Trading mein loss kyon hota hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading mein loss kyon hota hai
    Dear all friend hamen trading mein loss kyon hota hai apna experience share Karen aur taka isase aane wale members ko bhi information hasil han hasil ho sake
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Trading mein loss kyon hota hai

    Trading mn ap ko loss tab huta hy jab ap k pass ya tu experience kam huta hy ya ap na market ko achy sa smja ni huta iss ko sai tara sa analyze ni kia huta k ya kia hy aj iss lia agr ap k pass inn dono ki kami hy tu ap ko chaeye k jo time ap den rhy hyviss ko iss ko increase kr den q k ap jeetna iss ko zadaa time den gy ap ko iss ka itna hi zadaa profit hor faidaa ho ga
    • #3 Collapse

      Re: Trading mein loss kyon hota hai

      Assalamu Alaikum their product members han ji aapane bilkul theek Sawal kiya hai ki trading Mein Hamen loss Kyon Hota Hai trading Mein Hamen loss hone ki do Baje Hai Ek Tu Humsafar Se Kam Nahin lete aur dusra Ham lalach karte hain yah to maine Baja Hai Jise main trading Mein loss hota hai Hamen thoda sa last hone Lag Jaaye Ham trade trade close kar dete Hain jisse yah hota hai ki Ham Sadar nahin kar paate lekin market Ne Wapas Upar Aana hota hai aur dusra lalach Agar hamari ek rate profit Mein Chali gai Humne Sabar nahin karna Humne Pondy dusri der Laga deni hai Jo Jaye thoda bit mein kabhi bhi nahin Jayegi UK market Kar Kisi Ko Bhi Nahin Pata Ek Dedh aapki aapke experience a Agar profit Mein Chali gai hai to dusri trade aapki Lok Mein hi jayegi isliye lalach aur Sabar se kam na Lene Ki vajah Se Jyada Se Jyada Loss Hota Hai
      • #4 Collapse

        Re: Trading mein loss kyon hota hai

        forex trading my lost kyon hota hai forest reading my lost sirf aapki weakness or se hota hai kyunki jawab market ko learn nahin karte hain aur market mein without analysis of knitted open karte Hain to hi aapko loss hota hai is lost se bachne ke liye aapko chahie ke forex trading co learn Karen jitne jyada learning hoge forex trading ko sikhane mein itna hi hai apni trade open kar sakte ho itni jyada profit game kar sakte hain aur loss remove kar sakte hain
        • #5 Collapse

          Re: Trading mein loss kyon hota hai

          dea tradign mein loss tb hota hai jb hm log bina sochy smjhy trade lga bythty hain , trading mein loss tb hota hai jb hm bina knowledge k or bina forex ko smjhy bujhy is mein investment krty hain. forex emin hmy loss tb hota hai jb hm mehnat nahi krty , hm forex ko achy sy learn nahi krty hm forex ko theek sy time dy ker learnign nahi kryn gy to zahir si bat hai hm logo ko loss hi to hoga na , profit to nahi hoga na , is liye aap ko agar forex mein loss sy bch ker rehna hai to us k liye aap ko khud ko is kabil bhi to bnana ho ga na , jb aap khud ko is kabil bna lyn gy to hi aap loss sy bch skty hain nahi to aap loss per loss hi krty chly jayn gy. ab yeh aap yper depend hai k aap forex ko tiem dyty hain k nahi or achy sy forex mein seekh ker kam krty ahin k sirf tulkky hi marna janty hain q k tukky bazi kabhi kamyab nahi ho skti , or is bat ko aa[p ko apny zehan mein betha lyna chahey ro jb aap is bat ko apny zehan mein rkh ke rkam kryn gy to hi aap ko is mein kamyabi mmil sky gi wrna aap kabhi kamyab nahi ho payn gy. is liye pehlyy aap ko forex mein enter hony ki bjay is ko theek sy dil lga ker seekhna hoga or jb aap is ko achy sy seekh lyn gy to aap ko tabhi is mein kamyabi mil paygi, kamyabi lyny k liye boht paper bylny prty hain tb ja ker yeh hath mein aati hai or aap kya smajhty hain k bina mehant k mil jay gi, to yeh aap ki boht bri bhool ho gi is liuye mein to yahi kahun gi k aap ko apni learning ko sb sy pehly acha krna ho ga tb ja ker hi aap is kabil ho payn gy k aap ko is mein kamyabi mil pay. wesy aap ko nahi mil skti.
          "Dream bigger. Do bigger"
          (mahroosh)
          :1f607:


          • #6 Collapse

            Re: Trading mein loss kyon hota hai

            dear g han ap nah acahy swal kia hay aagr ham nay agay ki traf jana hay to is min ham ko chye k ham is main last tak acahy say acha kam ko traf attention karnay ki try karaty rahan ho g so is main ham ko kabhi bhi apnay km ko less nahi khyal kr k is ko ignore nahi karna ho g is main ham ko ik bata ko mind main set kr lena chye k is main trading main yeah ik hisa hay loss k so is main ham ko apnay km ko acahy say acha karaty rahany ki try karan chye is main he ham ki sab say beri kamybi ho g ,
            • #7 Collapse

              Re: Trading mein loss kyon hota hai

              Trading mein loss hone ki different type ki reason hoti hai aur sabse pahle reason yah hoti hai ki jab Ham bahut jyada jaldbazi karte hain miss understanding se kam karte Hain to hamen trading mein laws are jata hai vaise koi bhi business Ho kisi bhi type ki trade Ho usmein loss aur profit yah business or trading ka hissa hota hai isliye hamen bilkul bhi ghabrana nahin chahie bilkul tension nahin leni chahie hamen apne vircoco continue rakhna chahie aur hard work karna chahie jitna achcha Ham work ko continue rakhenge uttara acche tarike se Ham profit hasil karte rahenge
              • #8 Collapse

                Re: Trading mein loss kyon hota hai

                trending Mein loss hamari laparwahi ki wajah se hota hai hamen chahie ki Ham se kam Kare laparvahi Na Kare Ham trading mein zaida lalach se kam karte Hain to hamen loss ho jata hai hamen apne loss se nahin ghabrana chahie palke himmat ke sath kam karna chahie aur use join karna chahie
                • #9 Collapse

                  Re: Trading mein loss kyon hota hai

                  Dear brother forex trading men loss business ka hissa hey iss liay her kisi ko loss ho jata hey lekin jin logon k pass acha knowledge aur experience nhi hota woh bey tukki trading kartay hen aur loss uthatay hen iss liay pahlay achi tarah seekh kar phir demo account pe practice kar k experience hasil karen aur phir time ki achi investment karen aur lalach aur jald bazi se kam nah len aur small lot size ko use karen tu loss kam aur profit ziyada hasil kar saktay hen
                  • #10 Collapse

                    Re: Trading mein loss kyon hota hai

                    assalamu alaikum trading mein loss waqt hota hai jab aap market ko analysis nahin karte aur trade laga dete Hain aap greensignal ka intezar nahin karte aur trade laga dete Hain to use was definitely aapko profit Hasil kabhi nahin hoga aapko hamesha loss hi aaega aur iske bad dusri yah chij hai ki aap active mind ke sath trade lagaen agar aapka mind active nahin hoga aap stress mein honge to aapko kabhi profit Hasil nahin Ho sakega iske bad apne mind ko active rakhen Green signal milane per hi trade lagaen taake aapko achcha se achcha bonus mil sake aur acche se aapko achcha se achcha profit Hasil ho sake
                    • #11 Collapse

                      Re: Trading mein loss kyon hota hai

                      rading mn ap ko loss tab huta hy jab ap k pass ya tu experience kam huta hy ya ap na market ko achy sa smja ni huta iss ko sai tara sa analyze ni kia huta.apka sawal bht ala hai new logo k lyai to khaas ker bht acha sawal hai ji hum bgair practice k kar to saktai hain per hum kamyab nhi hosaktai loss ka ratio ziada hota hai hamain practice kar k samjh k he is kam ko karna chaye.forex main without practice ke is main enter hotey hain to phir apko loss hi htoa hey.
                      • #12 Collapse

                        Re: Trading mein loss kyon hota hai

                        Meri Nazar Mein Forex trading Mein loss Ki Sabse Badi waja lot size ka Jyada hona hai Jab Ham lot size bahut jyada set kar lete hain aur Hamare account ka capital kam Hota Hai To Hamen nuksan hota hai isliye Mere Khyal se Hamen lot size bahut kam Rakhna chahie lot size Itna rakhen Jitna aap loss bardasht kar sake ham log lalach Mein Aakar lot size ko bahut jyada Bada lete hain Jiski vajah se bad mein agar market Hamare against Chali Jaati Hai To Hamen nuksan ho jata hai aur bad Mein Hamen pachtawa hota hai aur ham Forex trading ko yah kah kar Chhod Dete Hain Ki yah kam fraud hai hala ke Aisa bilkul Nahin Hai Hamen Forex trading mein agar kamyabi chahie tu mehnat bahut jyada jaruri hai isliye main aapko yahi Mashwara Dunga Ki aap Forex trading mein bahut jyada mehnat Karen aur kam Karen ko is Kabil banae ki aap acche se kamai kar sake
                        • #13 Collapse

                          Re: Trading mein loss kyon hota hai

                          trading mein loss hmari galtiyoo sy hota hy forex main Anay walay new dostoun ko ye baat zehan main Rakhni Chahiye k jis tarah life main Koi short cut nahin hai Waisay he forex main Bhi no short cut,Is main success hasil Karnay K liye Sakht Mehnat Ki Zaroorat hoti hai or ye ap par Depend Karta hai K ap kis tarah Say Mehnat Kartay hain
                          • #14 Collapse

                            Re: Trading mein loss kyon hota hai

                            amazing threds ki hain apne forex trading main is liey loss hota hain k traders hard work nhe karte hian jo b traders demo account main experience ko incresss nhe karte hain vo kabi b kamyab nhe ho skte hain har traders ko learning ki need hain jisne b hard work kiya usne apne loss ko b reocver kar liya is liye regular hard work karna parta hain loss is liye hota hian k experience nhe hain jis k pas b strong experience hian wahi kamyab hain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Trading mein loss kyon hota hai

                              Loss profit karobar ka hissa profit hi profite hm koi kam nhi kr sakty sometimes loss hamari apni mistakes ki waja se hota he r some times trading me kis hota he

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X