Over trading na kren please

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Over trading na kren please
    Salam agr ap over trading krenge to apka sara profit khtam hojai ga or loss hoga islye over trading na kren.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Over trading na kren please

    dear g han ap naya chi bat ko share kia hay agar ham forex main add honay k bad main kamybi ko gain karnay k dream mind main set kr rakha hay to is main ham ko chye k ham is maina cahy say acha kam ko kr k he agay i traf janay ki try kia karein is main ham ko over tradeing ko nahi karan chye is main ham ko apany account balance ko assess kr k he agay ki traf janay ki try karaty rahana ho g agar ham is main aisa kia karein gye to ham is main kabhi bhi fail nahi ho saktay hein so is main ham ko mehnat kr k aor moneya ma\nagement kr k he trade ko karna chye is main he ham ki sab say achi say achi kamybi ho sakti hay agay ki traf janay main aor apnay ap ko is main kamyb banay main .
    • #3 Collapse

      Re: Over trading na kren please

      Jo log forex trading men over trading kartay hen unn ka account jaldi wash ho jata hey iss liay jo log daily profit ka target set karen aur phir agar jaldi apna profit ka target poora kar letey hen tu phir mazeed profit k lalach men over trading nah karen kiun k next trade men loss bhi ho jata hey iss liay profit zaiya bhi ho sakta hey
      • #4 Collapse

        Re: Over trading na kren please

        Assalamu alaikum dear friend aapane bilkul theek hai hamen chahie kya Ham target ke mutabik trading Karen aur usmein main mehnat our lagane ke sath kam Karen takat kamyabi hasil Ho jab bhi Ham aur reading karte Hain to hamen lose hota hai aur account jald wash ho jata hai
        • #5 Collapse

          Re: Over trading na kren please

          ji bilkul doston aisa hi hai aur trading bilkul mat Karen Jab aap overtrading Karenge to isase aapko Shivay nuksan ke Kuchh Hasil Nahin hoga Agar Din Mein Aapki Ek trade profit Mein Jaati Hai To isase Jyada trade bilkul na lagaen Kyunki Jyada Lal Aaj Aur overtrading aapko Shivay loss ke Kuchh Bhi Nahin Degi aap Jyada Se Jyada trading knowledge Hasil Karen Jab aap experience Hasil kar lenge Uske bad pahle aap chat lagaen 5 se lagaen lekin starting mein aap ek do I Jyada trade mat lagaen Agar aapko loss bhi hota hai to use per Sadar Karen aur Agar profit hota hai to use Jitna Bhi hote hain Kabul Karen
          • #6 Collapse

            Re: Over trading na kren please

            ji han bilkul aap ki baat theek hai Forex trading Mein hamen overtrading Nahin karni chahie overtrading karne se hamari e-trade loss Mein ja sakti hai hamen soch samajh Kar aur acche confidence ke sath hi apni trade open karni chahie aur mehnat karni chahie tabhi Ham is main acchi tarah Se kamyabi Hasil kar sakte hain
            • #7 Collapse

              Re: Over trading na kren please

              Dear member topic aapne bohat acha choose kiya hy lakin sahi sy define nahi kiya overtrading ky bary mein. Overtrading us waqt trader karta jab wo overconfidence hota jaisy agar trader ko 5 continue profitable trade milain tou is condition ky baad trader mein lalach ka factor apna role play karta hy or lalach sahi decisions nahi ly sakta hy. Emotions ka hona natural element hy lakin aksar traders emotions ko trading mein join kar waky apna loss karwa lety jaisy less knowledge or experience ki waja sy investment kar lety or double karne ka plan karte jiska result loss mein aata or bajaye mistakes ko sahi karain overtrading karte. Isliye trader ko hamesha overtrading ko avoid karke sabar ky sath trading decisions lyne ki zarurat hy taky acha benefit hasil karain or waqt ky sath knowledge or experience bhi increase karain.
              Do what the clock does:- KEEP MOVING!!!!
              • #8 Collapse

                Re: Over trading na kren please

                Assalamu alaikum dear friend trader ko jo target Diya Gaya hota hai utna Hi Kam Karen jitna forex trade mein Diya gaya hai agar isase jyada karega vah FIR nuksan mein Chala jaega isliye jab Ham forest rate mein Punjab Ho jaate Hain to fir Ham overtrading karane lag jaate Hain jisse hamen bahut jyada nuksan uthana padta hai isliye hamen apne motional per kab kab hona chahie aur uske control karna chahie aur overtraining nahin karni chahie jo bhi hamen target Diya gaya hai use per Amal karna chahie is shyam acche tractor Ban sakte hain
                • #9 Collapse

                  Re: Over trading na kren please

                  g sahi bat kahi hai aap ny over trading bilkul bhi nahi krni chahey q k over trading hmary liye boht nuksan dy hoti hai , khas tor per un logo k liye jo k abhi is field mein bilkul new hain un k liye yeh both dangerous hai, q k unhy na to apny emotions per kabu hota hai or na hi wo kuch or janty hain is liey un k liye yeh boht mushkil hai k wo kis trha ys kabu kryn to jb wo dykty hain k unhy profit ho rha hai to wo or trades open kre dyty hain or leverage ka dyhan nahi rkhty or zyada trades open krty jaty hain, han yeh mana k is sy profit bhi hota hai mgar is mein nuksan bhi bohht hai is liey aap o kabhi bhi aisa nahi krna chahey q k aap ko is sy boht bra nuksan bhi ho skta hai or aap ka account wash bhi ho skta hai, jb aap over tradign krty hain to aap ka kam hai k aap market ko pehly ahcy ys janty bhi hon or agar aap bina market ko jany tradign kryn gy to aap ka faidy ki bjay nuksan hi ho ga so be care full about it. aap ko pta bhi nahi chlta k kb aap ak profit loss mein bdal jata hai or yeh sb kuch sirf or sirf aap k over tradign ki wjah sy hi hota hai si liye is sy bch ker rahyn or apna kam krty rahyn or jitna ho sky forex ko seekhyn q k forex ko seekhny sy hi aap ko mzeed is mein kam ana start ho ga or sath hi aap ko is bat ki bhi smajh bujh aay gi k konsa kam aap k liye nuksan dy hai or konsa aap k liye faida mnd hai. q k market mein qdam rkhny sy pehly yahi cheezyn hoti hain jin ko smajhna by had zruri hota hai or tabhi aap kamyab ho skty hain is liye apni kamyabi or jeet ko pany k liye apny kam ko dil sy kryn or phir aap is ka rezult dykhyn gy.
                  "Dream bigger. Do bigger"
                  (mahroosh)
                  :1f607:


                  • #10 Collapse

                    Re: Over trading na kren please

                    ji aapane bilkul theek kaha overtrading nahin karni chahie balki soch samajh Kar aur market co acche se study karke trade karna chahie tha ke hamen bahut zyada loss Na Ho jitna zyada Ham market ko study karenge itni hi acchi trade kar sakte hain aur trading hamesha nuksan deti hai aur hamen is per control karna chahie agar ham soch samajh Kar trading karenge to Ham ek acche trader Ban sakte hain
                    • #11 Collapse

                      Re: Over trading na kren please

                      Jab ap na aik trade lagai v ho hir pr ap iss k uper hi sath dusri trade lga dety hi tu iss ko over trade khty hy dear jab ap k pass balance kam ho tu tab tu ap ko chaeye k kabhi bhi ap over trade na kry q k is sa nuksan huta hy ap ka margin level kam huta hy hor etity level bhttt jaldiu kam hony lagta hy likn agr ap k pass bhtt acha balance ho tu ap ko chaeye k ap over trade kry lkn agr acha balance nk hy tu phr ap ko ni krni chaeye ya krni hy ti lotsize kk smal rakhty howy kryn
                      • #12 Collapse

                        Re: Over trading na kren please

                        Jo log forex trading men over trading kartay hen unn ka account jaldi wash ho jata hey iss liay jo log daily profit ka target set karen aur phir agar jaldi apna profit ka target poora kar letey hen.forex trading may har kc ke marse hay k app forex ko partics kar k use kare ya without partices k use kare us ko agar app without partics k use kare gay tu ap lose mele ga.
                        • #13 Collapse

                          Re: Over trading na kren please

                          yes dear right kaha hian over trading karne say big loss hota hain hasil kuch b nhe hota hian i sliye kabi b kisi b traders ko over trading nhe karna hoga jo b over trading karte hain loss kar dete hain is liye loss na kare over trading na kare big loss say big account b wash ho jate hain is liye kabi b forex trading main over trading na kare over trading karne say har exprt traders b apne big account ko wash kar dete hain jis k pas strong learning hain wahi traders amazing earning kar rahy hain
                          • #14 Collapse

                            Re: Over trading na kren please

                            Mere doston Hamen Pakistan Forex foreign trade karte hue over trading Nahin Karni chahie Kyunki is se Hamen Las ho sakta hai aur Hamara nuksan ho sakta hai
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Over trading na kren please

                              jee haan nforex mein overtrading bilkul na karien knowledge hoga utna hi zada hame profit milne ka chance hoga aur experience hamara acha hoga practice karne se ap us busineass par jarur success hote hay.thik waysa he Forex foram trading may ve ap agar bohot expainace hasel kar late hay to ap ve is par successful ban jate hay.

                              اب آن لائن

                              avatar Aviz
                              Working...
                              X