greed aik lanat hai forex me

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Bhai jee teek kaha greed hum ko zindagi main karni hi nahi chaiyeh kiu k jis jis nay forex main y kidar or loss kiya os ki main waja jitni main nay deakhy greed hi thi tu es say bachna chaiyeh jitna hu saky
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      lalach tu aam life man bhi achi chiz nae hai forex man tu ic ka tasawer hi nikal daina chahye kun k zyada ki lalach karain gyn tu ye loss bhi day sakti hai patience lehda cchiz hai or greed elda ic ku mix na karain.
      • #18 Collapse

        Sirf forex mai hi nhi blkay hr trha k business mai greed loss ka reason hoti hai.Greed is a curse.Isi liye hmesa greed ko ignore krtay huway hi trading krni chahiye or market rules ko trend ko follow krtay huway hi trading krni chahiye.
         
        https://t.me/pump_upp
        • #19 Collapse

          ji bilkul humein kabhi bhi is kaam mein greedy nhi hona chayein kyun ky lalach bht buri cheez hoti hy is ki wajah se hum kaam pr focus nhi kr paty hy aur phr humein idher losss ko face krna parhta hy ek mashoor quote bhi hy greed is a curse.
           
          • #20 Collapse

            greed aik bohat bari lanat hai forex mai kyu k is ki waja sy ham ko bohat zayada loss b ho sakta hai. ham ko chahiye k jo munasib profit mil raha ho wo hasil kar lain aur zayada greed na karen.
            • #21 Collapse

              lalach kisi bhi kam main ki jaye to uski waja say humay loss he hota hay aur agar hum forex trading main lalach karen gay to eski waja say humay boaht sara loss ho sakta hay so humay chahiey aisa na kare
              • #22 Collapse

                jee bilkul janab ap bilkul theek ekh rahay hain agar hum Forex trading k iss business main kamyaab honaa chahtay hain tou uskay liye yeh buhat zada zaruri hae k hum greed ko khud se door rakhen kynk allach karany se hum sirf apnaa nuqsaan he karenge
                 
                • #23 Collapse

                  Dearves bat maibtu koibshak nhn hy kngreedy nature aik lanat hy agr ap chahte ho k es business mai acha kam kro tu start mai zrort hoti hy demo account py kam krne ki jitna acha ap kam kro gi otna he acha ap ko faida hasil ho ga soo ap mehnat krtii raho aur acha kam kro...
                  • #24 Collapse

                    G han app ne sahi kaha ha hmen is business me lalach se kam nahi krna chahe kyun k agr hm is business me lalach se kam karty hain tu hmen loss ho sakta ha isi liye hmen chahe k hm is business me lalach se kam karna nae chahe ta k hm loss se bach skayn
                    • #25 Collapse

                      g han forex trading mien apko chahiye ke ap completely greed ko avoid karen aur kabhi bhi greedy hokar trading nahi karen us se apko bohat ziyada big loss hosakta hai.
                      • #26 Collapse

                        Lalach buri bla hai or greed ki wja say hi mostly traders knowledge honay k bawajood b trading mai loss krtay hai.Forex market mai trading krnay k b kuch rules and regulations hotay hai jinhay follw krna zroori hota hai or unhi k mutabik trading mai kamyab b ho sktay hai.
                         
                        https://t.me/pump_upp
                        • #27 Collapse

                          G forex trading mein sab se bari waja ye hi js se new trader ko buht ziada loss hota hy wo greed hi hy kiok new trader ko learning knowledge aur experience kam hota hy aur ziada greed bhi karty han js se buht ziada loss ho jata hy is liye greed se Bach kar trading karni cahaiye
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #28 Collapse

                            Greed buhat dangerous hoti hy aur jo log profit hasil krney key bad mazeed profit key leye apni lots ko open rakhtey hain, unhain greed sey kafi loss uthana par jata hy. Greed sey bachney key leye take profit ka use krna chaheye takh aap ko trading key doran bar bar decisions na lena parain. Is key elawa Jo greed ko control kr letay hain wohi kamyab rehtay hain.

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X