki Jitna hamare work management Jyada Hogi hamari work we quality acchi rahegi hamari performance per acchi rahegi aur ham bhi achcha game kar Sakenge
                          • #14 Collapse

                            Dear Technical analysis jo hai bhout zarori hai. ap ko technical analysis sy aik tu ap kay pair ka trend pata chalta hai or ap ko pata chalta hai kay ap ko kab or kaha trade ko open ya close karna hota hai. Ap support or resistance ki madad sy apni trade ko behtar bana sakty hain lekin yeh be yad rahy kay support or resistance ki value ap kudh find karain. ap kisi or kay technical analysis use na karain. es tarha ap jab apni trade ko behtar bana sakty hain tu ap achi trade kar sakty hain.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Technical analysis good for forex market


                              Click image for larger version

Name:	t.jpg
Views:	41
Size:	114.1 کلوبائٹ
ID:	12792168



                              Forex market, ya foreign exchange market, ek global aur dynamic financial market hai jahan duniya bhar ke currencies ka trading hota hai. Yeh market 24 ghante khula rehta hai aur har kisi ke liye naye maukaan lekar aata hai. Is unpredictable aur volatile nature ke beech, traders ko apne trading decisions ke liye sahi aur tajwezati ilm hona zaroori hai. Yahan par aata hai "Technical Analysis," jo ek tijarat ke markaz mein kisi bhi asar daalta hai.



                              Technical analysis, ek aise tajwezati asool hai jisme past price movements aur trading volumes ko evaluate karke future price predictions ki koshish ki jaati hai. Iska mool mantra hai ki market ke historical patterns ko samajh kar, future ke trends aur price movements ko anticipate kiya ja sakta hai. Yeh tijarat karne wale logon ke liye ek madadgar tool ban sakta hai, khaas karke forex market mein.




                              1. Price Patterns: Technical analysis mein price charts ka ghor se mutala karna ek mukhtasar aur asan tareeqa hai. Isme traders price charts par moujood patterns jaise ke triangles, head and shoulders, double tops ya bottoms ko dekhte hain. In patterns se, future ke possible price movements ka andaaza lagaya ja sakta hai.

                              2. Indicators: Isme alag alag indicators ka istemaal hota hai jo market ke mizaaj, chalti hui tezi, yaani momentum, aur doosre asoolon ka andaaza lagane mein madad karte hain. Moving averages, relative strength index (RSI), stochastic oscillators, aur Fibonacci retracement levels jaise tools traders ke liye ahem ho sakte hain.

                              3. Trend Analysis: Technical analysis mein trend analysis ka bhi bada hissa hota hai. Traders trendlines aur moving averages ka istemaal karke determine karte hain ke market ka trend kis raaste mein ja raha hai, yani ke bullish (tezi se ooncha), bearish (tezi se neeche), ya sideways (sthir) hai.

                              4. Support aur Resistance Levels: Technical analysis mein support aur resistance levels ka tajwezati tareeqa bhi istemaal hota hai. Yeh levels traders ko batate hain ke kis tarah ke price points par buying ya selling ka zor hoga.

                              Lekin, zaroori hai dhyan rakhna ke technical analysis kisi bhi market mein 100% guarantee nahi deta. Markets hamesha changing rehti hain aur kisi bhi waqt kisi bhi tajwezati asool ka istemaal nuksaan bhi pahuncha sakta hai. Isliye, hamesha zaroori hai ke traders apne trading decisions ko acche se soch samajh kar lein aur risk management ka bhi khayal rakhein.

                              In conclusion, forex market mein technical analysis ek important tool ho sakta hai jo traders ko market trends aur price movements ka behtareen andaza lagane mein madad karta hai. Lekin, iska istemaal samajhdari aur saavdhani ke saath karna zaroori hai, aur hamesha ek holistic trading approach ko follow karna chahiye.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X